dear yoon to har aik mehkma apnay apnay andaaz say pakistan main apni apni khidmaat say apnay kaam main pooray utartay hain laikin jub ham pakistan main adaltonk hisaab kitaab ko daikhtay hain to ahm yeh feel kar skatay hain k un main har din k hisaab say kitna rush hota hay jis main awaam ko har kisam k jhagrray aur ****ad say kisi ko chutkara milta hay kisi ko insaaf milta hay aur koi is main bil wajha say he phans jata hay jis main agar aik judge ko sahoi brief ki jata hay to wo achay faislay karta hay aur jub usay sahi guide nai kia jata hay to usk liye bahut sari mushkilaat ka samna ban jaya karta hay is liye yeh kaam bahut he mushkil hay jis main judges apni khidmaat anjaaz datay hain agar koi judge kisi paisay k lalach main aa kar koi ghalt fisla na karay to ham daikhtay hain k hamaray paskitan ki har aik adalat main sahi sasta aur dair pa insaaf milta hay jis main saza milnay pay mujrim ko dubara aisi koi bhi ghalt kaari ka koi moukka milna mumkin nai ho sakta hay is liye ham apnu courts k judges ko khiraje tehseen paish kartay hain jink tajurbay say ham daikhtay hain k kaisay aik mujrim ko saza mil jaty hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим