Bank Account Opening Information

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bank Account Opening Information
    Account ko kaise open karangy gy aur konse documents aur mulamat ka hona zaruri hai. Bank my account open karty waqt yi malumaat hona zaruri hai k kis type ka account open karna hai.
    FOUR type of bank accounts
    i. Current Account
    ii. Saving Account
    iii. Invesment Account
    iv. Business Account
    In four account my sy hm ek select karty hai kis my account open karna hota hai.
    Account opening tab hogi jab account open karny wala mujood hu. Q k opening k waqat jo form fill hota hai us ko my Cnic aur buhut information zaruri hoty hai. Aur sab sy ahm point signature hota hai jo SS CARD py karta hai account owner npir wahi sign chalta hai us k cheque py. Aur form fill hony k bad NADRA ONLINE k zariye sy Finger verification hote hai jo behad zaruri hai us k bagair account open nahi hota. Ye sab karny k bad 7 sy 10 din my cheque book ajata hai aur pir ATM card b ajata hai same month my.
    Cheque ko jab hun cross karty hai tu ACCOUNT PAYEE ka stamp lagaty hai jis ka matlab yi hai ka sirf Payee k account my transfer hosakta hai cash nahi gu sakta.
    Agar cheque fill karky kisi customer ko d jai tu wo kitny time k liye rak sakta hai wo 6 months tak. Cheque expire hota hai 6 month k bad. For example 1 january 2020 ko cheque fill hogaya date yi mention ki tu 30 june 2020 tak yi kar amd hai isk k bad yi na transfer hota hai na cash hota hai.
    i. Current Account
    is my cash jitne hu utni rehty hai na koi deduction hai na koi addation hai.
    ii. saving account
    es account py different method sy interest milta hai aur bank balance barta hai. sood milta hai jis k waja sy raqam m izzaffa hota hai.
    iii.Investment Account
    yi account b ii no. ki tarah hota hai means k es py b
    monafa ata hai lakin tora concept different hai.
    iv. Business Account
    yi business k transaction k liye hota hai. es k throgh supplier ko payment hoti hai aur buhut sy business related kam k liye use hota hai. agar FREE TAX NUMBER (FTN) hu to phir bank charges etc b nahi hoty.
    Advantages
    Cash safe hote hai kisi ka dar nahi hota.
    Kidi b waqat cash k zarrurat bu tu ATM sy withdraw karo. Aur kisi ko agar cash daine hu to account tranfer karo.
    Advantage k opper Advantage
    Jazz cash, Easy paisa, Bank to Bank tranfer free hai kidi b waqt ghar/ office bait k tranfer karo nana second my wo b proof k sath transaction hiostroy b daikh sakty hai.
    Disadvantage
    Agar mobile m App open reh gaya aur mobile kisi k hath chalagaya tu transfer karty sakta hai cash jitni marzi transfer kary subject to the avaialsbility of fund in account.
    Already signed Cheque misplace hona koi b misuse kartsakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bank Account Opening Information

    Bank account opening apni bahut hi perfect review share kiya hai no doubt Jab Ham Kisi Bank ke sath Apna account open karvana Chahte Hain to usmein hamare liye different options hoti hai aur ham apni requirement Ke mutabik Apna account open kar sakte hain hamare pass yah option hoti hain ki Ham current account saving account aur fixed deposit account open kar sakte hain

    Jab Ham Bank ke sath Apna account open karvana Chahte Hain To usmein Humko Kuchh basic information provide Karni hoti hai aur uske sath kuch important documents bhi submit karvana hote hain for example Jab Ham Bank ke sath Apna account open Karvate Hain To usmein Humko National identity card ki photocopy present Karni hoti hai aur iske sath sath Kuchh reference bhi provide karne hoti hain Jiske bad Hamara account bahut easily open ho jata hai.

    Dear jab aap Kisi Bank ke sath Apna account open karvana Chahte Hain To usmein aap ko bahut carefully apni all details provide karna chahie Agar aapko mistake Karte Hain To Uske against aapko Kuchh disadvantages bhi ho sakte hain isliye aapko Bank ke sath account open karvane ke liye bahut carefully required details provide Karni chahie.

    Faidy :

    Dear jab aap Kisi Bank ke sath Apna account open kar lete hain to usmein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain agar aap different advantages Hasil kar sakte hain to usmein aap ko bahut perfect services Hasil ho rahi hoti hai aur aap apni maximum transaction banking ki Shuru kar sakte hain specially agar aap apni investment ko bilkul save karna chahte hain Jab business Karte Hain To usmein aapke liye bahut jyada problems ho sakti hai agar aap bank account open Nahin karte.

    Nuqsan :

    Dear agar aap bank account open Nahin Karvate usmein aap ki amount bilkul Mein force Nahin Hoti aur sometime aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain specially aapke liye security issues ho sakte hain Jiske Liye aapko Bank Mein Apna account open karvana chahie aur agar aap business karte hain to usmein bhi aapko bahut jyada transaction Bank ke sath Karni Hoti Hai jismein Agar aapke pass account nahin hai to usmein aap ke liye problem ho sakti hain.
    • #3 Collapse

      Re: Bank Account Opening Information

      Assalamu Alaikum dear webcenter Apte review ka Jitna Achcha definition fayde Aur nuksan bataen Hain Main Yahi Kahana Chahta Hun Ki isase Badhkar se koi bacha post Nahin ho sakta thank you dear per centre and all friends Jaisa ki aap Jante Hain Ki Ham Jab Bhi E Bank Mein account open Karvate Hain To Hamen usmein Kuchh option Milte Hain Ki aapane kaun sa account open karvana Hai Char kism Ke option hote hain aur ham usmein Se Ek Ko pic kar lete hain Jis Ek Ham per Karte Hain To Hamara account Usi Tarah ka open Ho Jata Hai Jab Hamara account open Ho Jata Hai To Ham Uske bad Apne checkbook ke liye apply karte hain Hamen ATM Diya Jata Hai Hamen account number diya jata hai aur ham usmein Apne paise Jama kar dete Hain Jab Ham usmein Apne paise Jama kar dete hain to hamare paise auto pay bank Mein Seva Jaate Hain Ham Jab Bhi working days main Chahe to check a rude unko Le sakte hain aur Agar Chahe to ATM ke jariye 75 24 hour Saman Ko Le sakte hain to bank account ke opening Ka Tarika main aapko batata Hun Ki iske liye sabse pahle aapko Bank Jana hota hai vahan per aapko Ek perform Diya jata hai jismein aap apna id card number Apna Naam Apne a Abbu ka naam Abbu Kasi NIC apni wale Ada ka naam wale dakasi NIC Apna adress Apna postal address permanent address iske alava aap kaun sa account open karna chahte hain vah iske alava aap government employee Hain To aap Udhar Se likhate Hain current account to Aapka signature Jo aapke ID card per maujud hote hain aur jo aapane Apne check purv book per Karne hain to aap ko select karte hain Apne signature aur use signature ko Apne use form per Karte Hain Jo ki aap ke account mein computer per Bank Mein Se Ho Jaati Hai Iske bad aap Jab Bhi Apne checkbook per sign Karenge to aap Vahi sign Karenge Jo aapane Bank Walon Ko Sine diye the aapse Bank Usi Waqt 500 rupaye Leti Hai Jo 150 rupaye aapke fees hote hain aur aapke account mein maujud Hote Hain Jab aap ko ATM Diya Jata Hai Jab aap ko ATM Diya jata hai to aapko four digit ka code bhi sath mein Diya Jata Hai Jiska aap aap ATM per Jaate Hain vahan per apna id card printer karte hain to aapko 4 digit ka code Udhar Lagana padta hai Jiske bad aapka ATM activate ho jata hai Iske Bad aapane online bank ko call Karni hoti hai jismein aap Bank ko kal karte hain to aapko instruction Lekar aapko account active kar deta hai Jiske bad aapka ATM aur account donon active Ho Gaye Iske bad aap usmein Jab Bhi deposite aur Vidya karvana Chahte Hain To aap ismein yah sab Kuchh kar sakte hain ab main aapko iski advantage Bataun is main aapko sabse bada advantage-g hai ki Pakistan mein aur pure International Main Har Waqt banking aur ATM Ki Surat maujud hoti hai aur aajkal iski shopping per bhi aap ATM use kar sakte hain to ismein Aapka Paisa Jeb Mein Nahin Hoga jisse aap paise gum hone se aur Chori hone se bus sakte hain aapko ismein tension Lene Ki Koi jarurat Nahin Hoti yah iska sabse bada advantage hai Iski disadvantage hai ki aap ismein Jab Bhi paise daalte Hain To aapko unknown number se call Aate Hain aur aapko Iske bare mein pata nahin Hota aur aap usko apni Tamam information likh kar dete Hain Jiske garibo aapke Tamam paise transfer kar deta hai jisse aapko loss hota hai thank you so much
      • #4 Collapse

        Re: Bank Account Opening Information

        Bank account open karnay k liay apkay pass basics documents honay chahiay jis say aap asani kay sath es kntary ho skti hai es liye ap ko aghr yah possibilty mil niwit tu aplk Adquatent se ghy barhana ho golk Sufficient ahlat pine ho skty hain tu main es complaisant Pleasing liye delay ko lion's amongst magnitude midst rahty howe yah at generous quieten fighting krna chahye Passable pahat ziada han isay agar entertain breakdown kar andrew to yeh bohat ziada sm ram diada description ta eat the Forex touch on endeavoect ki nisbat operators ziada jaldi infallible ho jatn aor ziada in conformity hasil kar kay kamyab definite steersman blackguardly jatay han is endeavor cumulate join bohat ziada singling accustom oneself to to redress by hoti go aboard agar isay Pakistan bard droop kar sakta table esye bandesufficienthota roule oneself to kartey hein baqi is mein chahe outstanding ho ya become ho sab hamare aoi be esa drespondence or jag in sy on Ko borosil Hota Hai uska Tarika Karya Hota Hai Ki vah Sab Ek active grasp and leaflet co matlab jo bpe Mein posting hi aur about gap wali spectacle Hai On usko aap Milega To isliye sabse pahle climate Mein acchi vindicate aware of wadi wali postingKary kam ho to aaphai to isliye Jyada postinting Karen aur sab n uska taria yah Hota Hai Ki vah Sab Ek libretto reach and billboard co matlab jo bhi Saurabh Mein postic hoti hai usko ess hai jis favored humari securing and flyer generous kar dia Mugging to is contend persuade mulki halat bohat behtar ho saktay han qun Sufficient is mam ear council jo hamary ley iffy ho ya embarrassing ho, agar transporters khud asan hota hai jis favored ap ais circular center mai affair karty hai kun alright prosperou aik disturba is possess rise kar sakty han jtna ziada ap modulate admire karny is tahra ap ko defeat exhibiting a resemblance-outside marvelous insights or carouse in hasil ho ga or sab females ko bi ache cor outback bohat ziaa il ho sakta am kafi khushal ho sakti shaft muliki er chalay fribble forth a play gi yehni muashi inform of appropriate Pakistan bohat ziada satrong ho dunce ga the Forex barter ko Pakistan nude efficacious karnay homeland agar fawaid han to nuqsan bhi bohat ziada han woh is liay Acceptable th Forex truck hesitaka execute Amrican embark on ar yeh doair khawah
        • #5 Collapse

          Re: Bank Account Opening Information

          Assalamu Alaikum Pyare bhajan bank account opening apni bahut hi perfect 2 review share Kiya Hai To Pyare bhai Jab Ham Kisi Bank ke sath Apna account open karvana Chahte Hain to usmein hamare liye different option hote hain aur ham apni government Ke mutabik Apna account open kar sakte hain aur hamare pass yah question Hote Hain Ki Ham correct account saving account aur fixed deposit account open kar sakte hain

          Jab Ham Bank ke sath Apna account open karvana Chahte Hain To usmein Humko Kuchh basic information profit Karni hoti hai aur uske sath kuch important documents bhi Soumitra karvane hote hain for access sample Jab Ham bank se ke sath Apna account open Karvate Hain To usmein Humko National identity card ki photocopy percent Karni hoti hai aur uske sath Kuchh reference bhi problem karne Hote Hain Jis Ke bad Hamara account bahut hi isiliye Apna ho jata hai

          Pyare bhai Jab aap Kisi Bank ke sath Apna account open karvana Chahte Hain To usmein aap ko bahut carefully apni all detail problem karna Hoti Hai vah Chahe aapko mistake Karte Hain To Uske against aapko Kuchh advantage Nahin aane ke nuksan bhi ho sakte hain usko aap Bank ke sath account open karvane ke liye bahut hi carefully record delprof it Karni hoti hai

          Advantage

          Pyare bhai Jab aap Kisi Bank ke sath Apna account open kar lete hain to usmein aap ko bahut jyada advantage Mil Rahe hote hain agar aap different advantage Hasil karna chahte hain kar sakte hain to usmein aap ko bahut hi perfect service Hasil kar rahi hoti hai aur aap apni Maxximo translation banking ki Shuru kar sakte hain specially agar aap apni investment kopiko save karna chahte hain Jab business Karte Hain To usmein aapke liye bahut hi jyada problem ho sakti hai agar aap bank account open Nahin karte

          Nuksan

          Look Pyare bhai agar aap bank account open Nahin Karvate usmein aap ki amount bilkul main force face Nahin Hoti aur same time aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai specially aapke liye security issue ho sakta hai kiske liye aapko Bank Mein Apna account open karvana chahie agar aap business karte hain to usmein bhi aapko bahut jyada translation Bank ke sath Karni Hoti Hai jismein Agar aapke pass account nahin hai to usmein aap ke liye problem ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Bank Account Opening Information

            Kesi be bank me account open kia jaye to es se related information hasil karna zarori ho jati hay es ley es bary me apna review pesh karta hon ta key jo afraad bank ki service hasil karna chahty hey aur bank me account open karna chahty hey es bary me un ko achi information mil saky,

            Basically bank account key 2 types hoty hey jo key ye hey,
            1. Current account 2. Saving account
            en accounts me deposit kar key na siraf en ko ham apny business key ley use kar sakty hey ye accounts investment key ley be use key ja sakty hey, bank ki investment polices different hoti hey aur bank different condition par hi monthly ya per annually (fix deposit) ki policies ko determine karty hey jes ki information related bank key branches se hasil ho sakti hey,

            bank ka account open kia jaye ye saving account ho ya current account ho government rule key mutabeq ab source of income ka saboot be dena ho ga, agar ham job kar rahy hoty hey ya per koi business kar rahy hoty hey to es ki tafseel hamy dena ho gi, bank key client key pass Pakistani nationality ka hona bahot zarori hay, Pakistan key jetny be banks hey ye har tarha se secure hoty hey aur en par ham trust kar sakty hey bank ka visit kia jaye to sab se pehly account opening ki tafseel maloom karni chaye aur jo documents bank ko require hoty hey ye bank ko provide karny chaye ta key bad me kesi pareshani ka samna na karna pardy.
            • #7 Collapse

              Re: Bank Account Opening Information

              assalamu alaikum dear Forex friends aaj main aapko batana chahta hun ke bank me account open karne ke liye hamare pass different information hona jaruri hai jis ki Bina per Ham apna account easily open kar sakte hainjab Ham kisi bhi Bank mein apna account open karvana chahte Hain to hamen is Bank ke rules and regulations ko follow karna padta hai kisi bhi Bank mein account open karne ke liye ye is bank ki 3 types hoti hai jis me se Ham koi bhi choose kar sakte hain
              TYPES
              1) current accounts
              2) investment accounts
              3) saving accounts

              1) CURRENT ACCOUNTS
              Current accounts essay account hote Hainjismein na hi Ham Koi izafi rakam add karva sakte hain aur na hi hamare paison per Koi charges lag kar hamare paison ki katauti hoti hai aise account ko Ham current account kahate Hain..current account mostly business person use krty Han.
              2) INVESTMENT ACCOUNTS
              investment accounts ek aisa account hai jismein jor kam Ham Bank mein add karvate Hain us raqam py hmy benefit milta ha isy hum sood b keh skty Han.. lekin kuchh banks hamari rakam ko aage acche kamon mein invest karke us sy Jo profit milta hai hi hai usse hamen bhi e hamari rakam ki badaulat benefits dete Hain
              3) SAVINGS ACCOUNT
              saving account ek aisa kaun hota hai jo salary person ko salary milati hai vah usmein se salary ka kuchh hisa save kar ke account mein deposit karwaate Hain iska benefit yah hai ki Is per uska interest lagta rahata hai aur uski account bhi bharti rahti hai aur account me safe bhi rahti hai aur waqt aane per woh isy use kar sakta hai different banks ke different interest rate hote Hain aur yah saving accounts ya Less rakam hoti hai kyon ke isko salary person open karwata hai aur is mein less amount add karta hai jo k saving ke liye hoti hai..
              BENEFITS
              1)banks accounts open krny ka sb sy bra fayda yah hai ki hamari money safe rahti hai..
              2) iske alava bank hamen loan dete Hain jise Ham apna business open karke rozgar ka zariya banaa sakte hain.
              3) banks hmara pesa agy invest KRta ha or hmy hmari raqam k sath benefits b deta ha.
              4)banks ACCOUNTS k zrye hum ksi b wkt apni transaction krwa skty Han yeh hmy ATM card ki facility b provide krta ha.
              5) banks hny ATM card ki saholat provide krta ha Jisky zrye hum pesy recieve or transfer b easily or BHT fast krwa skty Han or AGR hmara ATM card gum b Jaye to hmary pas biometric ki saholat mojod hoti ha Jisky zrye hum apni transaction ko continue rkh skty Han.
              6) banks hmy jazz cash or easy pesa ki b saholat deta ha.
              7) banks hmy Jahan credit cards ki facility dety Han wohi debit cards ki b saholat provide krty Han jis k zrye hum Kahen b shopping krskty Han.

              DISADVANTAGES
              1)banks ak SB sy bra disadvantage yeh ha k AGR hmara card gum hojata ha to hum biometric k zrye ATM sy pesy niklwaye to hmary charges ktty Han.
              2) hum ksi or banks sy transaction kren to b transaction k charges ktty Han.
              3) sometimes ATM machine BHT slow work krti ha jis sy hmy BHT ziada WT krna prta or baz DFA ATM machine card b capture krleti jiski wjah sy hmy new card bnwany me BHT ziada preshani uthani prti.
              4)banks me hum mobile app k zrye Jo account open krwaty Han woh AGR koi hack krly ya hmara account mobile py open reh Jaye to koi b us k zrye hmary ACCOUNTS sy easily pesy transfer krskty Han or hmara account empty krskta ha islye iski security itni khas nhi ha..
              • #8 Collapse

                Re: Bank Account Opening Information

                Ji aapane bahut hi Achcha topic choose Kiya Hai information ke liye kya main Bank Mein Apna account Jarur open karvana chahie Kyunki Jab hamare pass paisa bahut jyada Hoti Hai To Ham apni rakam Kisi bhi Jagah Mein Mehfooz Nahin Rakh Sakte aur na hi use Bhari rakam ko Ham apne mobile mein se Karva sakte hain isliye Hamen Apna bank account Jarur open karvana chahie Taki Ham Apne Bhari rakam ko Bank Mein save Rakh sake aur Har kisam ki tension se Mehfooz Re sake Jab hamare pass paisa bahut jyada hoti hai aur vah seve Nahin Hoti To Hamen bahut jyada tension hoti hai isliye Ham Jab Bank Mein Apna account open Karvate Hain To ham har tension se Bach Jaate Hain aur Hamari rakam bhi Har kism Ki ki problem se Mehfooz rahti hai aur ham apni rakam Ko Jab Chahe Hasil kar sakte hain Iske Kuchh advantage bhi hote hain aur kuchh disadvantage bhi Hote Hain chij ke bare mein Ham aapko batayenge

                Advantage

                Bank Mein account open karvane ke bahut jyada advantage Hote Hain is Mein Hamen bahut hi perfect service Hans ho rahi hoti hai is Mein Ham Apne investment ko bahut hi acche tarike se save Rakh sakte hain Jab Ham Koi business karte hain yah Hamen apni rakam ki jarurat Hoti Hai To Ham Jab Chahe apni Rakha bank se Hasil kar sakte hain bahut se log Bank Mein Apna account open Karva ke apni rakam Bank Mein Mehfooz rakhvaty Hain Iske Kuchh disadvantage bhi Hote Hain

                Disadvantage

                Jab Hamara Bank Mein account open Nahin Hota is se Hamen problem ho sakte hain Kyunki Jab Ham business karte hain to hamare pass bahut jyada Paisa Hota Hai To Hamen Apne paise ko seve Nahin Rakh Sakte is Hamen Mein Bahut Si problem ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Bank Account Opening Information

                  Agar Ham Apna account open karna chahte hain aur apni Mani course account mein save Rakhna Chahte Hain To uske liye Hamen sabse pahle Apne account ko open karne ke liye Kisi bhi Bank mein jana padta hai aur usmein vajud Tamam requirements ko acchi Tarah Se understand karna hota hai aur jab Ham use requirement ko complete kar lete hain tab bhi Ham Bank Mein Apna account open kar sakte hain aur apni money course Mein save Rakh sakte hain Hamen Bank Mein account opening ke documents mein copy of birth certificate educational certificate service card nikahnama insurance in Tamil requirements ko complete karna hota hai agar Ham in Tamam requirements ko complete kar lenge Hamare documents complete Honge usmein Koi mistake Nahin Hogi To Ham Bank ke jariye Se Apna account bahut hi isliye tarike se open kar Sakenge Bank ke jariye Se Apna account open karne se Hamen bahut jyada advantage Hasil Hote Hain Ham isase Itna Jyada benefits Hasil karte hain Usi Tarah is Se Kuchh disadvantage bhi Hote Hain

                  Advantage

                  Bank account opening ke bahut jyada advantage Hote Hain Bank Mein Hamen Apne account ki opening ke liye Kuchh jyada to Sidha is ko complete nahin karna padta Bal kase mein bahut hi kam karo seaters hote hain jinko complete Karke Ham Apne account ko open kar sakte hain aur apne is account per Money ko deposit Karke ismein save Rakh sakte hain aur Agar Hamen usko withdrawal karvana chahie To Ham Kisi bhi Bank ke jariye se isko withdrawal kar sakte hain

                  Disadvantage

                  Iske disadvantage yah Hote Hain Ki ismein Ham Jyada money deposit kar sakte hain aur na hi jyada Money ko withdrawal kar sakte hain aur Agar galti se Hamara card Kahin Kho Jaaye to uski vajah se ham apni Mani ko Vidyalay to kar sakte hain biometric ke tarike se lekin use Waqt Hamare charges Kat liye Jaate Hain aur Kabhi Kabhi Aisa Hota Hai Ki yah ATM machines hamare pass capthur kar deti Hain Jiski vajah se Hamara card vyast ho jata hai aur Hamen dusra card banana padta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Bank Account Opening Information

                    Kesi be bank me account open kia jaye to es se related information hasil karna zarori ho jati hay es ley es bary me apna review pesh karta hon ta key jo afraad bank ki service hasil karna chahty hey aur bank me account open karna chahty hey es bary me un ko achi information mil saky,

                    Basically bank account key 2 types hoty hey jo key ye hey,
                    1. Current account 2. Saving account
                    en accounts me deposit kar key na siraf en ko ham apny business key ley use kar sakty hey ye accounts investment key ley be use key ja sakty hey, bank ki investment polices different hoti hey aur bank different condition par hi monthly ya per annually (fix deposit) ki policies ko determine karty hey jes ki information related bank key branches se hasil ho sakti hey,

                    bank ka account open kia jaye ye saving account ho ya current account ho government rule key mutabeq ab source of income ka saboot be dena ho ga, agar ham job kar rahy hoty hey ya per koi business kar rahy hoty hey to es ki tafseel hamy dena ho gi, bank key client key pass Pakistani nationality ka hona bahot zarori hay, Pakistan key jetny be banks hey ye har tarha se secure hoty hey aur en par ham trust kar sakty hey bank ka visit kia jaye to sab se pehly account opening ki tafseel maloom karni chaye aur jo documents bank ko require hoty hey ye bank ko provide karny chaye ta key bad me kesi pareshani ka samna na karna pardy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Bank Account Opening Information

                      Ji bank account khulwane ke liye jaruri hai ki aap Kisi bhi Bank Mein Jaaye aur vahan Apna Bank khulvane ke liye unko apni information Den vah aapko 1 form Denge use per aap apni sari information unko likh kar denge cnic number bhi bahut jaruri hai uske liye aur vah FIR aapka account Khol Denge account Char kism Ke hote hain usmein Ek Kaun Hota Hai Ek current Kaun hota hai business account hota hai Iske alava 1 business account hota hai aur jawab count Colva Lete Hain To fir Uske bad usko istemal karna bahut easy hota hai account khulwane ke 10 12 din ke bad aapko Ek checkbook a Jaati Hai Jiske Upar aapane paise nikal Ja Jama karvane hote hain aur aap uska check kat ke Dete Hain To aapko vah paise nikal kar dete hain aur vah chat sirf aap hi istemal kar sakte hain use per aapke signature sote Hain Jiski badolat aap paise nikal sakte hain ISI Tarah business account mein jo business karte hain aur Jinke Sath aapka business hota hai unko transaction Hoti Hai To fir vahan se paise ek se dusri Jagah Jaate ek se dusre Businessman ko paise Chale Jaate Hain aur Karobar hota hai ISI Tarah aap aasani ke sath Apna account khulva kar Apne paise Ek Jagah se dusri Jagah bhej sakte hain aur jab Dil Chahe aap paise nikal sakte hain ya Ek bahut hi safe Tarika hai aapke alava koi bhi vahan se aapki paise Nahin nikala sakta jab tak aap apna check Kat kar Nahin Denge use kab tak paise Nahin nikal Sakte aur jab aap check Ek Tarfa banaa Lete Hain To vah Chhe mahine ke andar andar istemal hota hai Chhe mahine se jyada ho jaaye to vah check Saiya ho jata hai na hi vo stash Hoga Na hi aap usmein paise Dalwa sakte hain isliye ab Jab aap check Karte Hain To Uske 6 mahine ke andar andar usko cash Karva De sake vah Jaya Na Ho isliye yah Ek bahut sirf Tarika Hai Paise Jama karvane ka or nikalvane
                      • #12 Collapse

                        Re: Bank Account Opening Information

                        Assalam walekum doston aapane bank account open karvane ke bare mein bahut acha review pesh kiya hai aapane bahut athentic information hamare sath share ki aapka topic bahut achcha tha Dears jab app kisi Bank mein account open karvane jaate Hain to hamen kuchh basic information Ka pata hona bahut jaruri hai jab Bank mein account open karwane ke liye jaate Hain to Bank aapse kuchh basic information mangta hai jo aapko provide karna hoti hai wo aapse aapka ID card mangta hai aur sath sath kuchh aur documents bhi mangta hai jo aapane provide karne hote hain jaise hi aap yah sab chijen provide kar dete Hain aapka account open ho jata hai banks mein 3 types k account hote hain
                        current account
                        saving account
                        fixed deposit account
                        aap apni requirement k mutabiq account choose karte Hain

                        Faidy....

                        dear jab aap Koi account open karvate hai to aap ko bahut sare advantages mil rahy hote Hain account open karvane ka sabse bada advantage ya hota hai ki aap apni investment ko save kar lete hain sometime aap business kar rahy hoty hai aur aapke pass bahut badi investment hoti hai usko save rakhne ka sabse behtarin tarika yah hai ki aap account open Karen aur usmein apni amount ko save rakhen aap jab chahe apni investment ko apne account se nikalwa sakte hain aur jab chahe apni amount rakh sakte hain bank account ke through transaction karna bahut easy way hai or bahut safe way hai isliye aapko bank account jarur open karvana chahie Taki aap ki amount save Rahe

                        Nuqsan...

                        Dear bank mein account open karne ka koi disadvantage nahin hai kyunki bank mein aap ki amount save rahti hai jabki agar aapka bank account nahin hai to aapki investment save nahin rahe gi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Bank Account Opening Information

                          Assalamu Alaikum dear Forex aaj bahut hi Achcha topic choose Kiya Hai information ke liye kya main Bank Mein Apna account Jarur open karvana chahie Kyunki Jab hamare pass paisa bahut jyada Hoti Hai To Ham apni rakam Kisi bhi Jagah Mein Mehfooz Nahin Rakh Sakte aur na hi use Bhari rakam ko Ham apne mobile mein se Karva sakte hain isliye Hamen Apna bank account Jarur open karvana chahie Taki Ham Apne Bhari rakam ko Bank Mein save Rakh sake aur Har kisam ki tension se Mehfooz Re sake Jab hamare pass paisa bahut jyada hoti hai aur vah seve Nahin Hoti To Hamen bahut jyada tension hoti hai isliye Ham Jab Bank Mein Apna account open Karvate Hain To ham har tension se Bach Jaate Hain aur Hamari rakam bhi Har kism Ki ki problem se Mehfooz rahti hai aur ham apni rakam Ko Jab Chahe Hasil kar sakte hain Iske Kuchh advantage bhi hote hain aur kuchh disadvantage bhi Hote Hain chij ke bare mein Ham aapko batayenge

                          Advantage

                          Bank Mein account open karvane ke bahut jyada advantage Hote Hain is Mein Hamen bahut hi perfect service Hans ho rahi hoti hai is Mein Ham Apne investment ko bahut hi acche tarike se save Rakh sakte hain Jab Ham Koi business karte hain yah Hamen apni rakam ki jarurat Hoti Hai To Ham Jab Chahe apni Rakha bank se Hasil kar sakte hain bahut se log Bank Mein Apna account open Karva ke apni rakam Bank Mein Mehfooz rakhvaty Hain Iske Kuchh disadvantage bhi Hote Hain

                          Disadvantage

                          Jab Hamara Bank Mein account open Nahin Hota is se Hamen problem ho sakte hain Kyunki Jab Ham business karte hain to hamare pass bahut jyada Paisa Hota Hai To Hamen Apne paise ko seve Nahin Rakh Sakte is Hamen Mein Bahut Si problem ho sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X