Ye Review Mcb bank per mubni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Mcb bank per mubni hai
    MCB Bank Pakistan ka ek bahut hi Jabardast Mayank hai MCB Bank ke jariye Government employees or private employees ke salary distribute ki Jaati Hai Pakistan mein istemal hone wale a banks mein se MCB Bank top three banks Mein Aata Hai Iski rating bhi Pakistan mein bahut jyada hai aur Jyada log Apne accounts bmcb bank se hi open karvane ki koshish Karte Hain MCB Bank ka score Pakistan mein bahut jyada hai Chhote villages se lekar country ki badi badi city mein MCB Bank ki branches maujud Hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

    Dear ap ne baat ki hai Muslim Commercial Bank ki jis ko MCB k naam se pechana jata hai ais mai ap ko ye faida hai k ap agar account open karty hai to ap ko ais mai ap ko atm card aor check book service free mai mil jati hai ais k sath ais bank ki her city mai kafi zayda ATM machines hai jin ko ap use kar k apni transations kar sakty hai ais k sath ap ne agar Daraz.pk se koi cheaz installment par leni ho to aus par ap ka MCB ka hi account use hota hai ais mai ap ko khud plan bana lena chaye k ap ne ais mai kitna paisa rakhna hai ap k pass ais ki statement ho to ais se ap apna account bhi asani se verify karwa skaty hai aor ais ka account online shopping k liay bhi use ho jata hai ap ko aus par atni zayda fee nai deni parti.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

      Ji han dear aapane bilkul sahi baat ki hai MCB Bank net bahut hi Achcha Bank hai Jiska pura name Muslim Commercial Bank hai aur use MCB short name se Pukara jata hai agar Ham ismein account open Karvate hain to uska Hamen bahut sari Saheliya Di Jaati Hain ismein account kholne ka tarika bahut hi Aasan Hota Hai Kitne Jyada document ki jarurat nahin padati hai aur ham ismein apni Marji se koi bhi account khulva sakte hain current account khulva sakte hain aur aur saving account bhi khulva sakte hain ismein ismein se Humne Agar loan Lena Ho Ho To Hamen ismein bahut hi kam interest rate Lagaya jata hai Kyunki Jis ne bhi loan Lena hote hain vah chahie 16 dekhta hai ki Jahan Se Bhi mahlon Mujhe vahan interest rate kam Hi Dena Pade to isliye Hath se yah Bank bahut hi Achcha hai Ham ismein se loan Le sakte hain aur iske aap dekhte hain ki takrir Manhar Shaher Mein iski branches Hain aur ismein ATM ki bhi solid Hoti Hai ATM se Ham Kisi bhi waqt jakar paise nikalwa sakte hain banking Aur Ke alava.
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

        Aap ko maloom hona chahie kya Muslim commercial bank ko MCB Bank kaha jata hai aur is Pakistan mein bahut sari branches bhi hai aur ATM facility hai aapko raha hai home loan facility available hai aapko commercial banking ke liye Muslim commercial Bank rahata hai aapko apna account open karne ke liye aasani se documents ki requirement fulfill karna hoti hai hi hoti hai real Forex trading members of ko Pakistan ke accordingly banking ke bare mein information bhi honi chahie iske alava aapko Pakistan meinmaujud bank system ki services aur unke andar banking system ko bhi maloom karna chahie trekking ke liye aapko knowledge aur experience ke sath sath economic situation aur general Trading knowledge bhi hona chahie aur general world knowledge bhi hona chahie MCB bank chairman mian munsha ka hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

          dear brother aapne Jo MCB Bank ke bare mein baat ki hai iska pura naam Muslim Commercial Bank hai ismein Ham Pakistan ke kisi Branch mein bhi apna account open Karva sakte hain ismein Humko account open karvane ke liye itne Jyada document ki jarurat Nahin padati aur ismein Agar aapke pass account hai to aap isase online shopping bhi kar sakte hain jaise aapane daraz.pk Wali Girlfriend per Dekha Ho To vahan per aapko Agar shopping karni ho to use per use ho jata hai Iske alava Alibaba Express tabhi aap isko use kar sakte hain Agar aapka account MCB Bank mein hai to aap ismein Kisi bhi ATM se paise nikal Gaye to use per aapko koi matlab Nahin Aata Kyunki ismein jo aapko ATM Diya Jata Hai vah onelink Ka Hota Hai Isko aap pure Pakistan mein kisi bhi city mein use Karke paise nikalwa sakte hain iske alava aap Agar Apne account mein kisi kism ki koi transaction karte hain to aapko mobile phone per alert Mil Jata Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

            MCB bank limited jo key Pakistani commercial bank hay es ka head office Lahore me hay, 1974 me zulfiqar ali bhutto key door e hakumat me es ko nationalized kia gia, Muslim commercial bank (MCB) Pakistan ka largest banks me es ka shumar kia jata hay, MCB Pakistan me costumer care me bahot hi famous hay, es ka network work be bahot hi zeyada hay, MCB Pakistan me hi nahi abroad me be apni services provide karta hay, MCB bank key branches jaha Pakistan key har city me majood hey abroad me (Sri lanka, Bahrain aur Dubai me be es key branches majood hey.
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

              A Review on MCB (Muslim Commercial Bank)

              Faide:
              MCB ka sabse bada fayda business account holder ko hai
              Agar aap apna business chala rahe hain to aapko apna account MCB mein open karvana chahie Kyunki ismein bahut Sare fayde Hain
              MCB ki services bahut jyada fast or reliable Hain aapko dusre bank account ki nisbat MCB fast transaction Karta Hua Najar aaega
              MCB mein online banking ki sahulat maujud hai online banking se aap Kidhar Bhi Apne points transfer kar sakte hain
              Nuqsanat:
              MCB Chhote account Jo Jyada amount Apne account se transfer Nahin karte hain unke liye itna fayda man Nahin Hai
              MCB Mein Ras ki vajah se aapko Naino mein baat karna pad sakta hai aur iski vajah se aapka time Jaya ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

                Muslim Commercial Bank ki services Bhi Koi bahut acchi Nahin Hai Main Ek Dafa same bank ka ATM use kiya tha Jab Ke Mera account HBL Mein Tha to usmein se paise nikale Nahin Jab Ke Mere account se deduction Ho Gai Thi To paise ATM ke andar hi Rah Gaye vah Mujhe refund Nahin Hue FIR main Karachi jakar main branch HBL mein application de aur vah sim Jo mujhe nahin hua tha vah maine uski Ek copy nikalwa hui thi vah Sath lagakar Jama Kare tab mujhe jakar vah takriban ek Dedh mahine ke bad refund way to isase mujhe samajh aati hai ki is Bank ka Bhi Koi Koi Achcha main yaar nahin hai aur na hi acchi service a jaen Varna yah to ATM se paise hi nikal Aate Agar Nahin nikale the to 24 hour Mai Jaise ke other banks refund kar dete Hain To Inko bhi kar dena chahie tha lekin Aisa Hua Nahin
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

                  Advantages

                  Dear friend MCB Bank Ek bahut hi accha Bank hai aur commercial bank Mein sabse Behtar Bank yahi hai aur ismein sabse Jyada transaction ISI Bank Mein ki Jaati Hai Kyunki yah Ek trustable Bank hai aur uski services bahut jyada behtar hai agar Bank Ki Nazar Battu isliye ismein bahut Sare log Apne Sar yah Karya kar rahe hain aur ismein bahut sari Saheliya Businessman ke liye Di Jaati Hai To isliye Jyada log ismein apni transaction karte hain aur business ki transfer Hote Hain

                  Disadvantages

                  Dear friend is ka sabse bada masla yahi hai ki iski app mein transaction bahut jyada Mushkil Hai To Jiski vajah se isko Ham internet banking ke liye Sambhal nahin kar sakte lekin uska card vaise Aam Taur per visa Credit Card hai to usko Ham online shopping ke liye sambhal kar sakte hain lekin yah bahut hi Mushkil Sawal karne mein to usko Aasan banana chahie aur uski Badi problem yah hai ki MCB Bank mein bahut jyada transaction hone ki vajah se is ka stop acchi Tarah Se customer ko deal nahin kar sakta to isliye yah to Ek city mein jyada branches honi chahie Taki customer ko acchi Tarah Se fayda pahunch sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

                    Muslim commercial bank jisay aam alfaaz mai mcb kaha Jata hai. Pakistan ka pehla private bank hai. Mcb bank kay owners Pakistan kay he mian masha group of Faisal Abad hai. Iss bank ki services ka mayaar degar international banks ki Tarah bilkul nahi hai. Aik local private bank honay ki wajah say iss bank mai staff ki her waqt he shortage rehti hai jiss ki wajah say customers ko bohat si pareshanio ka her waqt samna rehta hai aur iss bank mai aik utility bill deposit kerwanay kay liye bhi bohat ziada tike lagg Jata hai. Mcb bank kay atm cards ka bhi pehlay bohat masla Tha jo kay 1 link nahi thay laikin aakhir kaar woh bhi 1 link hogaey hain aur kahi bhi kisi bhi atm pay use ho saktay hain pehlay mcb ka apna system software jisay mnet kaha Jata wohi Tha jiss ki wajah say bohat problems hotay thay. Mcb mai agar big amount cheque say cash kerwani hoto aik ya do din pehlay Batana parta hai kiyu kay branches mai ziada cash he available nahi hota hai jo fori zarurat mai cheque cash ker kay Dia jaa sakey
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

                      Ji Assalamualaikum doston yah review Muslim commercial bank per Mabani Hai Jisko MCB Bank bhi Kahate Hain Muslim Commercial Bank ka banking nzaam bahut behtar hai yah Apne customers ko bahut jyada facility provide karta hai Pakistan ka is Waqt koi bhi Shahar Aisa Nahin Hai jismein Muslim commercial bank yani MCB Bank ki Branch mjoud na ho Pakistan ki Har Chote Bade Shahar Mein MCB Bank ki Branch mein Jude hai iska ATM be usable hai MCB Bank ka banking nazam Baki bankon Se Jyada Achcha hai ismein Ham University ki fees challan form utility bill pay kar sakte hain
                      DISADVANTAGE:
                      Pakistan ke bade bade shahron Jaisa ke Lahore Karachi Multan Islamabad mein MCB Bank ki 2 ya 2 se zaide branches Majoude Hain lekin Chhote shahron Mein Ek branch hi hai ... Ek branch hone ke Naate is Bank mein bahut jyada Rush hota hai aur timing out hone ke bad bhi logon ka Kam Nahin Hota isliye Jaroori hai ki Chhote shahron mein bhi iski branches ki tadad ko Madhya Najar Rakha Jaaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

                        ye review MCB Bank par mubni hey
                        asslam.o.alaikum,

                        tafseeli jaiza ; MCB BANK .
                        Yah ek achcha Bank hai aur isase 1947 mein establish Kiya Gaya. Is Bank mein 14,000 employee kam karte Hain. Mcb banks main Ham different types ke account open karva sakte hain jismein

                        MCB current account,
                        MCB higher mahana profit account,
                        foreign currency saving account,
                        MCB PLS saving account

                        shamil hain.

                        MCB Current account.
                        yah account banvane ke liye hamare pass minimum 1000 ropy hone chahie aur uske bad hamen is account mein minimum balance 10,000 rs tak ka rakhna hai lazmi .
                        es account ke saath humko checkbook aur Visa card free mein nahin milta .
                        is mein Ham free E-statement and internet banking sey faida hasil kar sakte hain ,aur unlimited withdrawal or deposit every month kar sakte hain .
                        agar hamari umr 21 sal se 60 sal hai Hi to Ham yah account open karva sakte hain is account ki annual fees 1000 per hoti hai.

                        MCB Higher mahana profit account.
                        is account ko banvane ke liye hamy minimum 25000 rupaye ki zarurat hoti hai jo hamen apne account mein maintain rakhne hote Hain. Ismein Jo Ham Paisa jama karvate Hain bank valy hamen main apne use paise ka profit dete Hain profit calculate average hai woh har month ke hisab se hoti hai .
                        uske liye hamare account mein 25,000 ka hona zaruri hai hi.
                        e-statement aur internet banking se Ham fayda utha sakte hain .
                        account open karne ke liye hamari umra 21 se 60 ke darmiyaan honi chahie .
                        es account mein humko free ATM debit card bilkul bhi nahin milta aur na hi checkbook milta hai naahi apps se Ham manage kar sakte hain .
                        iska Jo interest profit hai woh taqriban 11% hai jo ham ko diya jata hai .

                        MCB foreign currency saving account.
                        Yah account banane ke liye hamare pass 500 rupaye hone chahie aur 500 rupaye hamara minimum balance bhi hona chahie .
                        es account ki jo annual fees hai woh 1000 rupaye hai.
                        Yah account Ham dollar, GBP aur Euro mein open karva sakte hain .
                        eaccount ki madad se Ham online banking ,branch banking, manage with apps se faida utha sakte hain iske open karne ke liye hamari umr 21 se 60 k drmiyn mein hona lazmi hai. aur yah bhi ek kisam ka saving account hai jo hamen paise rakhne per profit bhi deta hai.

                        MCB PLS saving account.
                        eske liye hamare pass minimum 100 rupaye hone chahie.
                        es type k account main minimum balance required nahin hota .
                        unlimited withdrawal aur deposit every month kar sakte hain.
                        interest rate Jo hota hai woh hamare deposite ke upar depend karta hai profit har m0nth k hisb se calculate hota hai .
                        free E-statemenint and internet banking service provide hoti hai. or ismein hamen sirf online banking ki sahulat milati hai .

                        NOte

                        advantage or disadvantage account type k andar biyan kar diay geyai hain .
                        shukriya.
                        information for Beginners
                        Complete Forex Knowledge
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

                          Muslim comedy cal Bank Jaise Aam Alfaaz Mein MCB Kaha Jata Hai Pakistan ka pahla private bank Hai MCB Bank ke a Abhinav Pakistan ke hi main Masha group of Faisal aabad hai kis Bank ki service ka maja aaega International banks Ki Tarah bilkul Nahin Hai Ek local private bank hone ki vajah se is Bank Mein sadaiv Ki Har Waqt hi hi Tej rahti hai Jiski vajah se a customer ko bahut hi pareshani ka Samna karna padta hai aur is Bank Mein Ek utility bill deposit karvane ke liye bhi bahut jyada tag lag jata hai MCB Bank ke ATM card ka bhi
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

                            Strength of MCB BANK
                            MCB bank ma account hone ka sabse bara fayda yah hai kay is mein almost Pakistan ki sari bari companies kay accounts hain MCB ka malik ek Khud bahut bara Seth hai Joo Kay kisi Taraf ka mohtaj nahi (Mian Mansha) Bank purana hone ki vajah se almost sub Businessman's Ka Account is mein Pahle Se hi majood hain.karobari Logon Ko MCB Bank ke sath kam karne mein Kafi sahulat rahti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye Review Mcb bank per mubni hai

                              Assalamu alaikum friends ummid hai aap sab khairiyat se honge ji han friends Muslim commercial bank Pakistan ka behtarin Bank Hai isko MCB Bank bhi kahan jata Hai yah Ham sabke liye bahut hi sahulat deta HainMuslim commercial Bank any ke MCB Bank ka head office Karachi mein hai lekin iski chahe pure Pakistan mein faili hui hai aur aur har shaakh mein bahut hi achcha aur Maya re kam ho raha hai Ham is Bank ki sarve se se bahut mutmain ha MCB Bank ki debit card or Visa card be bahut hi achcha kam kar rahe hain kisi bhi time kisi bhi jagah se Ham aasani se yahan se paise Le sakte hain aur iske link bhi jyada down nahin rahte hamen jyada kesh nikalwa Na Ho to Ham checkbook kesari bank se aasani se paise nikal sakte hain agar hamari amount bahut jyada ho to hamen Bank mein ek ya do din pahle batana padta hai iske bad hamen paise aasani se Mil jaate Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X