dear aaj k is dour main hamain har kisam k bills pay karna partay hain jink baghair hamara koi guzara nai hay jink baghair hamain koi wasail ka milna bhi mumkin nai hay jub tak ham is soch k sath apni life main kaam kartay hain k ham nay sakoon k sath apni life ko guzarna hay tab tak hamko aisay bills waghair ki paymnt ko pay karna he hoga.
ADVANTAGES;
dear jub jazcash aur easy paisa ki sahuliat nai then tab hamain banks main aik line laga kar apnay bills ko pay karna parta tha laikin aaj k is dour main hamain aisi kisi bhi mushkil ka samna nai hay hamko kahin bhi jaa kar kisi kisam ka bill nai received karna parta hay hamain aaj sab kuch internt k zariey say apnay gahr main baith kar he mil sakta hay agar ham har month main apnay bills ko check akrna cahtay hain to usk liye ham unhain jazcash say bhi daikh saktay hain easy paisa k account say bhi ham daikh saktay hain aur sath sath ham unhain partay huway apnay keemty time ko bhi ham save kar saktay hain aur is main hamain aik safety yeh bhi milty hay k ham yeh kaam apnay hath say kartay hain hamain is baat ka bhi koi shak nai rehta hay k hamara bill pay huwa bhi hay ya nai jis main hamain forun aik sms milta hay k aap ka bill pay ho chukka hay jisa ham confirmations sms kehtay hain mairay khayal main is main is say ziada aur koi bhi asaani nai ho sakty hay.
DISADVANTAGES;
daer kisi bhi kisam k bills ko pay karny main ham jo yeh method use kartay hain hamain is main last date ka wait kiye bagahir hamain yeh kaam kar lain achaye qk last dates main ho sakta hay k hamain apnay accounts main deposit karnay k liye koi bhi rakam ya resources ka milna mumkin na ho to ham aisi situatiosn main apnay bills ka jurmana pay karna parr sakta hay isk ilawa is kaam main aur koi bhi nuksaan nai hay jisay ham yahan is review main share kar saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим