Ye review Al Falah Bank limited par mubni hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Ye review Al Falah Bank limited par mubni hai.

    Asalam O Alikum
    Alfalah Bank boht janna mana bank janna jata hai aj kal is ka use har koi kar raha hai aj kal zyda tar log is ma account bana rhy hein q k ye boht achi services provide kr rha hai.
    Alflah bank b baki banks ki tarha hi hai magr is ki services zyda fast hoti ja rhi hai aj kal is liye is pay har kou account open krwa raha hai.
    Alfalah Bank ma account open krwany ka method b same hai jasa k baki banks ma hain same information or data provide hota hai wasy e baki banks ki trha iska b atm card h jo provide kiya jata hai. Electronic banking b start ho gae hai jis k through hum ghr m baith k is account ki application ko mobile m ya laptop ma install kr k us pay apni account ku required information add kr k account create kr sakty hein is ka ye faida hai k humien ghr baith k hi har trha ki bank ki updates milti rhti hai is k ilawa hum apny bills wegra b electronic banking app sy kr sakty hein jo k boht achi facilitiy provide kr rha hai apny tamam customers ko is k sath new notification ata rhta hai bank m hony wali changing k bary m is say hm up to date rahtt hein
    Banks k koi nuqsanat ni hota humra tmam paisaor details yhn safe or secure rhti hai is liye darny ki kisi ko zrurt ni h.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Ye review Al Falah Bank limited par mubni hai.

      ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
      Yeh review Al Falah Bank Limited per mabni hai ;
      Dears ; Ajj ka hamara review hai Al Falah Bank Limited .
      Introduction ;

      Dears , Bank alfalah ek bahut hi achcha Bank hai hai aur mera bhi ismein account hai aur main bhi kafi time se is is account ko use kar raha hun Bank alfalah hamen kafi facility's deta hai hi aur ham infacility se kafi gold benefits Le sakte hain Ham is bank se a life insurance bhi karva sakte hain kyunki is Bank mein hamare liye Life insurance ki sahulat bhi hai hai aur vaise bhi is Bank mein deposit aur aur withdrawal karvana hamare liye bahut hi aasan hai hai isliye hamen is Bank ko use karna chahie online transaction ke liye yah Bank bahut hi best hai aur agar Ham is Bank mein Koi saving account open kar lete hain to yah hamen kafi good amount mein profit bhi deta hai isliye hamen is Bank ke related achcha knowledge Lena chahie aur is Bank mein account open karvana chahie mein is Bank ko pichhle 5G se use kar raha hun aur mujhe iski banking bahut hi pasand aayi hai.


      Advantages;

      1)Ais mai account open karna ka process bahot hi short hai.
      2)Ais mai ap ko agar loan lena ho to aus par ap ko asani se loan mil jata hai.
      3Ais bank mai ap ne agar prize bond leny ho ya sale karny ho wo ap ko ais mai sahult mil jaty hai.
      4)Ais mai ap business account open karwaty hai to aus par ap kisi ko bhi money send karty hai aus par koi fee nai deni parti.
      5)Agar ap ne online shopping karni ho to ais k card ko use kar sakty hain.

      Disadvantages;

      1)Ais ki branches her city mai nai hai ap ko ais mai masla aa sakta hai.
      2)Ap agar ais mai se loan lety hai to aus par ap ko kafi zayda intrest dena parta hai.
      3)Ais mai ap ko her year ATM ki fee deni parti hai aor ais mai ap online payment par tax zayda dena hota hai.
      • #33 Collapse

        Re: Ye review Al Falah Bank limited par mubni hai.

        Asslamolikum !

        Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo ek bank par mabni ha jis ka nam bank alflah ha y aek boht acha bank ah is abnk kay abryu ma hama tafseelana bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekh gan to umed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham satrt karty han bank al flah ek boht acha bank ha ya ek pakistabin kurada bank ha jo amarti company abuzehbi group ka zili idara ha ya apkistan kay sab say bary niji bak ma say ek ha jsi ma banga desh afganistan or bahreen samet b or bhe country shamil han is bank ki boht zada branches is bank ki pakis ki 200 say zada city ma 700 say zada branches han or ay ek boht acha or adeem bank ama jata ah jis say boht zada faida hota ha.

        Faidy
        :
        ya ek boht acah bank ha is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro a to ham satrt karty han is bank ma account opek karna boht asdan ha is a ksisi qisam ak koi masla pesh nahi ata ha or ya ek boht ach abnk mana jata ha is bank ki securtyboht zada ha jis say apko kis qisam ak ki masla ahi ata ha ya bank a ccount open kar kay khi bhe peso ki transection asani say akr sakty ha or ap jab marzi chaye pesy withdrawl karwa sakty ha.
        Nuqsanat :
        is kay boht zada faidy kay sath sath kuch n uqsanat bhe han in ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han to ham star karty han jab bhe ahm is ban kayu atm say pesy niklwaty ham to hamam har bar extra chages deny party han jo boht zada han or zada is kiay koi nuqsasnt dekhny ma samny ni aty han.
        • #34 Collapse

          Re: Ye review Al Falah Bank limited par mubni hai.

          Yah Bank Habib credit aur exchange Bank ke Taur per Jaani Jaati Hai. Yah retail banking ke Taur per kam karti hai. Iske subsidiary Abu Dhabi Group of Company hai.
          Yah public company ki group ki ki type hai. Isk industry ka naam banking hai. Yah 21 June 1997 Mein Banai Gai thi.
          iski trade PSX:BAFL hai. Iska headquarter Karachi Pakistan mein hai.
          Iska chairman hamdan Bin Mubarak Li Hai.
          Aur ceo Mansaur ALi Hai.
           
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: Ye review Al Falah Bank limited par mubni hai.

            Yah Bank Habib credit aur exchange Bank ke Taur per Jaani Jaati Hai. Yah retail banking ke Taur per kam karti hai. Iske subsidiary Abu Dhabi Group of Company hai.
            Yah public company ki group ki ki type hai. Isk industry ka naam banking hai. Yah 21 June 1997 Mein Banai Gai thi.
            iski trade PSX:BAFL hai. Iska headquarter Karachi Pakistan mein hai.
            Iska chairman hamdan Bin Mubarak Li Hai.
            Aur ceo Mansaur ALi Hai. Is Bank ka revenue 330 billion dollar hai.
            Iske net income 8.134 billion-dollar Hai. Iske owner ka naam Abu Dhabi Group of Company hai.
            Yahan per kam karne walon ki tadad 7000 hai. Yah Bank Pakistan Ki Sabse Badi private bank ke naam se Jaani jaati hai aur is Bank ki branches bahut jyada hai aur yah 237 Mein uski branches hai aur yah Bank UAE Afghanistan aur Dubai Mein Apni branches chalati hai. Yah Bahrain main bhi Pai Jaati Hai.
            1962 Mein is Bank ko Commercial Bank ka Kitab Diya gaya tha.

            Jio customer ko bossy facilities provide Karti Hai Janme product or services bhi bahut jyada hai Iske product or services Mein takriban loan Hai Credit Card hai consumer banking and retail banking Asset Management hai aur Financial Service bhi hai.

            ADVANTAGES:_
            1. Yah customer ko credit card provide Karti Hai jismein credit card ke through vah Apna cash deposit Badara Karva sakte hain. Credit card ke through a customer ko ATM ki facilities provide Karti Hai jahaj Jaise customer Jahan Bhi Jaaye aur Jis Jagah bheja hai aur Jis per bhi shopping Karen Apna credit card ok through payment kar sakta hai.
            2. Yeah customer call on service we provide karti hai Taki vah Bhakt Hai jarurat Apne kam Mein Laga sake aur Achcha pata kar sake aur FIR Wapas kar sake.
            3. Vijaya Bank most life customer care ke Taur per kam Karti Hai unke account ki saving karti hai aur profit Deti Hai unko aur Yahan per zero loss hota hai.
            4. Yah customer ko unke payments per discount bhi Deti Hai.
            5. ya Global acceptability per bhi kam karti hai.
            6. Yah fees aur free charges per kam karti hai.

            DISADVANTAGES:_
            1. Yah Bank specific city mein provide ki Jaati Hai.
            2. Is Bank car loan interest rate bahut jyada hai.
            3. Withdrawable money or deposit money per bahut jyada fees Leti Hai.
             

            اب آن لائن

            Working...
            X