Roshan Digital Account Pakistan may kaam karny waly tijarati Banks kay istirak se state bank of Pakistan ka ak eham qadam hy. Yi Accounts lakhon ghair rehaishi Pakistanio k liye bankari k jadeed hal faraham karty hain jo Pakistan may bankari, Adaigi or sarmaya kaari ki sargarmian anjaam deny k khwahan ho.
Pakistan ki tareekh mein pehli baar, ghair rehaishi pakistani ko mukammal tor par digital aur online amal ke zariye kisi bank ki branch ka dora karne ki zaroorat ke baghair daur daraaz se Pakistan mein account kholnay ka mauqa fraham kya ja raha hai. Account kholnay mein maloomat aur dastawizaat ka sirf aik bunyadi dastawizaat darkaar hongy. bankon se kaha gaya hai ke woh 48 ghanton ke andar andar tamam zaroori information ko mukammal karen.
Roshan digital account Pakistani bashindon ko mukammal tor par Pakistan ke banking aur adaigi ke nizaam ke sath zam karta hai.
Funds ki muntaqili, bilon, aur fees ki adayigyon, aur e commerce samait tamam riwayati account khidmaat tak digital rasai fraham karna.
Hukoomat Pakistan ki janib se jari kardah naya Pakistan Certificate mein ghair rehaishi Pakistanio ki taraf se sarmaya kaari ko qabil banana, or har ghair rehaishi Pakistani Dollar or Pakistani Rupee ka account asani se baghair kisi khatray k khol sakty hain, Naya Pakistan Certificate par, munafe par sirf 10٪ withholding tax laago hota hai jo mukammal aur hatmi hai. Tax return ko bharnay ki zaroorat nahi hai, or Naya Pakistan certificate ka sharai tameel version bohat jald dastyab hoga. FBR ke sath beron malik asason ka elaan karne walay rehaishi Pakistani bhi Amreeki dollar se munsalik Naya Pakistan mein sarmaya kaari kar saktay hain. Aisa karne ke liye, Ghair Rehashi Pakistani Pakistan mein aik bank branch mein ja kar ghair mulki currency mein roshan digital account khol satke hain.
Pakistan stock market mein sarmaya kaari ko qabil banana, aur tijarti aur rehaishi dono amlaak samait, bohat jald Pakistani amlaak market mein sarmaya kaari ke mawaqay kholy jaingy.
Roshan Digital Account ghair mulki currency aur Pakistani dono curriencies mein accounts dastyab hain customer ghair mulki currency ya rupiya maliyat wala account, ya dono ka intikhab karsaktha hai. NRP ke liye , yeh accounts bahami mudakhlat Pazeer hon ge aur ghair mulki currency se Pakistani rupay aur is ke bar aks asal waqti online tbadlon ko qabil banayen ge. Account mein dastyab funds Pakistan ya bank se kisi bhi manzoori ke baghair wapas Pakistan se beje jasaktay hain.
Roshan Digital Account Kin Banks may khola ja sakta hy?
1. Bank Alfalah
2. FaysalBank
3. HBL
4. MCB
5. Meezan Bank
6. United Bank
Roshan Digital Account kesy khola jaye?

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим