Dear members Assalamu Alaikum Mein Aaj banks ki income per review aapke Samne share karna chahta hun aur ismein main aapko Bank ki ki source of income ke Hawale se kuch important information Dena Chahunga Aur Main ummid Karta Hun ki aap meri baat se Ittefaq karte hue is Baat ko accept krin gay aur is se aapke knowledge mein Achcha izafa bhi ho sakta hai.
Interest Rate:
Dear jab Bank Mein Kuchh log apni investment deposit Karvate Hain To Bank unko less rate of interest de raha hota hai aur Iske against Jab bank se kuch log loan Lete Hain To bankon ko higher rate of interest charge kar raha Hota Hai ine donon ka difference Jo Hota Hai vah Bank ki income hoti hai.
Investment on different places:
Jab different people Bank ke pass apni reserve deposit Karva Dete Hain To Bank use amount ko apne pass Nahin Rakhta balky usko different places per investment kar deta hai Pak simple Bank use reserve se property purchase kar leta hai aur iske sath sath Aur Bhi Kai Business mein usko investment Karke achha profit Hasil karta rahata hai.
Reserves for Contingencies :
Bank ke pass jitne bhi collection akathi Hoti Hai usmein se bank Kuchh percentage apne pass reserve Rakhta hai jo daily basis per Bank check ko clearance karne ke liye istemal Karta Hai Iske alava Bank ke pass jitne bhi amount Hoti Hai vah different places per investment kar di Jaati Hai jisse Bank bahut accha profit Hasil kar raha Hota Hai.
Advantages :
Dear members Jab Bank ke pass Itni Jyada collection Hogi Bank ke liye utna hi jyada fayda ho sakta hai aur vah usse Itni hi jyada profit Hasil kar sakta hai Kyunki Jab Bank ke pass Jyada reserves Honge to vah Jyada Se Jyada business may participate ka sakega aur use ratio se hi jyada profit Hasil karne ki position Mein a sakta hai Iske alava Agar bahut jyada log bank se loan Lenge to usmein bhi Bank ok bahut accha profit Hasil kar sakta hai
Disadvantages :
Jab Bank ki closing hoti hai to use time per aapko agar koi amount jarurat Pahr Jaaye to use time per aapke liye kuch problem hote hain aur Bank aap ko excuse karte hue aapka check refund bhi kar sakta hai aur use time per aapko co-payment Nahin Mil sakti iske sath sath agar aap Bank Mein fix deposit Karva Dete Hain To usko Kisi emergency mein bhi aap refund Nahin Karva Sakte.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим