Introduction :
assalam o alaikum dear friends ham dunya k jadeed money transaction methods ya chizon k lain dain k tarikon se to wakif hain lekin kia aap ne kabi socha k loog purane zamane main adaygi kis tarha karte the our kis trha wo kharid o farokhat karte thi g ham main aaj ap k sat aik bohat hi purana transaction method share karu gi Jis ka naam Barter System hai
barter system us wakat use kiya jata tha jis wakat dunya currency se wakif nahi thi us wakt wo chizon ko lain dain k liye aik khas tarika apnate thy jisy barter system kehty hain barter system main ham aik chiz k dably main dosri chiz kharid lete hain misaal k toor par mare pass aik mobile hai lekin mujhy laptop ki zarorat hai jab k jis k pass laptop hai usy mobile ki zarorat ho to ham apni chizen ek dosry se exchange kar len ge is tarha hamari zarorat ki chiz hame mil jay g ye transaction khas point par hoti thi aap k pass chizen wafer muqdar main ho jin k daly aap dosri chizen le sako
barter system ab b mojod hai kahin na kahen log is purany method se faida hasil karte hai is main ham chizen aik dosry se exchange karte hai our is ka bar faida ye hota hai k ham bagari money transaction k us chiz ko hasil kar lekte hai jis ki hame zarorat ho our us chiz se picha churqa lete hai jis ki hame zarorat nahi ho
why fail barter system ?
dear friends barter system buhat der pehle fail ho gya tha jese hi logo ko shauoor aya barter system fail ho gya ku k is main chizon ki qadar nahi hoti our nay hi measure ka hisab tha buhat mehgi chiz b aam c sasti chiz k badly main log exchange kar lete thay
Advantages :
dear friends Barter system k advantages mandrja zail hai
Disadvantages :
dear friends is k kuch nuksaan bhi hain jo k niche diye gay hain

- jadeed malyati nazam ki pachidgyon se pak ye aik saf sada nazam hai
- barter system main zar e mubadla ka buhran nahi hota tha
- international tajarat ka koi problem nahi tha
- Adaygi main manfi twazan nahi hota tha
Disadvantages :
dear friends is k kuch nuksaan bhi hain jo k niche diye gay hain
- Barter system mani chiz ki koi value nahi thi buhat qeemti chiz b aam c chiz k daly exchange ho jati thi
- barter system main koi measurement nahi thi
- zakheera karne ki keema main dishwari thi
- aap international payment nahi kar sakte
- wakat ka bara zaya hota hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим