Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai
    Main tamam friend ko advice kerna chahta hun ky standard chartered bank main apna account zarur rakhain ky dunia main advancement ki waja sy same bank main hamara account hamari zarurat ban chuka hai jis ki bahot sari wajoohat hain jin main hamara faida hai

    Account ky fawaid: same bank main agar ham account open kerty hain tou hamara same account international account hota hai jo ham US dollars currency main open ker sakty hain so hamain same account ka jo ATM milta hai us ko ham puri world main use ker sakty hain ky hamain koi additional charges pay nehi kerna perty aor ham same bank ka ATM her ATM machine per use ker sakty hai

    Account ky nuqsanat: agar ham apna same bank main account open kerna chahty hain hain tou hamain urban hona chahiay ky bank kuch cities main hi hai kyun ky yeh international bank hai jo her village or city main nehi hai isky elawa hamain same account ky liay koi na koi property bhi show kerna perti hai warna hamara account open nehi hota

    Yeh mera knowledge hai same bank ky related so tamam members apna apna review dain taky clear ho saky ky same bank main Kia khoobian aur khamian hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

    dear brother aapne Agar Dekha Ho To yah Ek International Bank hai jo Har country Mein Hi available Hota Hai Iski Kuchh branches Pakistan ke Kuchh Bade shahron Mein available hai ya Ek International Bank hai agar aap ismein account open Karvate Hain To aapko ismein Kafi Jyada facilities mil Jaati Hain jaise ki agar aapane internet per Kahin Bhi payment karni ho to aapko ismein Koi charges Nahin Dene padte iske sath sath aap Agar is KTM ki services use karte hain to aapko is per Koi fees Nahin Deni padati yah pure Pakistan Mein Kahin Bhi use kar len aapko is per Koi charge Nahin Dene padte Hain iske sath sath aap Agar is Mein Apna account open Karte Hain To aap ismein kafi Badi amount Mein loan Le sakte hain standard charter account se International account hai jo ki aapko Har ghante Mein mil Jaega Aap Kahin Se Bhi apni amounts kiye under deposit Karva sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

      Ji han dear aapane bahut hi acchi baat ki hai bahut hi Achcha review share Kiya Hai Lekin Agar aapane ismein Dekha Ho To to yah International Bank Hai takriban Har country Mein uski branches hoti hain tu Agar Ham ismein account open Karvate hain to hamare liye Samay bahut Sare fayde hote hain Agar Ham foreign country Mein Jaate Hain Kisi bare mein main vahan per Rahte Hain To Agar Hamara Standard Chartered Gaon Mein Hamara account hoga to hamare or se Hamari hi fayda hoga ki Ham use Bank Mein jakar direct Apne account mein payment Jama Karva sakte hain vah nikalwa de sakte hain iski Ranchi Jharkhand Mein hoti hain Hamen account currency Jis currency Mein account khulwana hote hain usmein khulva sakte hain aur paise withdrawal Bhi Karva sakte hain aur aur Jama Bhi Karva sakte hain Iske bahut Sare fayde Hote Hain yah Apne customers ko bahut jyada Sonia faram karta hai ismein aap apni Marji ke kisi bhi currency per account khulva sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

        Standard chartered bank ki bunyad British multinational England ne raki aur Pakistan me ye financial services company key base par work kar rahi hay, Pakistan me standard chartered bank ki history ki agar bat ki jaye to ye bahot hi oldest hay ye bank Pakistan me foreign commercial services ki khedmaat provide karta hay, es bank ki Pakistan me total branches 94 hey aur es bank ki khas bat ye hay key agar es me account open kia jaye to es me Pakistani currency me open nahi kia jata hay, USD ya per EURO currencies me account open kar key ham worldwide me online transaction standard chartered bank key through asani se kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

          Dear jaisy ap ko ye pata hai k ais time Bahot sary bank hai jo Pakistan mai hai aor ap ko kafi zayda achi services dey rahay hai aisy hi ain mai se aik Standrard charter bank hai jis mai ap agar apna account open karwaty hai to aus par ap ko kafi zayda faida ho jata hai ap agar ais market mai agr account ko achy se chalty hai to aus par ap ko ye faida ho jata hai k ap ais mai apni bank statement par loan le k koi bhi business kar sakty hai aor aus par ap apni pasand ki installment select kar sakty hai aor apna loan wapis kar sakty hai ais bank mai ap ko aor bhi bahot sari sahuliat di jati hai ap agar aun ko use karty hai to aus par ap ko koi extra charges nai deny party.
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

            Standard chartered bank Pakistan mai mojud banks mai say waahid international bank hai. Standard chartered bank ya SCB aik aisa bank hai jiss ki branches Pakistan kay aisay cities mai hain jaha pay customers ziada hain. Federal capital, provincial capitals aur uss kay elawa sirf divisional capital cities mai iss Bank ki branches hain. SCB aik aisa bank hai jiss ki services bohat shandaar hai laikin iss bank ki aik khaas baat yeh hai kay iss bank ki securities bohat strict hain aur SCB bank apnay account holders ko facilitation bhi isi base pay day raha hai. Online banking mai SCB aik trend setter bank hai jiss nay Pakistan mai aisay international standard set kiye hain jinhain daikhtay huay dusray tamaam banks nay unhain follow kia hai.standard charterd bank international bank honay ki wajah say overseas Pakistanis aur foreign currencies accounts holders ka first choice Bank hai. Maira personal experience standard bank kay saath bohat acha raha hai
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

              Advatntages;

              Dear friend bilkul Standard Chartered Bank Ek bahut hi Achcha Bank hai aur iske liye bahut sari dollars account mein bhi transaction ho sakti hai aur other country se aap direct Apne account mein payment mangwa sakte hain agar aap Kisi bhi dusri country se account wali payment mangwana Chahte Hain To aap apne account mein dollar account ko convert Karke aap apne account mein Hasil kar sakte hain to Standard Chartered Bank other bank se bahut hi Achcha aur Behtar Bank hai

              Disadvantages;

              Lekin Hamari city mein uski problem ye hai ki Hamari city mein Bank ki koi bhi branch Nahin Hai Kyunki Standard Chartered Bank ki puri country Mein Pakistan mein bahut Kamran chij hai jo Ke Bade city mein sirf aur sirf maujud Hai Jaise ke Faisalabad Multan Karachi Lahore Islamabad aur Chhoti City Jaise ke rajana, Toba ,chichawatni aur Kamalia Jaise City Mein maujud Nahin Hai
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

                Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai Standard Chartered Bank account bahut hi Achcha Bank hai aur online payment transfer ke liye Ja Pakistan mein sabse accha Bank Mana Jata Hai Kyunki ismein dollar Mein payment ki Ja sakti hai aur Yahi transfer able hai aur yah basically other countries ke sath contact ke liye banaa hai Kyunki other countries main bhi Standard Chartered Bank account open Hai Jahan per aap easy apni amount ko transfer kar sakte hain aur ismein charges bhi nahin padte to isliye Ek bahut hi Achcha aur perfect account hai Jisko aap international level per payment transfer aur receive karne ke liye istemal kar sakte hain aur iska disadvantage yahi hai ki uski bahut kam branches maujud hai aur is is Mushkil ko Dur karna chahie Har City Mein Ek Baras Ki Hona chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

                  Standard Chartered Bank Pakistan mein ek International Bank Hai Jiski Pakistan mein bahut kam branches hain lekin Hamen kar apna account International currency mein open karvana Hai To Ham is Bank Ki Kisi bhi Branch mein jo Bade shehron mein maujud hain Apna account open Karva sakte hain FIR Hamen problem Nahin Hota ki Ham pure world mein kisi bhi country mein ho jismein yah Bank Ja iski Koi branch Hai To Ham aasani Se Apna Paisa wahan se nikalwa bhi sakte hain aur Jama Bhi Karva sakte hain International currency Mein Hi To Hamen Koi extra charges per nahin karna padta Kyunki yah Kisi Ek country Mein Nahin Hota yah pure world mein takriban Har country Mein hi Agar Hai To Ham Badi aasani se apne amount ko adjust kar sakte hain is Bank ke through
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

                    Standard Chartered Bank
                    Advantages:
                    Standard Chartered Bank of international level ki services provide karta hai aur ek international level ka Bank hai
                    Standard Chartered Bank KYC updation bahut hi acchi hai aur aapko iski branches Puri duniya mein milati hain aur Standard Chartered Bank ki reputation bade banko se milati hai
                    Standard Chartered Bank aap use kar sakte hain jismein aapko forest reading ki ki direct amount bhi receive ho sakti hai aur aap Forex trading broker se apni money direct transfer kar sakte hain
                    Standard Chartered Bank Mein account open karvane ka procedure Bahut He is here aur bahut hi jald aapka account open ho jata hai
                    Disadvantages:
                    Standard Chartered Bank aapko Har Jagah Mein Nahin Milte Hain aur sirf Bade shehron Mein mil Limited branches aapko milati Hain
                    Kyunki iski branches Har Jagah per Nahin Hai To fir iska aapko nuksan Jay Hai Ki Har Koi is my account open Nahin kara sakta just Vahi Karva sakta hai jo is Branch mein najdeek hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

                      ye review Standard Chartered Bank par mubni hey
                      Asslam.O.Alaikum,
                      Tafseeli Jaiza; Standard Chartered Bank .
                      ye bank pakistan main 2006 main qaim kiya geya is ki pakistan main barnch ki tadad 70 sey ziada hai .is bank ka headoffice karachi main hai .is bank main ham 3 trha k account opan karawa skty hain
                      1.Basic Banking Account.
                      2.Basic Saver Account (SC).
                      3.Standard Chartered Foreign Currency Account.

                      ----
                      1.Basic Banking Account
                      *es account ko ham minimum 100/ RS k sath opan karawa skty hain .
                      *is main minimum balance ki zarort nahi hoti hai.
                      *cheqbook or depite card hasil kar skty hain ham .
                      *free internet banking and e-services.
                      *month main 2 withdrawl or deposit free hai
                      *mange with apps , online banking,Barnch banking ki service availble hai .
                      *agar hamri age 21 sey 60 year k darmiyan hai to ham account opan karwa skty hain es bank main .
                      *es main ham ko free ATM,or Free cheqbook nahi milti hai .
                      *ham ko har sall annul fee pay karni hoti hai 1000Rs .
                      2.Basic Saver Account (SC)
                      *es account ko ham minimum 1000 ropy k sath opan karawa skty hain .
                      *ye saving account hai ik kisam ka .
                      *is main minimum balance ki koi zarort nahi hoti hai ham ko .agar rakhna chy to thek waran isue ki koi baat nahi hai .
                      *free internet banking and e-services.
                      *ye 6-monthly balance ki base par profit dita hai .
                      *intrest rate 11.25% hai.
                      *mange with apps , online banking,Barnch banking ki service availble hai .
                      *is account main ham unlimted deposit or withdrawl kar skty hain monthly.
                      *evary tranction sms alert system hai.
                      *agar hamri age 21 sey 60 year k darmiyan hai to ham account opan karwa skty hain.
                      *es main ham ko free ATM,or Free cheqbook nahi milti hai .
                      *ham ko har sall annul fee 1000 pay karni parti hai.
                      3.Standard Chartered Foreign Currency Account.
                      *es account ko ham minimum 2000/ ropy k sath opan karawa skty hain .
                      *is main minimum balance 2000/ ki zarort hoti hai .jo k hamry account main lazmi rhna hota hai .
                      *free internet banking and e-services.
                      *ye ham ko koi profit nahi dita kise kism ka non profitable account hai.
                      *ye account ham USD,EUR,GBP main bhe opan karwa skty hain.
                      *mange with apps , online banking,Barnch banking ki service availble hai .
                      *agar hamri age 21 sey 60 year k darmiyan hai to ham account opan karwa skty hain
                      *ham ko har sall annul fee pay karni hoti hai 1000Rs .
                      Note
                      Advantage or Disadvatage har type k account k andr bayan dey hai .
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

                        Ji han pricey aapane bahut hello acchi baat ki hai bahut hi Achcha review percentage Kiya Hai Lekin Agar aapane ismein Dekha Ho To to yah global financial institution Hai takriban Har united states Mein uski branches hoti hain tu Agar Ham ismein account open Karvate hain to hamare liye Samay bahut Sare fayde hote hain Agar Ham foreign united states Mein Jaate Hain Kisi naked mein important vahan in line with Rahte Hain To Agar Hamara standard Chartered Gaon Mein Hamara account hoga to hamare or se Hamari hi fayda hoga ki Ham use bank Mein jakar direct Apne account mein fee Jama Karva sakte hain vah nikalwa de sakte hain iski Ranchi Jharkhand Mein hoti hain Hamen account foreign money Jis currency Mein account khulwana hote hain usmein khulva sakte hain aur paise withdrawal Bhi Karva sakte hain aur aur Jama Bhi Karva sakte hain Iske bahut Sare fayde Hote Hain yah Apne customers ko bahut jyada Sonia faram karta hai ismein aap apni Marji ke kisi bhi currency per account khulva sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

                          Standard Chartered Bank Pakistan mein ek International Bank Hai Jiski Pakistan mein bahut kam branch hai lekin Hamen kar apna account International currency mein open karvana Hai To Ham is Bank ke kisi bhi Branch mein jo Badi Sheron mein maujud hai apne account open Karva sakte hain FIR Hamen problem Nahin hota hai ki Ham pure world mein kisi bhi country mein jo jismein yah Bank hai uski koi bhi branch Hai To Ham aasani Se Apna Paisa vahan se nikalwa sakte hain lekin Hamari city mein uski problem yah hai ki Hamari city mein Bank ki koi bhi branch Nahin Hai Kyunki Standard Chartered Bank ki puri country Mein Pakistan mein bahut Kamran chij hai jo ke Badi city mein sirf aur sirf maujud Hai Jaisa ke Faisalabad Multan Karachi Lahore Islamabad aur Chhoti City Jaise Ke Raja Na To Bas Patni Aur Kamariya Jaise City Mein maujud Nahin Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

                            Standard Charted Bank ab tak ka acha tareen bank hay volatileenterprise b hy is liayis m ya to proficient logon ki jgahy ya hardworkers ki agrap okay pas acha expertiseni hy ap apnypertise ki pechy ry jatyo ap kochaiy okay zyada sy zhnat karan q oky proficient log shopping for and lling krtyhan or loss kr lytyhan or aik hardworker dealer kbi b sochysamjy bagarbuying and selling ni krta wohmasha anylyses ko have aappearance at kr okay or achilearhtalif kism keInsPaye Jase Hote Hain jo bahut zaheen Hain aurziadaular variety ke hain. Kisin Ko Khuda ka shukar Ada karnachahieyko hamesha okay liye use krtay hainto haamry liye yeh shopping for and selling principal bahut usefullho sakta hay laikin ham nay aikhe kaam krna hay ya to is baat pay ziada daitay hain okab facebookpay kisi a sign launch ho ji ham comply with chatkrtay hain okay markeet ka kuch andaza do aisa krnay say hch nakuchabhi mil bhi ata hay to wo haamr okay aglayhe lamhay ham is earnings ko lose principal exalternate hota huvadaikhaingay is liyehigher yahi hay okay ham kisi ya kisi okay expertise okay baray principal sochnay say ijtinaabkarain aur apni mehnat say markeet ki har mushkil ko asaanbanko ab bhimel thek kaha hy agr hum hardwokkarty hanverseas exchange shopping for and selling aik tough paintings orhardlog kamyab hoty han jo tough running or telentwaly professional dealerban jaye homosexual aus okay baad hello hum ais marketplace mai earnings banaarketplace mai jo banda caontrkay sath kaam karta hwohi ais marketbanata hai agar hum ais marketplace mai area okay sath kaam ni karty tohum ais marketplace mai loss hello karty hai ais liay ha ha overseas exchange shopping for and selling principal hummehnat kar pain shopping for anselling kar sakty my right attending to know karniho gjis sy ap exercising kaay pain shoppir andselling kar sakty han or understanding or enjoyhasilkar sakty han jtnara understanding oriada ho ga humehtar shopping flling karsakty han overse shopping for and selling principal humary byskip jtna understandingor enjoy ho ga utnipping for and selling kar gy oin incomes kar okaykamyabn is ley humy right cash control or danger control koseekena ho ga or right forestall loss or take earnings istamal karna ho ga ta okay humaraaccount secure ho or humy ziada loss na ho sakeain ap i bat sayagree karardworking aik aisi cheez hay jo deler ko thethe orex maret market ka understanding, tending to knowaor y and achievement ta datihay the th market mket principal agar ziada mat kaysathundemopa ahi exercising kijay aorexercise say acha enjoy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh Review Standard Chartered bank per mabni hai

                              Yes agree one of the first class leading bank in pakistan in current scenario. bilkul en k services aur product k brief buhut crystal clear hoty hai.
                              Standard Chartered Bank ki ek plus point yi b hai k agar eska credit card pass hu tu kisi bi mulk us ko estamall kar sakty hu. ti bi hai k best services customer to detay hai. Customer care b katy hai.
                              Standard, policy, descipline ko prioriry daymry hai. safe hai buhut.
                              Advantage
                              Es bank m security buhut hai zayada amount withdraw hu kisi aur k bank acciunt sy tu CBC hoti hai. jis my owner of the account sy permission lyty hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X