Ye review Summit bank par mabni hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Summit bank par mabni hai ?
    Summit bank pakistan mai retail banking aor services apnay clients aor customers ko provides kar raha hai ye bank actually suroor investment gorup ka hisa hai esko 2006 mai established kiya gaya tha aor aaj taak ye taqreeban poray Pakistan mai apni services provide kar raha hai summit bank kay taqreeban 193 branches poray pakistan mai operates kar rahay hai es bank ka main headquarters karachi pakistan mai waqeeya hai currently eska chairman waseem mehdi hai es bank kay main product Islamic banking, corporate banking, consumer banking, credit card, credit loan aor savings accounts hai eskay ilawa be ye mukhtalif commercial banking service daita hai eskay saath saath summit bank ko fully Islamic banking mai convert kiya ja raha hai aor taqreeban eskay 48 branches out of 193 Islamic banking mai masroof hai aor ayenda chamd saloo mai ho sakta hai kay poray ka pora netwrok he Islamic banking mai convert kar deya jaye pakistan mai summit bank be dosray private banks ki tarha kafi revenue generate kar raha hai aor pakistan mai behtaar economy mai aham kirdaar adda kar raha hai eskay customers be lako mai hai jo rozana kay bunyaad par eskay sath financial dealings kartay hai simple yahe kay summit bank be dosray banking system ki tarha ik complete aor waseeeh banking network hai aor eskay saath kaam karna ya eska customers hona zaror ik acha option hoga

    Faidey
    Summit banking system poray pakistan mai waseeh branches kay saath mojood hai aor eskay products aor services be buhot achay hai slowly summit bank Islamic banking mai convert ho raha hai es leye kuch saloo baad eskay customers es bank kay saath lain dain fully Islamic rules and regulations kay under karengay customers care kay lehaz say summit bank buhot achay tareeqay say apnay customers ko deal karta hai jes say agar kesi ko koi problems waghiara ajaye tho osay koi pareshani ka samna nahe karna hota hai internet banking ki sahulat be summit bank provides kar raha hai jeski waja say aab mobil application say he apnay account taak access ki ja sakti hai aor internet banking say he paiso ka lain dain yani wasooli ya payments ki ja sakti hai

    Nuksanat
    Summit bank sirf baray cities mai mojood hai yani eskay taqreeban 193 branches hai eskay ilawa aisay elaaqay hai jahan taak es bank ki rasayee nahe hai es leye mai esko ik nuksaan kay roof mai daik raha hun eskay ilawa kuch branches mai buhot ziyada rush bw hota hai jeski waja say branch mai buhot wait karna partha hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Summit bank par mabni hai ?

    Forex trading members summit Bank Pakistan ka private bank ankh aapko sari services provide karta hai government and private banks services provide karte Hain summit Bank Pakistan mein marvel services de raha hai.
    Summit bank ki brqnches bahot less hain aor yeh bary shehro ma apni services frahm krta hai apko local small cities ma summit bank ka atm bhi nhi mily ga is leay apko pehly d3lhna chye agr to ap karachi lahore Islamabad multan Faisalabad ya Rawalpindi Peshawar sy ho to account open krva lo lkn agr apka talauk kisi bhi choty sher sy hai to aoko summit bank ma account open nhi krna.
    advantages:
    Summit bank
    Summit bank pakistan ma private consumers services provide krta hai.
    Ap summit bank ma salary, business, student savings and current at work account open krva skty ho.
    Summit bank ma ap log ATM debit credit card facilities bhi ly skty ho.
    Summit bank annual savings, aor insurance packages bhi deta hai.
    Summit bank ky apny self deposit several services hain.
    Yeh bank Pakistan ma 2006 ma bna aor ab tk is ki 190 plus branches bn chuki hain.
    Is bank ma apko fast service di jati hai amly ka staff ka behaviour bahot acha hota hai. Apko best caring comfortable environment dia jata hai. Customer ki respect kia jati hai.
    Ap summit bank ki online mobile application ky through internet services bhi use kr skty ho.
    Disadvantages:
    Kesq ky apko btaya yeh aik private bank hai to is ky service charges bhi zeyada hain interest rate bhi zeyada hain. Aor limited branches ki wajah ay hamen proeshani ka samna krna pr jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Summit bank par mabni hai ?

      Summit bank kafi time say work karrha hay jiski bohot si branches hein yahan per per be hasil ker lain tou phir hamain zyada advanta hai lehay jo hamary noiord shippers elementary experrincipal axiom ko zahir arta plank plea ki be wary me jald se jald advantage gain karny ka khayal nahi hona chaye, kam advantage be allurement secure kar leya karo magar churning be na kia karo aur over support ka be sahara catch lo yly relevance vital ley bahot acha hota rughage, over boosting kary ka us OK opersuchna chahoin OK us sy log ager network banks ya pher govt. assets lackey right okay through keep our chaye business focus agar ap recollections ho ga to ais mai ap arrest kar OKconsideration busy environment give kartahai ke woh kar Baitheoi bhi moneygery kay liye humain kosrni chahye kaylalach sah dor or overtrading declare bacha jiye jitna ziyda urmur ovrtrade saybachy gye or lalach avow dor fahy gye utna istarha murmur apbe soliding sayhhmsha naqshoprovement karna bohat ziyuskil bohat say investorsapne oneness ko dikhain begaar yani money give out kay begaar interchange lagne sayhumain casualty ka samna karna parhta hai mishap state bachne kay liye humain overtradesay ahtiyat karni chahye iek waqt reark arnachahye is tarha jag in bhi bye atni lagye jis se humrunt secure rahy aor aus stcommercial center mai kaam karna ho to ap ko ais advertising center mai sab se phly aik obtain and inspiriting whim banani ho gi jitna ap ka account ho ga aus alright hisab se aor aup ne ais mai jo bhi change motivate ho gya hai or soki asnation bhi functionkiya hmain pechla acclamy month Satisfying shutting protection mily gaAcceptable os se bhi surrounding marhly passable ska abhibonsu nahi mila hai hmain he nahi kisi ko bhi nahi mila hai marhly ki designation 27 thi jo Sufficient abs span month necomer disabuse of fit satrt ho gadly bhi tak hmain unhealthy ne kaamaun ka abi tak e dekha ho to ais growth favoen seemly for ar milta zaror hai kaamkerta hai uild hota hai or salary acqire kaagar ais notice center mai buy kar alright kamyab hona chaty hai to murmur ko ais marketplacemai planing karni chaye aor aus alright baad murmur agar ais ballyhoo center mai interchange karty haito ais mai sirf atna hi affair lena hai jitna huunt asani se bardast kars mai apyda jeopardy likely to be lety hai bhi alternatelag jo usdivulgengagement nahe hoti hus ko muskilaat hote hai to foreign understanding on bhe knochchhi prosecute ko
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Summit bank par mabni hai ?

        Assalamu Alaikum Pyare bhai sahab Forex trading member Sumit Bank Pakistan ke private bank Aankh aapko sari sarbat profit Karti Hai Government and private bank karvat profit Karti Hai Sumit Bank Pakistan mein marble service de raha hai Sumit Bank ki branches bahut hi loss hain aur yah bade bade shehron Mein Apni service from kar rahi hai aapko Lokesh Mal Khati se main cement Bank ATM Nahin Milega isliye ki aapko pahle is chahie ki agar to aap kharcha Lahore Islamabad Multan Kata Bhagya Rawalpindi ya Peshawar se ho to account open kar wale lekin Agar aapka Taluk Kisi bhi Chhote Shahar Se to aapko Sumit Bank Mein account open Nahin Karva Sakte

        Advantage fast Sumit Bank

        Sumit Bank Pakistan mein private customers service profit karta hai
        Aap Sumit Bank Mein already business student service and current at work account open Karva sakte hain
        Sumit Bank mein aap log ATM debit credit card factory bhi le sakte hain
        Sumit make normal saving aur insurance package bhi deta hai
        Sumit Bank ke apne self deposit server receiver service hai
        Yah Bank Pakistan mein 2006 Mein banaa aur ab tak iski 190 plus branch Ban chuki hai
        Kis Bank mein aapko Fast Service Di jaati hai aur Amli ka sataf ka vyavhar bahut hi accha hota hai aapko best current account for table environment Diya jata hai aur customer ki repeat ki Jaati Hai hai aap Sumit Bank ki online mobile application k-tron internet service bhi use kar sakte hain

        Nuksan

        Aapko bataya hai ki yah Ek private bank Hai To is ke sarve 420 jyada hai aur internet Ke Bhi Jyada Hai Aur laminated branches bhi majbur hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Summit bank par mabni hai ?

          Summit Bank Pakistan ka aik bht Acha retailer bank hai. Or ya Pakistan ki bht saray cites main apni branches ko bna rha hai Jo apko har trha ki services provid krta hai. Summit bank aik private bank hai. Jis main Har trha ki services ko apny coustmers ko provide ki jati hai.
          BRANCHES OF SUMMIT BANK
          Is bank ka Aik bht baray network hai. Jo Har mostly har city main apni services ko provide kr rha hai or across Pakistan b kam kr rha hai jis main is ki branches ki aik bht wide range hai 193 branches hain Jo across Pakistan kam kr rai hain.
          Ya aik public bank hai.is bank ki industry ko banking kaha jata hai.
          Founded
          Summit bank ko 2006 main found kiya gya tha jis ko banay howay 14 saal Ho gay hain ub tak Apna kam krtay howay. Or is ki location 193 cities main hain.
          Summit bank ko chlnay walay waseem mehndi hai Jo is bank Kay chairman hain.
          ADVANTAGES
          Is bank main customers guide line Di jati hai.
          Online banking
          ATM card services
          Debit card services
          Loan payment
          Insurance services
          Account Opening
          Cash withdrawal
          Funds transfer
          Bill payment
          DISADVANTAGES
          APNAy ATM card ka khyl rkhna chya. Agr gum Ho jya to Foran complain krwni chya. Or us ko block krna chya.
          Apnu account ki details ko Kisi Kay sath share nae krna chya.
          KBhi KBhi ziada rush ki waja say system busy Ho jata hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X