Ye review State Bank of Pakistan par mabnai hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review State Bank of Pakistan par mabnai hai.
    Dear main AP ka sath bohat he important bank ka bary main malomat share karny laga hon . State Bank of Pakistan na apna Kam 1 July 1948 main start ki tha.
    Qaid Azam Muhammad Ali Jinnah na state bank ke bunyad raki .
    Dear abi Pakistan main state bank ke bohat zaida value hai or ham is bank SC Regular faida lay ray Hain.
    Ye bank Puri country ka benifit ka khail rakhta hai.
    Or bank ke tamam policy be time to time launched kartha ratha hai his SC tamam bank or cliend ko faida hota hai dear state Bank hamary lay bohat faida and hai.
    Advantage.
    Ye bank tamam financial matters ko set kartha hai .
    Or country ke meashit is bank par depend Karthi hai.
    Disadvantage.
    Nil.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review State Bank of Pakistan par mabnai hai.

    state bank wo hota hay jo k sub kay sub banks ka bara y aap blow maloom honahie ki rcing po belly muscly praise dekr unka intrigue aur idea increment Ho chuki hai aur replacing dialogue mein kafi sare log kam kar rahe hoji Han dynasty doston Yahan according to bahut greetings Achcha Sawal poochha gaya hai doston Pakistan the Forex market accumulating ne month to month praise ko belly muscle week when week praise kar diya hai jo ke har Saturday se Saturday Tak Miirf replacing ke liye hota hai aap hna aur cchi repiea Mushkil Kyunki log mehnat Karkeeplacing Karke mahine ke hble whats up praise Lene Ko like karte hain to doston is Gathering ke administrll for ki Ga Thi Ke e ke praio usi blow logwhen week praito administrator ne bhi yah selet kiya hai ki month to month praise good day Diya jaega.THANKS Assal kaise Ho Priciple ummid Karap sab theeking to baht good day Achcha Sawal poochha Gaya Hai oston Islam Republic of Pakistan first shape a month to month praise ko stom hrough week aturday Tak Mila aise sirf replaci hota hai aap mehnat arke aur acchi replacig arke gain Hasil kar sakte hain Pakistan the Forex market shgh week praise Mila sodg mehnat Karke pray good day prase Lene blow hain to doston is shape ke administrator se call for ki Gai Thi Ke mahine ke praise ko di Jaati Hai To u lonistrator ne bhi yah select kiya hai ki month to month prais hi there Diya Jaega tanks Ji Han dast doston Yaha Ek basis Hoga satan Mein replacing accrding to Jahan accordiMili poke aap true mreplacing karapke skip Kamyab sharpenka the Forex market replacing Mein 100 percent Nahin hota hai aur aap greeting hai unfastenbenefit karen phir marketplace number one replacing karen ta ok gain ho sakay revel in bhi mastering nation good day aata feed jo ok replacing ok lay boht zaruri hota haybhut ai jo is Waqerated intd Ho chuka hai Haen chahie ki ham ismein unadulterated middle Karke kam
    • #3 Collapse

      Re: Ye review State Bank of Pakistan par mabnai hai.

      State bank of Pakistan
      Trading members state bank of pakistan best government bank hai aor yeh aik big asset bhi hai Pakistan ka. Isi py hamari economy relay krti hai agr ham state bank by assets ko dekhen to hamen apni currency ki value ka andaza hota hai aor currency ki strength aor weakness he hamari inflation ko control krti hai jesy ky ham janty hain hain ky dollar ky sath hamari economy ka bahot ghehra taluq hai jis ki wajah sy hamen dollar ki proce py he foreign export price ka maloom hota hai aor hamari imports ky brhny sy currency strength increase ho jati hai.
      Advantages:
      State Bank of Pakistan ko Bank daulat Pakistan bhi Kaha jata hai hi iska headquarter karachi mein maujud hai hi Karachi ko Pakistan ka financial hub kaha jata hai. Yeh banj 72 year ago 1948 ma bna current governor reza bakir hai. .
      Is ky reserve 12.807 billion dollar hain. State Bank of Pakistan national prize bond issue karta hai hai aapko 200 prize bond 750 price bond 4000 price loan and 35000 prize bond jaate Hain. State Bank of Pakistan Sare banks ka head count kiya jata hai. Sary banks state Bank of Pakistan ke under kam karte Hain. State Bank of Pakistan national Bank of Pakistan ko bhi control karta hai. . State Bank of Pakistan essential model agreements for Islamic mode of financing ko approve karta hai.
      Banking sector super weekend bhi karta hai.
      Micro finance banking control karta hai banking sector supervision karta hai Pakistan mein small and medium enterprises control program bhi hai.
      Remittance facilities Pakistan mein provide karta hai.
      Guidelines on risk management guidelines for commercial paper guide line on on security lization SBP plan scheme for agriculture financing in services ko control karna state Bank of Pakistan ke under aata hai.
      State Bank ki related services. Legal services, library, payment systems small and medium enterprises treasury operations information system and technology department inco control and handle karta hai.
      Disadvantages:
      Trading members state Bank of Pakistan ke advantages hamari country ko hai is free disadvantages koi nahin hai agar ham is mein apna account banakar trading karte hain to hamare mulk ko fayda Hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review State Bank of Pakistan par mabnai hai.

