Re: Yeah review cheque book par mabni hai..
Hello mery forun k dosto jesa k aap sab ko pata hy k ye review cheque book per mabni haiKisi Bank ke sath Apna account open karte hain to aapko bank cheque book ki facility provided kar raha hota hai checkbook ki facility se aap apni maximum transaction complete kar sakte hain. Dear jab aap cheque book through apni payment Karte Hain To aap apni business parties ko cheque deti Hui apni payments complete kar sakte hain dear jab aapke pass check hote hain to aap uski against bahut jyada purchasing bhi kar sakte hain Jab aap business kar rahe hote hain to aap apni party score check as a security provide Karke apni kaam k sar anjaam de sakty hain. Isky ilawa agar aap bank sy pesy nikalna chahty ho aur aapky oass ATM Nahin Ho to aap Kisi Aisi Branch mein Hote Hain Jis Jagah aap ko ATM card ki facility provide Nahin Hoti House branch main aap check book ki services Hasil kar sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ke apne pass hard time par cheque book be available rakhen Q k baaz auqay atm links dowb hoty hain yaa amount nahi hota atm machine main yaa koi air fault ho ta tab aap sirf cheque book sy he pesy nikalwaa sakogy.
Faidy:
Dosto cheque book ka sab sy barra faida ye hy k jab aap bank dy chequebook lete hain to aapko bahut zyada advantages provide ho rahe hote hain aap apni transaction ko easily check book through complete kar sakte hain aur jab aap Kisi party se purchasing Karte Hain To aap apna check as a security present karte hue Kuchh credit bhi Hasil kar sakte hain isliye aapko checkbook se bahut jyada faidy hasil hoty hain isliye cheque book k faido ko mad e nazar rakhty huwy iski hifaza kiya karain.
Nuqsaanat:
Dosto cheque book k aisy zahiri koi nuqsanat to nahi bahar haal agar aapka koi check miss place ho jata hai to immediately aapko Bank Mein inform karna hota hai otherwise aapka check Kisi bhi bank se cash ho sakta hai aur aapke liye problem Ban sakti hai dear jab aap Kisi Bank Mein Apna check present Karte Hain to apla lilha huwa ammount koi B nikal salta hy isliye koshish larain k ap nuqsan sy bach jaye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим