Ye review Dubai Islamic Bank Limited par mubni hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Dubai Islamic Bank Limited par mubni hay
    Dubai Islamic Bank limited Islamic bank hay jes ko 1975 me banaya gia aur es ka headquarter Dubai me hi qaim kia gia, es bank ko Saeed bin Ahmed ne establish kia, Dubai Islamic bank UAE ka sab se largest bank be hay aur ye bank Islam key principles (Asoolu) key bunyad par work kar raha hay, Es bank me kesi be kisam ki activities Islami rules key against nahi ki jati hey,

    Advantages: Dubai Islamic bank me saving account bana kar higher profit monthly base par earn kia ja sakta hay es bank me free ATM/Debit Visa card bana kar dia jata hay jo key kesi advantages se kam nahi hota,
    Es bank me Local aur foreign currencies me account banany ki sahulat di jati hay, unlimited deposit aur withdraw ki facility be di jati hay es bank key through funds ko speed key sath transfer karny ka advantage hasil kia ja sakta hay, Dubai Islamic bank me free internet aur phone banking ko allow kia jata hay, es bank se deposit karny par jetna be profit earn kia jata hay ye Islamic bank hony ki waja se halal hota hay, Terms and condition key base par Fix deposit kar key profit hasil kia jata hay, Pakistan key bahot se cities me Dubai Bank key branches banaye gaye hey,

    Disadvantages:

    Dubai Islamic bank key branches Pakistan me bahot hi kam cities me banaye gaye hey jes ki waja se har koi es bank me account banany me kamyab ho paty hey, Es bank key branches Pakistan key Cities Lahore, Karachi, Islamabad jesy cities me majood hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Dubai Islamic Bank Limited par mubni hay

    DIBLP Dubai Islamic Bank Limited Pakistan is bank ny may 2005 ma as unlisted investment company pakistan ma 1984 ky companies ordinance ky according pakistan ma islamic sharia ky ky mutabik kam shuru kia aor yeh bank United Arab Emirates ki DIB ki listed company hai.
    Is ny islami Shari'a ky mutabiq apny customers ko services provide krna shuru kien to State Bank of Pakistan SBP ny is ko license issue kr dia aor ia na baqaida kam ka aghaz march 2006 ma shuru kia. Is ko license 26 November 2005 ko mila mil is ny commencement of business certificate 26 January 2006 Security and Exchange commission of Pakistan sy hasul ki. Aor schedule Islamic banking services 28march 2006 ma shuru kr di then.
    Advantages:
    Dubai Islamic banking limited ki 256 locations par 235 branches qor 21 permanent booth hain. Aor is ky 200000 sy zeyada customers aor account holders hain aor is ny Pakistan ki 68 cities ma services shuru ki di hain aor yeh aik best Islamic commercial bank hai. Jo apko loan credit card debet card aor lockers facilities provide krti hai. DIB best islmic bank hai is ka interest rate variation hai.
    Disadvantages: ​ yeh aik international bank hhai aor iska pakistan ky na hony ka he aiaik nuqsan hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Dubai Islamic Bank Limited par mubni hay

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Dubai Islamic Bank limited Islamic bank hay jes ko 1975 me banaya gia aur es ka headquarter Dubai me hi qaim kia gia, es bank ko Saeed bin Ahmed ne establish kia, Dubai Islamic bank UAE ka sab se largest bank be hay aur ye bank Islam key principles (Asoolu) key bunyad par work kar raha hay, Es bank me kesi be kisam ki activities Islami rules key against nahi ki jati hey,

      Advantages: Dubai Islamic bank me saving account bana kar higher profit monthly base par earn kia ja sakta hay es bank me free ATM/Debit Visa card bana kar dia jata hay jo key kesi advantages se kam nahi hota,
      Es bank me Local aur foreign currencies me account banany ki sahulat di jati hay, unlimited deposit aur withdraw ki facility be di jati hay es bank key through funds ko speed key sath transfer karny ka advantage hasil kia ja sakta hay, Dubai Islamic bank me free internet aur phone banking ko allow kia jata hay, es bank se deposit karny par jetna be profit earn kia jata hay ye Islamic bank hony ki waja se halal hota hay, Terms and condition key base par Fix deposit kar key profit hasil kia jata hay, Pakistan key bahot se cities me Dubai Bank key branches banaye gaye hey,

      Disadvantages:

      Dubai Islamic bank key branches Pakistan me bahot hi kam cities me banaye gaye hey jes ki waja se har koi es bank me account banany me kamyab ho paty hey, Es bank key branches Pakistan key Cities Lahore, Karachi, Islamabad jesy cities me majood hey.
      dear brother Dubai Islamic Bank 1975 se kam kar raha hai aur yah Bank UAE ki taraf se banaya Gaya hai ya ek international Bank hai jo bahut sare countries Mein available hai aap is Bank mein agar apna account open karvate Hain to isko aap kisi bhi country Mein use kar sakte hain is Bank mein aapko jo debit card Diya jata hai vah aap kisi bhi country main use karke apni amount withdrawal karva sakte hain Dubai Islamic Bank limited ki taraf se aap ko jitne bhi loan ya yah debit card dwara diye jaate Hain per interest rate bahut jyada kam hota hai aapko chahie ki aap is Bank mein agar apna account open karva rahe hain to ismein aap apna current account open kar wale ismein aap ko kisi kishan ki extra fees nahin Deni padati agar aap Dubai Islamic Bank limited ke sath apna business account open karte hain to ismein aapko bahut jyada facilities Di jaati Hain ismein aapko credit card ki bullet ke sath loan ki service de jaati hai jisko aap use karke apne business ko increase kar sakte hain Dubai Bank Islamic ke ATM card visa vah wale hote hain jinko aap kisi bhi website par use kar sakte hain ya international Bank account hai jisko aap Puri duniya Mein aasani se kahin bhi use kar sakte hain isase aap Puri duniya Mein apni amount ko transfer kar sakte hain aap ko kisi ke samay ki limitation nahin Di jaati is bank account Mein jab aap apna account open karte hain to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai apna account safe rakhne ke liye aapko is Bank Mein apni amount invest karne chahie isase aapko kafi jyada fayda ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Dubai Islamic Bank Limited par mubni hay

        Yes dear aapane bahut hi Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai Dubai Islamic Bank bahut hi Achcha Bank hai aur iska head office aapko Dubai Mein Mil Sakta Hai Iski ownership ki agar aap baat karte hain to Iske ownership bhi Dubai ke hi hain agar aap Islamic point of view se is Bank ko dekhte hain to yah us hawale se aapki sari requirements ko fulfill kar raha hota hai aapane Dekha Hoga ke Pakistan mein bahut Sare log banking ko Achcha Nahin samajhte aur uski main reason yahi hai ki Yahan per maximum banks Islamic point of view Se Kam Nahin kar rahe Hote aur iske sath sath Hamesha vah vah interest ke against baat kar rahe Hote Hain Jis ki vajah se Islamic waterview se Ham Bank Mein account open karvane ko ignore kar dete Hain specially saving account aur fix account Ham kabhi bhi open Nahin Karvate.

        Agar Ham Islamic point of view Se Apna profit dekhte hain to ismein Islamic point of view se Kuchh chij on ko base Banakar banks Humko profit Dete Hain ismein profit fix nahin kiya Jata aur kuchh important benefits ki basis per Humko profit Diya Jata Hai Jiski wajah se profit fix na karne ki vajah se yah Hamare liye Islamic point-of-use se sahi ho jata hai. Isliye Humko Dubai Islamic Bank mein agar Apna account open karvana Ho To usmein Humko Kisi Ki sim ki hai ji tension Nahin rahti aur ham ismein Apna account open Karva kar Prophet Hasil kar sakte hain isliye agar aap banking se avoid kar rahe hain to no doubt aap Dubai Islamic Bank Mein Ek Dafa Jarur visit Karen Lekin ismein aapke liye problem bhi ho sakta hai ki iski branches bahut hi Thodi Hain Main Bhi aapki city mein iski branch Na Ho is Hawale se aapko Kuchh problem ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Dubai Islamic Bank Limited par mubni hay

          Dubai islamic bank kay andar aaap ka bhi account ban sakta hay exchanges close karni parti hai asa intra day mama maqsad eyhi hai ky ap aik he racket principle exchanges lgain aur aik he n principle excha ko close karai aru ziadaxchanges laie aphi intraday principle benefit ziada kaa sakty hain kyp nay every dnesay day ki ap ahi parceleire akr end arkar k exchasawdgee nojwan logoon k ley ahm sahoolt frahm krty hain aor addee issue ko settle ne men aor social mahrat k ley lazhrt hy . N firogh deny k l ajboo hain ya ghee mamolekm ujratb k mulazmtoon men phans jaty hain yh tjroee der transporter ke harktyhowy doir market k jhtky me ement karne chahiye tha ke murmur Apne bahut acchi baat ment karne chahiye tha ke murmur Apne kaam ko aur acche aur bmai kaamyai usi sorat mai mce aur exprha kia Jging businessmai merchabaato ka khayaal rakhn hai jiss statey ko create kia jaa sakta hai. Forex mai expertise create kerayMatlab yehi hai knging apni galtio ko en ky is number one cmmr sy kam karna chhear sakty hain or acha gain hasil kar kay aik kamyab service provider boycottential apni mr pasio Kentucky acount bana kar bkar sakty hainderecept to mastering ok bagher foreign exchge replacing essential alternate karna feed hi there ghalt kyun ok agar aap ko replacings nai food produ arketplace nukesay samjo homosexl candles ok baraprecept pata good day nai ok kis association precept kiya display kar ahi hoti feed and maron units pick karny chahiay yeh sara kuch selkar ok good day to s feed agar mastering nai Ho gi replacing karna apni challenge zaya karny ok braber feed E liay M to yehi kahun ga ok ma bgherlacind bal ok repreplacing hi there naay us number onya to tukka laga ok kam karna Ho ga ya destiny pay rely kar ok to aesa bro ziyada arsatabik kuet ok baray essenial proper facts
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Dubai Islamic Bank Limited par mubni hay

            Assalamu Alaikum dear friendis bank ny may 2005 ma as unlisted investment company pakistan ma 1984 ky companies ordinance ky according pakistan ma islamic sharia ky ky mutabik kam shuru kia aor yeh bank United Arab Emirates ki DIB ki listed company hai.
            Is ny islami Shari'a ky mutabiq apny customers ko services provide krna shuru kien to State Bank of Pakistan SBP ny is ko license issue kr dia aor ia na baqaida kam ka aghaz march 2006 ma shuru kia. Is ko license 26 November 2005 ko mila mil is ny commencement of business certificate 26 January 2006 Security and Exchange commission of Pakistan sy hasul ki. Aor schedule Islamic banking services 28march 2006 ma shuru kr di then.
            Advantages:
            Dubai Islamic banking limited ki 256 locations par 235 branches qor 21 permanent booth hain. Aor is ky 200000 sy zeyada customers aor account holders hain aor is ny Pakistan ki 68 cities ma services shuru ki di hain aor yeh aik best Islamic commercial bank hai. Jo apko loan credit card debet card aor lockers facilities provide krti hai. DIB best islmic bank hai is ka interest rate variation hai.
            Disadvantages: ​ yeh aik international bank hhai aor iska pakistan ky na hony ka he aiaik nuqsan hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Dubai Islamic Bank Limited par mubni hay

              Dear ap na bohat achi information share ke hai Dubai Islamic bank bohat popular bank hai .
              Dear a is main easily apna Account open Kar sakty Hain ye bank bohat he achi service provider Kar raha hai . Ye bank 1975 main established HOA tha or is ke bohat zaida branches Hain Jin SC ham faida lay sakty Hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X