Dear member assalam walekum main aaj aapko Citibank se related Apna review describe karna chahta hun jismein Citibank se related different important information aapse share karte hue aap kay knowledge Mein ijaafa karne ki koshish karta hun.
Citibank 1812 May main New York America mein build hua tha aur iska integration America se hua tha yah Ek bahut hi famous Bank hai jo different countries Mein Apni services provide kar raha hai.
Dear Citibank Pakistan mein bhi situated hua tha aur is Ne Pakistan mein sabse pahle credit card se related maximum facilities provide ki thi Citibank Ek Aisa Bank hai Jisne pure Pakistan mein credit card ki services ko introduce karvaya tha aur Pakistan ke maximum member credit card ki facility ko properly utilise karne mein is Bank Se Apna account open karne ke bad utilise ho sakte the credit card Hasil karne ke liye iski Kuchh requirement hoti Thi jinko fulfill karna aapke liye bahut hi important tha.
Faidy :
Dear Citibank aapko bahut jyada advantages aur services provide kar raha hota hai agar aap Citibank ke sath apni consumer banking start karna chahte hain to uske liye aapko iske sath account open karna hota hai aur is related maximum advantages Hasil karna hote hain dear agar aap Citibank ke sath Apna account open Karte Hain To aap all over the world Different cities mein Citibank Main Apni amount easily transfer kar sakte hain aur apni maximum transaction ko complete kar sakte hain Kyunki yah 1 multinational Bank Hai Jiski branches all over the world different countries Mein situated hain.
Nuqsan :
Dear jab aap Citibank credit card ki facility Hasil Karte Hain To sometime aapki payment due to some reason delay Ho Jaati Hai Jiske Jaise aapko bahut jyada interest rate charge Kiya jata hai aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai isliye aapko koshish Karni chahie ki aapki payment delay Na Ho.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим