JS Bank Ka Taaruf:
JS Bank Jagahngir Siddiqui group of Companies ki malkiyat hay jis ki taqreeban 161 cities may 323 branches hain, or saal 2014 tak JS Bank ki total assests 112 billion rupay thi. JS Siddiqui Bank koi apni behtar khidmat ki waja se AA- rating di gai hy.JS Bank Ltd nr 30 December 2006 ko Pakistan may mukamal tor par kaam start kiya or JS bank ka saal 2014 tak total munafa 1060 million rupay tha.
JS Bank Vission:
JS Bank apny Saarifeen ko peshawarana affrad ki ak intihayi hosla afza team k zariye, ikhlaqi or regulatory mayaar ko barqarar rakty howy aala mayaar or jaded tarz ki banakari khidmaat or masnoaat faraham karta hy, taa keh JS bank apny sarifeen ka liye paidaar aamadani fraham kar saky.
Mission:
JS Bank Freelancer Account ko Q use kiya jaye?
Account Kesy Kohly?
JS Bank ne account kholny k tareeqa nihayat asan bana diya hy, apko siraf JCash agent k pas jana hoga or wahan par biometric verification kar k ap apna account asani se khol sakty hain.
Is may koi shak nahi k yi JS Bank ka ak buhot bara iqdaam hy, lekin hamin kuch khadshat b hay.
1. Hum sab janty hain k bahir mumalik may sab PayPal istimal karty hain tu unko Paysend istimal karny k liye kehna kafi mushkil hoga.
2. Kiya yi mumkin hoga k Paysend k sath PayPal ko connect kiya jaye?
Ibtida may JS Bank k liye intihaye challenges ka samna karna paray ga, lekin hamin umeed h k unho ne tamam mumkina iqdamat kiye hongy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим