Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

No announcement yet.

X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #16 Collapse

Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

Assalamu Alaikum Forex friends khairiyat se Honge Jaisa ki aaj ka Hamara review Hai State Bank of Pakistan padmavani hai Doston State Bank off Pakistan Pakistan ka mark bhi Bank hai Central Bank hai Jab Ke iska Aaine Jaisa ki Asar Mein State Bank of Pakistan order 1948 main waja Kiya Gaya 1st January e 1974 Tak buniyadi Taur per Koi tabdeeli Nahin Ki Gai thi. Jab banko Nationalised Kiya gaya tha to Iske functions ka dayra Kafi Bada hua tha State Bank of Pakistan unko Urdu mein main Bank Daulat se Pakistan Kaha jata hai. State Bank of Pakistan act 1956(5) Din bad ki tarmim ke sath aaj ki kar bhaiyon ki ki buniyad Dil Deta Hai iska headquarter Pakistan ki financial capital Karachi mein located hai Jab Ke Bank ke pass ek Mukammal malkiat thi marta hai kidhar hai Jiska Naam SBP banking service Corporation SBP BSE hi jo Marji Bank ok ka operational Baju hai aur Iske Pakistan mein main 15 shahron mein branches ke officers hai jismein capital city cinema Baad bi Shamil Hai aur 4 provincial capital aur Karachi main headquarter officer State Bank ke pass mukmmal Taur per malkiat Mein Shamil De Diga subsidiaries idhare hain. National Institute of Banking aur Finance (NIBAF) Jo Bank ka tabiyat dasta Hai vah 2003 bankon ko bhi tabiyat kharab karta hai deposit protection Corporation DPC aur recently SBP given ownership of three Pakistan Pakistan security printing Corporation ( PSPC) ko bhiState Bank of PakistanHeadquartersI. I. Chundrigar Road,Serai QuarterKarachi, PakistanEstablishedJuly 1, 1948 (72 years ago)Ownership100% state ownershipGovernorReza BaqirCentral bank of PakistanCurrencyPakistani rupee (₨) (PKR)Reserves$12.820 billion (11 September 2020)Reserve requirements 4.00% Bank rate 7.00%Website www.sbp.org.pk
• InstaForex
• #17 Collapse

Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

Salam:

aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo state bank of pakistan ky bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ya ga tu ham start karty han state bank of pakistan ak bohat ach bank ha ya bank bohat bara ma astate bank pakistan ka markazi bank ha jese ky asal ma state of pakistan 1948 ma waza kiya gaya yakam janvery 1974 tak bunyadi tur par koi tabdeli nahi gai thi jab is bank ko kumi sakal di gai thi tu is ky afal ka daira kafi had tak barha diya gaya tha astate banko of pakistan ackt 1956 bad ki taramem ky sath , aj is ki karwaiyu ki bunyad taskel deta ha ab ma apky sath is ky faidy aor nuksan ky bara ma share karu ga.
advantages:
is bank ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ya bank bohat bara ha aor ya bank apny mulazmin ko chutiya bhi deta ha aor ya bank apny custamers sa bohat achi tarha pesh ata ha is bank ki security kafi achi ha ya bank bohat kubsoart ha aor is bank ma atm ki saholat aor cradit crad aor atm card ki saholat bhi majood ha aor ya bank apna muklamin ky sath achi tarha pesh ata ha aor ya mulazmin ko achi salary deta ha is bank ki location bohat achi ha is bank ki kafi braches han ham is ka atm card kisi bhi state bank pa use kar sakty han.
disadvantages:
is bank ky koi khas nuksan nahi han bs is bank ma bohat rush hota ha jis sa hamara kafi time waste hota ha aor rush hony ki waja sa is ka system kam karna cho deta ha.
• #18 Collapse

Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

Salam dear members ji aapane a ji aapane a hamare sath bahut accha topic discuss kiya hai jo k state bank of Pakistan ke related hai to jaise kya aapko pata hai kijiye bahut hi best Bank hai yah Pakistan kab bahut hi famous Bank hai.

State Bank Pakistan cake Central Bank hai State Bank Pakistan ka order 1948 main was a Kiya gaya hai baniya Di taur per jukam January 1974 Tak ismein Koi tabdili nahin ki gai jab banko kam mein aaye jaane per iske faal ka dayra Kar kafi had Tak Bada hua tha .

Iska headquarter located funcional capital of Pakistan Karachi mein hai aur Jay SBP banking services provide kar raha hai aur iski branch 15 cities main hai Islamabad baby hai aur iska headquarter Karachi mein bhi hai .

1 )ya national institute of banking and financial kaha jata hai jiska matlab hai and NIBAF kahan jata hai Jay training arm off banking ki provide karta hai aur iske Saya commercial ki banking bhi provide karta hai .
2 ) deposit protection corporation ( DPC ) and recently SBP given ownership .
3 ) Pakistan security printing corporation (PSPC)

Headquarter .
Chaurangi road .
Siri quarter,
Karachi Pakistan

Established .
1st July 1948.
72 years ago

Ownership .
100% state ownership.

Governor .
Reza baqir .

kisi dear to aap ko pata hai ki yah Pakistan ka bahut hi famous Bank hai State Bank of Pakistan Ham ismein apna account open karvate Hain iske sahiya mehlon ki galat bhi deta hai uske sath Ham ismein banking services we provide kar sakte hain ISI tarah aap ko pata hai ki ek bahut hi famous Bank hai iski branches har EK city mein hai iska headquarter Karachi mein hai ISI tarah aap ko pata hai ki dusre bankon ki tarah ismein bhi Ham apna loan Le sakte hain account amount summit karva sakte hain uske sath banking service ki we provide ki jaati hai isliye aapko bahut jyada advantages provide kar rahe hain .
• #19 Collapse

Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

Assmlaolikum !
Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo ek bank par mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham satrt karty han state bank pakstan ka markzi bank ha jab kay is ka iyen jesa kay asal ma state bank ka order 1948 ma waza kia gya tha 1 january 1974 tak bunyadi toor par koi tabdeli nhi ki gai the jab bank ko qomi shakl di gai the to us kay afal ka daira kafi had tak barha diya gya tha or ya bank apny customersko boht zada facilties farahm karta ha or is bank kay boht say faidy han.
Faidy :
ya ek boht acha bank ha is kay boht say faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham satrt karty han ya bank apny customers ko boht zada facilties faraham karta ha or is bank ka staff boht zada cha ha jo apny customer kay sath boht zada tawan karta ha or is bank ki security boht achi ha or ya pakisn ka state bank ha is ma account open karwany say apko kafi faida hota ha is kay sath apko ek atm card or ek cheak book milti ha jis katy zariya ap kbhi bhe khi bhe asani say withdrawl kar wasakty han atm ki shulat boht zada achi ha is kay zariya ap khi bhe kisi bhe bank ma ksi bhe waqt apny pesy nikalwal sakty han ya koi or am bhe klar sakty han.
Nuqsanat :
is kay boht zada faidfy kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham satrt karty han ya bank bohtr zada famous ha or in bank ma taqreeban har waqt oht zada rash hota ha jis ki wja saya opko ki bhe tangi hoti han or zada is bank kay koi nuqsanat dekhny ma samny nhi aty han.
• #20 Collapse

Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

Introduction :

State Bank of Pakistan Pakistan ka sabse bada Bank hai jo Pakistan mein inflation ko control Karta Hai Pakistan mein monetary policy banata hai aur Pakistan mein Bank ke interest rate ko bhi control Karta Hai State Bank ka basic maksad Pakistan Mayflower Ho Babu ladke kam karna hai Pakistan ko develop karna hai aur Pakistan ke Garib Nawaz Humko Mukhyalay facilities provide karna hai Jiska jariye vah apni nai policies share karte hain aur usse a Logon Ko fayda hota hai Iske alava Pakistan mein jo currency issue ki Jaati Hai vah bhi State Bank of Pakistan ki hi taraf se Ishu ki Jaati Hai Iske alava Mukhyalay Bank ko State Bank of Pakistan cleaning house facilities provide Karta Hai Jiske Sar vah Apne hisab clear karte hain Apne checks vagaira clear karte hain aur yah facility State Bank of Pakistan ki taraf se provide ki Jaati Hai

Fayde :

State Bank of Pakistan ka basic purpose Mulk Mein development Hota Hai Kisi bhi country Mein State Bank ka Marg bhi kirdar development Hota Hai Is hisab Se Hi vah apni e policies ko adjust karte hain Taki Aam log easily Unse benefit Hasil kar sake

Pakistan mein jo currency issue ki Jaati Hai vah state of Pakistan hi issue karta hai hai aur usko change karne ke bhi right sirf State Bank of Pakistan ke pass hi maujud hai

Different banks ko Apne x clear karne hote hain to uske liye State Bank of Pakistan unko clearing house Kaise letters provide Karta Hai Jiske Sar vah dusre Bank ke check ko clear Karte Hain

Mulk Mein bank interest rate copy State Bank of Pakistan hi change karta hai aur control karta aur ismein jitni bhi changes Hoti Hai vah State Bank of Pakistan ki hi taraf se ki Jaati Hai country ke development ke liye

Mulk mein jo monetary policy Banai Jaati Hai vah bhi State Bank of Pakistan ki taraf se hi Banai Jaati Hai yah change ki Jaati Hai normally uska period 3 month Hota Hai Har 3 mahine Baat State Bank apni policies change karta hai yah time Se Jyada bhi ho sakta hai
• #21 Collapse

Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

Asalam o alikum dear member
Introduction
State Bank of Pakistan AK central Bank ha pakistan ka. Jb is ki constitution yh originally laid down ha state Bank of Pakistan ma 1948 ka order ka mutabiq or yh tabdel b ni hoa Tha 1 January 1974ma. Jb yh bank nationalized hoa Tha tu is ka scop bht Bara hgya Tha or yh pory mulk ma is ka scope bht phel gya Tha. Or state Bank hmesa government ky e hoty hn kisi mulk ma yh bank ko central bank kha jata ha or kisi country ma inen state bank kha kha jata. Pakistan ma government ka 2 bank hn jine ya tu national bank kha jo ka usy cemercially bank kha jata ha or AK state bank ha usy b state bank kha jata ha inka bht aham role ha pakistan ma or state bank AK independent idara ha. Jisky zariye faniancial department jo ka Pakistan ma mujodd pesy kisi b shakl ma hon unko control krta ha pakistan ma mujood tmam bank ko policies or securities rkhny ma ikhtiyar yhe bank data ha ku sirf yhe isi bank ka pas hota ha state Bank policies reverses or interest rate Dany ka b ikhtiyar data ha
Faidy
*state bank AK independent idara ha
*state bank bank fainance or government or international organization ur states ka sath lain dain ki ijazat or advice data
*state bank hr 3 maheny ka bad AK national policy Jari krta ha
*state bank of Pakistan AK Asa platform ha jissy Pakistan ka sary bank Co ordinate krty hn
*state bank pakistan ki instruction ka mutabiq e Kam krrha hota ha
* state Bank government ka liye liquidy provide krny ka responsible hota ha
*Pakistan ka jitny b bank hain unko state bank ki instruction pr follow krna zrori hota ha
*state bank of pakitsna apni policy ka under different bank ko check kr rha hota ha
*state bank of Pakistan pory Pakistan ma cash flow ko control kr rha hota ha
*or jb market ma pesa zaida krna ho tu is ma interest rate ki policy sy market ma zaida investment krdata ha
*or jb market sy pesa refunf krwana ho tu interest rate ki basic pr kuch Asa action krta ha jis ki wja sy market ma pesa Kam hojata ha
*pakistan ma inflation ko control krny ka liye b different process b control karta ha
Nuqsanat.
​*state Bank ki policy guidelines ki economy ko week ya strong krti ha
*state Bank ki policy week ho tu mulk import or export ka difference Pakistan ko deficit ma krdata ha
* state bank government ka pressure ma ajain tu zaida currency cheap lain tu Pakistan ma afrat e zar ka masla b jata ha
*state Bank of Pakistan ki decision sy khata ho tu Pakistan ka liye survive krna muskil ho jata ha

• #22 Collapse

Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

AOA my dear all Forex member aj ka review State Bank of pakistan par mabni haiState Bank of Pakistan bahut hi important role play Karta Hai Pakistan ki Jitna Bhi banking system hota hai usko regulate karne ke liye State Bank of Pakistan ka bahut hi important Dur Hota Hai Jab market Mein Kisi chij Ki demand aur supply Mein imbalance aata hai to usko regulate karne ke liye State Bank of Pakistan different policies market Mein introduce karwata Hai Jiski vajah Se Usko bahut jyada help milati hai aur Pakistan ki economical condition ko stable karne ke liye is Bank ki different policies per focus Kiya jata hai
State Bank of Pakistan aik eisa platform Hai jisse Pakistan ke sare Bank co-ordinate karte hain aur different issues solve karne ke liye isase instruction Hasil karte hain iske sath sath banking sector jitna bhi hai vah State Bank of Pakistan ki instruction kay mutabiq hi Apna kam kar raha hota hai agar koi Bank State Bank of Pakistan ke rules and regulations ko ignore karta hai to use Bank ke liye bahut Sare problems bhi ho sakte hain
Isliye Pakistan ke jitne bhi Bank Hain unko State Bank of Pakistan ki different instructions per pocus karna Jaruri hota hai is ke sath State Bank of Pakistan different policies perform kar raha hota hai aur apni Mane bhi policy ke under different banking systems ko check kar raha Hota Hai
State Bank of Pakistan pure Pakistan mein cash flow ko control kar raha hota hai aur jab market Mein Paisa Jyada karna ho to ismein interest rate ki policy se market mein jyada investment kara deta hai aur jab market se Paisa refund karvana ho to interest rate ki basis per Kuchh Aise action Karta Hai Jiski vajah se market mein Paisa kam ho jata hai aur pure Pakistan mein inflation ko control karne ke liye bhi different process complete karta hai
• #23 Collapse

Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

Introduction
State Bank of Pakistan Pakistan Ka main bank ha state bank of Pakistan k order 1948 men waza kiay gay thaye.1 January 1974 tak koi changing ni ki gai jab is bank ki qouami shakal di gai thito is ki empowerment ki kafi baths dia Gia tha.Is bank Ka head quarters Karachi men ha is ki branches mukhtalif shehron men phali Hoi hen .State bank k pass mukamal tor per malkiat men degar idaray bhi hen
Headquarters Chundrigar Road,Serai QuarterKarachi, PakistanEstablished July 1, 1948 (72 years ago)
Ownership 100% state ownership[1]
Governor Reza Baqir
Central bank of Pakistan
Currency Pakistani rupee (₨) (PKR)
Reserves Increase $12.820 billion (11 September 2020)
Decrease 4.00%
Bank rate 7.00%
Website www.sbp.org.pk

• #24 Collapse

Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

Introduction
State Bank of Pakistan Pakistan Ka main bank ha state bank of Pakistan k order 1948 men waza kiay gay thaye.1 January 1974 tak koi changing ni ki gai jab is bank ki qouami shakal di gai thito is ki empowerment ki kafi baths dia Gia tha.Is bank Ka head quarters Karachi men ha is ki branches mukhtalif shehron men phali Hoi hen .State bank k pass mukamal tor per malkiat men degar idaray bhi hen
Headquarters Chundrigar Road,Serai QuarterKarachi, Pakistan
Established July 1, 1948 (72 years ago)

Ownership 100% state ownership[1]

Governor Reza Baqir

Central bank of Pakistan

Currency Pakistani rupee (₨) (PKR)

Reserves Increase $12.820 billion (11 September 2020)

Decrease 4.00%

Bank rate 7.00%

Website www.sbp.org.pk

• #25 Collapse

Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

Bank of Pakistan Ek bahut hi important aur famous Bank hai jo Pakistan ke different banks ko properly control kar raha hota hai aur apni different policies different banking sectors aur country ke liye issue kar raha hota hai no doubt State Bank of Pakistan Hamare country Mein Ek highest banking authorities hoti hai jo bahut hi important decision making karta hai aur ham iski Kuchh important policy se properly utilised ho sakte hain.

Faidy :

State Bank of Pakistan se related job of information connect karte hain to ismein aapko bahut hi important information mil sakti hain State Bank of Pakistan Kisi bhi country aur iske sath sath different banking sectors ke liye bahut jyada advantageable ho sakta hai.

State Bank of Pakistan Pakistan mein monetary policy ko control karne ke liye different important decision making Karta Hai Jiski basis per aap inflation ko control kar sakte hain Jab monetary policy se related State Bank of function different decision-making Karta Hai To usmein interest rate ko decline or increase karne ke liye kuch important tools ko carefully focus kar raha Hota Hai.

State Bank of Pakistan Pakistan mein jitne bhi banks available hote hain unke liye ek perfect platform hota hai aur Unki problems ko khatm karne ke liye bahut hi important role play kar raha hota hai isliye agar aap State Bank of Pakistan Se Koi discussion karte hain aur kisi bank se related koi problem discuss Karte Hain To Uske solution main State Bank of Pakistan aapko properly guideline provide kar raha hota hai aur aapke problem ko solve karne ke liye important decision kar raha hota hai State Bank of Pakistan bahut jyada useful ho sakta hai aur iski different policies Pakistan mein banking sector ko develop karne ke liye bahut hi important role play kar rahi hoti hain.

Nuqsan :

State Bank of Pakistan ki Jab aap disadvantages ki discussion karte hain to ismein aapko Koi disadvantages Nahin Milte.
• #26 Collapse

Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

dear membershe aapane hamare sath bahut achcha topic discuss kiya hai jo ke State Bank of Pakistan ki related hai to aap ko pata hai kijiye aapke liye kafi jyada services provide kar raha hai bahut jyada log uske sath kam kar rahe hain ISI tarah main aapko iske bare mein batati hun ki State Bank of Pakistan ek bahut hi best branch hai Pakistan ki iske bus advantages hai jo main aapke sath share karte Hain .

Advantages .

dear aapko yah bahut jyada advantages provide kar raha hai yah bahut hi best Bank hai 1948 major bank banaya Gaya hai ISI tarah Pakistan mein iska bahut jyada kam ho raha hai iski bahut jyada machine hai jo hamen use kar rahe hain aap ismein kisi bhi currency ko exchange kar sakte hain ismein aapko currency ki changing ki bhi facility provide ki ja rahi hai ismein ham loan magar abhi le sakte hain uske sath Ham isase prize Bond bhi le sakte hain aur unko Kash bhi karva sakte hain ISI tarah bahut hi best hai hamare liye bahut jyada advantages services provide kar raha hai .

Disadvantages .

Aapko pata hai kiske bahut jyada disadvantages hai kyunki State Bank ke nuksan agar baat ki jaaye to iska kya nuksan kyon ke is Bank mein agar kahan jakar teer hoti hai aur bahut lambi line ki hoti hai aur jab Ham yahan se withdrawal lene jaate Hain to kafi jyada hamare time vyast ho jata hai pura pura dene si mein gujar jata hai isliye aapka kafi jyada ismein time vyast hota hai otherwise aur uske Koi disadvantages nahin hai .
• InstaForex
• #27 Collapse

Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

the State Bank of Pakistan aisa Bank hai hai jo Pakistan ke country mein,main Bank hai aur Iske alava Pakistan mein jitne bhi dusre Bank Paaye jaate Hain Chahe vah private ho kya hua Kisi government ke ho vah sab State Bank k matahet Hote Hain ine Sab Bane ko State Bank ke banae gaye rules ke mutabik kam karna hota hai aur koi bhi Bank State Bank ke banae gaye rules ki khilaf version nahin kar sakta Pakistan mein bahut hi private bank ki branches hai aur ISI Tarah government ki taraf se banaenge bahut se bank Hain Jo avam ki sahulat ke liye government Ne banae Hain State Bank ke kaisa Bank hai hai jo Har Sal Hamare Pakistan ki economic ko Dekhte Hue Usi ke mutabik new currency produce karta hai aur FIR ISI Tarah koi bhi new currency ke quantity Mein ijafa karna ho ya koi new currency introduced karvani Ho for example Jis Tanha 20 rupees ka note pahle Nahin Hota tha lekin bad Mein State Bank Ne 20 rupees ka note introduced Karva Diya Is Tarah Ki sari authorities sirf aur sirf State Bank ke pass hoti hain State Bank jitne bhi new currency produce karta hai ya Uske Badle Mein apne pass God spoke karta hai aur FIR Uske bad hi yah new currency ko produce Karta Hai Kyunki yah Ek world level per rule hai aur ISI Tarah ka jo currency old Ho Jaati Hai Ya Na kara Ho Jaati Hai To Aisi currency ko bhi ham log State Bank mein main wapas dekar Uske Badle Mein new currency Le sakte hain State Bank mein Main Aam Chhote banks Ki Tarah services provide Nahin Ki jaati Jis Tarah aap Logon Ne Aksar Dekha Hoga ya koi bhi Bank Ho usmein ham log Apne a domestic bills wagera per kar sakte hain Magar State Bank Mein Aisa Kuchh Nahin Hota statement main sirf policy bante hain aur unke implement Kiya jata hai.

اب آن لائن

Working...
X