        Trading member State Bank of Pakistan best government bank hai aur yah kick Big B Hai Pakistan ka ISI par Hamari economic raili karti hai agar Ham State Bank by Seth ko Dekhen To Hamen apni currency ki value Ka Anda hota hai aur currency ki rate aur weeknd hi Hamari inflection ko control Karti Hai Jaisa ke Ham Jante Hain ki dollar ke sath Hamari e economic ka bahut Gehra taluq Hai Jiski vajah se Hamen dollar ki properties per hi fogging export price ka Maloom hota hai aur Hamari imports ke bare mein se Ham currency satrenga incorrect Ho Jaati Hai

        Advantage

        State Bank of Pakistan ko Bank Daulat Pakistan bhi Kaha jata hai iska ka headquarter Karachi Mein maujood Hai Karachi ko Pakistan ka final cal club Kaha Jata Hai yah 72 your 1948 main banaa current Governor Raja Bakery hai

        Iske receiver 12860 billion-dollar Hai State Bank of Pakistan national prize Bond issue karta hai aapko 200 price bound 750 prize Bond 4000 price loan and 35 prize Bond Jata Hai Iske 12807 billion-dollar Hai State Bank of Pakistan national price Bank issue karta hai aapko 200 price band 650 price band 4000 price loan and 35 price and Jaate Hain State Bank of Pakistan Sare Bank ki hadtal country Kiya Jata Hai sare Bank State Bank of Pakistan ke under kam karte hain State Bank of Pakistan National Bank of Pakistan copy control Karta Hai State Bank of Pakistan national model governments for Islamic mode of king off improve karta hai

        Banking super weekend bhi karta hai

        Micro Finance banking control Karta Hai banking control supervision Karta Hai Pakistan mein small and medium anti Press control program fees hai remittance faculty Pakistan mein profit karta hai hai gold lens or risk management guidelines for medical paper guideline on security e-ration SPP plan for agriculture later for inservice ko control kar sakta hai Pakistan ke andar aata hai State Bank ke related services legal services e-payment system small and medium enterprise transfer application information system and Technology department and ko control and Pakistan ke andar aata hai State Bank Cooperative service level service labri payment system small and medium enterprise transcare application information system and Technology department and ko control and Pakistan ke andar aata hai State Bank ke relative service level service level E payment system small and medium Har chij Ke Dar manjur Hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye review State Bank of Pakistan par mabnai hai.

          State bank of Pakistan

          State bank of pakistan government of pakistan ki malkeeyat hai jesko 1948 mai qayeem kiya gaya tha aor ye government of Pakistan kay central bank ki haseeyat say kaam kar raha hai state bank of pakistan ka head office karachi mai waqeeya hai aor 2020 mai eska governor Raza Baqar hai state bank buhot bara bank hai aor eskay taqreeban 15 main office pakistan kay baray shehro mai mojood hai Islamabad mai be state bank ka office mojood hai state bank kay paas pakistan ka reserves para hota hai jokay aaj kal taqreeban 12 billion Dollar say ziyada hai esmai mazeed behtaree ki zarorat hai jeskay leye government of pakistan kafi mehnat kar raha hai kay kesi tarha state bank kay reserves ko mazeed increased kiya jaye state bank of pakistan dosray tamam commercial banking system ko guideline daita hai kay apnay kaisay aor kin cheezo kay based par pakistan mai apnay services dainay hai state bank kay paas taqreeban har commercial bank ka record mojood hota hota hai aor wo esko continuously monitor be kartay hai simple ye kay state bank ik nehayat he aham idara hai pakistan ka aor eska pakistan kay taraqi mai kafi aham kirdar raha hai

          Faide
          States bank of pakistan tamam banking system ko monitor karta hai aor jo be eskay rules and regulations kay against mai kaam karta hai state bank osko warned karta rehta hai state bank kay paas pakistan kay tamam reserves hotay hai jinko daik kar he foreigners investors yahan par investment mai interest laitay hai state bank aksar training programmes internships programmes waghaira announced kartay hai jeski waja say professional logon ko kafi achi opportunities milte rehti hai

          Nuksanat
          State bank of pakistan ik buhot aham idara hai lekan pakistan mai corruption ki waja say ye wo kaam nahe kar paya jeski zarorat thi state bank interest rate ko monitors karta hai aor sood ko aksar baratha hai lekan islaam mai sood haraam honay ki waja say koi be esay support nahe karta aor ye eska sub say bara nuqsaan hai
          Zuhaib9988 Trading journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
          • #6 Collapse

            Re: Ye review State Bank of Pakistan par mabnai hai.

            Yes dear State Bank of Pakistan is the most important Bank in the Pakistan se ek Aisa Bank hai jo all over the Pakistan jitne bhi bank se Hain Unki regulatory authority hota hai aur Pakistan ke a banking system ko control kar raha Hota Hai Pakistan mein State Bank of Pakistan is the highest Judiciary authority regarding banking sectors.

            State Bank of Pakistan jitne bhi private or government bank hote hain unko regulate karne ke liye different important actions karta hai iska men action monetary policy Hota Hai Jiski basis per ya inflation ko control karta hai agar all aur Pakistan inflation Ho Jaaye aur different commodities aur products ke rate increase Ho Jaaye to yah bank interest rate co increase kar deta hai Jiski wajah se information ko control karne mein bahut jyada help Hasil hoti hai.

            Agar aap state bank se related different important information Hasil karna chahte hain to aapko iske liye bahut jyada information provide ki Ja sakti hain aur aap Internet se bhi is bank se related different information Hasil karte hue Apne knowledge ko increase kar sakte hain State Bank of Pakistan ka purpose Pakistan mein development ko increase karna hai aur Aise problems Jo Pakistan ki development mein problem create karte hain Unse avoid karna hota hai aur Aisi police ko introduce karvana hota hai jo Pakistan ki development mein main role play kar sakti hain.

            FAIDY :

            State Bank of Pakistan ke bahut Sare advantages hote hain ya pure Pakistan mein banking system ko properly regulate kar raha hota hai aur banking system se related jitne bhi problem hote hain unko solved karne ki try kar raha hota hai agar Pakistan mein State Bank of Pakistan Ho To Har Bank ko properly organised aur managed karne mein bahut jyada problem ho sakte hain.

            Nuqsan :

            Dear jab yah Bank different policies launch Karta Hai To sometime private bank ko understand karne mein Kuchh time lag jata hai Jiske Liye Kuchh members is properly facilitate Nahin ho sakte.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review State Bank of Pakistan par mabnai hai.

              State Bank of Pakistan Tamam banks aur pure Pakistan ke Banks ki policy banata hai aur aage Aane Wale financial problems ko Dekhte Hue interest rates aur monetary policy banata hain State Bank of Pakistan agriculture schemes bhi issue karta hai
              State Bank of Pakistan jis management per guidelines issue karta hai aur yah guidelines Har Kisi ko di Jaati Hain State Bank of Pakistan Har manth Mein ya Har 15 din ke baad Ek date ko apni news issue karta hai jismein foreign reserves joke Bank Mein maujud hote hain Unki detail Di Jaati hain
              State Bank of Pakistan interest rates per bhi decisions leta hai aur interest rate ko kam karna hai ya Jyada karna hai is kodecide karta hai State bank of Pakistan sab banks ko aik Planning provide karta ha

              State bank of pakistan Facilities
              ye bank pakistan ka markzi bank hai ye bank 1948 ko banaya geya state bank ka head office karachi main majood hai or is ki baranch bhe hain koch jo pakistan kai mukhtlif city main majood hai is bank ko bany ka maksad pakistan ki mashiyat k istahkamat ko mahoofoz rkhna or pakistan main currnecy ko chalna or us ky zakhair ko barkarar rkhna ha pakistan main istamal honey wala note state bank sey banta hai or wo hi is ki paidwara ka zimadar hai yeh bank otna hi note chapy ga jis sey pakistan ki mishiyat par bora asar na pary economical istahakam barkarar rhy is bank ko ikhtiyar hai k yeh tmam pakistan ki bank ko cantrol kar skta hai or tamam bank is ka hukom moneny k lia ready hoti hai is bank kise bhe country ki taraki main aiham qiradar hota hai har country ka state bank lazmi hota hai
              sarkari molazmin k skle SBP,PBS wo state bank k motbiq hoty hai or state bank hi un ki tankha mokarar karta hai or un ko selry dita hai is bank sey asaan qistoo par loan deyai jaty hain jis ka markup 4 sey 6 percent tak hota hai jisa ke ab ahsas progrem ka jo loan hai wo state bank ki trf sey diya geya hai
              state bank kise bhe country ka ho is ko markazi hasiyat hasil hoti hai or yeh kise bhe country ki economicaly condition ko sahi root par rakhta hai aur aik system provide karta ha sb banks ko

              Thanks.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review State Bank of Pakistan par mabnai hai.

                Discussion ke liye aapane bahut Achcha topic choose kiya hai aaj Ham aapko State Bank ke bare mein bataeng State Bank ke bare mein Ham Apna knowledge aapse share Karenge State Bank ke bare mein Hamen different important information Jarur Hasil karne chahie is Se ham easly State Bank ke system ko acche tarike se samajh sakte hain is Bank ke bare mein hamare pass information Kaho na bahut jyada important Hota Hai State Bank Pakistan ki Bahut Hui most important Bank hai is bahut se advantage Hasil kar sakte hain Pakistan ke andar jitne bhi Bank maujud hai State Bank unke Tamam system ke regulatory ko control karta hi State Bank of Pakistan ke andar jitne bhi private or government Hote Hain unko regulate karne ke liye different action leta hai Iske important action monetary policy action Hota Hai State Bank Pakistan mein jitne bhi Bank maujud hai unke system ko bahut acche tarike se control karta hai

                State Bank of Pakistan ke bahut Sare advantages Haasil Hote Hain yah Tamam Banking System se related jitne bhi problem Hoti Hai unko acche tarike se handle karta hai aur unke system ko control karta hai Agar Pakistan mein State Bank of Pakistan To har Bank ko properly organised aur manage karne mein bahut jyada problem ho sakti hai State Bank Pakistan ke andar jitne bhi Bank maujud Hoti Hai unko acche tarike se analysis karta hai Jo bank is ke rules or regulation ke against work Karte Hain aur unko warning deta hai aur use Bank ke Tamam system ko acche tarike se monitor karta hai is Mein professional Logon Ko Kafi acchi opportunity milati hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review State Bank of Pakistan par mabnai hai.

                  Asslamolikum !

                  Aj ma jis topic ka jawab deny ja rha ho wo ek ban par mabni ha jis ka nam State bank of pakistan ha ya ek boht acha bank ha is bank kay bary ma ham atfseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsant o dekhy ga to umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han state bank pakistan ka markazi bank ha jab kay is ka iyan jessa kay asal ma state ank of pakistan order 1948 ma waza kia gya 1 january 1974 tak bunyadi toor par koi tabdeli nahi ki gai jab bank ko quomi shakal di gai the to is kay afal ka daira kafi had tak barha diya gya tha state bank of pakistan act 1965 ba ki tarameem kay kay sath is ki karvio ki shakal tashkeel di gai.

                  faidy ;
                  is bank kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han ya bank apny custome o ulazimn ko boht zada facilties farahm karta ha ya company car provid karta ha jis say boht zada benifit hota ha or apny 2 seniior mulazmin ko auto mobile bhe deta ha jis say unko boht zada faida hota ha or apny mulazmn ko talim ka funds kisi bemari kay liye funds deti ha jis sy gareb mulazmin ko boht zada faida hota ha or ap agr is bank say leave la kar gay han to apko ksi majbori kay taht nahi a sakty to define kar kay ap un say bat kar saty han.

                  Nuqsant :
                  is bank kay boht zaa faidy han or ya bank boht zada acha ha is kay zada koi nuqsant dekhny ma samny nahi aty han ya erk boht acha bnk ha oris bank ki servies boht zada achi han.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review State Bank of Pakistan par mabnai hai.

                    Salam:
                    aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo state bank of pakistan ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han state bank of pakistan ak bohat acha bank ha state bankn of pakistan pakistan ka markazi bank ha jab ka is ka ain,jese ka asal ma state bank of pakistan ardar 1948 ma waza kiya gaya tha yaakm janvery 1947 tak bunyadi tur par koi tabdeli nahi gai thi jab bank ko kumi sakal di gai thi tu is ka fal ka daira kafi had tak barha diya gaya tha ab ma apky sath si ky faidy aor nuksan ka bara ma share karu ga.
                    advantages:
                    state bank of pakistan ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ya ak bohat acha bank ha ya bank kafi bara ma ha ya pora pakistan ma banking system ko properly regular kar rha hota ha ya bank apny mulazmin ko chutiyan bhi faraham karta ha is bank ma atm ki saholat bhi majood ha ya bank hamara bohat si problems ko katam kar deta ha ya bank tamam financel maters ko set karta ha is bank ka headquater karachi ma majood ha.
                    disadvantages:
                    jese ka ap janty han ka har chez ky faidy hony ka sath sath us ky nuksan bhi hoty han lekin state bank of pakistan ky koi khas nuksan nahi han.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review State Bank of Pakistan par mabnai hai.

                      Assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge State Bank of Pakistan ko Ham Central Bank bhi bolate Hain State Bank Pakistan ka bahut hi I am Bank hai is Bank ke jariye hi mukhyalay policies ka Pakistan mein implement hota hai aur State Bank mein Hi kisi bhi countries ki policies banai jaati hai ki use country mein main interest rate kya hoga deposit per interest rate kya hoga aur loan per interest rate kya hoga aur yahi vah Bank hai jo note vagaira issue karta hai hai aur yahi vah Bank hai jo aapki monetary policy banata hai aur mulk ki economy ko achcha karne ke liye mukhtalif ekadamt karta hai aur Pakistan mein State Bank ka naam State Bank off Pakistan hai

                      INTRODUCTION :

                      Yah Bank 1st July 1948 ko banaa aur iska head office Karachi mein hai isko banane wale ka naam kayde Azam Muhammad Ali Jinnah tha Jo ke Pakistan ke wazir Azam tha is Bank ki net worth 12.826 billion hai yah Bank Pakistan mein currency note issue karta hai aur iske alava Pakistan mein deposit ka interest rate aur loan ka interest rate kya hoga yah bhi policy State Bank of Pakistan banata hai aur iske alava aap ki monetary policy bhi State Bank of Pakistan hi banata hai State Bank of Pakistan aapko bands bhi issue karta hai jismein mukhtalif band hote hain aur kuchh bands per to premium bhi diya jata hai

                      ACTIVITIES :

                      State Bank of Pakistan ka buniyadi kam country mein inflation ko control karna hai jiske liye ho apni different policies prepare karta hai aur Pakistan mein un policies ko implement karwata hai

                      Pakistan mein loan for interest rate for deposit per interest rate kya hoga yah policy bhi State Bank hi implement karwata hai

                      new currency issue karna yah bhi State Bank ka Hi Kam hai State Bank se Hi new currency issue ki jaati hai Jo country mein trade ke liye available hoti hai

                      Pakistan mein unemployment control karne ke liye State Bank mukhtalif policies banwata hai aur unko country may implement karwata hai

                      State Bank mukhtalif banks ko clearing house facilities provide karta hai jiske sar vah apne dusre Bank ke check vagera clear karte Hain

                      State Bank of Pakistan ke liye monetary policy banata hai aur uska implement karwata hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X