Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai
    SBP (State Bank Of Pakistan)
    Advantages:
    State Bank of Pakistan Tamam banks aur pure Pakistan ke a Bank's ki policy banata hai aur aage Aane Wale a financial problems ko Dekhte Hue interest rates aur monetary policy banata hai
    State Bank of Pakistan agriculture schemes bhi issue karta hai
    State Bank of Pakistan this management per guidelines issue karta hai aur aur yah guidelines Har Kisi ko di Jaati Hain
    State Bank of Pakistan Har manth Mein ya FIR Har 15 din ke bad Ek date ko apni news issue karta hai jismein foreign reserves joke Bank Mein maujud hote hain Unki detail Di Jaati Hai
    State Bank of Pakistan interest rates per bhi decisions leta hai aur interest rate ko kam karna hai ya Jyada karna hai vah decide karta hai
    Disadvantages:
    Agar State Bank of Pakistan ki policy Sahi Nahin Hoti to UN policies ki vajah se aapko aur aapke country ko nuksan ho sakta hai aur UN police ki best per aapki Ki economy depend kar rahi hoti hai agar aapki Kami ko State Bank of Pakistan ki decision se a Khatra Ho To fir aap ke liye survive karna bahut Mushkil ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

    Ji han bilkul State Bank bahut hi accha Bank hai aur yah Puri country ko control Karta Hai To is ke rules ko follow karna Sabhi Bank per Jaruri ho jata hai Kyunki Jab State Bank koi bhi rules Deta Hai To yah dusre Bank Palladam ho jata hai ki vah screws ko follow Karen Kyunki jitne bhi aur Bank koi bhi kam kar rahe hote hain to unke rules or regulation State Bank hi banata hai State Bank hi batata hai ki Kaise kam karna hai aur kaise percentage nikalna hai aur yah all me bank Kaha Jata Hai Joker Pakistan Mein Sabhi bankon Ko control karta hai aur aadami Satta per bhi State Bank hai jo pure world ko control karta hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

      State Bank of Pakistan all Pakistan banks Yahan per hi banking ke rules bante Hain Yahan per hi note chhapne ki facility maujud hoti hai aur yahan se hi Tamam bankon ko interest rate ke liye decision Diya jata hai agar koi Bank kiske rules ko follow nahin karta to usko yah Bank close bhi kar sakta hai State Bank of Pakistan ki main branch Karachi Mein Hai Jahan per noton Ki Safai Hoti Hai To yah Bank Pakistan ki shrug Hai Kyunki Ishq Jo Governor Hota Hai Vahi Har note per Usi ke signature hote hain aur Baki Bank mein sirf currency note Jama hote hain aur nikalte hain lekin Yahan per note bante Hain To is Bank Mein note banane ke alava bhi Ham ismein Apna account bhi khulva sakte hain yahan se Ham bahut jyada facilities wale kar sakte hain ki yah Tamam bankon ka amount jo hoti hai vah ISI Mein calculation Hoti Hai Ki Sab bankon ne apni amount Apna Jo Credit Debit hota hai vah is Bank Mein show karna Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

        Doston Assalamu Alaikum
        State Bank of Pakistan pure Mulk Mein Jahan Jahan Private ya Sarkari Bank branches Hai unko control karta hai...
        Doston State Bank of Pakistan jo bi rule Jari Karta Hai Tamam bankon per iski zimmedari aaid Ho Jaati Hai tamaam Private ya sarkari bank State Bank of Pakistan ke rules ko follow karke hi apni banking ka Nizam chalate Hain Pakistan ke Tamam Bank State Bank of Pakistan ke under Hote Hain...
        State Bank of Pakistan jo bi rules Jari karta hai iski terms and conditions tmaam bankon per Lagu Ho Jaati Hai State Bank of Pakistan hi interest rate ko control Karta Hai Iske kam ya Jyada Karne ka zimidar bhi State Bank hi hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

          Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hey
          asslam.o.alaikum
          SBP (state bank of pakistan)
          ye bank pakistan ka markzi bank hai ye bank 1948 ko banaya geya state bank ka head office karachi main majood hai or is ki baranch bhe hai koch jo pakistan kai mukhtlif city main majood hai .is bank ko bany ka maksad pakistan ki mashiyat k istahkamat ko mahoofoz rkhna or pakistan main currnecy ko chalna or os k zarkhaiz ko barkarar rkhna hai .pakistan main istamal honey wala note state bank sey banta hai or wo hi is ki paidwara ka zimadar hai yeh bank otna hi note chapy ga jis sey pakistan ki mishiyat par bora asar na pary economical istahakam barkarar rhy is bank ko ikhtiyar hai k yeh tmam pakistan ki bank ko cantrol kar skta hai or tamam bank is ka hukom moneny k lia ready hoti hai .is bank a kise bhe country ki taraki main aiham qiradar hota hai har country ka state bank lazmi hota hai .
          sarkari molazmin ,k skle SBP,PBS wo state bank k motbiq hoty hai or state bank hi un ki tankha mokarar karta hai or un ko selry dita hai is bank sey asaan qistoo par loan deyai jaty hain jis ka markup 4 sey 6 percent tak hota hai jisa k ab ahsas progrem ka jo loan hai wo state bank ki trf sey diya geya hai .
          state bank kise bhe country ka ho is ko markazi hasiyat hasil hoti hai or yeh kise bhe country ki economicaly condition ko sahi root par rakhta hai .
          information for Beginners
          Complete Forex Knowledge
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

            State bank kesi be country ki economy me important role play kar sakta hay State bank of Pakistan ki history be bahot hi purani hay, es bank ka qayam be Pakistan key banny key foran bad kia gia, private bank ya per other government banks jetny be hey ye state bank key under hi kam karty hey state bank hi economic se related polices ka ijra karta hay, Pakistan state bank jo key 1947 me es ki bunyad raki gai ye bank 1 tarha se Pakistan key financial management se related work kar raha hay es key branches jo key big cities me majood hey jo key har tarha se behtareen services provide karny ki koshish kar raha hay, state bank ka main aur head branch Karachi city me hay aur other branches (Lahore, Rawalpindi) jesy big cities me be majood hey.
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

              State Bank ya central banks hamesha government kay hotay hain. Kisi country main inhain central banks kaha Jata hai aur kisi country mai unhain state banks kaha Jata hai. Pakistan mai bhi government kay 2 banks hain. Jinn mai say aik tou national Bank hai jo aik commercial bank hai aur dusra State bank hai jo actually aik state owned independent idara hai. Jiss kay zariye finance department Pakistan mai mojud kisi bhi kisam kay paisay ko jo kisi bhi shakal mai mojud ho control kerta hai. Pakistan mai tamaam banks ko policies aur license yehi state bank daita hain kiyu kay state bank ko he tamaam securities rakhnay ka ikhtiyaar hota hai. State bank policies, reserves aur interest rates dainay ka Zima daar hota hai.

              Advantages :-

              State bank aik independent idara hai jo finance aur government ko international organizations aur states kay saath lain dain ki ijazat aur advice daita hai. State bank her 3 mahinay baad aik national policy jaari kerta hai. State Bank government kay liye liquidity provide kernay ka responsible hota hai. Jo kay bonds aur international loans ki madad say ki jati hai. State bank international idaaroo kay saath lain dain aur returns ka responsible bhi hota hai. State bank Pakistan mai currency ki circulation aur reserves kay mutabiq poora rakhta hai

              Disadvantages:-

              State Bank ki policy guidelines mulk ki economy ko strong ya weak kerti hain. State bank ki policies weak hoto import aur export ka difference country ko deficit mai ker daita hai. State bank government kay pressure mai ajaey aur ziasa currency chaap lain tou country mai afraat e zarr ka masla bann Jata hai. Commercial banks ko check kernay aur audit system weak ho jaey tou her bank apni marzi shuru ker sakta hai jiss say sarmaya ghair mehfuz hojata hai
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

                State Bank Central banks Hamesha government ke hote hain Kisi country Mein inhen Central banks Kaha jata hai aur kisi country Mein unhen State Bank Kaha Jata Hai Pakistan mein bhi government ke do banks Hain jinmen se ek to National Bank Hai Jo Ek Kamre cal Bank hai aur dusra State Bank hai jo actually 1 state independent Mera Hai Jiske Liye Finance Department Pakistan mein maujud kisi bhi kism ke paise ko jo Kisi bhi Shakal mein majood ho control karte hain Pakistan mein Tamam banks ko police aur license aur s Yahi Sach 8 banks details Hai Kyunki State Bank ko hi Tamamecurities rakhne ka ek taiyar hota hai State Bank Police Re service aur aur interest rates Dene Ka jimmedar Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

                  State Bank of Pakistan bahut hi important role play Karta Hai Pakistan ki Jitna Bhi banking system hota hai usko regulate karne ke liye State Bank of Pakistan ka bahut hi important Dur Hota Hai Jab market Mein Kisi chij Ki demand aur supply Mein imbalance aata hai to usko regulate karne ke liye State Bank of Pakistan different policies market Mein introduce karwata Hai Jiski vajah Se Usko bahut jyada help milati hai aur Pakistan ki economical condition ko stable karne ke liye is Bank ki different policies per focus Kiya jata hai.

                  State Bank of Pakistan aik eisa platform Hai jisse Pakistan ke sare Bank co-ordinate karte hain aur different issues solve karne ke liye isase instruction Hasil karte hain iske sath sath banking sector jitna bhi hai vah State Bank of Pakistan ki instruction kay mutabiq hi Apna kam kar raha hota hai agar koi Bank State Bank of Pakistan ke rules and regulations ko ignore karta hai to use Bank ke liye bahut Sare problems bhi ho sakte hain.

                  Isliye Pakistan ke jitne bhi Bank Hain unko State Bank of Pakistan ki different instructions per pocus karna Jaruri hota hai is ke sath State Bank of Pakistan different policies perform kar raha hota hai aur apni Mane bhi policy ke under different banking systems ko check kar raha Hota Hai.

                  State Bank of Pakistan pure Pakistan mein cash flow ko control kar raha hota hai aur jab market Mein Paisa Jyada karna ho to ismein interest rate ki policy se market mein jyada investment kara deta hai aur jab market se Paisa refund karvana ho to interest rate ki basis per Kuchh Aise action Karta Hai Jiski vajah se market mein Paisa kam ho jata hai aur pure Pakistan mein inflation ko control karne ke liye bhi different process complete karta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

                    Assalamu Alaikum dear friendgovernment ke hote hain Kisi country Mein inhen Central banks Kaha jata hai aur kisi country Mein unhen State Bank Kaha Jata Hai Pakistan mein bhi government ke do banks Hain jinmen se ek to National Bank Hai Jo Ek Kamre cal Bank hai aur dusra State Bank hai jo actually 1 state independent Mera Hai Jiske Liye Finance Department Pakistan mein maujud kisi bhi kism ke paise ko jo Kisi bhi Shakal mein majood ho control karte hain Pakistan mein Tamam banks ko police aur license aur s Yahi Sach 8 banks details Hai Kyunki State Bank ko hi Tamamecurities rakhne ka ek taiyar hota hai State Bank Police Re service aur aur interest rates Dene Ka jimmedar Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

                      Pakistan ka sabse bada Bank State Bank of Pakistan hai jo ke Tamam ke Tamam banks ko control karta hai yah Bank worldwide transactions ke liye bhi responsible hota hai aur Puri Duniya Ke Andar Pakistan ko nominate karta hai is Bank ke andar aap log Apna account create Karva sakte hain ki aap Logon ke liye bahut hi convenient sabit Hoga Kyunki international level ka Bank hai aur uske andar kabhi bhi bankruptcy nahin ho sakti Kyunki Jab Ek Bank kabhi bhi bankrupt Nahin hoga to uski vajah Se Uske customers ka confidence level increase ho jata hai aur unko Pata hota hai ki is Bank ke andar totally famous Hona shuru ho jayegi Tamam ki Tamam transactions fair tarike se Honge ine Logon ki jo implementation of policy hai vah bahut acchi Hoti Hai yah log bahut acche tarike se market ke andar Tamam ke Tamam banks ko handle karte hain aur equally work karte hain Sabke sath Is Tarah Ke Bank ke andar basically Ham Logon ke liye Bahut Si convenience Lekar a Rahe hote hain ham log Apne online banks activities ke liye iskandar account create kar sakte hain yah log Hamen updates Karte rahte hain by messages yah Ek bahut hi Achcha step hai ki Iske andar Hamari Tamam ki Tamam activities ko update kiya jata hai agar Ham logon ka account login Hua Hai uski bhi Hamen details a jaenge

                      Advantages

                      State Bank of Pakistan ki strategies bahut acchi hoti hai aur Iske safety rules bahut acche tarike se banae Jaate Hain Taka unke customers Hamesha satisfied rahe ho ya Tamam ke Tamam rules and regulations aur terms and conditions Apne customers Ko Bata Dete Hain acche tarike se Iske andar Ham Logon ke liye cash deposit karna bahut Aasan hota hai kya per agar aap Logon Ne Loan by karna hai to aap Logon ke liye interest rate bahut kam hoga jo ki ek benefit point Hota Hai Logon ki bahut acchi safety strategies Hoti Hai jinko Banakar ke log kam kar rahe hote hain aur credit control ine logon ka bahut Achcha Hota Hai Ham Logon ke pass bahut se other options maujud hote hain Jinse ham log karna Shuru kar sakte hain aur benefit Hasil kar sakte hain yah log Ham Logon ke sath Wealth Management kar rahe Hote Hain Jo ki Ham Logon ke liye ek bahut hi accha point hai bahut hi acchi services Ham Logon ke sath provide ki Jaati Hai Jiske andar investment services a Jaati Hai cashing check etc

                      Disadvantages

                      Sometime aisa hota hai ki Ham Logon Ko is banks ke andar internationally hackers ka attack Ho Jata Hai Jiski vajah se Ham Logon Ko Kafi loss ho jata hai Jaisa ki Ham Logon Ko international level ke upar services provide kar rahe hote hain to Yahan per Kuchh extra cost a Jaati Hai Jisko Ham additional cost Kahate Hain ji Ham Logon Ko pay Karni Hoti Hai Is Tarah Ki Bank ke andar account create karne ke bad transaction karvane ke liye sometimes I'm Logon Ko currency risk abhi dekhna padta hai jo ki Ham Logon ke liye bahut nuksan hota hai jisse Ham logon ko aur Hamare liye convenient Nahin Hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

                        State Bank of Pakistan information State Bank of Pakistan ko replace kaise karen unke kab apne quantity natural din ki monetary document State Bank ko dyty hai aur vah ek economic document banta. State Bank of Pakistan mahine ki 15 tarikh se lekar lekin Tak hota hai predominant do apni data rate overseas opposite consuming deta hai State Bank of Pakistan kuch hobby price hai aur vah hobby special guidelines kyon hota dete hai agar Ham State Bank coverage ke mita de nahin karte apni Amar ke colony ko to isase hamari Bank coverage py effect parta hai bahut loss hota hy expensive friendgovernment ke hote hain Kisi u . s . Mein inhen Central banks Kaha jata hai aur kisi u . s . Mein unhen State Bank Kaha Jata Hai Pakistan mein bhi authorities ke do banks Hain jinmen se ek to National Bank Hai Jo Ek Kamre cal Bank hai aur dusra State Bank hai jo in reality 1 country impartial Mera Hai Jiske Liye Finance Department Pakistan mein maujud kisi bhi kism ke paise ko jo Kisi bhi Shakal mein majood ho manage karte hain Pakistan mein Tamam banks ko police aur license aur s Yahi Sach eight banks information Hai Kyunki State Bank ko hello Tamamecurities rakhne ka ek taiyar hota hai State Bank Police Re carrier aur aur hobby charges Dene Ka jimmedar Hota Hai Mere Pyare dost aapane bahut acche tarike se uska puppy Bank of Pakistan ka Yahan consistent with jikr kiya hai aur bahut acche tarike se bataya Hai Ke State Bank of Pakistan Ka Kya Kaam hota hai Kuchh predominant version karna chahta hun State Bank of Pakistan sabse a terrific Bank hai Pakistan ka Jahan consistent with Ham Sare Bank ke policies and law ko batate Hain To Main aap sab doston ko batana Chahta Hun Ki State Bank of Pakistan hello hobby price batata hai aur FIR Vahi hobby price natural Pakistan mein kiye Jaate Hain Iske alava State Bank of Pakistan Judo policies and rules banata hai banks ki vah Tamam banks allowed hote hain aur vah usko observe karne ke Pavan hote hain Iske alava State Bank of Pakistan mein every day foundation consistent with tens of thousands and thousands bucks ki buying and selling vagaira bhi Hoti Hai Log State Bank of Pakistan Iske alava special kind ki forex Jo Pakistan mein is Waqt chal rahi hai usko begin karta hai aur batata hai ki kitne word chhapne hai aur kitne word Nahin chhapne new notes vagaira chhapne ka order which country financial institution of Pakistan hello Deta Hai Iske alava Jo head of country financial institution hota hai usko Ham governor of State Bank Kahate Hain Jo is Waqt Janab Raza baqir Sahab Hain State Bank ya valuable banks hamesha authorities kay hotay hain. Kisi u . s . predominant inhain valuable banks kaha Jata hai aur kisi u . s . mai unhain country banks kaha Jata hai. Pakistan mai bhi authorities kay 2 banks hain. Jinn mai say aik tou countrywide Bank hai jo aik industrial financial institution hai aur dusra State financial institution hai jo in reality aik country owned impartial idara hai. Jiss kay zariye finance branch Pakistan mai mojud kisi bhi kisam kay paisay ko jo kisi bhi shakal mai mojud ho manage kerta hai. Pakistan mai tamaam banks ko guidelines aur license yehi country financial institution daita hain kiyu kay country financial institution ko he tamaam securities rakhnay ka ikhtiyaar hota hai. State financial institution guidelines, reserves aur hobby charges dainay ka Zima daar hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

                          State bank of pakistan puri duniya ka sub say bara bank hay kabhi kambi replacinhomosexual infact repl greetings nai kar sakeal es liay haapnay andar ctuy ko karen ok ham replacing kar stay hainand hamry pas facts bhi feed and purposeful kaam ka revel in bhi feed to good day hamen yakeen Ho ga ok ham jo alternate open karen homosexual us number one hamen kamyaabmilay gi and achi obtaining ho jay gDear the Frket eleilkul saa hai the Forex markereplacing Mein bko hi da foreexche marketplace ki acing privateachi replacing kar ok acha gain hasil kar saktay henJo element is enterprise mein demo account according to replacing kerny ke exercise kerty hain Wo element is enterprise mein Acha replacing kerny ka facts or revel in hasil ker laty hain jis srpri true reportcoing to aclacing ker sakty hor gain b gg bhai janery bohat good day alham markit mama asani sa gain nai Kama sakta alphabetic character Hindu deity ya aik asa enterprise ha jis mma ham apnsara kam bohat han Sturmarbeiteilung
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

                            State Bank of Pakistan Jo ke sare Pakistani banks ke interest rate ko control Kar rha he aur sath Daily hazaron dollar ki trading bhi hoti he Aur all bank policy ko control Kar rha he

                            Advantages

                            State bank aik independent idara hai jo finance aur government ko international organizations aur states kay saath lain dain ki ijazat aur advice daita hai. State bank her 3 mahinay baad aik national policy jaari kerta hai. State Bank government kay liye liquidity provide kernay ka responsible hota hai. Jo kay bonds aur international loans ki madad say ki jati hai. State bank international idaaroo kay saath lain dain aur returns ka responsible bhi hota hai. State bank Pakistan mai currency ki circulation aur reserves kay mutabiq poora rakhta hai
                            Disadvantage
                            ​Agr state bank Interest rate increase krta he Tu sare bank mein increase ho jata he state agr koi sahi policy nai bnaey ga phr bhi all bank usi pe Amal kren ge state bank ki ghlt policy se outer country mein bhi bad effect prta he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye Review State Bank Of Pakistan per mubni hai

                              Asslamoalaikum dear frndz umed ha k AP SB kheriat sy hngy aj me apko State Bank of Pakistan k about btaonga State Bank Pakistan ka SB sy bra bank ha jis me BHT sy logo k account mojod Han yahan hmara pesa blkul safe rhta ha yeh interest rate btany k sath sath yeh bank judo rules b btata ha Jo k sbhi bank PHR follow krty Han or AGR koi b bank isky rules ko follow nhi krta to yeh bank us bank ko close b krskty han is lihaz sy b yeh Pakistan ka ak BHT bra bank ha isky ilawa State Bank hi note b chapny ka Kam krta ha iski main branch krachi me ha isky ilawa Jo Baki banks hota Han wahan sirf currency note jma hoty Han lkn yahan py state bank k governer k signature sy hi note b bnty Han isky ilawa sarkari mulazmen Jo SBP, PBS scales k hoty Han unki monthly pay yearly increment wgara b yhi bank specified krta ha hum is bank Sy asan iqsat py loan b ly skty Han jiska markup 4 sy 6 prcnt tk hoskta ha isky ilawa ksi b country ki economical condition ko Shai root py rkhna b state Bank of Pakistan ki responsibility hoti ha state Bank of Pakistan me hum apna account b open krwa skty Han iska staff b BHT achy sy brief krta ha yeh Baki banks ko b instructions state bank hi deta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X