Yeh review"ATM Card" par mabni hai..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeh review"ATM Card" par mabni hai..

    W. Aslm dear member. An ATM card is a payment card or dedicated payment card issued by a financial institution for example bank. Which enables a customer to access their financial accounts and it's was used for many purposes and to make sure the payments for gas ,stations, grocery, hardware, department stores and etc. ATM card are not credit cards or debit cards.Atm cards are payment card size and style plastic smart card with the magnetic strips and also a plastic smart card with the a chip that contains a unique card number and some security information such as experiration date. And that ATM card was issued by bank in which account is open..ATM card can also b used on improvised ATM's such as mini ATM's, merchants cards.their is also advantages and disadvantages of this ATM card.
    ADVANTAGES OF ATM CARD
    For mny years ATM card usage was increase world wide.
    You can do esay tranction. Funds transfer. You can use your ATM card at any other ATM machine for your use.
    Thorough ATM cards you can make online payments.
    Easy shopping.
    Easy buying.
    Many transfer to any account.
    DISADVANTAGES
    IF YOU MISS PALCE your ATM card any one can use it easliy for shopping.
    Don't share your ATM card number. And always take care of your card.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

      Advantages

      Dear friend Assalamualaikum Jaisa ki aap Sabhi Logon Ko Maloom Hai Ki ATM card bahut hi behtar hai aur Agar Bank ki Sholay ke liye usko Sambhal kiya jaaye to bahut bekar Hai Kyunki Aap Ko Kisi bhi ATM Mein use kar sakte hain jaise ke Hamare Pakistan mein bahut sari ATMs maujud Hai Jis Marzi machine mein aap ATM Dal kar apni payment ko nikalwae sakte hain aur Agar Kisi Ka Bhi Bank account maujud hai to vah ATM Kesariya apni payment ko nikalwae sakta hai aur isliye method hai agar aap usko Kisi bhi store per ya Kisi bhi Jagah use karna chahie to vah bhi aapke liye behtar hai Kyunki Bank ki timing Subah Se Lekar Shaam Tak hoti hai lekin Uske bad aap payment Nahin nikal Le Sakte to ATM card Agar aapka Bank account hai to bahut jaruri hai iska Dariya aap 24 Kisi bhi time Apne bank account se payment nikalwae sakte hain to Ek bahut hi accha Tarika hai

      Disadvantage

      Iska sabse bada masala yah banta hai ki Jab aapka ATM card hack Ho Jaaye matlab aap ATM card ke hi Gum Ho Jaaye to log iska pincode Agar Kisi Ke Pass Ho To aap kya kaun se payment Colva sakta hai Jab Ke checkbook Kesariya sirf aapke Agar signature Ho tabhi aap usko Nirahua sakte hain Jab Ke ATM card Mein Koi Aisa Kyon Nahin Hota ki aap payment code Nirgun koi bhi Banda aapka ATM Lekar payment ko nikalwae sakta hai to ismein Chori karne mein aasani hoti hai aur hackers bhi bahut jyada ATM card ke liye mein transfer kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

        Assalamu Alaikum dear members Hameed karta hun kya aap sab khairiyat se Honge aaj ka jo aap Hamara topic hai vo ATM per hai ATM Ek bahut hi acchi Ijazat Hai jismein Ham Apne cash ko Sath Le Jaane Mein Jaaye aap apna Ek ATM card Sath Le jaen shopping karne Ja Rahe Hain vahan per Thi Humko Dekh Kar apni shopping kar sakte hain Bil per kar sakte hain Kisi Kisi Ka Bhi Agar aapke pass Kash khatm Ho Gaya to aap Apna Kaha out karwa sakte hain Iske alava iiitmk posar fayde Hain Jaisa ke Aap Kahin Ja Rahe Hain To Raste Mein paise khatm hone to vahan Baton se apne paise withdrawal kara sakte hain online shopping kar sakte hain iske alava aap bahut sari chijen kisi ko paise transfer karne aap online paise transfer kaise karte hain Apna balance check kar sakte hain ATM ke jarie aap aur bhi bahut Sare kam kar sakte hain Jaisa ki iski hai aajkal Har Bank ki Apni Apni Kya I Hui Hai isase app ke jariye online aapane money transfer kar sakte hain Apna balance check kar sakte hain ATM ke jariye aap apna mobile ka load khareed sakte hain Uske alava ATM ke jarie hai aap Kisi bhi add donation per kar sakte hain Iske alava aapko bahut Sare ismein fayde Hain

        Diadvantage
        Radha ke sath sath ATM ke bahut Sare jaise ki aajkal bahut Sare Aise karte ho chuke hain jismein Logon ke ATM thakarppan ke sare paise transfer kar liye gaye hain Jiska sabse bada black Sansad kya sakte hain aap yah bahut hi bada masla hai Logon ke paise transfer ho gaye hain to yah Ek acchi chij hone ke sath uska ya nuksan bhi hai agar aap ka password pata chal gaya log aapke card per online shopping kar sakte hain bill payment kar sakte hain Jab kya aapko pata hi nahin hoga
        • #19 Collapse

          Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

          Introduction: ATM card bank key account holders ko hi issue kia jata hay jo key cash ko withdraw karny key ley hi use kia jata hay, ATM card bank account key sath attach hota hay agar ham ATM card use kar key ATM machine se cash withdraw karty hey to basically ye money hamary bank account se hi withdraw ho kar hamy ATM card key base par milti hay, ATM card use karny key ley zarori hay key bank me deposit ki jaye,

          Advantages: ATM card ko ham all over Pakistan key ATM machines me use kar sakty hey aur kesi be city me ham kinu majood na hon ham ATM machines se cash ko withdraw kar sakty hey, ye cash hamy business key ley be zarorat ho sakti hay aur apni zarorat pori karny key ley be ham withdraw kar sakty hey ATM card ka use karty howy hamy bank me jany ki zarorat nahi hoti aur na hi hamy chequebook ki zarorat hoti hay, ATM card ka istemal kia jaye to ATM machine me PIN code key base par daily base par ham kam se kam 20,000 aur zeyada se zeyada 300000 cash withraw kar sakty hey,

          Disadvantages:ATM card use karny key faidy to hamy nazar aty hey magar es ka 1 nuqsan jo key ham bahot hi zeyada face karty hey wo ye hay key agar ATM machine me koi fault ho to hamara card machine se bahir nahi nikalta hay aur jes bank me ye ATM machine laga hota hay es branch se hamy ye card nahi mil sakta hay es key ley hamy apny bank key branch se hi contact karna hota hay jes ki waja se hamy bahot hi pareshani ka samna hota hay.
          • #20 Collapse

            Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

            Salam:

            aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo atm card ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han jese ka ap janty han ka am card ak bohat achi aor zarori chez ha atm card ak adigi card ha jo ak saraf ko apny malio accounts ko aor dosra ki kud kar telar machinu (atm) ka zariya hasal karny aor karidari len dan ki manzori dena ky kabal bnata ha ham si ma apni rakam jama kar wa sakty han ab ma apko is ky faidy aor nuksan ka bara ma btata hun.
            advantages:

            atm card ki bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga ham atm ma jitni marzi chahan apna cas rakh sakty han atm ma cash rakhna ki surat ma hama atm card milta ha aor agr hama apny pese nikwalny han tu atm card ko atm machine ky andar dal kar pese asani sa nikal sakty han ham kisi bhi sahar ma kisi bhi bank ma ya atm use kar skaty han ham atm card ki zariya kisi bhi bara sahar ki muls ma ja kar atm card ki zariya apni chez karedd sakty han atm card sa ham pese deposit aor wthdraw kar sakty han.
            disadvantages:

            jese ka ap janty han ka har chez ka faidy hony ka sath sath us ky nuksan bhi hoty han tu atm card ki bhi kuch nuksan hn jo ma apka sath share karu ga agar apky atm card ki details kisi aor ka pas majood hun tu wo apky sara pese nikalwa sakta ha aor hama atm card ki care karni chahita agar hamra ya card gum ho jay tu hama bari muskil ka samna karna para ga.
            • #21 Collapse

              Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

              Introduction
              Asslamoalaikum dear forex frndz ma apko btana chahta hon k hum JB b ksi bank me apna ACCOUNT open krwaty Han to bank ki trf sy hmy ATM card DEA jata ha isky BHT sy fsidy hoty Han or kch nuksanat b..ATM ki abbreviation AUTomated transaction machine ha..

              Advantages
              1) ATM ka SB sy bra faida yeh ha k ATM card k zrye hum ksi b wkt easily or fast transaction krskty Han.
              2) ATM k zrye hum ksi k b account me with in minutes money easily transfer or receive krskty han.
              3)ATM sy transaction py Koi charges nhi hoty.
              4)ATM machine me biometric Wala option b hota ha AGR hmara card gum b jata ha to hum thumb k zrye apni transaction ko continue rkh skty Han.
              5)ATM ka SB sy bra faida yeh ha k ATM machine sy hum 24 ghnty ksi b time pesy niklwa skty Han yeh hr time open rhti ha.

              DISADVANTAGES
              1) ATM machine ka SB sy bra disadvantage yeh ha yeh machine sometimes hmara ATM card capture krleti ha jisy dubara bnwany me BHT tklef uthani prti ha.
              2)ATM machine py biometric method sy pesy niklwany sy hmary charges ktty Han.
              3) AGR hum ksi or bank ki ATM machine sy pesy niklwaty Han to b hmy transaction k lye charges pay krny prty Han.
              4)AGR hmara ATM card koi or ly le or usko hmara password PTA chl Jaye to woh hmary ACCOUNT sy easily pesy niklwa skta ha
              • #22 Collapse

                Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

                Acha dosto to ye content ATM card par mabni hy, aap sab ko pata hy k aaj k zamany main buhat kam aisy loug hongy jis k jaib main atm card na ho, Q K ATM ab zindagi ka aik ehem hissa ban chuka hy, aap jahan B jaye chahy vo barri city ho yaa chota gaion aapko atm aur atm k users milengy, har vo banda jo chota mota kaam kar raha ho yaa koi business aambal raha ho chahy vo govtvke ho yaa private ke us ke bank main account zaroor hoga aur atm sath hoga Q K har waqt na koi jab mai nvheque book le k goom sakta hy aur naa har waqt cheque book use kar sakta hy, Q K cheque book ka istimal sirf banking hourm ain kiya jaa salta hy aur banking hours sirc 5 pm tak hota hy jis k baad koi bank ka kaam nahi kiya jaaxslata jis k liye aLaTM banayaa gaya hy, jisy loug 24/7 use kar saktu hain, bank chaahy koi B ho aap bs ATM machine use karain aur pesy nikal k apna kaam karain na koi pabandi na ki itiming ka scen na chutti ka scene na on off days aap 24/7 atm machine use karcskaty ho bashart ye k machine ma masla na ho aur aapky account main balanace ho.
                Faidy:
                ATM k beshumar faidy hain.
                1) aap ATM din ho yaa rat baghiar kisi rukawat k yaa line main karry huwy use kar sakty ho.
                2) ATM har haga har city main jahaab B mily use kar sakty ho koi restrictions nahi.
                3) ATM sy aap zaroorat k waqt transactions kar sakty ho baghair sign aur intizar k.
                4) ATM sy main sogn ke zaroorat nahi hota Q k aksar sign jab match nahi kar raha ho to aap ka cheque rejects h osakta hy jis ke waja sy aap mazeed tension kaa shikar ho sakty ho.
                5) ATM ail secure aur easily affordable card hota hy jis ka jain par koi burden nahi hota.

                Nuqsanat:
                Sab sy barra niqsan ye hy dosto k agar aapky jaib main pesy nahi aur aap AatM jayain to wahan ho sakta hy machine out of service ho to aapko pareshani ho sakti hy.
                2) agar aap raat ko pesy nikal rahy ho to ho sakta hy koi waridat ho jesa k social media par aksara fotages dekny ko milty hain
                3) agar aap k paas ATM ho aur aap password kisi ko dedain to vo misuse karcsaktahy.
                4) Agarcaapka ATM kisi aur k paas ho aur password usy pata ho to vo un necessary transactions lar sakty hai naur aap ko kaafi nuqsan pounchaa sakta hy.
                • #23 Collapse

                  Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

                  Asslamolikum !

                  Aj ma jis topic ka jawab deny deny ja raha ho wo ek bank kay ATM card par mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han aj kal har bank kay sath atm machine majood hoti ha jo ham boht zada faciltis faraham karti ha jis ma ya 24 ganty ki servs hoti ha jis m ap jab chaye use kar sakty han or y apko boht zada facilties faraham karta ha is say ap pesy ko khi bhe transfer kar sakty han or kbhi bhe ksi bhe waqt emergecy ma niakalwal sakty han.
                  Faidy :
                  is kay boht zada faidy han jin ma sy kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han Atm card boht zada faciltes faraham kata ha jsi ma ham kbhi bhe khi bhe pesy begh sakty han or is ma ap ko pny peso ki investing ka bhe option milta ha is say ap kbhi bhe is say khi bhe investig kar sakty han or is ka bara faida ya 24 ganty available hota ha iski servis hamesha muqsir hoti ha ap kbhi bhe khi bhe pesy nikalwal sakty han or y har bank kay sath hoti ha ya ek chota sa card hota ha jis say ap shoopng hotel ya khany ka bill bhe asani say pay kar sakty han.
                  nuqsant :
                  is kay boht zada faidy kay sath sath kuch nuqsant bhe ha jin ma say kuch maap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is ka bara nuqsan jb khbi machine distur ho ya koi masla ho to ap ka card machine ma he rah jata ha jis say apko kafi masla bnta ha or ham jb bhe is say pesy nikalwat han to ham har bar charges deny party han jo boht zada han or zada is kay ki nuqsant dekhny ma smny nahi aty han.
                  • #24 Collapse

                    Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

                    Assalamu Alaikum dear member aapane Hamare sath bahut hi Achcha review discuss Kiya Hai yah review bahut informative hai ATM card ke bare main dear member ATM card Ek Aisi chij hai jo Hamen main bank account banvane ke bad provide ki Jaati Hai yah bahut badi facility hai iske liye Hamen account ke bad card provide Kiya jata hai...

                    Advantages:

                    Dear member ATM card ke bahut jyada advantage hai yeh hamen jo provide kiya jata hai tou isk trough hum apni amount easily nikalwa sakty hain hamen is py password lagana hota hai jis sy hamari amount ki saving hoti hai iska sb sy bra faida yeh hai is sy hum jab chaye amount nikalwa sakty hain is k liye humy bank wagaira nahi jana prhta ATM machine aik box ki shakal main hoti hai jis main hum apna card inter kr k aur apna password type kr apni amount nikalwa sakty hain is ka sb sy bra faida yeh hai k ghr ka koi bhi member ja k amount nikalwa sakta hai iska sb sy bra advantage yeh hai k iski service 24hour available hoti hai is main off day ka koi issues nahi hota hum easily 24hour jb chayen nikalwa sakty hain ...

                    Disadvantage:

                    Dear member Jis Tarah Har chij Ke advantage aur disadvantage Hote Hain ISI Tarah ATM card K bhi disadvantage hain atm card ki machine aik electronic machine hoti hai jo light ma hony ki surat main wait krna prhta hai aur agr hamen emergency main amount ki zrurat prh jaye tou system main khrabi ki waja sy ya light na hony ki surat main hamari amount delay ho sakti hai isk ilawa ATM card ki Hamen bahut jyada Kiya karni padati hai ta k hamara password leaked na ho wrna hamen nuksan ho skta hai aur agr hamara ATM card gum ho jaye tou hamen 2bara bnwana prhta hai jo bhot difficult hai aur is main amount ki limit bahot km hoti hai hum iss main zyada limit main amount nahi nikalwa sakty..
                    • #25 Collapse

                      Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

                      Assalam walekum ji bhai ummid hai aap hamari acche Hain aapane bahut hi achcha takat chuna hai discussion ke liye ATM ATM basically automatic teller machine ka abbreviation hai isko Ham short form mein ATM bolate Hain iske bahut sare fayde Hain jab bhi ATM launch Kiya gaya tha to banking sector mein bahut jyada innovation a Gai thi kyunki agar aapke pass ATM hoga to aap ko Bank ke andar jaane ki Koi jarurat nahin hai aap hi Julie apne ATM card ke jariye bahar se Hi paise withdrawal karva sakte hain

                      Advantages of ATM (automatic teller machine):

                      ATM ke bahut sare fayde Hain agar aapke pass ATM card maujud hai to aap apni gas Bank ke bahar se hi ATM ki machine Seva drop bar sakte hain aapko Bank ke andar jaane ki Koi jarurat nahinuske sath aapko check fail Karne ki bhi Koi jarurat nahin hai jab bhi aap cheque book issue karvate Hain to uske liye aapko Bank charges per Karne padte hain lekin agar aapane apna ATM card activate karva liya hai to aapki Bank charges bhi bajate hain aur dusra aapko check fail Karne ki bhi Koi jarurat nahin hai

                      ATM ka ek fayda hai kya aap ATM mein 7 din 24 ghante (7/24)cash withdrawal karva sakte hain agar aapke pass check hai to aap sirf Bank time ke andar hi cheque withdrawal karva sakte hain lekin agar aapke pass ATM hai to aap kisi bhi waqt kisi bhi time kisi bhi bank se paise withdrawal karva sakte hain

                      Disadvantages of ATM (Automatic Teller Machine)

                      ATM ka sabse bada disadvantage hai ki ismein security masla hai agar aapka ATM card kisi ke pass chala jata hai aur usko aapka ATM ka pata hai jo ki mostly child case ka hota hai koi bhi aapka paise withdrawal pravah sakta hai usmein sabse Bada masla masla hota hai aapka security code hacker hack kr laty ha aur esily ap ka ATM hack kar lete hain aur usne se aapke paise withdrawal karwa saghty ha
                      Last edited by ; 27-09-2020, 01:53 PM.
                      • #26 Collapse

                        Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

                        Dear ap ka topic be best hai
                        Atm card bohat zabardast ches hai ye maximum customer use Kar ray Hain.
                        Dear abi Shahid he koi asa bank ho Jo atm card provide nai Kar raha. Nai to tamam bank her customer ko atm card provide Kar ray Hain
                        Dear atm card ke application Dani hoti hai . With in one week so ki ATM card mil jata hai dear atm card ke annual fees hoti hai .
                        Dear ye bohat he achi service hai Jo bank tamam logon ko ye facilities provide Kar raha hai.
                        Dear atm ke fee Hbl ka at work account main negative hai ye bohat achi service hai .
                        Dear atm machine 24 hours available hoti hai or ham jis waqat chay ATM card ke help SC apnay Account SC payment lay lain .
                        Dear atm card sc ham money be transfer Kar sakty Hain or mini statement be lay sakty Hain or Balance be chk Kar sakty Hain .
                        Dear ye bohat he acha setup hai or is Jo Ham Regular use Kar sakty Hain .
                        Advantage.
                        Dear atm card ke bohat zaida advantage Hain
                        Card ko Ham jis waqat chay use Kar Sakty Hain . Ye bohat he achi service hai .
                        Dear bank ka band hony ka hamy tention nai hai kion ha hamy his waqat be payment chay ham is card ke madad SC hasil Kar sakty Hain.
                        Disadvantage.
                        Dear ye card bohat acha hai is ke madad SC hamary kafi Kam Bari asani c ho sakty Hain.
                        Dear is ke annual fee bohat zaida hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

                          intro..
                          Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge share kiya hai aur ek informative topic bhi discuss Kiya Hai ATM card Ek bahut thi Achcha helpful aur paper mani ke Taur per bhi Hamen se use kar sakte hain member Jab Ham Apne Bank Mein account open Karvate Hain To Hamen Bank ki taraf se yah provide ki Jaati Hai facility Kaki Ham isko use Karke Apne Hi Rang kam aasani se nikalwa Sakte Iske Kuchh fayde bhi hain aur nuksan 8 video mein aapke sath share karta hun...

                          advantage s.
                          Dear members ATM card ke bahut se fayde Hain Jab Ham Bank Mein Apna account open Karvate Hain To Hamen Bank ki taraf se ATM card ki facility provide ki Jaati Hai Jiska Ham aasani se apni rakkam withdrawal karwa sakte hain De members ka sabse bada advantage-g hai ki Hamen Bank jaane ki jarurat pesh nahin aati Ham midnight main bhi apni Rakha aasani se nikal was at this time Hamen Dhruva To Ham aasani se ATM card se apne amount nikalwa sakte hain ATM card ko Mani paper bhi Kaha jata hai...


                          disadvantages.
                          Dear members ki Khud disadvantage behind your main aapke first share karta hun ki agar aap ATM card se apni money nikalvane Jaate Hain aur kisi vajah se ATM card mein machine Mein Jawab aap apna card inter karte hain aur entry na hone ki vajah se aapka card andar hi Rah Jata Hai Jiski vajah Se Koi Aur Bhi Jhooth Karke aapki money nikalwa sakta hai to aapko bahut jyada ke sath use karna chahie aur apne ATM card ka password kisi ko bhi nahin batana chahie...
                          • #28 Collapse

                            Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

                            ATM card key bary me agar review dia daye to mery khayal me har kesi ka es bary me positive review hi ho ga, ATM card use karny key koi be nuqsan nahi hey all Pakistan key ATM machines me ham ATM card ko use karny ka advantage hasil kar sakty hey agar ham ko business karty hey ya zarorat key ley bank se each withdraw karny ki hamy zarorat hot to ATM card hamary ley es situation me bahot hi useful ban sakta hay jab hamary bank ka branch closed ho es situation me ham kesi be ATM machine me ja kar cash ko withdraw kar sakty hey, ATM card ki annual bank fees zaror hoti hay jo key 1200/year hoti hay magar ye har tarha hi affordable fees hay jo advantages hamy es card key base par hasil hoty hey ye fees bahot hi kam hoti hay per transaction ki agar fees ki bat ki jaye to ye 15 rupees tak ho sakti hay jo key reasonable fees hoti hay, ATM card ki 1 aur achi bat ye hoti hay key es ATM card ka use ham Pakistan key har city me kar sakty hey aur out of country be es card ka use ham kar sakty hey ye ATM card terms and conditions key mutagen 200 se zeyada countries key ATM card me use kia ja sakta hay, ATM card key sath banks debit card ki sahulat be provide karty hey jes key base par online payment ki transaction ki ja sakti hey.
                            • #29 Collapse

                              Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

                              Yes Brother aap Nay Bilkul Theek kaha Hai Main ap kay iss Point Of View Say Bikul Agree karta hu or aap Kay iss Review Per Apna Knowledge aap kay Sath Share Karna Chata hu umeed karta hu aap ko mera Knowledge Acha Lagy ga Or Ap ko Iss Main Say Kuch Na Kuch learn karny ko lazmi Mily Ga Iss Liy main ap ko Apna Experience or Apny Usage or ATM card Kay abry main Aap kay Sath Kuch Share Karny laga Hu aap nay ATM card Kay bary main jo Be Information Humary Sath Share Ke Hai main iss Say Bilkul Agree karta Hu.

                              Dear Mate Jab Be Huma kse Bank main Apna Account Open Kartty hain toh Hum Kuch Facilities Provide ke Jati hain Jinn ko Use kar kay hum Apna Experience Apny Account Kay lihaz Say Increase kar sakty hain iss Liy ager Humy Apnay Amount Ke Zrort Kahe Per Be Pary toh hum iss Ko Aoni Marzi Sa kahe Be Withdraw lay Sakty hain Iss Kay Liy Hum Jis Bank main Apna Account Open Karwaty hain uss ke tarf Say humy ATM Card Dia jata hai Jo Humare Small Transactions Main Humare Help karta hai iss Liy iss ka Use kar kay Hum Apni Transactions Ko Safe Or Perfectly use kar sakty hain.

                              Dear fello ATM Kay ilawa Be Boat Say banking System kay Liy Cards Hoty hain Jinn Ka Use kar kay Hum Apni Daily Kay Choty Choty Transactions Asani kay sath Akr Sakty hain iss Ka Fayda Ye Be Hota hai kay Humy Har Waqt Apny Sath Cash carry nahi karna Parta or Hum Asani kay Sath He Iss ka Use kar Kay Kahe be Or Kise be Waqt Payment kar Sakty hain.Ye Jis Bank Main Be Aap ka Account Hota hai un Ke taraf say aap ko Dia Jata hai or Boat he Help Ful hota hai
                              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Yeh review&quot;ATM Card&quot; par mabni hai..

                                Assalamu Alaikum dear friend dear Hamen pata hai ki Bank use karne ke liye ATM card ka istemal lazmi aaye Ham Jis MarjiBank Mein Apna account open Karvate Hain Uske sath Hamen ATM bhi Lena padta hai agar ATM na ho to ATM machine se apne account se paise Nahin nikal Le Sakte isliye account open karne se pahle ATM bhi banva Lena chahie Jab Ham account open Karvate Hain To sath mein Hamen free mein ATM card aur checkbook milati hai theek hai Har Bank ke Apni Apni facilities hoti hain aur Bank Mein Ham account open Nahin Karva Sakte account open karvane ke liye Hamen bank detail ke bare mein pata hona lazmi hai Kuchh Bank Aise Bhi Hote Hain jismein Jyada hote hain aur fayde kam hote hain yah Hamen Soch Samajh Kar Apna account open karvana chahie
                                :1f60d: hard work :1f60d:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X