dear ham sab is baat say to wakif hain k hamaray mulk main ya poori dunya main jo ijlaas hotay hain unka koi na koi maksad zarur hota hay jis main agar ham yeh baat aik propper tareekay say note kartay hain to hamain asis karnay main faida bhi hay aur ham aisa karnay say bahut kuch seekh bhi saktay hain k assembly hall main speaker aik judge ki haisiat say kaam karta hay aur apni seat par baith kar wo kisi ko bhi stop kar sakta hay ya kisi ko bhi baat karnay k liye kehs akta hay magar jub koi bhi opposition usk khilaaf baat karta hay to usay yeh hak hota hay k wo kisi bhi minister ko na aehl kar sakta hay is liye hamain bhi in say kuch seekhna chaye k k aik speaker apni assembly haal main kis tarha say baat kartay hain to jisk sath aik minister bhi stop ho jata hay aur agar usay koi bhi ignore karta hay to usk liye koibhi aisa kanoon lagu ho sakta hay jisk liye hamaray kanoon nay usay allow kiye hain to aik tarha say hamain bhi isk baray main achi baat karni chaye jis say ham yeh baatain feel kar saktay hain aik judges kaisay apni khidmaat ko anjaam daita hay ya us say kaisay uski khidmaat ko hasil ki ja sakta hay is liye hamin bhi chaye k ham is review main kuch aisi aisi baatin share karain jin say hamain kuch acha faida hasil ho aur ham is govt ki tarha kuch seekh saktay hon.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим