dear ham sab jantay hain k hamary pakistan main koi bhi aisa idara nai hay jis main hamko guards ki zarurat paish na aty ho aur agar ham guards ki security k bgahair kisi kaam ko mumkin samjhtay hain to aisa sochna aisa hona bilkul bhi na mumkin sa hay jis main hamko har haal main guards ki zarurat hoty hay.
ADVANTAGES;
dear koi banks sarkari ho ya private ho us main har aik guards apni jaan pay khail kar uski hiffazat karta hay aur agar koi bhi aisa in khali jaye jis main banks main koi guard mojoud na ho to ham sab daikh saktay hain k aik he din main kitni sari wardaat ho sakty hain jin main hamara kaam karna banks ka chalna na mumkin ho jayega har aik bank main guards 24 hours mojoud hotay hain jinko na kabhi garmi ki fikar hoty hay aur na kabhi sadi main unko koi masla banta hay aur agar aik guard kisi wajha say chtty pay hay to usk badlay main jald he dusray kisi guard ka intezaam ho jaya karta hay is liye yeh guards apni jaan pay khail k har aik banks ki hifazat kartay hain to inki khidmaat banks main sab say ziada feel ki ja chkki hain laikin inko kabhi koi samjh nai saka hay.
DISADVANTAGES;
dear hamko ya kisi bhi banks ko utni dair tak kisi guards ka koi bhi fikakar nai hay jub tak hamko unki mukammal verified tareekay say ham unko rakhtay hain agar hamko unko verified na kartay huway un say kaam laitay hain to aisay guards kabhi bhi koi masla kar saktay hain jis say hamko koi nuksaan ho sakta hay haamray banks ki chori ho sakty hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим