Assalam o Alaikum dear friends hamara aaj ka ye review international money transfer System SWIFT par mabni hai so aaj ham swift k bare main discus kare ge our is baat ka jaiza le ge k ye hamare liye kis had tak faide mand hai our is k nuksaan kia hote hai
Advantages ::
dear friends swift k beshumar Advantages hai
DisAdvantages ::
dear friends SWIFT k mandrja zail DisAdvantages hote hai
Information About SWIFT ::
Dear friends SWIFT (Society for worldwide interbank financial telecommunication ) ka mukhafaf hai
ye ek international transaction system hai our is main lag bag 11 hazaar financial tanzeemen shamil hai our dunya k takreeban 200 mumalik main ye currency ki save transaction k liye use ho raha hai
dear friends is ka through ham kisi b bank se money transfer kar sakte hai agar aap 1000usd ya is se zayda ki transaction karna chahte hai to is k liye SWIFT sab se best option hai is main kam commission k sat ham pori dunya main save transaction kar sakte hai lekin agar aap 30usd se kam ki rakam bejana chahte hai to ye aap k liye best nahi hai ku k is main beshumar commission aa jata hai is k ilawa ye us bank par b inhasar karta hai jis k account main aap rakam transfer ka rahe hote hai

- ye save and secure payment system hote hai
- is ka commission small hota hai
- ye small commission k sat bari rakam ki muntakili kar sakta hai
- is main rakam bejene ki koi limit nai hoti hai
- international System hai
DisAdvantages ::
dear friends SWIFT k mandrja zail DisAdvantages hote hai
- dear friends is main mojood intermediary banks k alehda commission hote hai
- is k liye hame buhat sare data ki zaroorat hoti hai
Information About SWIFT ::
Dear friends SWIFT (Society for worldwide interbank financial telecommunication ) ka mukhafaf hai
ye ek international transaction system hai our is main lag bag 11 hazaar financial tanzeemen shamil hai our dunya k takreeban 200 mumalik main ye currency ki save transaction k liye use ho raha hai
dear friends is ka through ham kisi b bank se money transfer kar sakte hai agar aap 1000usd ya is se zayda ki transaction karna chahte hai to is k liye SWIFT sab se best option hai is main kam commission k sat ham pori dunya main save transaction kar sakte hai lekin agar aap 30usd se kam ki rakam bejana chahte hai to ye aap k liye best nahi hai ku k is main beshumar commission aa jata hai is k ilawa ye us bank par b inhasar karta hai jis k account main aap rakam transfer ka rahe hote hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим