Ye review easy pass par mabni hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review easy pass par mabni hai.
    Dear ap easy pass apps install Kar ka us SC benefit hasil kar sakty Hain ye bohat he achi apps hai .is SC ham send money .bundle .easy load much more .Kam kar sakty Hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review easy pass par mabni hai.

    Aj Mai Apse Jis Thread Ka Jawab Detey Howey Baat Karney Ja Raha Houn Wo Ye Hai Keh Easy Paisa Kesi Service Hai Or Hum Easy Paisa Ko Kesy Istamal Kar Saktey Hain Or Iskay Account Bananey Kay Liye Kis Cheez Ki Zarorat Parti Hai Or Hum Isay Peesey Kesy Begh Saktey Hain Ye Sab Mai Apko Bataoun Gah Is Post Mai Tu Ap Sab Aram Say Tafseel Say Sunana Takeh Apko Acha Response Hasil Ho Or Achi Malomat Hasil Ho Or Ap Dosroun Tak Bhi Achi Malomat Pouchey Or Apko Acha Samgha Jaye.Tu Baat Ko Shuro Karety Hain Tu Easy Paisa Ek Bhut Hi Achi Service Hai Jis Say Hum Beeshumar Faida Utha Saktey Hain Jesy Keh Easy Paisa Say Hum Peesey Begh Saktey Hain Or Hum Kise Say Bhi Peesy Mangwa Saktey Hain Aram Say.Easy Paisa Ka Account Banana Bhut Hi Asan Hai Wesy Tu Peesy Beghney Kay Liye Kise Account Ki Zarorat Nhi Parti Par Phir Bhi Agr Apko Account Banana Hai Tu Iski Ek Application Ayi Howi Hai Playstore Par Tu Wahan Say Hum Download Kar Kay Us Par Account Bana Saktey Hain Apney Number Par Takeh Hum Dosroun Ko Peesey Begh Or Mangwa Sakein.Wesy Tu Hum Sab Dekh Saktey Hain App Pey Peesy Begney Ki Limit Or Mangwaney Ki Limit.Tu Ab App Sab Say Mai Baat Karoun Gah Is Service Kay Fawaid Or Nuksanat Kay Barey Mai Or Apko Tafseel Mai Bataoun Gah Keh Is Service Say Hum Kitna Faida Hasil Kar Saktey Hain Or Kitna Nuksan Hasil Kar Saktey Hain.Easy Paisa Ek Esi Service Hai Jis Ka Har Koi Faida Utha Sakta Hai Ye Ek Bhut Hi Achi Working Network Hai Jis Say Hum Apnay Peesy Kahein Bhi Begh Saktay Hain Or Mangwa Saktay Hain Is Ka Bhi Bhut Asan Tarika Hai Is Mai Hum Agr Kise Ko Peesy Begh Rahy Hain Tu Hum Kise Bhi Retailer Shop Par Ja Kar Jise Peesy Begh Rahy Hain Us Kay Number Par Peesy Begh Saktay Hain Tu Number Jis Par Ap Peesy Begh Rahy Hain Us Par Usi Waqt Message Ajata Hai Keh Apko Kise Falan Banday Nay Peesey Beghein Hain Tu Ap Ja Kay Kise Retailer Say Peesy Lay Lein Ye Bhut Hi Asan Kaam Hai Or Iska Koi Bhi Nuksan Nhi Hai Is Mai Ab Ek Or Faida Ho Gaya Hai Keh Easypaisa Nay Kuch Dinoun Pehley Hi Ek Service Or Day Di Hai Keh Hum Easy Paisa Say Kise Bhi Network Par Peesy Begh Saktay Hain Chahye Wo Jass Ka Ho Ya Ufone Ka Apko Is Mai Asani Ho Gayi Hai Ab Or EasyPaisa Ki Ab App Bhi Hai Ap Agr Retailer Par Nhi Jana Chahtay Tu Ap Agr Easypaisa App Use Kartay Hain Ya Apkay Account Mai Paisay Hain Tu Ap Wahan App Say Direct Peesy Begh Saktay Hain Kahein Bhi Is Mai Hamein Bhut Ahtiyat Say Kaam Karna Hota Hai Koun Keh Kise Bhi Bewakofi Kay Tehat Hamarey Peesy Zayah Bhi Ho Saktay Hain.

    Advantages : ( Fawaid )

    1 : In Sab Ka Pehla Faida Ye Hai Keh In Mai Hum Sab Ki Raqam Save Rehti Hai Hamein Kise Bhi Kism Ka Dar Ya Khoof Ka Shikar Nhi Hona Parta.

    2 : Networks Ka Ek Or Bhi Faida Hai Keh Un Mai Hum Apna Saholay Wallet Bhi Add Kar Saktay Hain Jis Ka Bhut Faida Hota Hai Or Hum Isay Bhut Say Faiday Yani Bonus Bhi Hasil Kar Saktay Hain.

    3 : Sab Say Pehla Faida Ye Hai Keh Is Mai Keh Hum Apney Peesy Duniyah Keh Kise Bhi Koney Mai Hi Koun Na Bethey Houn Hum Wahan Say Begh Saktey Hain Asani Say Hamein Ko Pareshani Nhi Hoti.

    4 : Dosra Faida Iska Ye Hai Keh Is Service Ko Hum Apney Phones Say Bhi Operate Kar Saktey Hain Gahr Bethey Hi Bagheir Kise Pareshani Say Tu Ye Bhi Ek Bhut Hi Achi Saholat Hai EasyPaisa Ki Traf Say.

    Disadvantages : ( Nuqsanat )


    1 : Iska Pehla Nuksan Ye Hai Keh Is Mai Hamein Agr Peesey Begney Houn Kise Bhi Jagh Par Tu Hum Kise Bhi Network Par Tu Hum Sirf Khass Networks Par Hi Begh Saktey Hain Us Kay Bagheir Hum Kise Bhi Phone Dosrey Network Kay Number Par Begh Saktey Hain.

    2 : Is Ka Akhri Nuksan Ye Hai Keh Is Mai Hum Kuch Khass Limit Mai Peesey Begh Saktey Hain Us Say Zaida Hum Limit Say Zaida Peesy Nhi Begh Saktey Ismai Hum Apney Account Mai Sirf Khass Had Tak Ka Pees Rakh Saktey Hain Us Say Zaida Nhi Rakh Saktey.

    3 : Sab Say Pehla Nuksan In Ka Ye Hai Keh In Mai In Networks Say Hum Jitna Bhi Karein Geh Peesy Transfer Tu Wo Ek Khass Limit Mai Ho Gi Yani Agr Hum Jazz Cash Say Transfer Kar Rahy Hain Tu Us Mai 50000 Per Day Hum Peesy Nikal Saktay Hain Or 50000 Thousand Kise Ko Per Day Begh Saktay Hain Is Ka Bhut Zaida Faida Nhi Hai.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Ye review easy pass par mabni hai.

      Dear ap easy pass apps install Kar ka us SC benefit hasil kar sakty Hain ye bohat he achi apps hai .is SC ham send money .bundle .easy load much more .Kam kar sakty Hain.

      Advantages : ( Fawaid )

      1 : In Sab Ka Pehla Faida Ye Hai Keh In Mai Hum Sab Ki Raqam Save Rehti Hai Hamein Kise Bhi Kism Ka Dar Ya Khoof Ka Shikar Nhi Hona Parta.

      2 : Networks Ka Ek Or Bhi Faida Hai Keh Un Mai Hum Apna Saholay Wallet Bhi Add Kar Saktay Hain Jis Ka Bhut Faida Hota Hai Or Hum Isay Bhut Say Faiday Yani Bonus Bhi Hasil Kar Saktay Hain.

      3 : Sab Say Pehla Faida Ye Hai Keh Is Mai Keh Hum Apney Peesy Duniyah Keh Kise Bhi Koney Mai Hi Koun Na Bethey Houn Hum Wahan Say Begh Saktey Hain Asani Say Hamein Ko Pareshani Nhi Hoti.

      4 : Dosra Faida Iska Ye Hai Keh Is Service Ko Hum Apney Phones Say Bhi Operate Kar Saktey Hain Gahr Bethey Hi Bagheir Kise Pareshani Say Tu Ye Bhi Ek Bhut Hi Achi Saholat Hai EasyPaisa Ki Traf Say.

      Disadvantages : ( Nuqsanat )


      1 : Iska Pehla Nuksan Ye Hai Keh Is Mai Hamein Agr Peesey Begney Houn Kise Bhi Jagh Par Tu Hum Kise Bhi Network Par Tu Hum Sirf Khass Networks Par Hi Begh Saktey Hain Us Kay Bagheir Hum Kise Bhi Phone Dosrey Network Kay Number Par Begh Saktey Hain.

      2 : Is Ka Akhri Nuksan Ye Hai Keh Is Mai Hum Kuch Khass Limit Mai Peesey Begh Saktey Hain Us Say Zaida Hum Limit Say Zaida Peesy Nhi Begh Saktey Ismai Hum Apney Account Mai Sirf Khass Had Tak Ka Pees Rakh Saktey Hain Us Say Zaida Nhi Rakh Saktey.

      3 : Sab Say Pehla Nuksan In Ka Ye Hai Keh In Mai In Networks Say Hum Jitna Bhi Karein Geh Peesy Transfer Tu Wo Ek Khass Limit Mai Ho Gi Yani Agr Hum Jazz Cash Say Transfer Kar Rahy Hain Tu Us Mai 50000 Per Day Hum Peesy Nikal Saktay Hain Or 50000 Thousand Kise Ko Per Day Begh Saktay Hain Is Ka Bhut Zaida Faida Nhi Hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review easy pass par mabni hai.

        Trading members easypaisa account aapko telenor ki sim se telenor easypaisa account banaa sakte ho one person is allowed for his national identity card through cnic isky elawa apko allowed nhi hai.
        Easy paisa account ke different benefits hai aapko maloom Hona chahie aapko holidays ne bhi money deposit facility easypaisa kaun se mil sakti hai.
        Advantages:
        Easypaisa trading account ke multiple benefits anytime 24 hours off trading market mein withdrawal deposit kar sakte ho .
        Easypaisa account se ham log Pakistan railway ka online ticket book karwa sakte hain iske alava ham log different utility bills easypaisa account ke through pay kar sakte hain.
        Easy paisa telenor account se aapko benazir income support program se milane wali rakam aapke easypaisa account mein munh taklif ho jaati hai aur aapko mil jaati hai.
        Easy paisa account mobile application ke through Chala sakte ho aur aap Kisi bhi waqt koi bhi transaction kar sakte ho Kisi bhi Bank mein agar aapane money transfer karni ho aapko easily access Di gai hai.
        Easypaisa account se aap different network ki sim par easy load kar sakte ho. iske alava aapko different cashback pack jis diye jaate Hain aur easypaisa telenor internet ke packages diye jaate Hain aur different occasions per different sales packages bhi diye jaate Hain discount packages diye jaate Hain easypaisa ke through payment karne se aapko daraz online shopping per discount Diya jata hai.
        Disadvantages:
        Easy paisa mobile application
        ​ Ky koi disadvantages nhi hain lkn apjo interest sy bchna chye aor current transaction system use kren.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review easy pass par mabni hai.

          G dear member your review on easypaisa was a good topic. Easy pasia is a Pakistan mobile wallet, mobile payment and branchless banking services provider. It was founded in 2009 by Telenor Pakistan in partnership with their subsidiary bank .esaypaisa is a private and their industry related to mobile financial services.and that was founded in 2009,11 years ago and their headquarters was in Lahore Pakistan and their products was online payments .mobile payment and digital wallet. Their website was that www.easypaisa.com
          Advantages
          Download esaypaisa app from your mobile and enjoy unlimited services.Bank will allow customers to transfer cash from one bank to another for a minimal fee whereas others may
          You can deposit in account 1k rupes and enjoy the advantage of this app you can pay bills. Money transfer from one place to another.
          Your money will b safe from thiefs.
          DISADVANTAGES
          ALWAYS USE current situation to ride it. And the account always open by deposit money.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review easy pass par mabni hai.

            Dear jab aap easypaisa account open Karte Hain To usmein aap easypaisa application Bhi Apne mobile par Install kar sakte hain ismein aap bahut jyada advantages Hasil kar rahe hote hain agar aap aise hi Paisa application apne mobile mein download karte hain to usmein aap Different advantages Hasil kar sakte hain jinmen se Kuchh advantages main aapse share kar deta hun.

            Faidy :

            Easypaisa account application se aap pure Pakistan mein kisi bhi iji Paisa account per apni amount free transfer kar sakte hain aur aur aap easypaisa account Se Kisi bhi bank account mein bhi apni transaction complete kar sakte hain agar aap apne mobile par kaise load karna chahte hain ya Kisi bhi friend aur family ke number per easy load karna chahte hain to aap yah facility bhi easypaisa application se Hasil kar sakte hain agar aap Koi payment karna chahte hain for example utilities Bill ya ISI se related Koi miscellaneous payment aap karna chahte hain to vah bhi easypaisa account se is really possible ho sakti hai aur iski against aapko Koi charges Nahin Dena Hote aur yah sari facilities aap apne mobile par Hasil kar sakte hain.

            Nuqsan :

            Easy pressure account application se sometime aapko nuksan ho sakta hai Kyunki aap ka account hack Kiya Ja Sakta Hai Jiski wajah se aapka account misuse ho sakta hai isliye aapko bahut jyada carefully is account ko istemal karna chahie agar aap easypaisa account istemal kar rahe hain to aapko kabhi bhi apna pin code Kisi bhi number se share nahin karna chahie otherwise aapko bahut jyada problem ho sakti hai aur aur aap ka account misuse ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review easy pass par mabni hai.

              Mobile Services jahan humein call Network aur internet ki Facility provide krty Han wahn humein Banking aur money management mein bhi Help karty han Telenor Network ny apny Customer ko Easy paisa ki aik aisi Facility di haha jis ko use karty hoe ap kisi bhi jga sy Transaction kar sakty han Telenor easypaisa account Ek bahut hi acchi facility provide ki ja rahi hai jis mein Ham apni different transaction ko apne mobile per hi easily complete kar sakte hain aur ham ko Bank Mein jaane ki jarurat Bhi Nahin Hoti Telenor easypaisa account Mein Kuchh advantages of Hasil kar sakte hain jinko briefly main aapke sath indicate kar deta hun aur aapki information Mein izafa kar deta hun
              Aap apne Telenor easypaisa account se pure Pakistan mein kisi bhi Telenor easypaisa account mein apni Ye amount free deposit Karva sakte hain aur iski against aapko Koi charges Nahin Dena Hote Telenor easypaisa account open karne ke liye aapko simply procedure ko follow karna hota hai jismein sim aapke naam per honi chahie aur aap phr easily Easy paisa account open kar skty han easy account se aap apne utilities bill uski payment bhi apne mobile se hi kar sakte hain aur agar aap aap apne mobile par koi load karna chahte hain to vah bhi aapko facility is available Hoti Hai iske sath sath Pakistan ke different departments Mein miscellaneous payment ke liye bhi aap easypaisa account ko istemal karte huye apni payment kar sakte hain

              Telenor easypaisa account istemal karte hue aap different banks mein bhi apni amount deposit Karva sakte hain Jiski vajah se aapko Bank jaane ki jarurat Nahin Hoti Jab aap apne easypaisa account mein koi amount deposit karvana Chahte Hain To ismein aapko different outlets provide ki Ja Rahe hote hain jo aapko without any charges aapki Telenor ki sim mein Main amount deposit Karke Dete Han aur ap phr easily use kar skty han.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review easy pass par mabni hai.

                Eassypasia buht achi zabrdst facultie hain jass ay hzro lkho log fida utha rhy hain as ko hum kud ghr bethy asani k sth apmy mobile main download kr k as pay apna account create krva skty hain as k buht sary fida hain jesa k ap sub ko pata hain Eassypasia say hum aik dusry ko asani k sth bgr charges k passy sand kr skty hain hum asani k sth withdraw bhi krva skty hain hum apny passy ko save bhi kr skty hain hum har tra k electronicity k bill Eassypasia say kud pay kr skty hain..........

                ADVANTAGES :::::::%%%%%

                g han as k ad advantage hi advantage hain ya buht bhri opportunities hain logo k lay wrna phly asy kamo k lay humy bank jana phrta tha lino main lagna hota tha jab k ab ya sub kam hum kud ghr beth kr kr skty hain Eassypasia logo k lay buht bhri facilitie hai jass say pory pakistan say hzro lakho log fida utha rhy hain passy kam rhy hain.......

                DISADVANTAGES ::::::%%%%%%

                Eassypasia say passy withdrwa krny k lay humy charges deny phrty hain Jab k ATM Wgra ya kesi bank say humy withdraw k lay koi passy ni deny phrty as main hum buht bhri a mount Ave ni kr skty or ya account zyda tar log asani k sth hank kar lety hain....
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review easy pass par mabni hai.

                  ji haaan yahan per asani kay sath ye ho sakta hyay k aap easypaisay say niklwa saktay hein bara e asan hay hamray liay define exam io omitted kr kin gey tu asaon gey is essenal facts hasil kiye is numbe one kaum krein gey tu ap o nuqsan k kners gar Hindu deitym se kam replacing revel in aur facts key assembly begin aur kab go out hota feed to ham tarha nation is markeet nmber one n kuch procure nkar skatay hain,agar ham precept talah naktion kaam laitay hain to hamo abhi kbhi triumphing mil sakty feed magar isnumber one perpetobtaining aur capabilitieskabhi bhi ham hasil nai kar skatain,haan agar ham is marketessential ziadahnat kartay hain jis precept ham aik do units ko pick kartvay kaam kartay haio makreet ham makreber one wakt yeh jntay rehtay hain ok kab yeh combine ziada nation ziada moovemnt karta feed to ham t karna Ho gi or is kay liey ap ko each hain,aur apni tamaam khawaishaat ko bhi poora kar saktay hain,2 agar angular distancemaray skip is makeeten Hindu deitybary mama sodium ilama ha or khuch bhai to bagyr khucy bas proote or buy ok atlb metallic element nai janta hota wo bi apna account open kar lata han E liya agr ham starting mama lose Sturmarbeiteilung
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review easy pass par mabni hai.

                    Salam Walekum Pyare bhai jaan Kisi Paisa app install Karke use Aisi benefit Hasil kar sakte hain ya bahut hi acchi app Hai is 80 Ham send money bundle easy Lord much more kam kar sakte hain

                    Advantage
                    Ine Sab Ka pahla fayda yah hai hai inmein Ham sab ki Ratan sev rahti hai aur Hamen Kisi bhi Kishan Ka Dariya ko kya Shikar Nahin Hote Network ka Ek Aur Bhi fayda hai ke gun Mein Ham apna Sawle wallet bhi add kar sakte aur ham isase bahut se fayde yani bonus bhi Hasil kar sakte hain

                    Sabse pahle fayda yah hai ki ismein ke Ham Apne paise Duniya ke kisi bhi Mani Mein Hi transfer kar sakte hain aur ham vahan se bhi le sakte hain aur ismein koi pareshani wali baat nahin hai

                    Is service ko Ham apne phone se bhi operate kar sakte hain Ghar Baithe bagair Kisi pareshani Se to Bhi Ek bahut hi acchi Soch Bullet Hai ISI paise ki taraf se

                    Nuksan

                    Iska pahla nuksan yah hai ki ismein Hamen Agar paise bhejne Ho Kisi bhi Jagah per To Ham Kisi bhi network per To Ham sirf Haas network per hi bhej sakte hain Uske bagair Ham Kisi bhi phone dusre network ke number per Nahin bhej Sakte

                    Iska Arth Insan yah hai ki ismein Ham cash limit Mein paise bhej sakte hain Unse Jyada limit Se Jyada paise Nahin bhej Sakte Islamic Ham Apne account mein sirf Ham Kisi bhi phone dusre network ke number per bhej sakte hain

                    Sabse pahle nuksan in Ka Yahi Hai Ki inmein network se Ham Jitna Bhi Karenge paise transfer to vah Ek Hath limit mein ho gaya Jani Agar Ham jazzcash se transfer kar rahe hain to phone mein se 50000 per Ham paise nikal sakte hain aur 50 lakh Se Jyada per Ham limit khatm ho sakti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review easy pass par mabni hai.

                      Dear ap ka topic bohat acha hai dear easy pass Account bohat achi ches hai is main Kam Kar ka ham acha benifit hasil Kar sakty Hain to dear easy pass Account an Kal maximum logo ke requirement Ban hua hai.
                      Dear AP asani SC easy pass Account open Kar sakty or Account open Kar ka is main amount deposit Kar sakty Hain.
                      Is ka bad AP easy pasa Account SC easy load . Mony transfer. Utilities bill
                      Or maximum facilities hasil Kar sakty Hain .
                      Dear ye bohat he acha setup hai his main Kam Kar ka ham acha benifit hasil Kar sakty Hain
                      Dear easy pass Account main ham with out delay apni Marzi SC jab chay Jo be Kam karna ho wo without delay Kar sakty Hain to dear ap forex ka rules ko follow Kary or acha benifit bhadil Kary .
                      Advantage.
                      Dear easy pasa Account bohat achi apps hai jis ko ham asani SC apnay mobile main installed Kar sakty Hain is ka bad Hain is Account SC acha benifit hasil Kar sakty Hain.
                      Disadvantage.
                      Dear is ka ak he disadvantage banta banta hai wo ye hai ka hai wobye hai ka shop par ja Kar easy pasa Account main deposit karna partha hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review easy pass par mabni hai.

                        Assalam O Alikum dosto jesa kaap sab ko pata hy k ye review Easypaisa mobile banking yani k micro banking k baary main hain, to mai naap ko bata chaloo k aaj kal taqreban har bandy k paas smart phone hy aur har bandy k pass easy pasia account hota hy aap easypaisa account open Karte Hain To usmein aap easypaisa application Bhi Apne mobile par Install kar sakte hain ismein aap bahut jyada advantages Hasil kar rahe hote hain agar aap aise hi Paisa application apne mobile mein download karte hain to usmein aap Different advantages Hasil kar sakte hain jinmen se Kuchh advantages main aapse share kar deta hun.

                        Faidy ;Dosto Easy paisa ka sab sy barta faida ye hy k Easypaisa account application se aap pure Pakistan mein kisi bhi iji Paisa account per apni amount free transfer kar sakte hain aur aur aap easypaisa account Se Kisi bhi bank account mein bhi apni transaction complete kar sakte hain agar aap apne mobile par kaise load karna chahte hain ya Kisi bhi friend aur family ke number per easy load karna chahte hain to aap yah facility bhi easypaisa application se Hasil kar sakte hain agar aap Koi payment karna chahte hain for example utilities Bill ya ISI se related Koi miscellaneous payment aap karna chahte hain to vah bhi easypaisa account se is really possible ho sakti hai aur iski against aapko Koi charges Nahin Dena Hote aur yah sari facilities aap apne mobile par Hasil kar sakte hain.

                        Nuqsanat:Bhai har cheez k faidy air nuqsanat hoty hain to bilkul isi tara Easy pasia k B agar faidy hain to nuqsanat B hain, Easypaisa account application se sometime aapko nuksan ho sakta hai Kyunki aap ka account hack Kiya Ja Sakta Hai Jiski wajah se aapka account misuse ho sakta hai isliye aapko bahut jyada carefully is account ko istemal karna chahie agar aap easypaisa account istemal kar rahe hain to aapko kabhi bhi apna pin code Kisi bhi number se share nahin karna chahie otherwise aapko bahut jyada problem ho sakti hai aur aur aap ka account misuse ho sakta hai.
                        Last edited by ; 19-09-2020, 10:11 PM. وجہ: Modification
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review easy pass par mabni hai.

                          Easy Paisa accoount telenor number p open hota hai.Es account k buhut faidy hai. Account open karny k bad agar APP instal kary mobile py tu us py Aur bi buhut sy benifit sy. Sab sy best option jo Easy pasia account p hai wo yi hai k Aam aur Khass sab log use kar sakty hai.
                          Touch Mobile ho
                          Ya Button mobile 1110 etc
                          sab mobile sy chal sakta hai kahi b bi ho porran paise transfer karo.
                          1.Any Bank ko
                          2.Easy paisa account ko
                          3.Jazz cash account ko
                          4.CNIC py
                          oper jis py marzi transfer karo is ky tareeqa kar kia hai aur charges kitny aty hai nechy brief karty hai.
                          1.Bank
                          kisi b bank account number p transfer karo wo b 1 mint mi
                          Charges FREE OF COST
                          2.Easy Paisa Account
                          Kisi bi account number p transfer karo lakin condition k easy paisa account hu tu 1 mint m transfer kato ghar baity.
                          Charges. FREE OF COST
                          3.Jazz Account
                          kisi bi jazz cash account py transfer karo aur jab easy paise sy jazz cash account hoga tu tora sa kharcha hoga.
                          Charges. Vary amount to amount but very less
                          4.CNIC
                          Easy paisa account sy kisi b waqt transfer karo wo b sirf 1 mint mi lakin idhar b yi hai ky CNIC transfer p tora kharcha ata hai.
                          Charges. Vary amount to amount

                          Faidy::::::::::::::::::::::::::::::::::::
                          1. Buhut quick process within a mint transfer
                          2. Free transfer to any easy paisa account or bank account
                          3. Easy accessible from any where
                          4. More facilities on App
                          5. Kisi bi city bejo 1 mint mai...wo b pakistan bhar
                          6. kahi jany ka nahi ghar sy ya jidhar b hu sirf mobile pass ho tu direct send karo.

                          Nuqsanaatt:::::::::::::::::::::::::::::::::::::::: ::::
                          1. Pin code kisi jo pata na chaly warna wo paise transfer kar sakty hai jab b mobile us ko mil gaya. Q k yi tu buhut fast system hai.
                          2. Es ki montly ek limit hai, jab k hamy zayada tranfer ki zarurat b paish aw sakti hai tu idhar kan pora nahi hota.
                          Transfer detail yi hai.
                          1. Money Transfer (CNIC to CNIC) detail
                          Transaction Amounts Service Fee (Incl. Tax)
                          PKR 1 to PKR 1,000 PKR 70
                          PKR 1,001 to PKR 2,500 PKR 130
                          PKR 2,501 to PKR 4,000 PKR 200
                          PKR 4,001 to PKR 6,000 PKR 270
                          PKR 6,001 to PKR 8,000 PKR 330
                          PKR 8,001 to PKR 10,000 PKR 390
                          PKR 10,001 to PKR 13,000 PKR 440
                          PKR 13,001 to PKR 16,000 PKR 500
                          PKR 16,001 to PKR 20,000 PKR 650
                          PKR 20,001 to PKR 25,000 PKR 800
                          2. Inter Bank Funds Transfer (IBFT) detail
                          Transaction Amounts Service Fee (Incl. Tax)
                          PKR 1 to PKR 1,000 PKR 35
                          PKR 1,001 to PKR 2,500 PKR 50
                          PKR 2,501 to PKR 4,000 PKR 65
                          PKR 4,001 to PKR 6,000 PKR 80
                          PKR 6,001 to PKR 8,000 PKR 90
                          PKR 8,001 to PKR 10,000 PKR 105
                          PKR 10,001 to PKR 13,000 PKR 120
                          PKR 13,001 to PKR 16,000 PKR 130
                          PKR 16,001 to PKR 20,000 PKR 155
                          PKR 20,001 to PKR 25,000 PKR 170
                          3. Money Transfer from Easypaisa Mobile Account to a CNIC detail
                          Transaction Amounts Service Fee (Incl. Tax)
                          PKR 1 to PKR 1,000 PKR 50
                          PKR 1,001 to PKR 2,500 PKR 100
                          PKR 2,501 to PKR 4,000 PKR 150
                          PKR 4,001 to PKR 6,000 PKR 200
                          PKR 6,001 to PKR 8,000 PKR 250
                          PKR 8,001 to PKR 10,000 PKR 300
                          PKR 10,001 to PKR 13,000 PKR 350
                          PKR 13,001 to PKR 16,000 PKR 400
                          PKR 16,001 to PKR 20,000 PKR 500
                          6. Utility Bill Payment (MA)
                          PKR 0.00 (This product is free for customers)
                          7. Mini Statement
                          PKR 0.00 (This transaction is free for customers)
                          8. BALANCE INQUIRY 0.25
                          9. Cash Deposit in Mobile Account
                          FREE OF COST
                          10. Cash Withdrawal from Mobile Account
                          Transaction Amounts Service Fee (Incl. Tax)
                          PKR 1 to PKR 200 PKR 7
                          PKR 201 to PKR 500 PKR 12
                          PKR 501 to PKR 1,000 PKR 20
                          PKR 1,001 to PKR 2,500 PKR 40
                          PKR 2,501 to PKR 4,000 PKR 70
                          PKR 4,001 to PKR 6,000 PKR 100
                          PKR 6,001 to PKR 8,000 PKR 130
                          PKR 8,001 to PKR 10,000 PKR 180
                          PKR 10,001 to PKR 13,000 PKR 230
                          PKR 13,001 to PKR 16,000 PKR 280
                          PKR 16,001 to PKR 20,000 PKR 330
                          PKR 20,001 to PKR 25,000 PKR 380
                          PKR 25,001 to PKR 30,000 PKR 470
                          PKR 30,001 to PKR 40,000 PKR 560
                          PKR 40,001 to PKR 50,000 PKR 690
                          5. Request Payment detail
                          Transaction Amounts Service Fee (Incl. Tax)
                          PKR 1 to PKR 200 PKR 5
                          PKR 201 to PKR 500 PKR 10
                          PKR 501 to PKR 1,000 PKR 20
                          PKR 1,001 to PKR 2,500 PKR 40
                          PKR 2,501 to PKR 4,000 PKR 60
                          PKR 4,001 to PKR 6,000 PKR 80
                          PKR 6,001 to PKR 8,000 PKR 100
                          PKR 8,001 to PKR 10,000 PKR 120
                          PKR 10,001 to PKR 13,000 PKR 140
                          PKR 13,001 to PKR 16,000 PKR 160
                          PKR 16,001 to PKR 20,000 PKR 180
                          PKR 20,001 to PKR 25,000 PKR 200
                          PKR 25,001 to PKR 30,000 PKR 220
                          PKR 30,001 to PKR 40,000 PKR 240
                          PKR 40,001 to PKR 50,000 PKR 260
                          Pora tareeqa kar aur detail hai k kia charges aty hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review easy pass par mabni hai.

                            Easypaisa Microfinance banking system key base par kam karta hay aur ye service Telenor network apny users ko provide karta hay, easypaisa account ka hamy faida ye hota hay key es account me agar ham money deposit kar lety hey to ham es account se mobile key through digital currency transfer kar sakty hey, family members ya friends ko kesi be time money ki zarorat ho skate hay bank se money transfer karny key ley bank ka visit karna be zarori hota hay aur es me time be bahot zeyada lager hay megar easypaisa account na siraf hamara time bacha sakta hay ham bohot asani se aur kam fees par hi money ko kesi be network key numbers par transfer kar sakty hey, es account ka use kar key ham apny aur kesi aur key number par mobile recharge be karwa sakty hey, easypaisa account me agar 2000 amount majood ho ga to es ka benefit hamy ye hasil ho ga key hamy daily base par 50 Telenor mists mil saken gey aur achi bat ye hoti hay key es ki koi be fees nahi hoti na hi hamary balance se es ki katoti ki jati hay ye bonus reward hota hay, easypaisa account bana kar money transfer karny aur account balance karny ka business be start karny me bahot asani hoti hay agar kesi aur cheez ki be hamari shop ho gi to apny easypaisa account ka use karty howy ham money transfer aur account balance send karny ka business start kar sakty hey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review easy pass par mabni hai.

                              Introduction: Easypaisa Pakistan ka first mobile based branch banking service hay telenor microfinance banking system (easypaisa) ki service 2006 me Trelenor network se start kia, Telenor Easypaisa ka headquarter karachi me hay.

                              Advantages: 1. Easypaisa ka app use kar key ham asani se apny account ko mobile par app key help se manage kar sakty hey aur payment ki transaction key ley es ko use kar sakty hey,
                              2. Easypaisa Telenor ka microfinance banking system hay jes e ham small business key ley loan hasil kar sakty hey, ye short term based ka loan hota hay jes ko ham ne short period key ley hi hasil kia hota hay aur short time me hi es ko wapis be karna hota hay,
                              3. Easypaisa account se ham easily money transfer aur receive karny key ley use kar sakty hey aur baghir kesi charges key hamy ye facility di jati hay.
                              4. apny easypaisa account se ham apny Telenor number ya kesi aur network key number (jazz, ufon) par mobile balance kar sakty hey, es account se ham internet packages, telenor free mints, free text messages waghira key packages laga sakty hey,

                              Disadvantages: Easypaisa account me agar pehly 1000 ka balance majood hota ta to es par daily 100 free mints company ki taraf se mil jaty tey magar es ko ab kam kar key 30 mints kar dey gaye hey aur agar 2000 amount account me jama key jaye to es par 50 free mints milty hey jo key bahot hi kam hay, agar 4000 agar 6000 balance par be hamy daily 100 free mints mil jaye to ye be acha hay magar easypaisa ne free mints bahot hi kam kar dey hey.
                              Click image for larger version

Name:	MC1774-BlogImage.png
Views:	1
Size:	32.5 کلوبائٹ
ID:	12331221
                              منسلک شدہ فائلیں
                              Last edited by ; 21-09-2020, 11:30 AM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X