Introduction: Micro financial banks ko be ham other banks ki tarha bahot hi professional aur trust able samaj sakty hey, ye micro financial banks apny clients ko financial services provide kar rahy hoty hey jes ki waja se low income key clients ko be benefits hasil hoty hey, Micro financial banks ye hey (Easy paisa bank, Jazzcash, Omini),
Advantages:
Kesi micro finanacial bank se ham different business key ley loan easily hasil kar sakty hey aur loan small zaror hota hay magar small business start karny key ley ye hamary ley bahot hi behtareen ho sakta hay, ham es loan ko hasil karny par koi be business start karny key ley azaad hoty hey aur ye loan ham ne 6 months me es bank ko wapis karna hota hay aur koi be extra money deny ki zarorat nahi hoti hay, me ne easy paisa jo key Telenor network ka micro financial bank hay es me apna account open kia hota hay aur es ka mujy faida ye ho raha hay key 2000rs account me hony ki waja se mujy daily free mints bonus reward ki sorat me mil jaty hey,
Disadvantages:
Es bank ka nuqsan ye hota hay key ham ne jes ko be digital payment karna hoti hay to ham apny mobile ka use kar key es bank key through hi ye transaction karna hoti hay es me agar ham se koi be mistake ho jati hay to hamari ye send ki gai money kesi aur number par send ho sakti hay jo key kesi be tarha se wapis nahi ho sakti hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим