BANK ATM
Automated teller machine yani ATM banking system ka electronic outlet hai jo kesi be customer ko baghair kesi teller kay apnay services daita hai yani bina kesi teller kay help kay aap apnay paisay ATM kay zareye say wasool kar saktay hai ATM mai jo cards use hotay hai wo two types hotay hai ik ko credit card kaha jata hai dosray ko debit card card dono cards kay zareye say aap online transactions kar saktay hai ATM kay zareye say aap payments withdrawal deposit aor degar transaction kar saktay hai yani ye ik self made transactions system hai jo asaani kay saath complete kiya ja sakta hai agar
HISTORY OF ATM
first ATM ki baath ki jaye tho ye pehlay london kay ik
bank nay 1967 mai introduced kiya tha jokay baad mai buhot taizay kay saath poray world mai use honay laga aor agar aajj kal world mai ATM points ki baath ke jaye tho taqreeban 3 million ATM kaam kar rahay hai jokay ik buhot bari achievement hai
TYPES OF ATM
basically ATM kay 2 types hai ik atm jo ziyada tar use hota hai wo credit kay leye yani withdrawal kay leye istemal hota hai aor pakistan mai apko har bank kay samnay aisay ATM zaror melengay lekan eska dosra kisam jokay advance kisam hai
wo deposit kay leye be use hotay hai advance banks ya advance countries mai ziyada tar dono kisam kay ATM mojood hotay hai
PARTS OF ATM
1) Card reader: eskay zareye say Atm card kp read karta hai aor apko teek information daita hai
2) keypad : Atm ka dosra hisa keypad par mushtamil hota hai jeskay zareye say aap amount ya pin number Atm mai dal saktay hai
3) cash dispenser : ye part Atm mai cash kay leye use hota hai esmai cash already mojood hoti hai aor jaab aap apna amount enter kartay hai tho eskay zareye say apko cash mil jati hai
4) printer: ATM mai ik chota say printer be laga hota hai jo apko transaction ki detail print kar kay dita hai
5) screen : ATM mai ik bara screen hota hai jeskay zareye say aap apnay tamam information daik saktay hai kay apkay account mai paisay kitnay hai aor apnay kitnay withdraw karwanay hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим