Assalamu Alaikum aj kal social media ka dor hai aur social media mein sabse pahle Facebook YouTube sar e fahrist atay hain Iske alava WhatsApp Pinterest aur dusri sites hai har chij Ke apne fayde aur nuksan hote hain isi tarah social media ke bhi fayde aur nuksan hote hain sabse pahle ham social mesia ke fayde ke bare mein baat karte hain
Faidy
Agar ham YouTube ki Bbaat Kkaren to yahan har tahrah ka material mil jata Hhai Jo hamare liye bahut informative hota hai agar ham Facebook ki baat karen to Yahan per ham apne Aawaaz dusre logon tak pahuncha sakte hain Facebook aaj ke daur mein sabse powerful social media hai yahan per moashry mein hone wale zulm k khilaf awaaz utha sakte hain
yahan per aapko Hhar trrah ki information mil jaati hai
Yahan per aap apne social contact mein izafa kar sakte hain
nuksanat
Jab Se mobile phone mein internet ki facility mili hai har baccha social media istemal kar raha hai Jiski vajah se wo social media ke upar time zaya karte hain aur apni padhaai ke upar focus Nahin karte
social media per har tarah Ki information hoti hai jis mein se aksar authentic nahin hoti Hai Aaur galat baten pahle Jjaati hai social media per.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим