Assalam O Alikum dosto mera ye review easypaisa mobile app par mabni hy, jesa k aap sab ko pata hy k aaj k dour main easypaisa aur jazzcash ke buhat zyada istimal hy , khaas tour pa easy paisa jo taqreban har pakistani k mobile main hoga ya mobile nbr par register zarooe hoga, Q k ye aik asan banking app hy is k zariye aap Pakistan main kahin B aasani sy pest bejh sakty hain aur kahin sy B recieve kar skaty hain, ye app 2009 main first tiem launch huwa tha jo us zamany main smart phones aam B nahi huwy thy zyada jo ye app launch huwa, abhi taqreban millions main isly users hain. Telenor app aik smart wallet hy, is sy buhat saary faidy aap le sakty hain aur ghar bety buhat saary kaam asani sy san anjam de sakty hain. Isky faidy buhat saary hain faido ka list main neechy likh raha hoon k is k faidy kya kya hain
Faidy:
1) bhai sab sy pehla faida to iska ye hy k aap k pass agar easy paisa account ho aur app, aur pir usmain pesy B ho to aap ko easy load karny k liye kahin jaany ke zaroorat bilkul nahi bs asani sy aik mint main khud ko load kar sakty ho apny mbl sy.
2) doosra faida iska ye hy k aap Pakistan main kahin B pesy transfer kar sakty ho, chahy vo bank account main ho, CNIC nbr par ho yaa mobile wallet app main ho.
3) theesra iska faida ye hy k is sy aap bills pay kar sakty ho, chahy vo electricity ho gas bill ho water bill ho yaa internemt, bs asani sy ghar bety bill pay karo.
4) chota fiada iska ye hy k aap is sy bus aur rail ticket book kar sakty ho, aapko door station ya adda jany ke zaroorat nahi simply app kholo aur ticket book karlo ksi k liye B.
5) Easypaisa app sy aap food oreder kar sakty ho kisi B famous resturant aur hotel ka, aur oreder track B kar sakty ho k aap ka order kahan tak pounch gaya.
6) is sy aap mobile sms calls aur internet packages maloom kar sakty ho aur apna pasandeeda package le B sakty ho.
7) Easy paisa app sy aap asani sy school, colleges fee B pay kar sakty ho aur agar kisi qism ka tax waghera pay karna ho to B aap k pass option mujood hota hy.
8) is app sy aap traffic chalan, aur loan waghera B pay kar sakty ho.
9) Agar aap kisi barry welfare idary ko donation karna chahty ho to simply you can donate from your app in seconds.
10) is app sy aap bahir k mamalik sy remmitences B recieve kar sakty ho jo aap baad main kisi B easypaisa k shop sy cash main le sakty ho.
11) is sy aap daraz main online shopping kar k payment kar sakty ho.
12) is sy aap M tag payment daal sakty ho.
13) easy paisa k app sy aap Careem service use kar sakty ho.
14) Easy paisa sy aap health insurance, life insurance aur even apny mbl screen ke insurance policy khareed sakty ho jo sakht halat main aapky kaam asakta hy.
15) Easy paisa sy aap cash withdrawal aur deposit kar sakty ho.
Nuqsanat:
Nuqsanat vesy hy nahi Easypaisa app k, lekin agar aap mobile khoo jaty hain, yaa apky paas internet service na ho to aap is sy kuch B nahi kar sakty, agar aap k mobile main charge nahi ho yaa aap aisy arwa main ho jahan apko sakht zarooeat hi , jahan koi banking system nah o aur aapko zarooeat pesh ajaye to aur us area main signals na ho to aap ye servixe use nahi kar sakty.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим