Leo coins ek diggital currency hai jo ky 2014 mein Leo foundation ki traf se launch ki gae. Ye currency international transactions ky liye banae gae hai jis mein different entrepreneurs ek dusry ko withour extra charges aur bank accounts ky bagher money ki transfer kar skty hain. Within minutes aap leo coins ky through money exchange kr skty hain. Worldwide 1billions leo coins mojud hai. Yeh ek totaly decentralized currency hai jis ko ap use kr skty hain aur fast international transactions apny wallet ky through kr skty hain.
Advantages :
Leo Coins use krty hue aap ky wallet ki provacy rkhi jati hai. Aur wallet ky sath private chat ka option mojud hita hai jis se aap customer wghera se bat kr k unhain privately money send kr skty hain. Aur ksi ko loi pta nahin chalta.
Leo coins decentralized hain jnki transacrions mein aapko extra charges ya taxes nahin dena party. Aur ap free of cost international transactions kr skty hain. Ap apna wallet sirf apni had tk mehfuz rkh skty haim.
Leo coins mein aap ko 1000 se 5000 leo coins stake par rkhny se 10 percent ANNUAL interest bonus milta hai. Sur 5000 se 50, 000 tk leo coins ky badly mein 15 percent Annual interest amount milti hai. Aur 50 thousand se onward 20 percent annual milta hai. Ap is mein invest kr k amount ko increase kr skty hain.
Disadvantages :
Apka leo wallet bht sy illegal activities mein kam askta hai. Is mein transactions ki koi informations peoper nahin hotin aur Bht se log darkweb se drugs ki kharedari is ky through kr skty hain.
Isky ilawa illegal sources of incomes ko chupany ky liye apni income leo coins ki shakal mein rkh skty hain.
Is ky wallet ka Key Code agar aap bhul jaty hain to proper info nahin hoti aoky pas ky aoja waller recover kryn is trha apki investment zaya ja sakti hai.
Agar aap leo coins mein transaction krty huey ghalti kr dety hain aur ksi aur ko send kr dety hain to is mein aap refund bhi nahin krwa skty aur nah hi koi esi policy ismein mojud hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим