dear hamko sirf banks k lain dain pay he nai baat karni chaye balk aaj kal is jadeed dour main hamain aur bhi kuch ziada facilities mil chukki hain jin say ham banks ki nisbat say aur bhi ziada faida hasil kar saktay hain aur sath ham apna keemty time bhi save kar saktay hain un ki list darj zail hain..
BANKS VS EASY PAISA;
dear kabhi ham sab is baat ka koi notice laitay hain to hamko is baat ka sahi pata chal sakta hay k jub kabhi ham kisi bank main jatay hain deposit karwanay ya kisi aur country main apni rakam ko send karnay k liye to hamko us wakt bahut sari mushkilaat ka samna hota hay jisk baad he hamko aisa karnay say kuch hasil hota hay is liye agar ham banks ki nisabat say easy paisa say kaam akrtay hain to haamri aisi tamaam mushkilaat ka hal nikal sakta hay hamko sirf aik shop say apnay mobile account main rakam ko transfer karna hota hay jisk baad ham usay jahan pay cahyen send kar skatay hain.
ADVANTAGES BANKS VS EASY PAISA;
dear jahan pay hamko aisa karnay say bahut kuch hasil hota hay wahan pay jo kuch ahmko aik bank say mil sakta hay waisa hamko kabhi bhi easy paisa ya kisi aur mobile faclity say kabhi nai hasil hos akta hay wo is liye k ham jo kuch aik banks k through send kartay hain waisa ham kabhi bhi easy paisa ya kisi aur facility say propper tareekay say send kartay huvay kabhi satisfied nai hos aktay hain wo is liye k jub ham kisi banks say mony ko send kartay hain to hamko usk sath sath aik mukammal receipt milty hay jisay ham proof k tour pay apnay paas rakh saktay hain jub k ham jo rakam easy paisa say send kartay hain usk liye hamko kuch bhi proof k tour pay nai milta hay is liye banks ziada trusted hain.
DISADVANTAGES BANKS VS EASY PAISA;
dear mairay khayal main hamko banks main janay ki bajaye easy paisa say rakam send karnay main wakt k iilawa aur koi bhi nuksaan nai hay jisk baray main ham yahan pay uska zikar kar saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим