Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)
    Mai ap se ess national saving center pe tabadla khyal karunga.


    Faide : National saving center aik financial institution hay log yahan apnay funds ki tajarat karaty hain uspe profit letay hain amount save karkay aur bhi bohat sey faiday hain jasay prize bonds aur kafi types kay ye accounts bhi offer kartay hain safe and secure zaroor hay.

    Nuksanat : Inki saving plan mei kaafi had tak sood interest shaamil hay jo kay as as Muslim hamaray liye thek nahi hay
    aur ye kahuga kay eski branches kafi limited hain.

    National saving center bohot poorana hai even jab Pakistan nahe buna tha tab sey hai yea ek authentic cheez hai hum is pey invest ker key acha profit hasil kar saktey hain yahan pey investment humari safe rahygi lekin not 100% safe but or cheezo ky muqabley me safe ha isliye or kisi esi cheez me investment karney key bajae insan national saving center me safe krdy is sy humara profit bhi increase hota rahyga jab tak humari investment rahygi or humari investment safe bhi rahygi or profit bhi milta rahyga national saving center Britishers key zamany ka hai or bht poorana hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review National Saving Center par mubni hey.

    National Saving centre (Qoomi Bachat)
    Advantages:
    National Saving centre comedy of Pakistan ka ek Indira hai jismein aap apni rakam Jama Karva sakte hain aur uske Badle Mein aap ko profit Diya jata hai
    Jo apni amount aap Jama Karvate Hain usmein aapko v rate ke tahat fixed amount main aapko profit Diya jata hai Muslim Agar aapane a 1 lakh rupaye Jama karvane Hetu monthly aapko ek lakh Ke Badle Mein 2 sy 4 hazar Diye Ja sakte hain
    Mujhe yah government of Pakistan ka institution Hai To Yahan per aapko koi bhi Dhokha Nahin De sakta aur aapki amount Seva Hoti Hai
    Disadvantages:
    Ismein Agar aapki amount Jama hoti hai aur aapko interest Milta Hai To interest Islam Mein Jaise Nahin Hai is vajah se aapko deeni lehaz sy acha ni ha
    Last edited by ; 21-04-2020, 10:19 AM. وجہ: Mistakenly posted quickly
    • #3 Collapse

      Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

      Assalam walekum doston kya hal hai ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge ...
      Doston yah review National Saving Centre per Madhubani hai ...
      Doston yah Pakistan Mein aisa adara hai jismein aap apni rakam Jama karwa ke profit Hasil kar sakte hain ...
      Doston National Saving Centre Naam Se Hi zaahar hai ki yah government ki malkiat hai ...
      National saving center bohot poorana saving centre hai ...
      Doston aapko is account Mein Aapki jama krwaii huii Rakam ka 3 yah 4% munafa Diya jata hai ...
      Lekin Agar Dekha Jaaye to Dini lehaz se yah munafa Hamare liye theek Nahin Hai ...
      Kyunki Ham Musalman hain aur Musalman ke liye Sood Lena bahut bada Gunah hai ...
      Dua Hai Allah Pak Ham Sabko Aisi chizon se Hamesha Dur Rakhe Ameen ...
      • #4 Collapse

        Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

        National saving centers Pakistan ki her tehsil mai mojud hotay hain jinhain urdu mai quomi bacha kaha Jata hai. National saving center aik khud mukhtaar idara hai jo directly federal government kay under hota hai. National saving center ya quomi bacha kay bohat saarey plans hotay hain aur yeh sub saving plans hotay hain jo mukhtalif tareekoo say haasil kiye jaa saktay hain. National saving mai jama karaya Gaya paisa government use kerti hai aur uss pay national saving ko profit milta hai jo clients aur investors mai taqseem kia Jata hai. National saving center mai mahana muanafa scheme aur salaana munafa schemes hoti hain. Jinn say retired loog ziada faida uthatay hain. Prize bonds aur saving certificates bhi yehi say khareeday aur exchange kiye jatey hain. National savings ki profit ratio aur interest rates state Bank quarterly aur annually decide kerta hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

          National bank jo key bahot hi munafa bakhsh saving account ki offer karta hay es bank me agar ham saving account bana kar apni money ko rakty hey to every month munafa hamy ye bank deta hay agar deka jaye to 1 tarha se es ka faida ye hay key ham unlimited money be es me rak sakty hey jo har month hamy munafa pay karta hay, national bank siraf saving account ki opportunity hi nahi deta ye government bank hay jo key zeyada se zeyada services ki offer karta hay, es bank ki khas bat ye hay key es key branches Pakistan key har dahi (village) me majood hey.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

            National Bank job ke bahut hi Hona bakhsh saving account ki offer Karta Hai is Bank mein agar Ham saving account Banakar apni money ko rakhte hain to every month munafa Hamen yah Bank deta hai agar Dekha Jaaye to Ek Taraf Se iska fayda yah hai ki Ham unlimited money bhi is mein rakh sakte hain jo ki Har month Hamen Munh per Karta Hai National Bank ok sirf saving account ki corporate aunty hi nahin deta yah government bank hai jo ki Jyada Se Jyada service ki offer Karta Hai is Bank ki Hawas Baat yah hai ki Iske branch Pakistan ke village mein maujud hai jo ki bahut hi Sawal Yad nawazta hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

              Dear friend National Bank Ek bahut hi accha Bank hai aur Savings Bank hai yah bahut hi acchi cilory Logon Ko provide karta hai aur yah ismein agar payment rakhte Hain To aapko bahut hi acchi percentage milati hai jisse aap bhi apni life Ja sakte hain aur apni payment per Achcha munafa bhi Hasil kar sakte hain

              Advantages

              Dear friends ka sabse bada advantages yahi hai ki agar Kisi bhi Bande ki age 60 se jyada ho jaaye to usko Agar vah apni payment Bank Mein Rakhta Hai To usko yah 14,00 per per lakh per deta hai To jo ki bahut hi acchi amount Hai To yah bahut hi Achcha hai Kyunki agar koi bhi old man apni saving ke sath life Jana Chahta Hai To yah bahut hi Achcha Bank hai

              Disadvantages

              Dear friend Jaisa ki aapko Maloom Hai yah Islami cruel ke liye Hath se Kisi bhi payment per extra aapko profit Lena haaram hota hai to isliye income or Se Dur Rahana chahie
              • #8 Collapse

                Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

                ais ye ik bahot hi acha saving bank hai ais main ham mazdoor hai job less hai koi bhe kam karty hain ham ais main bank account i mean saving account opan kar key ais main apna paisa save kar skty hain ais main ham minimum 500 rs or miximum ham jitna save karna chahy ais bank main save kar skty hain yahan par ham jo paisa save karty hain agar ham ko kabhe bhe pasio ki zarort par jati hai to ham withdrawl bhe ley skty hain in sey yahan par ham ko 3 withdrawl par week ki facility mil jati hai ais main ham jo paiss save karty hain os sey tex or zakat dedect hoti rhti hai jis sey hamra paisa pak saf hota rhta hai yeh bank ham ko paisa save karny k oper ik acha profit ditaa hai
                information for Beginners
                Complete Forex Knowledge
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

                  National saving scheme jo key qumi bachat scheme key name se be jana jata hay ye idara 1953 me Government of Pakistan ne establish kia, monthly base par be es bank me saving ki ja sakti hay aur 10 years ki saving scheme ki sahulat es bank me majood hoti hay, agar account holder kesi aur scheme ki jaga par monthly base par profit withdraw karna chahty hey to un ko ye ikhteyar hota hay key apny es profit ko withdraw kar sakty hey, aur agar account holder 10 years ki scheme ka intekhab karty hey to un ko fix terms par deposit es bank me karna hoti hay aur 10 years complete hony par account holders apny es profit ko jo us ko 10 years saving scheme key base par milti hay es ko withdraw kar sakty hey es scheme ka rule ye hota hay key 10 years complete hony se pehly na to account holder es scheme ko khatam kar sakty hey aur na hi apni deposit ki hoti amount ko withdraw kar sakty hey, Pakistan me national saving scheme bank bahot hi kamyab hay aur jes ko be saving ki zarorat pesh ati hay esy persons ki koshish hoti hay key wo national saving scheme me hi funds ko deposit kary, National saving scheme bank district level par hoty hey aur Pakistan key har district me es bank key branches active hey, monthly base par agar saving scheme key bunyad par deposit ki jaye to bahot acha profit monthly base par be hasil kia ja sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus143 پيغام ديکھيے
                    Mai ap se ess national saving center pe tabadla khyal karunga.


                    Faide : National saving center aik financial institution hay log yahan apnay funds ki tajarat karaty hain uspe profit letay hain amount save karkay aur bhi bohat sey faiday hain jasay prize bonds aur kafi types kay ye accounts bhi offer kartay hain safe and secure zaroor hay.

                    Nuksanat : Inki saving plan mei kaafi had tak sood interest shaamil hay jo kay as as Muslim hamaray liye thek nahi hay
                    aur ye kahuga kay eski branches kafi limited hain.

                    National saving center bohot poorana hai even jab Pakistan nahe buna tha tab sey hai yea ek authentic cheez hai hum is pey invest ker key acha profit hasil kar saktey hain yahan pey investment humari safe rahygi lekin not 100% safe but or cheezo ky muqabley me safe ha isliye or kisi esi cheez me investment karney key bajae insan national saving center me safe krdy is sy humara profit bhi increase hota rahyga jab tak humari investment rahygi or humari investment safe bhi rahygi or profit bhi milta rahyga national saving center Britishers key zamany ka hai or bht poorana hai.
                    dear brother is time Pakistan Mein kuchh aise Bank available hai jinka naam sunte hi aapka Dil karta hai Kya aap in per trust kar len on mein se national Bank bhi shamil hai kyunki is Bank ok ko agar aap dekhe tujhe kafi jyada purana Bank foreign banks ki vajah se Pakistan mein kafi jyada kam hua hai agar aap in banks Mein apna account open karvate Hain yahan apni savings lagte Hain to ismein aap ko kisi ke sankat dar nahin hota in banks mein agar aap apni amount rakhte hue interest lete hain to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai Pakistan Mein aise banks main aap account open kar wale aur aap ismein apni amount deposit karva Karen translate rahenge to aapko ismein aapke bank account mein profit milta rahata hai isliye main aapko bar bar chakkar lagane ki jarurat nahin hoti kyunki ismein aapko masle masail bahut hi kam aate Hain aise Bank mein agar aap ek dafa account open karva lete hain to aapko ismein fayda ya hota hai kya aapko ismein apni amount bar karvane ke bad Koi limit nahin hoti aap jitna time chahe is per apna interest Le sakte hain aise Bank Mein account open karne per aapko bahut jyada facilities Di jaati Hain aise Bank per agar aap apna account open kar lete hain to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai Bank per account open karne ke bad aapko apni saving is back Mein dalni hoti hai jis per aapko interest Milana start ho jata hai ismein koi aisa procedure nahin hota jiske liye aapko bahut jyada intezar karna pade.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

                      Ji han bilkul dear brother aapane bahut hi Achcha review pesh Kiya Hai jismein aapane a National Savings Bank ke bare mein bataya hai dear brother hamare pass Pakistan mein bahut Sare savings banks Hain Jin per Ham trust Karke apni saving ko ismein save kar sakte hain aur usse Hamen bahut fayda ho sakte hain aur ham sab apni Agar rakam Jama kar Payenge to se Hamen bahut jyada fayde ho sakte hain yah Ek government bank hota hai jismein aap aasani se rakam Jama Karva sakte hain aur government ki taraf se aap ko pata hai ki Jab aapka account Kisi bhi Bank Mein Banega to account bahut se Hoga aur agar aap usne apni saving Ja Mar karwayenge sochte aapko bahut fayda ho sakta hai Kyunki Jab ismein Ham Apne account mein Saman ke sath account Ja Mar karwayenge to usse Hamen interest Milta rahata Hai vah interest ka Hamen bahut fayda ho sakta hai aur National Bank se Ham Jab ismein Apna saving account open Karte Hain To Uske Hamen bahut jyada advantage Hote Hain dear office mein bahut hi aasani ke sath Apna account open Karva sakte hain aur aapas mein aasani se deposit karwa sakte hain aur Kyunki Ham dekhte hain ke Baki Tamam banks Mein deposit karvana bahut Mushkil hota hai aur usme account opening kar rahe bahut jyada procedure hote hain lekin aap National savings account aasani se open karwa sakte hain aur ismein aap apni cement ko sev kar sakte hain aur yah Ek trustable Bank hai Kyunki government ki taraf se yah Ek Bank hai vah ismein Tamam government ki rules and regulations hote hain aur aap ko pata hai ki Jab Bhi government ka naam a jata hai to aap Aankhen Band Karke is per trust kar sakte hain aur isase aapko bahut fayda ho sakta hai aur iska yah bhi fayda Hote Hain Ki Ham Kisi bhi city mein chale Jaaye iski branches hoti hain Ham aasani se apne account ko manage Karva sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

                        Deer National Bank ke Hawale se aapane acchi information Humse share Ki Hai is se related Kuchh main bhi specific information of ko batana chahta hun jisse aapke knowledge mein izafa ho sakta hai Hai Jab aap National Bank Ki Baat Karte Hain To ismein sabse pahle main aap mujhe batana Chahta Hun Ki yah Ek bahut hi famous Bank hai agar aap pure Pakistan mein is Bank ko dekhte hain to jitne bhi Baki Bank hote hain vah Sare is Bank ke through apni banking karte hain.

                        aur sometime aapko yah bhi observation dekhne ko Milegi day and per aap Sare bank is Mein Apne reserves ko submit Karva Dete Hain Kyunki State Bank ki taraf se bahut sari Aisi authorities hai jo ke National Bank ko provide ki gai hai agar koi bhi Aisa problem ho jaaye jismein aapka problem solve Nahin ho raha to vah aap National Bank se jakar issue resolved Karva sakte hain.

                        Jab aap is Bank Mein Apni amount deposit Karva Dete Hain To aapke pass different options hote hain ki aap ismein kaun sa account open karvana Ja Rahe Hain Kyunki Jab aap ismein current account open Karvate Hain To usmein aap ko withdrawal facility acche tarike Se Mil sakti hai aur aap eaisly or zyda amount withdrawal Karva sakte hain.

                        Government ki bahut sari services National Bank through Hi Ho Rahi hoti hain for exam kal Agar aapko Koi Challan submit karvana hai to vah bhi aapka National Bank Mein Hoga Agar aapko Koi fine ho jata hai to vah bhi aapko National Bank Mein Hi Jama karvana hota hai Kyunki yah Ek government ka Bank hai jismein government bahut sari facilities is ke under kar raha hota hai for example agar aap apna passport banwane ke liye uski fee deposit karvane Jaate Hain To vah bhi aapko National Bank Mein Hi Jama karvani hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

                          Dear ap ka topic bohat acha hai . National Saving Bank bohat popular hai Pakistan main or is ke branches tamam cities main available hain..
                          Dear main is ka advantage or disadvantage share kartha hon.
                          Advantage.
                          Dear ye bank bohat he acha hai or ham is main apni amount invest Kar sakty Hain.
                          Ye bank hamy profit monthly . Quartly. Six monthly or annual paid kartha hai.
                          Disadvantage.
                          Dear is bank main rush bohat zaida hota hai. Log wait Kar ray hoty hain ka kab hamari Bari aiy ge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

                            National saving bank kay andar ja kar hum log state uper nahi karny chahye kyon ky es state ziada win karain gay tu ap ki exchanges fundamental danger ziada ho ga is lea jain is za aik to yeh k apna target set ken murmur, aur phr dayby day r week aus target ko accomplis ki benefit Lena chahie Forex se aur Kitna benefit lene ke terribl Ho Lena chahie to simple doston jo Waqt hua hai ya your new part Jaaye vana survey pan per sh Karen ki Ham Kitna everyday schedule per Apna benefit ka target Rhut Achcha hai primary aapko batata hun ko aapko Kitna day by day benefit Hasil kart Poke aap benefit Hasil kar hain to aapko Mein Tangle Karna hoti hai simple dost Agar Mein Principle 10 se 15 ollar ka benefit ho jaahut hello Hamer percent befit Hasil karna cahie Kyunki yah to acchi hai isase Jyada Agar Ham Karenge to Fir Mulakat Ho Jaati Hai AuFIR nukkari Ho Jaate Chhota target regular routine per benefit kab banaa liya gram regulaper vah benefit win Karte Rehte Hain Fox Say To fir Ham acchi Tarah exchaning bhi kar sao sakte hainain Aoise Mein Amir Bann Chahte Hain To fir Aisa Forex Mein Nahin Hota Is Tarah aap nuksan uthate Hain isliye Hamen chhie ki Ham Pu taregular schedule per do SE high schooler percent benefit Hit Hamen mil jaae lagani hoti hai aor ais market mai ap agar exchange lagaty hai to ap ko ais ai apn account k hisab se howdet karna h hai ap agar ais maret mai target zaydai to ap ko ais market mai ho sakta hai kafi zayda misfortune bhi ho jaye kun k ap hitt mai aus k liay exchanges standard danger bhi zayda lena hoo ap ko ais market mai benefit atna hey set karna chaye jitna ap ka exchanging expertise ho aor ap asani se ais rket mai wo ap ne ais market mai kamyab hona h ko ais market mai mehnat kani ho gi ta k ap ko ais market mai kamyabi ho jaye ap ko kabi bhi zayda hazartandard aex fundamental acha proft k liyerranging karna hoga jitnnging karengy otna he murmur forex principle acha benefit lay skty hain es liye hmain palnning k sath ap kam akrengy tp jitna chahengy otna ha benefit lay skty hain or achi pocuring kar skty hain forex aik best internet exchanging ka business hai jis fundamental apki mahnat he apkoqabil bnatchanging fundamen day base standard enefit lay skty hain es k ilwa aghr murmur apny day by day benefit k target ko set kar k karengy tu osko pora kaa chahye jis se ap ko forex principle faida es k ilwa aghr ap day by day 10 dollrs ka benefit lety hain tu ap ka yah target bahtr hota hai jis ko ap asani se achive kar skty hain or kanefit target ko select kar k apni exchanging karn chahye or jub ap proft k traget ko pora karty hain tu apko forex primary kam se kam target standard benefit set krna chahye jis kose pora kar ska ap aenes liye apko aghr forex primary
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review National Saving Bank par mubni hey. (Edited By Rizwan Trader)

                              Assalamu Alaikum dear friendaapane bahut acche tarike se National Savings Bank ke bare mein bataya Hai Isko Ham qaumi bachat Bank bhi Kahate Hain Mere Dost Pakistan ki government ka Bank hai jo ki aapko bahut acche tarike se facilities provide kar raha hai Iske bahut se feature hai aur bahut se fayde Hain Jinse aap fayda Utha sakte hain mere dost inmein se ek yah hai ki aap is bank se price Bond purchase kar sakte hain Uske bad Agar aapka Inam nikalta Hai To is bank se aap apne Naam Ki rakam Hasil kar sakte hain aur Agar aapka Inam Nahin nikalta to aap vah price band Wapas Karke Apne paise lete hain yah Ek bahut Achcha Iske alava Yakub Centre bhi hai matlab aap apne paise ismein Jama Karte Hain To yah salana buniyad UN per aapke paise per pura fal Deta rahata Hai Jitna Jyada Arth ke liye paise rakhte Hain utna diya tha aapko yah Bank paise Deta Hai Iski Aur Bhi bahut Piche hain aap to isko online kar diya gaya hai aap online bhi kam kar sakte hain aur aapane jo paise hain aur UN per lagne wala hai sare log Jama kara lagta rahata hai aur vah bhi sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X