dear agar ham apnay ird kird nazar martay hain to hamin yeh pata chalta hay k ham kis k dam pay itnay samjhdaar huwy hain aur agar ham yeh jantay hain k hamain sab say ziada apnay teacher ki khidmat q karni chaye to usk liye zaruri hay k hamaray pass achi taleem ka hona jis say ham yehs amjh saktay hain k hamain apnay teachers ki kis tarha say khidmat karni chaye q k jub ham kuch bhi nai jantay hain to hamko aik acha teacher he yeh sab kuch samjha sakta hay k ham nay kaisay kisi say baat karni hay ham nay kaisay kis k sath relations ko nibhana hay aur agar ham unki khidmat kartay huway agay chaltay hain to ham aik din khud bhi aisa mukaam hasil kar skatay hain jis say hamain is dunya main kisi ki bhi koi kami feel nai ho sakty hay yeh baat sach bhi hay aur aik hakeekat bhi hay k teacher koum ka mohsin hota hay jisk baghair ham kisi say baat karnay k kabil nai hotay hain hamko yeh pata nai hota hay k ham nay jo khayal hay us ka asal maksad aur faida kia hay aur agat ham aik teacher ki khidmaat ko jantay huway yeh samjh saktay hain to hamain is baat pay fakhar karna chaye k ham aik zinda mined log hain ya ham aik zinda mined person hain jisk baad agar hm koi bhi business start kartay hain to hamain us sy bahut ziada faiday ki gunjaish bhi hay aur ham har aik kaam k karnay main success bhi hasil kar saktay hain aur aur agar ahm kisi aisay teacher say rabta kartay hain jiski taleem aur tarbiat say ham apnay aapko bhi sahi sudhaar saktay hain aur ham har aik baat ko samjh bhi saktay hain to hamain aisay teachers ko salaam kartay huway apnay business aur job ko start karnay say ham success hasil kar saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим