Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai
Introduction:
dear friends zarai taraqiati bank Pakistan ka bank hai ye bank hakomt e Pakistan ki malkiyat hai our ye bank kisan bhaiyon ki help k liye banaya gaya tha is ka pehla nam zarai taraqiati bank of Pakistan tha our ye bank company ordinance 1984 k tehat 2002 main banaya gaya jis ka head office Islamabad main hai our is k CEO ka naam Sayad Talat Mehmood hai our is k empolys ki tadad 5500 hai ye bank Pakistan main agriculture ko improve karne k liye our kissano ki help karne k liye our un ko loun dene k liye banaya gaya tha
Products & Services :
dear friends zarai taraqiati bank ku k khalastn pakistan ka bank hai is liye is ki tamam services islami asolon k mutabik hain jo k mandrja zail hai
dear friends is bank ki loan scheme mandrja zail hain
in tamam services k sat ye pakistan ki agriculture main numayan karkardgi ka hamil adara hai our is ki services se aam job holders nhi faida utha rahe hai our kissan apne problem ko solve kar rahy hain
Advantages:
dear friends is bank k beshumar advantages hai jo k mandrja zail hai
Disadvantages :
dear friends jis tarha har chiz k kuch na kuch nuksan hote hai is bank k disadvantages mandrja zail hai

- Supervised Agricultural Credit scheme
- DEPOSIT ( Fixd Saving Current Accounts
- zarai bachat scheme
- MUstakbil mehfooz rozana bachat account
- Loan Scheme
dear friends is bank ki loan scheme mandrja zail hain
- production loan scheme
- crop loan
- insurance
- model village establishment
- Locker facility
- small
- medium
- large
- Hajj application
- crop maximization project
in tamam services k sat ye pakistan ki agriculture main numayan karkardgi ka hamil adara hai our is ki services se aam job holders nhi faida utha rahe hai our kissan apne problem ko solve kar rahy hain
Advantages:
dear friends is bank k beshumar advantages hai jo k mandrja zail hai
- ye bank kisan bhaiyon ko beshumar saholyat farahm kar raha hai
- kisan asaan shrayt par loan hasil kar sakte hain
- is k accounts par ssod nahi lagta hai
- ye islami bank hai is liye is par ham bhrosa kar sakte hai
- locker facility k sat ham apni chizen save kar sakte hai
- mustakbil mehfooz account se aap rozana bachat kar sakte hai our apna future behtar bana sakte hai
Disadvantages :
dear friends jis tarha har chiz k kuch na kuch nuksan hote hai is bank k disadvantages mandrja zail hai
- ye aik pakistani bank hai is liye ye dosre internationl banks ki traha international facilities nahi deta hai
- ye hai to islamic bank lekin phir b saving account main sood jama kiya jata hai
- is ki branches zayda nahi hain chote shehron mai kissanon ko bohat mushkilaat hoti hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим