Assalamualeikum
Jaizah Ka Naam : " Habib Bank Limited Kay Bary Mai "
Jaizah Ke Deegar Malomat :
Aj Mai Jis Bank Ka Review Lay Kar App Sab Kay Samnay Peesh Howa Houn Wo Ek Bhut Hi Acha Bank Hai Investment Kay Liye Or Bhi Esay Kamoun Kay Liye Jis Ko Hum Anjam Deh Kar Bhut Hi Faida Utha Saktay Hain. Ap Sab Ko Aj Mai Is Bank Ki Har Ek Cheez Kay Bary Mai Bataoun Gah Keh Ye Bank Kesa Hai Or Iska Kia Faida Or Nuksan Hai Or Ye Kesy Kaam Karta Hai Or Bhi Bhut Si Deegar Malomat Apko Batou Gah Mai Ab Apko Step By Step Batoun Gah Keh Ye Bank Kesy Bana Kab Bana Or Iskay Faiday Or Nuksanat Kia Hain.Tu Sab Say Pheley Baat Kartay Hain Bank Kay Tarouf Say.
Habib Bank Limited : ( Bank Ka Tarouf )
Habib Bank Limited Ek Pakistani Limited National Bank Hai Jo Habib Bank Palaza Karachi, Pakistan Mai Waqiyah Hai Ye Iqtasadi Taraki Kay Liye Swiss Ghair Munafah Bakash Tanzeem Agha Khan Fund Ka Zili Idarah Hai Bank Pakistan Mai Assasoun Kay Hisab Say Ek Sab Say Bara Bank Hai.
Bank Kab Daryaft Howa : ( Bank Ki Peedaish )
HBL Bank 1941 Mai Qaim How, HBL Pakistan Ka Pehla Commercial Bank Ban Gaya.1951 Mai Is Nay Colombo Siri Lanka Mai Pheli Baein Ul Aqwami Shakh Kholi,1972 Mai Is Bank Nay Apna Sadar Daftar Habib Bank Plaza Mai Muntakil Kar Diya Jo Is Waqt Junobi Asia Ki Sab Say Buland Amarat Ban Gaya Tha.Hakomat Nay 1974 Mai Bank Ko Komi Shakal Di Or 2003 Mai Iski Najkari Ki. Is Waqt Iktasadi Taraki Kay Liye Agha Khan Fund Nay Ek Controller Share Hasil Kiya.2018 Tak HBL Ki 1700 Say Zaida Shakein Hain Jin Ki Maujoodgi Char Bareazamoun Mai Pheley 25 Say Zaida Mumalik Mai Mojodah Hai Ye Asasoun Kay Lehaz Say Pakistan Ki Sab Say Bari Company Hai, Or Bar Bar Forbas Global 2000 Mai Chooti Ki Pakistani Company Ka Darjah Rakhti Hai.
Bank Ki Details : ( Kuch Khass Mawaad )
Is Bank Ki Type : PLC
Is Bank Ka Isin : PK0085101019
Is Bank Kay Daryasftkar : Mohammad Ali Habib Or Dawood Habib
Is Bank Kay HeadQuarters : Is Bank Ka HeadQuarter Bank Al Habib Karachi Pakistan Mai Hai.
Is Bank Ki Jagah : Is Bank Ki Branches 1700 Hain Pakistan Mai.
Is Bank Ki Website : WWW.HBL.COM
Advantages : ( Bank Kay Fawaid )
Is Bank Kay Bhut Say Faiday Hain Jin Ko Agr Detail Mai Batana Shuro Kiya Tu Bhut Hi Lamba Mauzo Ho Jaye Gah Tu Apko Iskay Kuch Khass Fawaid Bata Deta Houn Jis Say Apko Bhi Faida Ho Ga Or Apka Time Bhi Nhi Zayah Ho Gah.Tu Sab Say Pehla Point Ye Hai Keh Ye Bank Hamein Bhut Acha Facilitate Karta Hai Or Hamein Acha Protocol Deta Hai Or Hamein Bhut Say Faiday Kay Kaam Batata Hai Or Investment Kay Tarikay Or Bhut Si Deegar Malomat Hamein Deta Hai Or Is Bank Kay Koi Bhi Extra Fees Wagheira Nhi Hain.Hamein Chahiye Keh Hum Sab Is Bank Say Hi Facilitate Houn Takeh Hamein Bhi Bhut Faida Ho Or Bank Ko Bhi.Yehi Sab Kuch Advantages Thy Jo Meney Apko Bata Diye.
Disadvantages : ( Bank Kay Nuksanat )
Is Bank Kay Koi Bhi Itnay Khass Nuksanat Nhi Hain Bs Yehi Hai Keh Chotay Motay Say Fess Problems Houn Gi Or Bad Mai Sab Kuch Theek Ho Jaye Gah Or Bhut Faida Bhi Ho Ga.Nuksanat Is Bank Kay Sab Say Kam Hain Koun Keh Ye Bank Bhut Porana Bank Hai Or Bhut Hi Acha Bank Hai Tu Isiliye Is Bank Kay Koi Bhi Zaida Nuksanat Nhi Hain Tu Hamein Isay Join Karna Ho Ga Isay Hamein Bhut Faida Hasil Ho Sakta Hai.HBL Bank Kay Nuksanat Na Honey Kay Barabar Hain Ye Hamein Bhut Si Cheezein Yani Safety Plans Waghira Or Bhi Bhut Awla Mawaad Kay Baray Mai Batata Hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим