Assalam O Alikum dosto mera ye review bank sy loan leny par mabni hy, jesa k aap sab ko pata hy k aksar bank loans services offer karty hain logo ko karoobar k liye kaa gaadi etc leny k liye to aap sab ko pata hy k iski policy kuch istara hoti hy k yaa agar aap ke koi regulat aur old running business ho aur yaa koi sarkari nokri ho to vo aap ko de sakty hain, agar in do options main koi options ba ho to pir aap koi gawah de sakty ho jo govt employ ho yaa kii zar ya zameen girvi rakh sakty ho jis k badly main bank aapko loan provide karega, yaa apko vehicle dega, pur har cheez ke aur amount ke apni apni aik payment policy hoti hy jis k usoolo k mutabiq aap wapas pay karogy bank ko, chahy vo aik saal ke policy ho yaa 5 saal ke. Agar aap time par nahi pay kar sakty to kuch fines etc ke surat main raqam barr rmsakta hy.
Faidy:
Bank sy loan leny ka faida ye hy k aap loan le kar koi business start kar sakty ho.
Doosra faida ye hy k aap koi kaam jo karna buhat zaroori ho , for e example kisi ko qaraz wapas karna, ghar banana, yaa ailaj karna to aap bank sy le kar kaam kar sakty ho.
Theesra faida ye hy k agar aap k pass pesy na ho aik waqt par to aap bank sy lekar apna kaam kar kar bank o installments main wapas kar sakty ho.
Chota faida ye hy k aap ko kisi aur sy qaraz leny ke zaroorat nahi paregy jo jaldi wapas dena parry bas simply bank sy lelo aur mahanay salary sy thora thora pay karo.
Nuqsanat:
Bank sy loan leny ka nuwsan ye hy k agar aap k paas time poora hony par pesy na ho yaa installments late ho jaye to aap par fine lag sakta hy jisy aam alfaz main him loug sood kehty hain,
Doosta nuqsan ye hy k agar aapka business main loss ho jaye to aap k pass pir return k liye pesy nahi hongy jo mushlil ho jayega.
Theesra nuqsan ye k agar aap gaadi lely aur time par bank ko paisy na dain to bank aapki gaadi pakar k le jaa sakti hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим