Assalmauleikum
Mauzo Jis Par Mubni Hai : “ PayPal Par Mubni Hai “
Mauzo Ker Deegar Malomat :
PayPal Holding Incorporation , Ek American Company Hai Jo Duniyah Barh Mai Online Adaegioun Ka Nizam Chalati Hai Jo Online Raqam Ki Muntaqali Ki Himayat Karti Hai Or Check Or Money Order Jesy Rawaiti Kaghazi Tarekoun Ka Electronic Mutabadal Kay Tor Par Kam Karti Hai , Ye Company Online Dokandaroun , Neelami Sites Or Bhut Say Dosrey Sarefeain Kay Liye Adeigi Kay Processor Ki Hesiat Say Kaam Karti Hai Jis Kay Liye Wo Ek Click Transaction Or Password Memory Jesy Fawaid Kay Badleh Mai Fees Wasool Karti Hai.Pakistan Mai Sirf PayPal Ki Malkiat Money Transfer Service , Xoom Ka Istamal Kar Saktey Hain , October 2018 Mai , Pakistan Ki Hakomat Nay Do Dams Ki Tameer Kay Maqsad Say Hajoom O Sahil Kay Funds Ki Madad Kay Liye Xoom Ka Istamal Kiya.
Khass Mawad :
Ye Kis Type Ka Business Hai : “ Ye Pubnlic Type Ka Business Hai Koun Keh Ye Sub Istamal Kartey Hain Jin Ko Kay Barey Mai Pata Hai “
Is Service Ki Website Kis Type Ki Hai : “ Is Company Ki Website Financial Type Par Mubni Hai “
Is Company Ko Kab Daryaft Kiya Gaya : “ Is Company Ko December 1998 Mai Daryaft Kiya Gaya Or Ise 21 Saal Guzar Chukey Hain.
Is Kay Headquarters Kahan Mubni Hain : “ Main Headquarter Iska 2211 North First Street
San Jose, California, U.S. Mai Mubni Hai Or Jo Operative Center Hai Wo La Vista, Nebraska, U.S. Mai Mubni Hai Yani Wahan Hai.
Is Company Kay Daryaftskar Kon Thy : “ Is Company Kay Bhut Say Daryaftkar Hain Koun Keh Ye Sub Planning Kay Sath Compnay Open Ki Gayi Hai “
Ken Howery
Luke Nosek
Max Levchin
Peter Thiel
Yu Pan
Elon Musk
Is Company Kay Malik Kon Hain : “ Is Company Kay Malik Hain
John Donahoe (Chairman)
Dan Schulman (President and CEO) “
Is Company Ki Industry Kis Par Mubni Hai : “ Financial Services Par “
Fawaid : ( Advanatages )
Iska Pehla Faida Ye Hai Keh Ap Kay Account , Or Ap Ki Khareedari Kay Liye Tahafoz Checkout Say Pehley Mehfooz Mehsoos Karein.
Iska Dosra Faida Ye Hai Keh Agr Hum Apna Wallet Bhull Jayein Tu Apney Password Kay Sath Hum Yahan Adeigi Kar Sakatey Hain.Ye Bhut hi Flexible Tarikah Hai Shopping Ka.
Apney Munsaliq Credit, Debit Ya Deegar Adaeigi Accounts Say Hi Khareedari Karo, Raqam Ki Muntaqali Or Is Mai Bills Ki Adadeigi Karo.
Nuksanat : ( Disadvantages )
Iska Pehla Nuksan Ye Hai Keh Is Mai Chupi Howi Yani Is Mai Hidden Fees Hoti Hain PayPal Bhut Say Khidmat Muft Or Dosroun Ko Barahey Naam Fees Kay Liye Peesh Karta Hai.
Iska Ek Or Ye Nuksan Ye Hai Keh Ismai Teesri Party Lack Hoti Hai.Or Is Mai Verification Intahahi Mushkil Sabit Hoti Hai Agr Hum Nay Account PayPal Par Register Karna Ho Tu.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим