ye review bank staff key behaviour per mabni hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review bank staff key behaviour per mabni hy

    Dears friends bank staff k behavior ko discuss kiya ja raha hai yahn ma apna experience or knowledge share karo gi kuch bank government ok kuch semi government or kuch bank private hota hain jab b ap kisi bank ki service ko choose krta hai ap sab sa pehly wahn k staff k customers k sath behavior check krta hain wo ap k sath kis tra ka behave kr rahy hain wo apni services sa ap ko kis had tak satisfied kr rahy hain staff ka behavior bank dealing ma bhut important hota hai agr customer bank ma investment krna chahta hai mgr staff ka behave us k sath theek ni ho ga wo us ko bank services k bary ma detail thek sa ni baty ga wo kbi b wahn investment ni kry ga mostly banks ma staff ka behavior bhut nice hota hai wo politely customer k sath dealing krta hain uney apny bank ki services k bary ma guide krta hain uney satisfied krta hain k wo un ki branch ma account open karway or investment kary agr wo customer ko satisfied ni kr paty investment un k hath sa nikal jati hai jess sa un k bank ko loss hota hai kuch bank asy b hain jes k staff ka rawiya sehat hota hai the bank of punjab or National bank k visit k douran mjy un ka behave acha ni lga jes ki waja sa maine apna account open ni karya bank ma agr ap ko koe bat achi ni lgti tu unona headquarter k complain number likhy hota hain ap un contact number pa apni complain kr sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review bank staff key behaviour per mabni hy

      Bank key har employee ko clients key sath acha behavior rakny ki training di jati hay magar per be koch bank key employees esy zaror hoty hey jen ka behavior acha nahi hota es ka blame hamy kabi be bank ko nahi dena chaye ye employee ka natural behavior hi hota hay jes ki waja se clients ko es ka samna karna padta hay magar bank key har employees ka ye responsibility hoti hay key wo kesi be clients key sath ghalat tareeqy se bat na kary aur apna behavior acha raky ta key clients ki nazar me bank ki reputation kharab na ho, agar kesi bank key employees key negative behavior ki waja se clients apna account es bank me khatam kar dey to es ka nuqsan es employee ko kabi be nahi hota hay ye nuqsan bank ko hi bardashat karna pardta hay agar rush ki waja se ya kesi aur waja se bank me hamy intezar karna pard jaye to hamari be responsibility hay key ham be apna behavior acha raken ta key hamari waja se bank key intezamya ko kesi pareshani ka samna na ho, bank ka staff kabi be baghir kesi reason key clients key sath ghalat behavior nahi rak sakta hay clients key ghalat rawaye ki waja se bank staff ka behavior negative ho sakta hay, ham sab ki ye zemendari hay key baghir kesi waja se apna rawaya kabi be bank staff key sath ya kesi aur profession me negative nahi rakna chaye aur hamesha hi achy tareeqy se har kesi key sath bat karni chaye ta key kesi ko hamary behavior se koi takleef na ponchy.

      اب آن لائن

      Working...
      X