News k waqt trading krny ka aasan tariqa.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    means

    dear kuch samajh mein nahi aaya agar 500 points up jae to sell karen aese mein to loss our bhe zyada hoskti hai farz karen agar ham sell karen our ye 500 points se opar jaati hai to kya pata ye wapas down trend kab pakare our shayad pakare he na kahin long gia to kya kren gen islay news ke waqt trade nhi krni chahey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g han mujhy ap ka ye tarqa bhot pasnd aya or man ap se agree krta hon humy asa he krna chy hum jab tak ek dosry ke bat sunnty rhyn gy to hum tab tak kamyab hoty rhyn gy.
      • #78 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOON081
        news k waqt tarde krne kalye chahye k news k waqt se thora phle market ky current price se 15pipo ooper or 15pip neeche pending order lga de jub news ae gy to ap ka aick order active ho jae ga or wo apko prpofit de ga
        Dear apki strategy achi hai, iss se ye fayeda hoga k agar market nichay gai to buy wali trade close kr do aur agar market up gai to sell wali trade close kr do. I like your spirit.
        • #79 Collapse

          G bhai apny bht achi trick share ki hay yaha par aur meny kafi bar azmaye bhi hay pure profit hota hay us waqt ki trade ma aur is ma apko apny TP lbhi set karna chaiye aik had tak kiyu kay us time market move to kar rahi hoti hay Fast lakin jab moving band kar ka normal ho jay to apki koi bhi trade open naho chahy wo profit ma ho ya phir loss ma apko close kar deni chaiye jald sa jald
          • #80 Collapse

            it is necessary definitions to place the particular purchase, beneath the brand-new, Even so the principal issue ended up being that will the way we may well get acquainted with brand-new and also schedule analyzing and also help to make the particular purchase and the way of determining his or her impact.
             
            • #81 Collapse

              my dear i thinks jab bhi news aey to humien us waqat jazbat say nai balkey fresh mind ho kar market ko sahi watch kar kay analysis kar kay apna oder market mein take karna chahiye agar app ka oder news kay mutabiq sahi analysis huwa hai to app ko achey pips asaktey hain i think jab news ati hai market bohat fast hoti hai aur 100 ya 200 pips up ya down zaroor hoti hain es liye news par apna oder lagna bohat risky bhi hota hai aur bohat profitable bhi
              • #82 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                Dosto jb b koe havy qisam ki news aati hy to market 200 se 500 points zaror move krti hy,
                agr market 500 point up jaye to ap wahan se sell kr do aur jitna profit lena ho le k trade close krdo.
                Isi tarhan agr market 500 points down jaye to wahan se buy krlo aur jitna profit lena ho le k close krdo.
                Agr apko ye tariqa pasand aye to zror follow kr k btana k apko is tariqa se kitna profit howa,
                lakin pehly ap is tariqy ko demo pe zaror chek krna.
                mujhay tu news trading muskil laghti hay or aap ki strategy bi dangerous lag rahi hay Q K aap nay ye tu bataya nahi k stop loss kitna lagana hay or ager reverse honay k bad market phir trend ko follow karay tu kia kia jay.
                • #83 Collapse

                  maray khyal se news ka waqt trading krna bohat asaan hota ha kyu ka jab market main heavy news ati ha to us k pip aap k samnay hotay hain aur app asani se us ka mutabik us ko sell ya buy kr saktay hain aur behtr ya ha ka jab market pip up ho jaye to usay buy kr lain aur ager pip down ho jaye to usay sell kr dain.
                  • #84 Collapse

                    News trading itni asan nahi hai keh buy sell kar dain. kun keh agar hum ne dono order pending lagaey hue hon aur dono trades open ho gaey to phir to loss hi ho jaey ga. one way movement agar ho to phir to profit kar saktey hain.lekin is kay liye active bethna parta hai.
                    • #85 Collapse

                      ji bahi ap n boht achi post ki hy or main ap ki bat s agree krta hu hum news par Trading bina Kisi indicator K kartay hain yakenaan heavy Kism Ki news say Ap Ka Matlab hai k high impact news...aksar fake news Bhi Ati hain.
                      • #86 Collapse

                        forex treading ma news koi bhot impotance hasal ha,Traders jab b market main koe news aa to ap ko bohat mohtat hona chheya. or careful ho kay trade karan . or us waqt jasey news jo us kay motabik sell ya buy karan .
                           
                        • #87 Collapse

                          ASA LAMA O ALE-CUM my dear friends news sun kay ham trade nahi kar saktay.ya tareka assan hay ghar bethay knowledge ho rai hoti hay par ya beter nai asal may ap jab pasa lagaty hayn to es ka matlab ya ka profit chaya knowledge kudh say bi market ka rako.agar ap ko apni amount ka profit chaya to news kay sath kudh zati toor par malomat hoon.
                           
                          • #88 Collapse

                            apki strategy to achi hai. lekin main nay kisi be currency ki news ka 500 pips ka impact aj tak nahi dekha. mujy forex trading main 8 months ho chokay hen. so please mujy zaror btaye ga kay aisi kon si currency hai. jis ki news anay par wo 500 pips move kar jati ho. i am waiting your answer.
                            • #89 Collapse

                              Dear brother mery khayal mein news ki madad se forex treading krna ziyada aasan ho jata hy q k news mein business k bary mein boht sari maloomat mil sakti hain, haan sirf news k duran ni news k bad forex trrading krny ka ziyada faida hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                wese to news k waqt trading ni karni chahye mgr trade lagani b ho to jb market aik point pe ruk jay to wahan trade place krni chahye jb market achi tarah down jay to wahan BUY kr dena or up pe sell krna munasib h><>>>

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X