Asalamolaikum! Aj hum jis mauzu pe review kryn gy wo Mobilink ki traf se issue hony waly Mobicash Atm card pe mabni hai.Isky bary mein apny reviews apky samny rkhna chahta hun kyn k mujhy iska experience huva hai. Aur me chahta hun ky ap bhi is ky bary mein apny reviews btaen.
💡Advantages.
*. Mobicash atm ka ye faida hai ky isk sth agar ap iski APP use krty hn to ghar bethy is se utility bills for example Electricity, Gas wghera ky bills pay kr skty hain aur aap ko mazed lines mein lagny ki zrurt nahi rehti.
**.Boht se baey shehron mein restaurants ki tables pe Qr code scan kr ky aap apny khaany ka bill ada kar skty hain. Aur ap ko jaib me paisy rkhny ki zrurat nahin parti.
*. Aap ko jhan bhi paison ki zrurt pary to aap ksi bhi jgah k atm me ja ky whan apna Mobicash card swipe kar ky paisy niklwa skty hain.
💡Disadvantages.
*. Mobicash Atm use krny ka disadvantage ye hai ky agar aap ksi bhi dusry bank card ki bjaye Mobicash Atm istemal karty hain to iski withdrawal fee baqi bank cards ki fees k muqablr mein thori zyada hai aur aap ko tqrebn paisy niklwana thora mehnga par skta hai.
*. Isky ilawa Agar aap bari payments bhejna chahty hain kisi ko ya ksi se receive krna chahty hain to aap is par receive ya send nahi kr skty lyn ky is ki daily limit 50000 hai. Is se bari payment ek din mein nahi ki jaa skti

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим