Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

    money exchanger say hum apnay paisay ko change akrwa saktay hein edge totally different commercial center plans ko all analysis karna chahie aur in Ki considering ko apni changing in accordance with watch Karke apni changing ko powerful banana chahie Agar Ham commercial center Mein banne rib restrictive commercial center structures aur Market Mein various candles ki legitimate take a look at Nahin Karenge To Ham kabhi bhi Kamyab supplier Nahin Blacklist Sakte isliye Humko flame se related banne rib commercial center format ki whole examination Karke unko apni changing in accordance with watch karna hoga. Dear unknown trade assistant ap ne unfamiliar trade dynamic American state andar any waly modifying base case blow bohat he hurt andaaz ofhpriced mein ne bohat sare structures analyze kiye hain aur world organization changing basic ap ki posts ki 5 star Bohat Ahmiyat ki Hamil Hy. Jitna ziada ap Hindu deity amendment compositions ap ki posts 5 star wali hon pass utna ap blow accha acclaimmil sky a ai acchihigh f the od posts apkmyab dynlrigiy aroori Hy ap ko c OK Dil Sy krain rek accha experience Hsil krny ki koshish krain take ap ko kamyabi mil saky ap ki mehnat r ek accha revel in hiya ap ko Kamyab banata Hy is liy saber OK sath inventive creations krain r rk accha change krny ki koshish krain take ap ko kamyabi mil saky ap ki mehnat r ek accha revel in hiya ap ki kamyabi Hota Hy is liy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

      Asslamolikum !

      Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo money exhanger par mabni ha is jawab ma ham is par tafseelan bat kary gay or is kay faidy or nuqsanat par bat kro ga to ham start karty han umeed karta ho apko pasand aye ga.

      Introduction :
      agr ap nay note kia ho har city ma money exchanger majood hoty han ya ap Air port par jaty han to idr bhe asy point majood hoty han agr ap nay kisi dosry mulk jana ha to ap waha say apny mulk ki currency change karwa saktry han apny account ma pary peso say ya naqad raqam da kar ya agr apko ksi dosry mulk say pesy aye han to ap currency exchange par jaty han or pesy un kay account kay transfer kar kay apny mulk ki currency un say nikalwal lety han.

      Faidy :
      is kay bohjat zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is kay zariye ap bahir kay mulk ki curency ko apny mulk ki currency kay sath exchange karwa sakty han or is ka bara faida ham bilkul bhe wait nahi karna parta apko forn exchange kar dety han or apko jis bhe mulk ki curency ma change bhe karwany ho wo apko forn exchange kar dety han or processes bohat easy han isma koi bari formalty nahi hoti ha.

      Nuqsanat :
      is kay bohat zada faidy kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start krty han agr inki koi currency exchange ki offer chal rahi ho to offer khtm karny kay bad inky charges kafi zada ho jaty han or apko un ko per currency ka esy kay hisab say commecion dena parta ha jo kafi zada ho jata ha or zada is kay nuqsanat nhi han.
      • #18 Collapse

        Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

        MONEY EXCHANGE
        money exchanger apko ye facility provide karta hai kay aap jes currency ko laina chahtay hai wo aap pakistani currency daikar khareed saktay hai ya agar apkay paas kesi dosray mulk ki currency hai aor aap osko pakistani rupee mai change karwana chahtay ho tho wo be ye facility apko daitay hai ajj kal money exchange ka ik buhot bara network all over the world mai mojood hai aor aap esko ba asaani access kar saktay hai agar apnay kahe bahar jana hai aor apko os mulk ki currency chaheye tho aab aap ba asaani pakistani rupees kay badlay mai wo khareed saktay hai agar kesi nay ghor kiya ho tho ziyada taar ye services airport mai mojood hotay hai wo apko different rate par currencies provide kartay hai in exchangers ki waja say logon ko kafi ziyada asaani howi hai eskay ilawa ye exchange companies apkay paisay be dosray countries mai send karnay ki facilities daita hai aap in exchange company kay branch mai jaakar wahan paisay daingay aor wo ye paisay dosre currencies mai convert kar kay apkay select keye howay bank accouny mai transfer kar daitay hai es tarha aap baray araam kay saath bina kesi khof kay apnay paiso ko ik mulk say apnay mulk baij daitay hai

        Faide
        Money exchange apko apni services har city mai daita hai jeski waja say aap kehe be jakar inki services ko avail kar saktay hai eskay saath ye exchange companies apko har mulk ki currency bari asaani kay saath provides karti hai eskay ilawa aap yahan par bari asaani kay saath different currencies ko pakistani rupees mai convert kar saktay hai exchange companies mai ziyada rush nahe hota lehaza apka kaam jald hojata hai

        Nuksanat
        Jaab aap money exchange kartay hai to apko kaam rate deya jata hai yani apko paisay kam miltay hai eskay ilawa ye companies commission be apsay laite hai jo ik tarha say extra booj ban jata hai eska ik nuqsaan ye be hai kay jaab aap kesi dosray mulk ka currency laitay hai tho apko rate ziyada bataya jata hai aor jaab aap wahe currency inko sell kartay hai tho rate kaam kar daitay hai
        Zuhaib9988 Trading journal
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
        • #19 Collapse

          Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

          Moeny exchanger companies bhut si mojud hain jo ky har cities mein apni branches rkhti hain. Monry exchangers aap se jo meny aap ne exchange krwani ho wo le lwty hain aur aap ko woh money de sety hain jo ky apky ilaqy mein use hkti ho. Aap ky pas koi bhi currency ho to woh currency aap in exchangers ko de kar rate discuss krny ky bad exchange krwa lety hain..​Is lihaz se aapki money istemal ky qabil ban jati hai.

          Advantages :

          1) Money exchangers aap ko har country ki currency de skti hai. Jo aap ko chahye hoti hai. Agar aap ne kisi aur mulk mein safar krna ho to aap ko unki currencies chhaye hoti hain.​Unki currency leny ky liye aap money exchangers ky pas ja skty hain. Aur aap woh cureency le skty hain.
          2) Agar aap ksi foreign country se aaty hain aur aapky pas unki currency mojud ho to aapa unki cureency ko pakistani rupees mein exchange krwa ky money ko qabil e istemal bna sktay hain.
          3) Aap in se different countries ky coins le kar collect kar skty hain. Bhut se logon ko diferent coins collect krny ka shoq hta hai..​Aap in se har mulk ky coins le skty hain.

          Disadvantages :

          Money exchangers ky rates cureency ky online rates se bhut mukhtalif hoty hain jiski wjha se aap ko yeh jo rate provide krty hain wo rates online rate se kam hoty hain. Isky ilawa kuch countries jo ky backward hain unki currency yeh exchange nahin krtay.
          • #20 Collapse

            Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

            aapki baat bilkul theek hai money exchanger ke jarie Ham apni dollar amount ko apni country currency Mein Hasil kar sakte hain aur yah bahut hi acchi Hai Hai Kyunki dollars Mein Hamare Kisi bhi Kam Nahin Aaegi lekin Ham Agar apni country ki currency Mein usko convert kar lenge to hamare Kama sakti hai aur Hamen se Kafi Jyada benefit kaise kar sakte hain aur kabhi bhi exchanger ke jariye kisi bhi currency ko dusri currency Mein convert kar sakte hain

            disadvantages:
            Lekin Vastav mein aisa hota hai ki local currency exchange abhi hote hain jinki vajah se Ham apni currency ko asterisk use kar rahe hote hain to isliye Mere Khyal Se Jaise ke online bank skrill hai aur vaise bhi instaforex se agar aap direct deposit or withdrawal kar le Apne bank account mein to vah Jyada behtar hai Kyunki usmein koi bhi risk Nahin hoga Kyunki Agar exchanger ke jarie aap money transfer Karte Hain To Kuchh exchanger Aise Bhi Hain Jo ki fake hote hain to aap use fenk chij Se Ban sakte hain
             
            • #21 Collapse

              Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

              Dear member Jis Tarah aap Sabko pata hai ki money exchanger ke bahut se fayde Hain isiliye Iske system ko Mazeed grow Kiya gaya hai Hi ta ky Logo Ko best Pasand letters provide ki Jaaye Jaise ke money exchanger ka sabse bada fayda yah hai ki Ham Kisi bhi currency ko exchange karne Jaaye To Hamen timely exchange kar dete Hain Iske alava vah Hamen Jyada wait bhi nahin Karvate aur ham Jo currencies ko exchange Karana chah Rahe hote hain vah Hamen easily available kar dete Hain
              2: Nuksanat:
              Dear member is system ke nuksan Jyada Nahin Hai Bus ismein Hamen time ka Ishu hota hai jismein timely Hamen apni currency exchange karane Hoti Hai Kyunki inke officers limited time attack open hote hain Jin ke bad time khatm hone se hi unke office bhi band ho Jaate Hain Iske alava Hamen currency exchange karane mein jyada fayda Nahin Hota Kyunki use time aapane Jo currencies this payment se Li hoti hai aapko exchange karane se utna payment Nahin milati Kyunki vah aapko Usi Day ke rate Se Hi exchange Karke Dete Hain
                 
              • #22 Collapse

                Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                Pakistan mai her jagah pay mojud hain. Big cities mai yeh kaam legal aur licensed registered dealers he kertay hain aur small cities mai ziada ter yeh kaam jewelers kertay hain. Money exchangers aik bohat Bari sahoolat hai. Kiyu kay overseas Pakistani jabb apnay cities mai leave waghaira pay atey hain tou unn kay paas foreign currency hoti hai jisay exchange kernay kay liye unhain money exchangers ki zarurat parti hai aur unhi available exchangers say currency exchange kerwa li jaati hai. Aik baat ka khayaal rakhna chaiye kay big cities mai jab bhi foreign currency exchange karain tou uss ki baqayda slip zarur lain iss Tarah kisi kisam kay qaanoni masaael say bach saktay hain. Aur Agar apnay cities mai exchange ker rahey ho tou trusted exchanger say he deal kia karain. Exchange kay liye rates ka difference zarur hota hai laikin small cities kay exchangers bhi big cities mai currencies sale kertay hain iss liye bohat maamooli sa margin rakh bhi lain tou koi faraq nahi parta hai
                   
                • #23 Collapse

                  Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                  important review Hamare Sath share kiya hai aur ismein bahut hi perfect Apne analysis Hamare Sath share Karke Hamare knowledge mein izafa kiya hai no doubt money exchanger ka business Pakistan mein aajkal bahut jyada famous ho chuka hai aur iski main reason yah hai ki Pakistan ki ek acchi khasi strength out of country Hoti Hai Jab vah Pakistan Aate Hain To unko money exchange ki ki facilities services Hasil karna Hoti Hai ISI Tarah Jab Koi member Pakistan se abroad Ja Raha hota hai to usko bhi e money exchanger ke pass jana hota hai aur kuchh amount Apne required destination country ki basis per receive karna hoti hai.

                  Jab aap money exchanger ke pass Jaate Hain aur aap Koi foreign currency Hasil karna chahte hain to vah aapko easily provide kar deta hai aur jab aap ke pass foreign currency ho aur aap usko Pakistani currency Mein convert karna chahte hain tab bhi aapko vah yah facilities provide kar rahe hote hain yah aapko Uske against Pakistani currency provide Karte Hain Jab different customer unke Paas Aate Hain To an Mein yah difference hota hai ki aap Jab Unse currency lete hain to uska rate alag hota hai aur jab aap unko former currency provide karte hain to uska rate alag hota hai aur ine donon rates mein jo difference hota hai vah money exchanger ka profit Hota Hai.
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                    Advantages:
                    Ji aapki baat bilkul theek hai money exchanger ke jarie Ham apni dollar amount ko apni country currency Mein Hasil kar sakte hain aur yah bahut hi acchi Hai Hai Kyunki dollars Mein Hamare Kisi bhi Kam Nahin Aaegi lekin Ham Agar apni country ki currency Mein usko convert kar lenge to hamare Kama sakti hai aur Hamen se Kafi Jyada benefit kaise kar sakte hain aur kabhi bhi exchanger ke jariye kisi bhi currency ko dusri currency Mein convert kar sakte hain

                    disadvantages:
                    Lekin Vastav mein aisa hota hai ki local currency exchange abhi hote hain jinki vajah se Ham apni currency ko asterisk use kar rahe hote hain to isliye Mere Khyal Se Jaise ke online bank skrill hai aur vaise bhi instaforex se agar aap direct deposit or withdrawal kar le Apne bank account mein to vah Jyada behtar hai Kyunki usmein koi bhi risk Nahin hoga Kyunki Agar exchanger ke jarie aap money transfer Karte Hain To Kuchh exchanger Aise Bhi Hain Jo ki fake hote hain to aap use fenk chij Se Ban sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                      Salam dear memberschidiya aapane hamare sath bahut achcha review share kiya hai jo ke money exchange ke related to dear aap ko pata hai ke different country ke different money hoti hai har country mein different money use ki jaati hai ISI tarah agar ab iska Pakistan mein use karna chahe to kuchh aisi jagah Hain kuch aise Bank hai kesariya farm in coexchange karva sakte hain kuchh musuko sasi Bank hai jeene mein Ham apne money coexchange karva sakte hain to ISI tarah aap ko pata hai ki main aapke sath uske bare mein detail se batati hun kya hum kis tarah skyexchange karwa sakte hain .

                      Advantages .

                      dear to aapko pata hai ki money exchange aapko har EK currency provide kar sakti hai inki branches aapko har EK city mein isliye mil jaati hai aur aap usse apne Mani ko exchange karva sakte hain money exchange karvane ke liye aapko jyada vate nahin karna padta aapki currency daily ke rate ke hisab se hi change kar dete Hain Jo use time date chal raha hota hai .

                      Disadvantages .

                      asal mein aap agar price ko dekhen to kafi jyada and ko commission milta hai aajkal aapane agar USD lene ho to yah aapko nahin dete magar aap aapke pass ho to Le lete Hain inki office ki timing hoti hai uske bad aap ismein se currency chain nahin karva sakte isliye exchange karvana bhi kafi jyada mushkil hai iske unke kafi jyada rules or regulation hote Hain .
                      • #26 Collapse

                        Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                        Assalamu Alaikum Forex friend aaj ka Hamara topic money exchangers se related hai therefore explained Jaisa ki AAP Sab Jante Hain ke har City Mein Kuchh money exchanger hote hain aur aap Agar airport per Jaate Hain To aapko vahan per bhi aise hi hota hai agar aap Kisi bhi country Mein Jaana Chahte Hain vahan ki currency aapko vahan Se Hi mil jaati hai isliye aapko simply Apne country ki currency Deni hoti hai aur jo currency leni vah aapko mil Jaati Hai is main aapko Sula to mil rahi Hoti Hai Magar is se aapko sell or buy car rate change hota hai isliye agar aap USD dene ho to uska rate kam ho gai aur agar aap Lene USD lena hai to uska rate aapko Jyada Diya jata hai isliye Iske fayde bhi hai aur kuchh nuksan Aaj Bhi HaiIske fayde yah Hai Kiyah Manish changer aapko Har currency provide karte hain aapko easily Kahin per bhi jakar aap apni currency co exchange kar sakte hain aur Unki branches Har city main aapko mil jaati hai aur aasani se aapki currency change bhi kar lete hain currency exchanger karvane ke liye aapko Jyada vate nahin karna padta aap Bank Mein Bhi jakar ki Bank ke kareeb in ki branches Hoti Hai vahan per bhi jakar currency exchange karwa sakte hain ya FIR aapko airport per bhi a facility provide Ho Jaati Hai aapki currency daily ka rate ke hisab se change karte Dete Hain aur use time ka rate chal raha Hota Hai Jis time aapane currency coexchange karna hota hai aapko Usi time ke rate ke hisab se aapki currency change ki Jaati nuksanIske nuksan yah hai ki aapko prakaran ji ka rate mein bahut kam Dete Hain aur aapse Commission bhi bahut jyada charge karte hain Har currency per inke office timing ke bad in sekaran seachange Nahin Karva Sakte aapko Agar aapko emergency ho to aapko Inc office timing ka wait karna padta hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                          Assalamu alaikum my dear all friends member aaj Kar view money exchanger per hai money exchanger ka business Pakistan mein aajkal bahut zyada famous ho chuka hai aur iski main reason yah hai ki Pakistan ki ek acchi khasi strength out of country Hoti Hai Jab vah Pakistan Aate Hain To unko money exchange ki ki facilities services Hasil karna Hoti Hai ISI Tarah Jab Koi member Pakistan se abroad Ja Raha hota hai to usko bhi e money exchanger ke pass jana hota hai aur kuchh amount Apne required destination country ki basis per receive karna hoti hn Jab aap money exchanger ke pass Jaate Hain aur aap Koi foreign currency Hasil karna chahte hain to vah aapko easily provide kar deta hai aur jab aap ke pass foreign currency ho aur aap usko Pakistani currency Mein convert karna chahte hain tab bhi aapko vah yah facilities provide kar rahe hote hain yah aapko Uske against Pakistani currency provide Karte Hain Jab different customer unke Paas Aate Hain To an Mein yah difference hota hai ki aap Jab Unse currency lete hain to uska rate alag hota hai aur jab aap unko former currency provide karte hain to uska rate alag hota hai aur ine donon rates mein jo difference hota hai vah money exchanger ka profit Hota Hai yah bahut hi minimum Commission hota hai lekin Jab Ek Jyada amount aap convert karwate Hain To usmein yah Ek acchi amount Ban jaati hai aur daily basis per Agar bahut zyada transaction hoti Rahegi to money exchanger ke liye usmein bahut zyada income milati Rahegi Pakistan ke Different cities main aapko different money exchanger ki services milati Hai Jin Se aap properly utilise ho sakte hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse
                            Mominashaheen سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown
                            Copy Paste Posts

                            Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                            ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                            Yeh review Money Exchanger per mabni hai ;
                            Dears , Ajj ka hamara review hai Money Exchanger .
                            Introduction ;

                            Dears , Money changers ya currency exchangers Pakistan mai her jagah pay mojud hain. Big cities mai yeh kaam legal aur licensed registered dealers he kertay hain aur small cities mai ziada ter yeh kaam jewelers kertay hain. Money exchangers aik bohat Bari sahoolat hai. Kiyu kay overseas Pakistani jabb apnay cities mai leave waghaira pay atey hain tou unn kay paas foreign currency hoti hai jisay exchange kernay kay liye unhain money exchangers ki zarurat parti hai aur unhi available exchangers say currency exchange kerwa li jaati hai. Aik baat ka khayaal rakhna chaiye kay big cities mai jab bhi foreign currency exchange karain tou uss ki baqayda slip zarur lain iss Tarah kisi kisam kay qaanoni masaael say bach saktay hain. Aur Agar apnay cities mai exchange ker rahey ho tou trusted exchanger say he deal kia karain. Exchange kay liye rates ka difference zarur hota hai laikin small cities kay exchangers bhi big cities mai currencies sale kertay hain iss liye bohat maamooli sa margin rakh bhi lain tou koi faraq nahi parta hai .


                            ​ADVANTAGES ;
                            Ye money exchanger ap ko her currency provide karty hain. Ain ki branches her city mai apko mil jati hai aor asani se ap ki currency change kar dety hain. Currency Exchange karwany k liay ap ko zayda wait nai karna parta. Ap ki currency daily k rate k hisab se change kar dety hai jo aus time rate chal raha hota hai .

                            DISADVANTAGES ;


                            AIs mai ap agar price ko dekhy to kafi zayda ain ko commision milta hai. Aj kal ap ne agar usd leny ho to ye ap ko nai dety magar ap k pass ho to wo le lety hain. Ain k office ki timing hoti hai aus k baad ap ais mai se currency change nai karwa skaty.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X