Ye Review World Bank Per Mubni Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye Review World Bank Per Mubni Hai

    WORLD BANK

    World bank ik international financial institutions hai jeska main maqsaad ghareeb mulko ko development kay leye loan provide karna hai yani jo poor countries hai wo apnay mulk mai development kay leye world bank say qarzay laitay hai jenko ik khas time frame mai wapas be adda karna hotay hai world bank ko july 1944 mai establish kiya gaya tha aor eska main headquarters United states kay Washington's DC mai hai world bank ka president David Malpass hai agar eskay founder ki baath ki jaye tho esko Jhon Maynard Keynes aor Harry Dexter White nay qayeem kiya tha world bank kay paas buhot ziyada meqdaar mai paisay mojood hotay hai aor ye mukhtaleef mulko ko offers kartay hai kay agar onhay apnay mulk mai construction aor development kay leye paisay chaheye tho laon ki soorat mai osay de ja sakti hai agar pakistan ki baath ki jaye tho humaray mulk nay kaye bar world bank say loan leya hai mukhtalif projects kay leye en may say wapas be buhot keye hai aor abi taak hum world bank say loan ley be rahay hai so ye ik world wide financial institutions hai jesmai koi be mulk hisa lay sakta hai

    Faide
    World bank international level ka financial institutions hai jo poor yani ghareeb mulko ko asaan sharayt par development kay leye qarzay faraham kartay hai aor wo mulk aor qarzo ko apnay mulk mai mukhtalif kisam kay projects mai isteemal kartay hai matlab agar loan kesi mulk ko laine hai tho world bank ik best option kay thoor par samnay mojood hai yahan say ba asaani loan leye ja saktay hai

    Nuksanat
    World bank loan tho daite hai lekan ziyada loan honay ki waja say es par extra charges buhot ziyada adda karnay parthay hai es leye direct boj aam awam par partha hai kiu kay wo mulk jesnay world bank say qarzay leye ho pir wo apnay awaam say taxo ki shakal mai wasool kartay hai jes say aam awaam ziyada suffered hotay hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye Review World Bank Per Mubni Hai

      G w. Aslm dear member. Ap sub world bank Kay baray main jantay Hogay. World bank allover world ka bank hai.. Jis main bht sari facilities ko provide kiya jata hai..world Bank Aik international bank hai jahan par different countries ko kam say kam rate Lar loan pay kiya jata hai un ki government ki trf say is liya provide kiya jata hai takay wo Apny country ki aik level talking apni needs ko full fill kr skain. Or aik capital project complete Ho skay.jis say un ki bht sari facilities ko pura kiya jata hai. Is world bank main do institutions ko count kiya jata hai. Jin ko INTERNATIONAL BANK FOR RECONSTRUCTION AND DEVELOPMENT kaha jata hai or dusray bank ko INTERNATIONAL DEVELOPMENT ASSOCIATION kaha jata hai. Ya Dono institutions apni apni services ko full fill krta hai.world bank aik components hai world bank of group ka..
      WORLD GROUP MOTTO
      ya puri duniya Kay liya kam kr rha hai jis main poverty par free of cost kam kr rhy hain.
      FORMATION OF WORLD BANK.
      ya bank July 1944,76 years Ho gay hain is bank ko banay howay.
      TYPE OF WORLD BANK
      monetary international financial organization.
      HEADQUARTERS WORLD BANK
      1818 H STREET NW, WASHINGTON, D. C.,.
      world bank ki member ship 189 countries hain main jo aik dusray Kay Sath contect Ho kar services ko pura krt hai. World bank group five organization say Mila howa hai.
      ADVANTAGES
      world bank puray world main apna business kr rhy hain ya different countries ko loan pay krtay hain Jo poorer hotay hain or un ki economy strong nae hoti. Un ki economy ko strong krnay Kay liya or Unki needs ko pura krnay Kay liya low rate par facilities provide krta hai. Un ki medical state ko better krtay hai.world bank. World health organization Kay Sath MIL kar health par kam kr rha hai.
      DISADVANTAGES
      Bht sari countries main growth rate development Thk nae hai. Abhi tak world bank poverty ko Thk say control nae kr pa rha jis ki waja say poverty rate ziada hai. Or health facility main b reduction hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X