Yeh Review United Bank Limited (UBL) Par Mubni Hay. (Title Edited By Rizwan Trader)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: yeh review ubl ban say mabni hay

    United Bank Limited Pakistan ka bahut purana Bank hai jo bahut se Pakistan mein banking ki facilities provide kar raha hai agar Ham is Bank Mein Apna account open karna chahte hain to yah Hamare liye bahut fayde ki baat hai ki is Bank mein abhi tak koi masla nahi hua Ke Log kis Bank ki koi Shikayat kar rahe ho United Bank Limited Pakistan mein bahut kam branches Hai Iski bahut bade bade shehron Mein iski branches hain lekin Chhote shahron Mein ya Kasba Mein iski branches bahut kam hai lekin Agar Ham ismein Apna account open karvana Chahte Hain To Hamen beshak Kisi Bade Shahar Mein Hi Kyon Na Jana Pade Hamen ismein Apna account open Karva Lena chahie aur iski Jo facilities provide Karte Hain isase Ham Ko fayda Uthana chahie ki yah Pakistan ka bahut purane bankon Mein Se Ek Hai Jiski abhi tak Koi Shikayat Nahin Suni Kisi Se Tu Agar Ham Achcha Bank select karna chahte hain apni amount save karne ke liye To Hamen is Bank ka intekhab bhi lazmi karna chahie ke jaise Ham other banks mein facilities le rahe hain ISI Tarah is bank se bhi Ham aasani se account open Karva ke Tamam facilities available kar sakte hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: yeh review ubl ban say mabni hay

      Ye Review United Bank Limited per mubni hai
      Advantages:
      UBL is one of the best banks in Pakistan u b l Bank bahut hi accha Bank hai aur aap ismein account kaise mitaen khulva sakte hain.
      Yes Bank mein aapko loan ki facility milati hai aur aap easy conditions per aapko loan Mil Jata Hai
      Launch ki payment bhi aapko bahut jald nahin karna padati aur aapko Kafi time Mil Jata Hai payment ke liye
      agar aap Kisi bhi vajah se launch ki payment per let Ho Jaate Hain To aap valid reason dekh kar loan Ko Aage Bhi shift kar sakte hain
      Disadvantages:
      Sare banks Ki Tarah Jo sharp banks Main takriban Ek Hi issue Milta Hai vah yah hota hai ki vahan per Rush Milta Hai aur aapka valuable time Yahan per Hue so sakta hai
      • #18 Collapse

        Re: Ye review UBL united bank limited par mubni hay

        Ji Dosto Assalamu Alaikum yeah review UBL Bank ke mutaliq hai Jisko Ham United Bank Limited Kahate Hain Pakistan mein is Waqt Bahut Si private bank maujud Hai unhi Mein Se Ek Bank UBL Bank bhi hai Hamare Shahar Mein UBL Bank ki jo Branch majooude Hai Uska staff bahut Achcha hai yeah customers ki bahut care karta hai Jab Koi Bank Kisi customer ko Izzat deta hai to customer usse bahut jyada Mutassar Hota Hai... Is Bank ki terms and condition inthaai asaan Hai ismein account open karvana bhi Aasan hai UBL Bank Mein Ham University ki fees challan form Jama Karva sakte hain you balki Bade shehron Mein Jesa ke Lahore Karachi Multan Islamabad mein 2 ya 2 zaaide branches maujud hain aur Chhote chehron mein bhi iski ek ek Branch mein Jude hoti hai iska ATM be usable hai is Bank ki service Baki banking system se bahut acchi hai
        • #19 Collapse

          Re: Ye review UBL united bank limited par mubni hay

          Dear members Aaj United Bank Limited review pesh Kiya gaya hai Jiske bare mein logo kay acchy comments ha Kyunki yah Commercial Bank hai aur Apne customer ka Bahut care Karta Hai Baki banks ke muqably may UBL ATM ke masail bhi bahut kam hai aur online banking ki Sahulat maujud hai yah pahle to bahut kam tadad Mein the sirf aur sirf big cities is Mein lekin aajkal in ki tadad mein Kafi izzafa ho chuka hai hi aur yah cities say kasbo aur villages maybe inke branches available hai UBL Mai bahut sari acchi baat hai enka stop bahut hi Cooperative hai aur aur Jis Tarah Baki Bank ke ATM payment ke Dino mein unserviceable Hote Hain tub UBL ATM active hote hain aur 24 hour customer facilitate Hote Hain aur Agar Kisi customer ko koi complaint Ho vah helpline call karta hai hi to use complaint per 100% percent Amal daramad ho jata hai Jiski vajah se iski rating mein bahut Zabardast izafa Hua Hai hi aur yah mayari aur Bada Bank Ban chuka hai
          • #20 Collapse

            Re: Ye review UBL united bank limited par mubni hay

            ye review UBL Bank par mubni hey
            Asslam.O.Alaikum,
            Tafseeli Jaiza; UBL Bank .
            is bank ko pakistan azad honey k 12 sal bad 7novmber 1959 main banya geya ab tak is ki pakistan main 1385 local barnch hai or 19 barnch other country main hai .ye pakistan ki top 5 bank main shmil hai ham is bank main three typee k account opan karwa skty hain mujhy jin ka idia hai wo 3 account hai ho skta hai k shaid or bhe hun but main un k motlic nahi janata jo 3 account main janta hun wo main ap k sath share kar rha hun
            1.UBL Basic bank account .
            2.UBL reguler term deposit receipts.
            3.UBL foreign currncey saving account.

            ----
            1.UBL Basic bank account.
            *es account ko ham minimum 1000 ropy k sath opan karawa skty hain .
            *is main minimum balce ki zarort nahi hoti hai agar hamra dil kary to ham rkhty hain account main waran ham sara paisa withdrawl ley skty hain.
            *unlimted atm withdrawl ley skty hain ham .
            *free internet banking and e-services.
            *is main ham ko monthly minimum balnace ki koi requirment nahi hai .
            *month main 2 withdrawl or deposit free hai
            *education persion ,un-education persond jo bhe account opan karwa chahy karawa skta hai .
            *mange with apps , online banking,Barnch banking ki service availble hai .
            *agar hamri age 21 sey 60 year k darmiyan hai to ham account opan karwa skty hain
            *es main ham ko free ATM,or Free cheqbook nahi milti hai .
            *ham ko har sall annul fee pay karni hoti hai 1000Rs .
            2.UBL reguler term deposit receipts.
            *es account ko ham minimum 1000 ropy k sath opan karawa skty hain .
            *is main minimum balce 25,000 ki hoti hai .
            *free internet banking and e-services.
            *ye monthly balnce ki base par profit dita hai ham ko .
            *intrest rate 12.6 percent hai
            *mange with apps , online banking,Barnch banking ki service availble hai .
            *agar hamri age 21 sey 60 year k darmiyan hai to ham account opan karwa skty hain.
            *es main ham ko free ATM,or Free cheqbook nahi milti hai .
            *ham ko har sall annul fee pay nahi karna parti hai is account main.
            3.UBL foreign currncey saving account.
            *es account ko ham minimum 500 ropy k sath opan karawa skty hain .
            *is main minimum 500 balance ki zarort hoti hai .jo k hamry account main lazmi rhna hota hai .
            *free internet banking and e-services.
            *yeh ham ko 6 month balance ki frequncy k oper profit dita hai
            *ye account ham USD,EUR,GBP main bhe opan karwa skty hain.
            *intesrt/profit rate diffrent hai deposit k oper depend karta hai .
            *mange with apps , online banking,Barnch banking ki service availble hai .
            *agar hamri age 21 sey 65 year k darmiyan hai to ham account opan karwa skty hain
            *es main ham ko free ATM,or Free cheqbook nahi milti hai .
            *ham ko har sall annul fee pay karni hoti hai 1000Rs .
            Note.
            Advantage or Disadvantage main ney account ki type k ander hi biyan kar diyy hai please reading carefuly .
            thank you
            information for Beginners
            Complete Forex Knowledge
            • #21 Collapse

              Re: Ye review UBL united bank limited par mubni hay

              expensive apni bahut hello Achcha evaluate share Kiya Hai UBL ke bare mein UBL guy ka asali naam pura naam United financial institution constrained hai yah Ek private financial institution hai aur iski bahut jyada branches Hain Pakistan ke takriban har metropolis mein iski branch hoti hello hai yah Ek bahut hello accha bank hai ya Apne customers ko bahut jyada solid Deta Hai ismein account open karvana bahut hi Aasan hota hai iske liye Itni Jyada files ki jarurat nahin padati hai aap kam se kam 50 paise account open Karva sakte hain aur aap ismein cutting-edge account savings account Jaisi asaliyat bhi le sakte hain aap ismein ATM ki stable bhi le sakte hain Iske ATM kaise fayda hai ki aap Agar Kisi bhi dusre Shahar Mein Jaate Hain To aap ismein paise nikalwa sakte hain ATM ko use kar sakte hain Kyunki takriban Uske Har Shahar most important branch hoti hain.
              • #22 Collapse

                Re: Yeh Review United Bank Limited (UBL) Par Mubni Hay. (Title Edited By Rizwan Trade

                Ubl ya United Bank limited Pakistan ka dusra Bara commercial bank hai. Ubl ki Pakistan mai 1400 say ziada branches mojud hain jiss ka Matlab hai kay yeh Pakistan kay taqrebun her chotay barey city mai mojud hai. Ubl ki branches aur ubl ki atm machines taqreebun her jagah pay he nazar aati hain. Airports, railway stations, motor way rest areas aur mukhtalif transport companies kay terminals pay ubl ki atm machines available hoti hain. Ubl ki 2 khaas Batain hain jinn ki wajah say ziada famous hai. Pehli khoobi Pakistan kay taqreebun her uss district ya tehsil mai iss ki branch ki mojudgi hai jaha kisi bhi kisam ki koi industry hain. Aur Dusri khoobi is ki ubl omni services ka ijra hai jo kay aik mobile banking service hai. Ubl omni mai payment deposit kernay kay liye ubl bank ko he use kia Jata hai kiyu kay omni basically ubl ki he product hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Yeh Review United Bank Limited (UBL) Par Mubni Hay. (Title Edited By Rizwan Trade

                  UBL bank hamray sheher kay andar hay overseas exchange shopping for and selling marketplace mein agaraap with out problems stay toinform the tale karna chahte training hasil kazaruri honiversity students ke lilekinand knowledgeable people kfor and selling marketpln kam nahinkrna chahieunki mehnat zyadaho jayegi aur unko koi fayda nahin hoga jaisa kiaap sabjante ho ki education ke liye hamen english languagemein hello evaluation karna hothai o agaammetatrade terminsare signsoscillatnbalkiv okay liay traning atni zayda na bhiho to ap ais mai kaamkar sakty hai ais dialogue board parapko yefaida ho jata hai okayap ais mai thora satime kaam karty hai to apko ais mai kaam karny ka patachal jata hai aus okay baad ap ais dialogue bard partab hellohab ap aisdiscussiony hai ais dialogueboo mehnaai aus okay baadp ko ye dialogueoard acha bonusdena begin kar deta hai ap ais dialogue board par agar timelagaty hai to ap ko ais maikamyabi mil jati hai magar ais dialogue board parapko kaamkarny okay liay apny seniorparticipantmanul linelenichayeayd ap ko aismam karna hoga tab marketplace mai amyaremein query Kiya Hai Kekyauneducated log overseas exchange enterprise kamkar sakte hain yah Pakistan the the Forex market market shapeaccording to aurdononshaadi kar sakte hain to jatate aap Sabk pata haiPaistanoveoverse Forex market mar shopping for andHo Ham donon rdance to bahutjyadamehnat karnipadati hai aur usmein Pehle Jo base hoti hai vah apki languagehi agaraacatnglish se acquaintedHongeto aap kngKarenge aur jo publish IHui Hogi unkoKaise apprehend Karenge isliye uneducatedlog Kitni bhi hai unke liyebahut bada Mushkil Hai Pakistan the the Forex market market shape in accordanceto aurthethe Forex market marke forand selling in accordanceto kada shat of karnachahta hai to uskochahie joahle minimal Iining hasil kr l. a. jitnijisse vah Kisi bhiBan publish ko hve a glace at kar sakte aurusmein jo statistowle aikuneducated guy kamkar sakta ha ya nai ji overseas exchange kaynazreenapp ko pta honachahyia kay hum ko marketplace ma kam karny kaylyia english ani zroor chahyia orapp kay byskip english kay barkmal stics honi chahyia or kyu kay sabk or notificatin hum ko engliilty ha or agkoenglish
                  • #24 Collapse

                    Re: Yeh Review United Bank Limited (UBL) Par Mubni Hay. (Title Edited By Rizwan Trade

                    Assalamu Alaikum UBL Bank Pakistan mein 7 November 1959 ko business purpose ke liye open Kiya Gaya iski different Cuties main branches Hai yah Ek bahut Achcha Bank hai yah aapko loan ki Sabhi log bhi Deta Hai ATM card bhi Hota Hai jis sy Apne utility bills pay kar sakte hain money transaction kar sakte hain aap Bahar ki country mein money receive yah send kar sakte hain yah aapko easily Har facility provide kar raha hai
                    Bahut se log Jude Bank ko he prefer Karte Hain Ki unke yah apni customers ko bahut acchi services provide kar raha hai UBI Bank main aapke Money safe and Secure rahti hai aur Jaisa Ky Mulk ke halat bahut Kharab Hai To Aise mein aap jo bhi UBL bank ko hi Preferred Karen aur koshish karen ise Mein Apna account banva kar aap apni Money ko save Rakh sakte hain Bank ke sath Apna account open karne ke bad aap is Bank ki all over to Pakistan different branches Mein iski services Hasil kar sakte hain aur Pakistan ke Different cities mein bahut sari ATM machine se aap is Bank ki transactions ko complete kar sakte hain sometime Agar aapko amount ki jarurat hoti hai to aap pure Pakistan mein kisi bhi Jagah se withdrawal ki facility Hasil kar sakte hain aur agar aap Koi amount transfer karna chahte hain to situation mein bhi aap apni transaction ATM Se he complete kar sakte hain aur Apna time bacha sakte hain online banking sy faida uthaaty hoe ap UBL mein international level py business kar sakty han

                    Thanks.
                    • #25 Collapse

                      Re: Yeh Review United Bank Limited (UBL) Par Mubni Hay. (Title Edited By Rizwan Trade

                      Assalamu Alaikum dear friends aapane bahut hi accha review pesh Kiye Hain joki u b l Bank ke bare mein hai iska pura naam United Bank Limited hai agar Ham ismein account band Karvate Hain To Hamen bahut sari services from Karta Hai Yogi albank Ek bahut hi accha Bank Hai Jiski takriban Tamam shahron Mein branches hain aur yah bahut sari suryapuram Karta Hai Jab Apne customer ko ATM service e banking sms service debit card vagaira ki from karte hain up Bank Ek hoti purana Bank hai hai Pakistan mein bahut Sare chehron Mein iski branches hain aur bahut Sare Logon ke account hai ismein agar Ham ismein account open Karvate Hain To Ham ismein current account be opened Karva sakte hain current saving account Aur Is Tarah yah Logon Ko interest rate bhi bahut kam deta hai agar ismein unknown Lete Hain To bahut hi kam interest per Hamen loan mil Jaate Hain aur Agar Ham ismein deposit Karvate Hain saving account Mein To Ham use per deposit loan interest Jyada Diya jata hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Yeh Review United Bank Limited (UBL) Par Mubni Hay. (Title Edited By Rizwan Trade

                        Walikum Salam::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::
                        Dear friends United Bank Limited buhut acha bank hai. Banking sector apni pori koshish k sath customer banaty hai. customer k waja sy banks chalty hai. aur jo bank apnay account holder ko achi servixe daity hai waahai py number of clieent zayada hongy.
                        UBL bank APP bi provide karta hai jo k Google Play Store py hai waha ay downlod kar k phir karachi call center ko calll kar k:::::::::::::::::::
                        STEP WISE REGISTER KARTY HAI.us yi hota hai ky sary personal malumaat darkar hoty hai jis k base b sary procesas pora hojata hai aur phir ONLINE APP MY BENIFIT :::::::;::::;;;;
                        i. Onlien transfer
                        ii.24 hours service
                        iii. transfer to any bank account number
                        iv. Tarnsfer to same bank account number
                        v. Transfer to mobile account
                        easy paisa
                        jazz cash
                        omni
                        Ubank
                        Es k elawa bank app sy bill jama karsakty hai
                        GAS
                        ELECTRCITY
                        TUITION FEE
                        POST PAID BILL
                        PREPAID BILL
                        Yie tamam sahulat paraham kar rahe hai.Aur Top ranking of banks are as jo k February 2020 my huwi hai:::::::::::;;
                        i. NATIONAL BANK OF PAKISTAN
                        ii. BANK ALFALAH LIMITED
                        iii. STANDARD CHARTERED BANK
                        iv. HABIB BANK LIMITED
                        V. UNITED BANK LIMITED
                        ye tamamam bank achi services provide karty hai.
                        Bank apni pori koshish karty hai k logo ko sahulat d ISLAMABAD CENTARUS MALL my buhut sy banks open howy hai jo k SATURDAY & SUNDAY Kko open rehtaly.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X