Yeh Review Pakistan Kay Banks per mubni hai(Title Edited by Rizwan Trader)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Pakistan Kay Banks per mubni hai(Title Edited by Rizwan Trader)
    dear friend Pakistan mein jitne bhi Sare Bank hai agar aap usse Kisi bhi bank account mein money transfer karte hain ya FIR aap direct instaforex account mein bhi paise transfer karne Jaate Hain To uske liye daily limit 50,000 Hoti Hai To isliye 50,000 Se Jyada aap Agar kam transfer Karenge to aapko extra charges per karne padegi Jo ke extra charges ek lakh rupaye per Kaise per hote hain to isliye yah to aap 50,000 Delhi ki limit Banakar deposit Kiya Karen ya FIR aapko chahie ki aap Faisla Ho Jaaye tax paid Ho Jaaye to aap ek Din Mein 2 lakh Tak amount transfer kar sakte hain aur apne account mein mangwa de sakte hain to isliye Mere Khyal se ek acche trader aur experienced trader co Filer Hona bahut jaruri hai jisse usko koi bhi nuksan nahin
    Last edited by ; 14-04-2020, 08:07 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh view all Pakistan Bank ke liye hai

    ji han aapki baat bilkul theek hai Pakistan ke sabhi bankon mein se Delhi ki limit 50,000 hoti hai lekin Kuchh Bank Aise Hain jinki limit 50,000 Se Bhi Zyada Hai Jaise ke MCB ke Kuchh Bank Hain UN mein agar aap account open Karvate hain to uski limit 1 lakh Tak Ki Hai To isliye Mera Pyar chahie bahut acchi aur Kafi Hai limit agar aap deposit Forex trading main Jyada Nahin bhi karna chahte hain to uske liye aap Bade account ko open Karen lekin Mere Khyal Se Jyada traders aise hi hain jinki amount 50,000 se kam hai to isliye UN Logon ke liye ek bahut hi achchi opportunity Hai jisse Vahi deposit aur withdrawal kar sakte hain Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Yeh view all Pakistan Bank ke liye hai

      Pakistan mein banking ka system Koi bahut jyada Achcha Nahin Hai Hamen account open karte hue to bahut accha treat Kiya Jata Hai Jab Ham Apna account se withdrawal Karate Hain money nikal Baithe Hain checks ke route to Aksar Hamen vahan per tang Kiya jata hai ki pahle Ham Apne verification karvayen FIR Hamen apna hi pra Paisa Wapas Milta Hai jabki Aisa Hona Nahin chahie Jab amount hi Hamari hai aur ham apna id card bhi padh ke ke sath Dete Hain To Ham Hain FIR machhla Nahin Hona chahie lekin Pakistan mein aisa Nahin Hai Tamam banks Mein services to bahut jyada hain lekin Sar uske sath Jo extra charges kiye Jaate Hain vah bhi bahut jyada hai To Hamen sirf Kuchh Bank Hain Jo Kuchh acchi facilities provide karte hain lekin Iske alava bahut jyada banks Aise Hain Jo Hamen paise Jama karane ke bad bhi bahut tang Karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Yeh view all Pakistan Bank ke liye hai

        All Pakistan key jetny be online bank hey ye sab international level key banking system key hey, sab se achi bat ye hay key Pakistan me be ab har bank ki koshish yahi hoti hay key wo online base par work karen aur ye es ley be zarori hay key online banking system aajkal key dur ki ab zarorat hay, pehly Pakistan key bank other countries ki tarha se online nahi tey magar ab Pakistani banking system bahot hi behtar position me work kar rahy hey, kesi be bank ki performance ko agar deka jaye to ye bahot hi behtar hay har bank achi opportunities aur advantages ki offer kar rahy hoty hey aur se bate ye hay key online baking ka nezam ki be har bank facility provide kar raha hay.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh view all Pakistan Bank ke liye hai

          Review on all Pakistan Bank
          Dear aapane Jo review all Pakistan Bank ke Hawale se Diya Hai vah Ek Taraf Se complete Nahin Hai Lekin main aapko batata chalu ke all Pakistan mein main bahut Sare Bank kam kar rahe hain aur Har Bank government ke andar aata hai vah State Bank of Pakistan ke andar Aate Hain aur State Bank of Pakistan se FIR Aage yah niche Bank kam Karte Hain Jab Bhi Koi loan leta hai in banks ko to vah bank State Bank of Pakistan se yah loan Le sakta hai aur aapko uski facility mil sakti hai Yad Jab Bhi aapane Koi Bhi account Karana Hai Kisi bhi city mein ya Kisi bhi Bank mein aap use Bank Mein account khulva sakte hain lekin aapane yah dekhna hai ki vah State Bank of Pakistan ke andar aata hai ya nahin aata lekin saare Bank takriban State Bank of Pakistan ke andar Aate Hain
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review all Pakistan Bank ke liye hai

            Ji bhaijaan aapane Jo Rahim all Pakistan Bank ke Hawale se Diya Hai vah Ek Taraf Se complete Nahin Hai Lekin main aapko batana chahta hun ki all Pakistan mein bahut Sare Bank kam kar rahe hain aur Har Bank government ka andar andar aata hai vah State Bank of Pakistan ke andar Aate Hain aur State Bank of Pakistan se FIR Aage Yahi niche Bank kam Karte Hain Jab Bhi Koi loan lete hain in banks ko to vah bank State Bank of Pakistan se yah loan Le sakte hain aur aapko uski factory Leti mil sakti hai Yad rakhiye Jab Bhi aapane Koi Bhi account Karana Hai To Kisi bhi city mein ya Kisi bhi Bank mein aap use Bank Mein account khulva sakte hain lekin aapane yah Dekha Hai Ki vah State Bank of Pakistan ke andar Aate Hai
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review all Pakistan Bank ke liye hai

              pakistan main bahot ziada bank hai jo ham ko cash deposit withdrawl or saving ki sahuliyat provide karty hain agar ham jazz cash or mobilink account ka use karty hain to ais main ik limmete hoti hai saving ki ya transction ki os k bad ham ais main kise kism ki koi transction nahi kar skty hain jab limmite pori ho jati hai to os k lia phir ham ko bank account ka use karna parta hai pakistan main bahot sey aisy bank hai jis main ham bahot ziada paisa deposit ya withdrawl ley skty hain or ham un sey international transction bhe kar sktyhain bank account main opan karwny k or bhe bahot sayy faidey hoty hain ham ko atm card depsit card cheque book bhe di jati hai or ham online banking ka bhe use kar skty hain jo k bahot ziada faida mond hota hai
              information for Beginners
              Complete Forex Knowledge
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review Pakistan Kay Banks per mubni hai(Title Edited by Rizwan Trader)

                Pakistan key banks har tarha se customers ki care karta hay aur international transaction me be asani poeda karta hay, Pakistan ka koi be esa bank nahi hay jes key through ham international level ki payment transaction na kar saken, Hamary country ka har bank yahi koshish karta hay key wo achi service hi provide kary aur banks key helpline service be bahot hi teezi key sath helpline ki service dety hey, en banks key through ham world key kesi be financial market me money ko deposit be kar sakty hey aur payment withdraw be kar sakty hey, bank ko use karty howy hamary ley funds ki transaction worldwide me bahot asani se send aur receive ho sakti hay, Pakistan ka har bank hi 192 countries me apni service deny ki koshish karta hay agar hamara Account Pakistan key UBL, HBL, MCB banks me ho to ham funds ko kesi be country me withdraw be kar sakty hey aur kesi aur ko send be kar sakty hey, Pakistan key banks me ye quality hoti hay key ye loan ki offer baghir kesi sood key be karty hey aur koi be es key hidden charges nahi hoty, agar ham ne koi esa business start karna ho key time par loan wapis kar saken to hamy ye loan koi be Pakistan ka bank de sakta hay aur house banany key ley be loan dia jata hay, Pakistan key kesi be bank me account open kanra koi masla nahi hay asani se har type ka account ban sakta hay aur hamy es ko use karny key ley ATM be Bank key taraf se free me mil jata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review Pakistan Kay Banks per mubni hai(Title Edited by Rizwan Trader)

                  Pakistan mai banking system bihat ziada taraqqi ker chuka hai aaj say 20 22 years pehlay Pakistan mai sirf 2 commercial banks he thay. Jo kay National Bank, Habib Bank thay. Uss kay elawa sirf punjab Co operative bank ya agricultural bank Tha. Phir banking sector mai development start hui aur private banks shuru ho gaey. Habib bank privatize ker diya gaya aur saath he Muslim commercial bank ki ijazat day di gai. Uss kay baad banks he banks hotay chalay gaey. Agar daikha aur samjha jaey tou ziada banks ki badolat awam ko ziada sahoolat milti hai. Banking system ki wajah say bihat asaaniaa paida ho chuki hai.

                  Advantages

                  Pakistan mai banks ab commercial aur micro finance ki soorat mai bann chukay hain. Commercial banks aur micro finance banks ki branches her barey aur chotay city mai mojud hain. Banks ziada honay ki wajah say customers ko bohat ziada choice mill jaati hai aur banks ziada honay ki wajah say facilities bhi ziada avail ki jaa sakti hai. Banks ziada honay say atms machines bhi ab bohat ziada ho chuki hain. Aur pehlay jaha aik city mai 2 ya 3 machines hoti thi laikin ab her city mai 10 say 15 machines mojud hoti hai aur cash asaani say 1link ki wajah say lia jaa sakta hai

                  Disadvantages

                  Banks ziada honay aur accounts ziada honay ki wajah say her customer ko 2 say 3 banks account rakhnay ki wajah say sirf credit cards aur cheque books ki fees aur charges ki shape mai he per year 8 say 10 hazaar charges dainay hotay hain. Bank accounts ki statements aur degar charges ki soorat mai bhi sms banking waghaira he he charges kay saath per year banks itni ziada income ker laitay hain kay her bank her year he profit mai hota hai. Banks mai staff ki kammi waqt kay saath saath mazeed Kamm he hui hai laikin bank ki branches aur banks ki types bohat barh chuki hain. Jiss say sahooliaat ki bajaey tensions he bann rahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Pakistan Kay Banks per mubni hai(Title Edited by Rizwan Trader)

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: asadbilal056 پيغام ديکھيے
                    dear friend Pakistan mein jitne bhi Sare Bank hai agar aap usse Kisi bhi bank account mein money transfer karte hain ya FIR aap direct instaforex account mein bhi paise transfer karne Jaate Hain To uske liye daily limit 50,000 Hoti Hai To isliye 50,000 Se Jyada aap Agar kam transfer Karenge to aapko extra charges per karne padegi Jo ke extra charges ek lakh rupaye per Kaise per hote hain to isliye yah to aap 50,000 Delhi ki limit Banakar deposit Kiya Karen ya FIR aapko chahie ki aap Faisla Ho Jaaye tax paid Ho Jaaye to aap ek Din Mein 2 lakh Tak amount transfer kar sakte hain aur apne account mein mangwa de sakte hain to isliye Mere Khyal se ek acche trader aur experienced trader co Filer Hona bahut jaruri hai jisse usko koi bhi nuksan nahin
                    dear brother of Yes Bank mein kisi bhi type ka account open rahata hai ismein aapko 50000 rupees ki limit Di jaati hai agar aap kisi bhi Bank Mein apna account open karvate Hain to aap ismein pade 50000 rupees send kar de sakte hain is per aapko Koi extra charges nahin Dene padte agar aap 50000 rupees se jyada paise se send karte hain to aapko ismein extra charges dene padte Hain agar aap ek din Mein maximum amount send karna chahte hain to aapko 200000 rupees ki facility Di jaati hai aap ismein agar apni amount send karte hain to aapko ismein yah facility mil jaati hai ki aap ismein kam karte hain to aapko ismein fayda tab hota hai jab aapas Mein kam karne se fayda ho jata hai is time agar aap Pakistan ke kisi bhi Bank Mein apna account open karvate Hain to aapko ismein fayda tab hota hai jab aap ismein apna account standard open karvate Hain agar aap kisi bhi Bank Mein apni amounts and karvana chahte Hain to aapko ismein apne Bank ki type ke liye hath se payment karni hoti hai kuchh types per aapko fees send kar nahin hoti hai agar aap is Bank mein main apni payment send karte hain to aapko ismein instant transfer ki succulent milati hai aapki amount thoda nahin send Ho jaati hai agar aap Pakistan ke kisi bhi Bank Mein apna account open karva rahe hain to aapko ismein Bank ke rules ka pata hona chahie kyunki agar aap aap kisi aise Bank Mein account open karva rahe hain jismein interbank transfer per bahut jyada charges hain to use Bank Mein account open karvane ka fayda nahin hota aapko yah sari baten pata hona chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review Pakistan Kay Banks per mubni hai(Title Edited by Rizwan Trader)

                      Faiday
                      Real friend Asalam Walekum ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai agar Ham Pakistan ke bank account Ko Dekhe to ismein bahut hi kam limit maujud Hai Jaise kya kar aap deposit karna chahie account mein to aap ek Din Mein mein jitne Marji paise deposit kar sakte hain lekin usko nikalwane ke liye aapki limit 50,000 hoti hai lekin agar aap Faisla Ho jaen tax paid Ho Jaaye to aap ki limit rojana ki jitni Marji ho sakti hai to isliye techspeed ho aap bank se fayda aur Hasil kar sakte hain aur aapko tax bhi kam Dena padta hai Pakistan bank account se bhi fayda Hassan Kiya Ja sakta hai aur bahut hi acchi e bachat Hasil ki Ja sakti hai

                      Nuqsanat

                      Dear iska ek nuksan yah bhi hota hai ki Jab aap Kisi bhi Bank Mein Apni payment Jama Karvate Hain To Jab aap ko usko Nahin karvana Chahte Hain To rojana ki limit 50000 Hoti Hai Jab aap usse Jyada payment Karvate Hain To aapko tax charge hota hai to isliye agar aap filer hote hain to aapko bahut sari Mushkil ab ka Samna karna padta hai to isliye Mere Khyal se banking sector Mein Aisa Hona chahie ki aapko nikalwane per Bhi Koi charges Nahin honi chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review Pakistan Kay Banks per mubni hai(Title Edited by Rizwan Trader)

                        yes dear Pakistan mein bahut Sare Bank kam kar rahe hain jo ki Kisi bhi country ki economic stability ke liye bahut important hote hain iske sath sath pure Pakistan mein jitne bhi business chal rahe hain unke liye banks bahut facilities provide kar rahe hote hain aur isase business karna bahut Aasan ho sakta hai aur iske sath sath agar aap international market se Kuchh chij purchasing karna chahte hain to usmein banks aapki bahut jyada help Karte Hain.

                        For example agar aap out of country Se Koi chij purchase karna chah rahe hain to usmein aapko Bank ki taraf se letter of credit ki jarurat hoti hai jo Bank aapke behalf Par Ek security provide kar raha hota hai ki agar is Businessman Ne aapko payment ki to yah Bank aapko payment Kar Dega iska matlab yah hota hai ki Bank aapki guarantee le raha Hota Hai.

                        Is Tarah Jab aap Forex trading Mein banks ki importance ko dekhte hain to Bank's bahut hi important hote hain aur aap bahut sari transaction banking ke through kar sakte hain aur daily basis per is per Kuchh transfer aur withdrawal facilities Le sakte hain Iske alava bank score big player bhi Kaha Jata Hai Kyunki Bank's market mein main bahut hi Li counter Ti Mein purchasing karte hain aur accha profit Hasil karne ke bad is trading se nikal Jaate Hain Jiski vajah se market per bahut jyada effect bhi aap ho Najar a sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh Review Pakistan Kay Banks per mubni hai(Title Edited by Rizwan Trader)

                          Dear ap ka topic hai bank main money transfer par Tex paid karna partha hai.
                          Dear ap ka kisi be bank main account hai to ap ko Tex Dana pary ga kion ka Tex ke authority govt or State Bank SC milti hai pher tamam bank apply karthy Hain . ABI Jo govt chal rahi hai bohat zaida Tex increase ho gay Hain.
                          Dear jab be AP 50 thousand ke amount SC zaida amound withdrawal ya transfer karthy Hain to AP ko Tex paid karna pary ga.
                          Dear agr to ap filler Ban jaty Hain to pher AP ka Tex Kam Dana hota hai.
                          Dear tamam bank apnay rules and regulations ka mutabik kam kar ray Hain. Hamy in ka rules ko follow karna hio ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh Review Pakistan Kay Banks per mubni hai(Title Edited by Rizwan Trader)

                            pakistan kay andar jitnay bhi banks hein sub achay hein clamor late ho jata tha lekin last 2 challenges ka rewardziyada late hello jiss ki waja se logeshan ho jatakin ath ago se challenge 1montgaya hello aur dusward week by week ho gaya nge ka reward bhi mil sakt liay tamam individuh gathering pe mehnat zaiyanhi hoti balkay hold up karen kiun kmehnat ka phal zaroor milthello late ho ja hello hello aur iss bahut ziyad chances hn k shaedte tak april k challenge ka rewad mil jay aur ap apna kam jari rakhep men posting stop nah k m haitcoin cryptographic mai aur ing ki meao comprehend karni choin genuinelyoi cash nahin hai lekin isko diverse PC ke sath jodkar ek g bitcoictive PC se milkar banta hai aur jaise bitcin mining ke liye part bapplication ko join karte hain aur apne PC mein ntroduce karke enlisted hote hain bitcoin ki mining inti hai aap Forex ecanging mar mein kafcryptographic moed mein understanding ho hon n i zayda popular ho giaai aor bitcoin mining ka matlab ye hata hai k ais mai ap ko k organization mai kaam karna ota haai faida hota hai k ap bitcointy hai low tha lkin a yea ago is nay apna history high lagaya hain arround 19000 dollar for each jo kai is ko st valuale moakin mazay ki baat yeh hai kai dtal currency ka truly koi wajood aur is ko kafi nationundamental lawful misfortune bi kerty rehty heininy state am aik safe exchangirchant asy hain ju intradnging primary bohut sari exchay common peole hain jiss ki waja sy un ki exchange aik week atak jati hai aur akhir kar un ko los fmental sab exchangdy mama maqsa ap aik he racket principle xchanges lgin aur aik he noise principle exchanges ko close karain aru ziada exchanges lainy state ap ko keep aa he apa mil sakta hai intraday principle benefit ziada ka sakty hain kyo ky ap nay every day exchanges karni hoti hai jiss ki wajah state ap ko ager day by day ki 2 state 3 ehanges bhi achi en kar acha benefit acquire akr d karta hai s starategy p amal kar k exchanging kar rahy hain kyun k sawdgee nojwan logoon k ley ahm sahoolt frahm krty hainaordee issue ko settle kr ne mor social mahrat k ley lazzmee shrt hy . Nolawanoo
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh Review Pakistan Kay Banks per mubni hai(Title Edited by Rizwan Trader)

                              Assalamu Alaikum dear friendpakistan main bahot ziada bank hai jo ham ko cash deposit withdrawl or saving ki sahuliyat provide karty hain agar ham jazz cash or mobilink account ka use karty hain to ais main ik limmete hoti hai saving ki ya transction ki os k bad ham ais main kise kism ki koi transction nahi kar skty hain jab limmite pori ho jati hai to os k lia phir ham ko bank account ka use karna parta hai pakistan main bahot sey aisy bank hai jis main ham bahot ziada paisa deposit ya withdrawl ley skty hain or ham un sey international transction bhe kar sktyhain bank account main opan karwny k or bhe bahot sayy faidey hoty hain ham ko atm card depsit card cheque book bhe di jati hai or ham online banking ka bhe use kar skty hain jo k bahot ziada faida mond hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X