ye review bank islami par mubni hey ,
asslam.o.alaikum
bank islami pakistan ka 11 wa bara bank hai aise ki pakitan main 350 sey ziada barnches hai jo k pakistan k 100 sey ziada sheroo main majood hai .aise bank ka use ham transction k lia money ssaving k lia ya loan leny k lia kar skty hain aise main ham mukhtalif type k account opan kar skty hain jin main ,bank islami current account ,asaan account,bachat account ,islami mahna munfa account shamil hai .aise bank sey ham agriclture k lia loan hasil kar skty hain asaan installment par jis ka tenor 1 sey 5 sal tak hai .aise bank (islami bank) ko 14 sal phily 2006 main banaya gaya tha aise bank k headoffice karachi ,or lahore main hai .agar ham aise bank main paisa save karna chahty hain to ham yahan sey os paisa ka profit bhe hasil kar skty hain profit ham ko monthly base par diya jata hai jis ka intest rate 9.03 hai .aise bank k koch adavantage or disadvantge par baat karty hain .
faide (advantage);
*aise bank ka current account ham 1000 ropy k sath opan karwa skty hain or ham ko minimum balance rkhny ki zarort nahi hoti hai aise account main or ham ko aise bank main loceker ki facility milti hai jis main ham apney importent documents rakh skty hain current account main ham unlimited withdrawals and deposits every month kar skty hain unlimited funds transfer or withdrawals through ATM ki sahulat milti hai minimum monthly balance ki koi shart nahi hoti hai agar ham koch rkhna chahy to thek na rakhana chahy to hamri marzi or Manage with App, Online Banking ki sahult bhe milti hai .
Nuqsanat (disadvantage);
*current account agar ham opan karawty hain to ham ko chequi book or atm card k lia alag sey fees pay karni hoti hai or is bank ka jab ham account opan karawa lty hain to ham ko har 1000 ropy in ko deny hoty hain wo bank ki annul fees hoti hai or current account opan karwny k lia hamry pass cnic k sath sath business prof hona zarori hai os k baghir ham account opan nahi karwa skty .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим