Jaiza; social media or new generation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; social media or new generation
    Asslam Alaikum dear forex members umeed h ap sb log thek hon gy or achi trading kr rhy hon gy meri aj ki ye post social media ky hmari no jvan nasl pr asrat se mutaliq hy ye 21 century me jhan science or technology ne bht zyada tarqi ki hy vhin gadgets ka istaml bht aam ho gya hy technology ka istmal bht brh gya hy or hr dusry insan ky pas mobil hy or un mobiles ky through aj kl hr insan ki rsai hy social media pr....social media k istmal bzat e khud ek buri chiz nhi hy lekin is ka istmal is ko acha ya bura bnata hy to aj hm is ky new generation pr asrat ka jaiza len gy is ky faidy or nuqsanat ko discuss kren gy
    faidy social media k agr favaid ki bat kren to isky favaed un gint hen social media ky through sb log apny apny ideas ek dusry se share kr skty hn jis se sb ky minds creative hoty hn nai nai chizen or baten maloom hoti dunia me kis jga kya ho rha hy sb pta chlta rehta hy muashrti buraiyon pr bat ki ja skti hy ya muashry me kisi ky sath hony vali kisi na insafi ya zulm ky khilaf awaz uthai ja skti hy hmari roz mrra zindgi ka ek hr ek topic social media pr discuss hota hy or hmen new new ideas milty hn
    nuqsanat agr hm is ky nuqsanat ki bat kren to vo bhi be shumar hen sb se pehly to waqt ka zyaa hy hmari no jvan nasal apny waqt ki parwah kiye bger apna zyada waqt social media apps jesy k Facebook, WhatsApp ya Twitter pr guzarti hy jis se un ki prhai ka harj hota hy un ky minds utny creative nhi rehty is ky ilava sochial media pr bht zyada qabil e etraz mavad bhi mojud hota hy jis tk new generation ki rsai bht asan ho gai hy ya agr islam or hadees se mutaliq koi post ho to us pr andha dhund yaqeen kr ky usy agr share kia jata hy jis se logon ka imaan khrab ho rha hy log apna zyada tr waqt social media pr guzarty hn jis se un ki physical activities km ho rhi hen vo outdoor activities or sports me bht km interest lety hn jis ki vja se un me susti or kahli peda ho jati hy
    Is liye ye kha ja skta hy k social media bzat e khud koi buri chiz nhi hy magr iska acha ya bura istmal hamri nojvan nasl ko bigar ya sanwar skta hy is k liye zruri hy ky man bap apny bchon ki activities pr nzr rkhen or unhen achy bury ki tameez sikhaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; social media or new generation

    dear aaj k is dour main social media bahut ziada aam ho chukka hay har kisi k pass achay say acha andriod mobile phone hay jiski wajha say ham aik dusray k sath aam bat ki bajaye internet k use ko asaan samjhtay hain aur agar ham nai koi aisa faisla lain ahay ya hamain hamain kisi bhi aisi baat ki ya kaam ki zarurat hay to ham aik dusray say live main bhi baat kar skatay hain aur aik dusray ko ham amnay samnay bhi pa saktay hain agar ham social media ka use sahi tareekay say kartay hain to ham is say har aik burai ko khatam bhi kar saktay hain aur wo kabhi bhi dubara janam bhi nai lay sakty hay jis main agar ham isak istemaal sahi tareekay say nai akrtay hain to ham is say jitna marzi buraa kaam bhi kar skatay hain aur hamko is main bahut ziada doori bhi hos akty hay aur baat ham kartay hain hamari jawan nasal ki to mairay experience k mutabik agar ham is baat ko aam honay say nai rok saktay hain k jis say haamri yeh jawan nasal tabha ho rahi hay aur tabah ho chukki hay to haamray liye future main bahut ziada masail ban saktay hain jinko phir baad main rokna bahut ziada mushkil bhi ho sakta hay jisk liye agar ham apnay apnay gharon main is media ko stop kartay hain to ham is pay kaboo pa saktay hain qk aaj kal facebook aur whats app pay bahut ziada tang kapray aur nangay jisam ki numaish ka kaam aam ho chukka hay jis say haamry imaan ka sabit rehna bahut he mushkil bhi ho chukka hay aur agar yahi halaat rahay to hamko yh andaza lagana bahut ziada mushkil ho sakta hay k ham khud bhi muslims hain ya hamin is bat pay bhi shak hay to aisay halaat pay kaboo panay k liye hamko mil kar is kaam main isay rokna hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; social media or new generation

      Assalamu Alaikum social media aajkal ki generation ko kharab kar raha hai social media ke benefit bhi hain aur bahut jyada nuksan bhi hai Iske nuksan yah hai ki Social Media ka galat istemal Kiya ja raha hai ya nahin ladkiyan aur ladke Facebook account aur WhatsApp account banaa rahe hain aur Apna time kar rahe hain aur apni study ki taraf Wapas Nahin Karte aur earning ki taraf office nahin Karte social media per Facebook per aur WhatsApp per Lagi rahti hai Facebook WhatsApp alava Telegram Instagram aur other apps hai jo Logon Ko kharab kar rahi hai isko khatm Hona chahie Aur khatm Ho karne ke liye Hamen apne aap ko Kabu Mein Rakhna Hoga aur Hamen koi aisa business kar lena chahie jismein Ham kam Karke Paisa Kama sake Taki Hamari Har EK jarurat Puri hoti Rahe Kyunki time ko kharab karne se Hamen Kuchh Bhi Hansi Nahin Hoga new generation ko samajhna chahie ki time main ki karda Kya Hai Ek Bar Jo Waqt Hath se nikal Gaya wakt Wapas Nahin aaega isliye Hamen Apna time Barbad nahin karna chahie Hamen Forex ko join kar dena chahie Ek bahut Achcha business hai Ham ismein kam Karke Paisa Kama sakte hain Aaj Kal ke Daur Mein Har Ek Ladka aur Har Ek Ladki mobile ka istemal karte hain aur bahut se log mobile ko galat istemal kar rahe hain Hamen Aisa nahin karna chahie Is Tarah Ham apne aap ko Barbad kar kar denge
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; social media or new generation

        dear hume pta ha k aj kal har chotey bhrey k paas mobile ha wo apna time socila media mn waste krte hein agr wohi log is business ko join kr lein tu ise achi income hasil kr sakte hein ur socail media se door be reh sakte hein is liye new generation ko is business k bhrey mn hume detail deni chaiye is business se har banda faida hasil kr sakta ha agr wo is mn menat krein daily is business mn work krein ye hamre liye eik zabardast onlines business ha hum faida hasil kr sakte hein is business se
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; social media or new generation

          hum apney bachuo ko mobile dete hein ise hum ki tarbiyat mn kafi nuqsan hota ha agr hum mobile dete be hein ur hume un ko ese maqsad k lagna chaiye k nuqsan se zada faida hasil ho agr hume kisi onlines business ko detail ha tu wo aney bachuo ko batani chaiye ise wo social media se door reh sakte hein facebook se bachuo ko nuqsan hota ha ur be bohat se cheezey achi hein jise nqsan hota ha is liye hume apney bachuo ko achi tarbiyat deni chaiye
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; social media or new generation

            Assalamu Alaikum dear friendaajkal ki generation ko kharab kar raha hai social media ke benefit bhi hain aur bahut jyada nuksan bhi hai Iske nuksan yah hai ki Social Media ka galat istemal Kiya ja raha hai ya nahin ladkiyan aur ladke Facebook account aur WhatsApp account banaa rahe hain aur Apna time kar rahe hain aur apni study ki taraf Wapas Nahin Karte aur earning ki taraf office nahin Karte social media per Facebook per aur WhatsApp per Lagi rahti hai Facebook WhatsApp alava Telegram Instagram aur other apps hai jo Logon Ko kharab kar rahi hai isko khatm Hona chahie Aur khatm Ho karne ke liye Hamen apne aap ko Kabu Mein Rakhna Hoga aur Hamen koi aisa business kar lena chahie jismein Ham kam Karke Paisa Kama sake Taki Hamari Har EK jarurat Puri hoti Rahe Kyunki time ko kharab karne se Hamen Kuchh Bhi Hansi Nahin Hoga new generation ko samajhna chahie ki time main ki karda Kya Hai Ek Bar Jo Waqt Hath se nikal Gaya wakt Wapas Nahin aaega isliye Hamen Apna time Barbad nahin karna chahie Hamen Forex ko join kar dena chahie Ek bahut Achcha business hai Ham ismein kam Karke Paisa Kama sakte hain Aaj Kal ke Daur Mein Har Ek Ladka aur Har Ek Ladki mobile ka istemal karte hain aur bahut se log mobile ko galat istemal kar rahe hain Hamen Aisa nahin karna chahie Is Tarah Ham apne aap ko Barbad kar kar denge
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; social media or new generation

              forex aik amm business jasa nah hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar skty hain aj kal ky log face book soceal mieda py time ko wast kar rahy hain in ko pana time zaya nahi karna chay in ko forex k join karna chaye forex mi humkam kar ky paisa kama sakty han hum is mai night mai be kam kar sakty han hm is mai day mai be kam kair akty hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar am kair sakty hain hum is mi agar tuak system sy kam karty han to hamara account band ho jy ga forex ko samjna aik dn ka kamnah hain hm is mai agar kam karna chaet hain to hamy pahly learnng gankar ho ge hamy aik time table bana kar kam karna h ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hum ismai agar greedy ban ky kam karty han t hamara account band ho jy ga hum is mai mahnet karty hain to hamy kaaybe hasal ho jy ge forex mai hum posting kar sakty han hum is mai trading kar sakty han yai aik asa business hain jo y kabe be ktem nahi ho ga hum is mai agar kam karty hain agar hum iak be galti kar dety han t hamy loss ho jy ga forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hm is mai time dy gy to ham fiada he fiada hain na hum is mai kam kar ky pasia kama ky apne zarorto ko pura kar sakty han or hum apne life ko asna bana sakty hain yai aik asa business hain jis mai bohat lg kam kar rahy han or kamkar ky pasia kaam rahy han or apne need ko pura kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; social media or new generation

                Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan frocks member Mein ummid karta hun kya sab log khairiyat se Honge Ji Bhai Jaan acchi acchi trading kar rahe Honge Aur meri aaj ki Ya post social media ke Hamari naujawan National per kya ashrat hai aur kya usse mutaliq hain ya Ek Ki canturi Main Jahan section aur aur techno log ne bahut jyada tarakki Ki Hai vahan Gate gast ka istemal bahut kam ho gaya hai techno log ka istemal bahut hi badh gaya hai aur dusre Insan ke pass mobile hai aur UN mobile ke strong aajkal Har Insan ki razai hi social media per Social Media ka istemal bajate Khud Ek Buri chij hi nahin hai lekin iska istemal isko acche ya Bura banata hai to Aaj Ham Iske bare mein Ham new generation per kya Iske shrart Hain Uske bare mein aapse discuss Karte Hain

                Advantage

                Social media ke Agar white Ki Baat karen to Iske provide an grant Hain To social media ke strong sab log Apni Apni Ek dusre se share kar sakte hain jisse Sabke mind attractive hote hain aur Nahin Nahin chijen aur aur Pavitra maloomat Hoti Hai Duniya Mein Kisi Jagah ke ho raha ho aur sab Pata Chalta rahata Hai Aur Munh Shetty buraiyon per baat ki Ja sakti hai yah Mausam Mein Kisi ke sath Hone Wali Kisi Rakhi senan Sathi Islam ke khilaf Awaaz uthai Ja sakti hai Hamare Rosemary Jindagi Mein Har EK topic social media per discuss hota hai aur Hamen new new Adda Milte Hain Social Media ka bahut hi fayda Hai Jo Baat hakumat Khabar Nahin Deti ko social media Sabar Pila Deta Hai Jo Kitna Ham Logon Ko Pata Chal jata hai isliye social media ke bahut fayda bhi hai aur iska fayda tab hai usko acche tarike se use kiya jaaye

                Nuksan

                Agar Ham kiske nuksan Ki Baat karen to vah bhi beshumar hain sabse pahle to Waqt Kavya Hai Hamari naujawan National Apne Waqt ki Parvah kiye bagair Apne Jyada Waqt social media apps Iske Facebook WhatsApp yah Twitter per Gujarti Hai jisse Unki padhaai ka Har Jo hota hai aur unke mind utani hi kar active Nahin Rahte iske liye alava social media per bahut jyada Kabil Aitraaz Murad bhi majbur Hota Hai Jiski new generation ki Sahi bahut hi Aasan ho gai hai yah Agar Islam aur Hadees Se mutaliq Koi post ho to use per dhandha dhang yakin Karke use Agar Ham sherkat Jaate Hain jisse logon ka Iman kharab ho raha hota hai to Logon ki vajah se an Mein Sasti aur khelai Paida Ho Jaati Hai isliye yah kaha ja sakta hai ki social media Dr bajate Khud Koi Buri chij Nahin Hai Magar is ka Achcha ya Bura istemal Hamari ise Bura banata hai

                Note
                Agar aap Social Media ka use karna chahte hain to aapko chahie kya aap Islami topic per Baat Karen Kyunki Agar Sahab Social Media ka use Islami topic par Chahte Hain To usse aapko fayda ya hota hai ki aapka mindset rahata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; social media or new generation

                  aaaj kal new generation bht use karrhi hay apnay social media apple bilkal tek kah hy ham exchange ok baen jwab ok muqably tas bahtreenam b kar r Handynasty o larvachacesful prase b ha kr ry hanforeign agar ais marketplace mai mastering nai karty aor aisy good day cance le lety hai to aus se ap komisfort ais mrketplace mai replacing plan tyar karty hai aor aus ok sath ap blow ais marketplace mai kaam karny ka revel in holace mai kamyab Ho jaty hai ap blow ais marplace mai a faida Ho jata hair ap blow deo account widespread exercise karni hoti hai tab whats up there ap blow ais marketplace mai fo jata hai ap ai marketce maagar misfortunee bachna hai to ais mtplace aam sekh pasture aor aus ok baad hi there ais marketplace mai kaam kary ta ap blow aiarketkamyabi mil jaye.tarike se administhi han guidelines ke in opposition to kam sodium Karen jitna ho cause the Forex market ke enterprise ko samajhne ki koshish karen aur acche tarike se exercise Karen kyunki jiti jyada exercisekar utna hi there ada beneit hoga ek Tut perusing capabilities to enhance honge aur dusri chij acchi mastering bhi hogi mehnat karke har ek chij blow Pine Tree State KiyaFore enteprise starting me
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; social media or new generation

                    Dunia tezi sy develope hrhi hai aur is mn Young generation ko social.media sy connect hna bht zruri hai kyun k is dour mn social media sy connect hue bgher new generation apna.mind develope nai krskti aurr naa e itna.modern hskti hai insan aj jdr b hai sb technlogy ki waja sy hai aur is technology k bry mn information rkhna aur knowledge rkhna bht zruri hai.
                    Social media k bry mn jtni info ho bnda utna e zyada successful hskta hai aur life mn dsro sy aagy ja skta hai.
                    Jahan social media k itni faidy hain whaan isky bht sy nuqsan bhi hain agar banda issy negative activities aur just fun kilie use krega tw uska time bhi wasta hgaa aur wo mentally bhi kaafi disturbed hga.
                    Kch log zrurtt sy zyada time bs social media p gzar dety hain js sy inka kafi usefull time waste hjata hai.
                    Islie sbsy bhtr haii ky insn issy achi trah use kry aurr achi niyt sy use kry hr chz k faidy nuqsn hty hain yh hmri mrzi hai ky hm ussy kstrh use krty yh ry hth m.htaa islie.social media ko fzul chzn ki bajaye apni growth kilie use krien.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; social media or new generation

                      is dour main social media bahut ziada aam ho chukka hay har kisi k pass achay say acha andriod mobile phone hay jiski wajha say ham aik dusray k sath aam bat ki bajaye internet k use ko asaan samjhtay hain aur agar ham nai koi aisa faisla lain ahay ya hamain hamain kisi bhi aisi baat ki ya kaam ki zarurat hay to ham aik dusray say live main bhi baat kar skatay hain aur aik dusray ko ham amnay samnay bhi pa saktay hain agar ham social media ka use sahi tareekay say kartay hain to ham is say har aik burai ko khatam bhi kar saktay hain aur wo kabhi bhi dubara janam bhi nai lay sakty hay jis main agar ham isak istemaal sahi tareekay say nai akrtay hain to ham is say jitna marzi buraa kaam bhi kar skatay hain aur hamko is main bahut ziada doori bhi hos akty hay aur baat ham kartay hain hamari jawan nasal ki to mairay experience k mutabik agar ham is baat ko aam honay say nai rok saktay hain k jis say haamri yeh jawan nasal tabha ho rahi hay aur tabah ho chukki hay to haamray liye future main bahut ziada masail ban saktay hain jinko phir baad main rokna bahut ziada mushkil bhi ho sakta hay jisk liye agar ham apnay apnay gharon main is media ko stop kartay hain to ham is pay kaboo pa saktay hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza; social media or new generation

                        It cannot be denied that social media has become more popular than ever in today's contemporary society, however its influence is never more noticeable than on the next generation. Young people today are spending almost two hours per day browsing social networks and the average teenager is spending about 27 hours per week online, so it isn't hard to see how social media has become such a prominent part of the next generation's lives. While young people may not see anything beyond the fun of being able to share experiences and interact with others, they should be considering both the negative and positive effects of sites like Facebook and Twitter on their lives and on the long term future of society as a whole.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X