Ye review National bank par mubni hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye review National bank par mubni hay

    Asslam o Alaikum Dear friends g han ap ki bat bhi bilkul thk hain k National Bank pakistan government ka bank hain jo k Pakistan k wjood main any k bad as bank ko bania gia tha jo k Pakistan ki economy ko increase karny ka sub say bhra zaria hain as bank main zyda tar government logo k account hoty hain jass say un ko buht zyda benefits hasil hoty hain as bank main costomar ko har tra ki facilities provide ki jati hain log as bank main bilkul bhi tang ni hity bilky wo as main apny account ko create krvny k bad buht sari facilities hasil krty hain...
    ADVANTAGES ::::::::%%%%%%
    Dosto agr National Bank pay bat ki jaye tu ya bank pory Pakistan main har city main majod hain jo k government ki sub say bhri bank hoti hain us city ki jo humry mulk ki economy main buht zyda izafay ki waja hotii hain as bank main government mulazm logo ko buht si facilities malti hain or un ki penshan letir hony k fiday k sth har tra hi facilities hasil hotii hain.....
    DISADVANTAGES::::::::%%%%%
    G han dosto national Bank k srf or srf advantage hi hain mjy ni lagta as bank main account open kr any tu humy koi issue hn ya humy as bank main koi disadvantages nazr aya ni asa bilkul bhi ni hain yha ki services bhi achi hain work ki progres bhi buht Yda achi hain Jab k sarfeen k sth staff ka behave bhi acha hain as bank main humy har tra ki facilities hasil hain.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye review National bank par mubni hay

      Assalamu Alaikum dear friendNational Bank government of Pakistan ka aik official bank hai. Yeh bank directly federal government kay under ata hai aur state bank of Pakistan kay tehat kaam kerta hai. National Bank Pakistan ka qoumi Bank hai aur iss mai tamaam sarkaari idaaroo kay accounts hotay hain. Government of Pakistan jo bhi paisa state Bank kay zariye kisi bhi idaray ko kisi bhi Madd mai Ada kerti hai woh national Bank kay zariye he Ada kia Jata hai. National Bank of Pakistan ki pooray mulk mai her barey aur chotay say chotay city ya town mai branches mojud hain. Iss liye iss bank ki services bohat zaida wasee hain.

      Advantages

      National Bank of Pakistan mai pensioners kay accounts ki facility di jaati hai. Her Tarah kay utility bills aur her Tarah kay challan yaha pay deposits hotay hain. Licenses ki fees ho ya registrations fees ho sub kuch national bank mai he deposit hotay hain. Kisi bhi fard ya idaray nay koi bhi amount government kay khazanay mai jama kerwani ho tou national Bank kay zariye he jama kerwai jaati hain. National Bank mai government jobs kernay waley persons ko salary loans ki sahoolat flexiloans kay zariye di jaati hai aur national bank ka interest private commercial banks say bohat Kamm hota hai.

      Disadvantages

      National Bank ki online services bohat poor hain. National Bank ko abhi takk mukammal tore pay online nahi kia jaa saka hai iss liye iss bank kay baahir ab bhi pensioners, salary persons ya unhi dates mai deposits ya cash out kerwanay waley loogo ki lambi lambi lines lagi rehti hain. National Bank mai ammla bohat Kamm hota hai jiss ki wajah say private banks mai 5 minute mai honay wala kaam national Bank mai half hour mai hota hai. National Bank ki services jadeed taqaazoo ko Pura nahi kerti hain aur staff bhi bohat ziada qualified nahi hota hai jiss wajah say customers ko maslay atey he rehtay hain
      • #18 Collapse

        Re: Ye review National bank par mubni hay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        National bank ki bat ki jaye to ye Pakistani government ka bank hay aur es bank ko banany ka maqsad hi Pakistan ki economy ko behtar karny ka hay, es bank ko Pakistan banny key foran bad hi banaya gia, national bank apni sahuleyat har city me provide karta hay, agar small village be ho to Government ki ye koshish hoti hay key yaha par be national bank banaya jaye ta key Pakistani awam ko sahulat mil saky,

        Advantages: National bank ka advantage ye hay key jen logu ne government ki job ki hoti hey aur un ko salary ya per pensions di jati hay en ki transaction national bank key through ki jati hay jo key bahot hi asaan amaal hay aur har city aur village me national bank majood hony ki waja se kesi be person ko takleef nahi hoti hay, national bank me current aur saving accounts banany ki be sahulat hoti hay, ye bank other banks ki tarha bahot hi facilities provide karta hay es bank me utilities bills jama ho sakty hey, national bank me account banany ka procedure bahot asaan hay aur account holders ko payment ki transaction me koi mushkil be face nahi karna hoti hay,

        disadvantages: National bank key fawayed ko agar deka jaye aur es bank ki performance ka agar jaiza leya jaye to kesi be account holder ko es bank me koi khami nazar nahi a sakti hay es bank me deposit karny key bahot fawayed hoty hey aur mery experience key mutabeq es bank key koi disadvantages nahi hoty jes par bat ki jaye.
        Assalam Walekum a number of name Aisa bahut hi Achcha knowledge share Kiya bahut Achcha topic select kiya hai no doubt National Bank Ki Kothi famous largest bank ke Pakistan ke banne ke Kuchh time chuka ban gaya tha National Bank government bank ka aaaaa Federal government bank ki ki mein Aata Hai National Bank Bank facilities provide karta hai aur main aap current account to savings account donon banva sakte hain aasani se koi bhi kar sakte hain aur aap ko is Mein bosi facilities we provide ki Jaati Hai.

        Dear members Ashi kya aap Jante Hain Ki National Bank Bank a government bank aur Agar Dekha Jaaye to Government employees job government job se Kya Kahate ho kya Hote Hain government jobs Sher taiyar Ho Jaate Hain Unki Jo pension Hoti Hai unko vah unko bankit Ruhi Di Jaati Hai idhar Seva transaction Kyon Ki Jaati Hai unko aasani Se Har Manthan ki ki Unki pension Di Jaati Hai hi Bank Ooty famous Achcha Bank hai
        National Bank mein aap aasani se Apna bank account open Karva sakte hain aap ismein current account open Karva sakte hain aur saving account reopen Karva sakte hain..
        • #19 Collapse

          Re: Ye review National bank par mubni hay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Raaz6432 پيغام ديکھيے
          asslam o alikam dear national bank pakistan government ka bank ha is bank k bohat se fawayed hein ye bank pakistan baney k band hi wajood mn ayea tha jo log goverment job krte hein unko is bank se bohat faida hota ha wo apni salray is bank se hasil kr sakte hein ur national bank har city mn majood hai.
          advantages national bank main agr hum apni money deposit karwate hein tu hume os k bohat faidey hote hein is main hamri money saving hoti ha is bank se hum bill py ada kr sakte hei ur ur be onlines trasacation kr sakte hein

          disadvantages dear kew k ye goverment ka bank ha is main hume kisi kisam ka farud nai hota ha hum is main apni money save kr sakte hein is bank ko use krne se hume kisi kisam k nuqsan ka samna nai krna parta ha.


          Assalamu Alaikum Indian members of name Aisa bahut Achcha knowledge share Kiya Hai National Bank OK Ek bahut bada ologist Bank hai bahut famous Bank hai National Bank government bank hai aur yah Federal Government Bank hai National Bank Pakistan banne ke a Kuchh main vajud Mein a gaya tha tha National Bank ki branches Har city mein available hai aur is bankers Adda koshish hoti hai ki in ki branches Chhote Gaon Mein Bhi Banai Jaaye..

          Diya Jaise kya aap Jante Hain ke a jitne B Government employees retire hokar Aate Hain Unki pension ki transaction V sirf National Bank Se Hi ki Jaati Hai National Bank ka ko bahut facilities provide karta hai aur ismein current account to savings account be open Karva sakte hain National Bank se ham online bill pay bhi kar sakte hain Har Tarah Ki transaction Ham online kar sakte hain.

          National Bank government bank is mein kisi ki sim ka fraud Nahin Hai ismein Hamari income save rahti hai
          • #20 Collapse

            Re: Ye review National bank par mubni hay

            Assalam walekum Pyare bhaijaan Mein ummid karta hun kya Sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan National Bank Pakistan ka ek government ka Bank hai jismein aap different facilities answer kar sakte hain agar aap apna account kis Bank ke sath open karte hain to aapko bahut Sare advantages aur benefits Mil Rahe hote hain aur iske sath sath main aapko yah Bata Dun ke Pakistan ke jitne bhi private bank Hain Agar unko government ke sath koi bhi translation Karni Hoti Hai To vah apni translation National Bank ke strong hi complete karte hain same time aapane is Baat Ko dot Kiya Hoga Ke Jab different private bank Apne translation ko close karte hain aur apni money transfer karne ke liye National Bank Ke Liye Hi service utility Karte Hain

            National Bank Pakistan ke different countries main aapko profile Kiya Jata Hai Iski branches Pakistan ke bahut Sare countries Mein available hai uske sath sath bank se Main Jab aap Jaate Hain to Pakistan ke government ko account mein aapane agar Kuchh transfer karna ho to for example Jab aap Koi Chalan from your passport ki fees submit karvana hote hain to uske liye bhi aapko National Bank Mein Hi deposit karvani Hoti Hai government Mein almost Apne Sare account is Bank ke andar hi mention kiye Hote Hain

            National Bank share rate Agar aapko Kuchh information chahie ho to aap ko Internet se bhi mil sakte hain aur iske sath sath aapko ismein ke customer relation officer aur is Bank ke different Dekho vacation aapko is Sawal se Socha Na Hoga information probert Karte Hain Jis ko istemal karte hue aap advantage of benefits Hasil kar sakte hain Iske alava yah Bank of different facilities problem kar raha hota hai per example agar aapane koi Akbar tractor Kisi Jagah send karna hai yah is celebrated aapko koi bhi problem ho to bank aapki bahut jyada help karta hai aur aap ko Puri Tarah factory late karne ki koshish karta hai

            Advantage

            National Bank han ki swakatam 6 Logon ke pass bahut hi benefits Hote Hain Jo Ke Log Logon Ko prabhavit kar rahe hote hain uske andar account banane ki vajah se Ham Bhi Online binte kar sakte hain aur apne amount ki transfer kar sakte hain aur safety of Public Health log broward kar rahe hote hain aur ine Logon Ke Logon se Chap rate per Upar available hote hain aur aap Logon Ne koshish Karni hoti hai ki aapane is 15 account cracked kar diya Hota Hai To Kya Aap Logon ke liye credit card control ki bhi facility profile Karte Hain

            Nuksan

            Is ka sabse bada nuksan yah hota hai ki is ka pair point performance level bahut Ashok Hota Hai Jab ki aap log Iske andar Jaate Hain To aapko Kafi vate karna hota hai aur ek lambi Katar Ke Andar Khade hokar aap log Gate Karte Hain Uske bad aap Logon Ko time aata hai ki Jab aap Logon ke sath translation complete Hona shuru ho jaati hai to aap Logon Ne koshish Karni hoti hai ki uske andar aapke account correct correct ho gaya hai to apni amount se aap log update Rahenge log aapko strong message update karte rahenge aur unke aapke account ke sath kaun si translation Hui Aaya Sab aapko batate rahenge
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Ye review National bank par mubni hay

              National bank mien aaap sani k sath account krwa lain apna related laaen Kunki therex markesupplanting Kela Waar aapki blesslagaenge on vatelephone eradiate ho jaati hai aur jo log usne arrangement karte hain UN sab ki postpaid lete ho jaati hai isliye incredible ki distribute lagaen the Forex market supplating ke rlted lag Fir aapko Achcha win acclai milega​ Gyan bai aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Ham Gyan bhai aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Ham acchi posting Karen jise Haen Achchwhen Inedible h hassle ki vajahse hua hai bahut hiya there jald is isue blow settle kar diya jaega aur hamara acclaim hamare account mein a jaega iske disclosed bilkul paresha hoe ki jarurat nahin hai.the Forex market gathering as indicated by hamen apni mehnat blow jari rakhna chahie aur forestall nahin karna chahie. Assalamu Alaikum the Forex market replacement business
               

              اب آن لائن

              Working...
              X