Kia iss kam k nuqsan bhi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    ji haan forex tarding busienss mein aap ko loss bhi ho sakta hai iss ki wajha aap ki kam knowledge wali trading hai iss mein humein knowledge k begheir trade ko nahi kerna chahiye ager kerni hai tou lot size ko low rekhna chahiye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      Yes is ka nuksaan bhi buhat hota hai .Nuqsaan us surat min he hota hia jab hum had say zida is min trust karnay lag jain .Yani kay lalach he hum nuqsaan deta hai.Kun kay aik bar hum ko is bachat hui to hum is min aur ziada invest kar detay hain taa kay aur zida earn kar sakin us waqat hum ko ziada nuqsaan hota hai.
      • #393 Collapse

        har kaam myn agar ziadati ki jay to us myn nuqsan to hota hi hy jesy ab aik trader forex ki trding krta hy ya forum posting krta hy to us ki eye sight weak hony ka ziada chance hota hay aur health khrab ho jati hay
        • #394 Collapse

          Dear es duniea me hr cheez k kuch faide hote hai or kuch naksan. Lakn ye ek esa business hai jis me agr ap experience or knowledge k sath ayow gae to ap ko es me kabi bi naksan ya loss nahi ho ga, lakn agr ap esae bger cikhae es field me aow gae to phr to ap ko yeha naksan hi naksan ho ga.
          • #395 Collapse

            jo bhi business hota ha us ma profit or loss dono hi hoty han lakin agr ap ny forex learn kary beghar hi shoro ki ha to ap ko loss hi hoga
             
            • #396 Collapse

              bhi jaaan daikay har ik chhez ki good effect be hotay hay aur is kay side effect be hotay hain per maray khayl say to forex kay side effect yi hay kay ap ka time is may waste ho ya ap loss ker day in do side effect kay ilawa mujhay aur kuch nahe dikhaie daita
              • #397 Collapse

                nahi agr ap es ko ek proper time dta ha sath ma apna gar walon ko b time deta ha to ap ko koi nuqsan ni ha ap market ma slowely work krta ha or har trade ko fundamental or baki news ko dakhta huwa krta ha to ap ko tention lana ki zarorat ni ha es ma koi niqsan ni ha.
                • #398 Collapse

                  bilkul ha nqwsan, har business me nuqsan ka andesha hota ha, or forex ka business me tu bohat bohat zayda risk hota ha, ap ki ak galti ap ko bohat door le jati ha
                  • #399 Collapse

                    bhai jee i think ager aap ki amdani zayda nhi hai or aap loan waghera le kar forex main invest kartey hain tu yak dam aap ko loss bhi ho sakta hai, ager aap forex main tarekay se trading karain tu aap ko profit bhi ho sakta hai, ye hargiz nhi hai k aap ko loss hi hoga.
                    • #400 Collapse

                      Yes my dear brother this business some times also causes loss actually it is a high level riskeither you are in a good profit or either you are in huge loss but after having loss do not loose heart and stay focused and keep on earning on day it will pay back to you for the time that you have given the forex trading. Do not lose heart yarr .
                       
                      • #401 Collapse

                        dear is kam ka nuqsan nahi likn ager without knowldge aur experince is kam ko karen gay to loss hoga ager isko business smj kar business rules kay mutabiq karen gay to apko bhut profit hoga.
                        • #402 Collapse

                          Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue ... iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte....
                          • #403 Collapse

                            g es ka kya nuqsan ho skta ha helth py kon sa koi bahri kam kar rahy hoty ha ham ya hamary leya he faida mand ha jitna ham zayda posting kary gy utna he bons hamy mily ga trading k lia es lia hamy start mi es py kuch zayada mahnat krni parti ha ku k es business ko achy karny or es sy profit lyny k lia es ko samajna zaruri ha .
                            • #404 Collapse

                              I think we should do this work with some discipline. There should be some set routine or specific time to perform. If we cannot sit in a single go then we could divide this work on an intermittent basis like we can spend some morning hours, some evening or night hours to complete the daily quota of work. In that way, it will not be burdensome for us and we can easily manage it.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                bilkul jana forex main loss bhi hai . our wasa bhi Forex kafi rsiky business hai our business main kafi knowledge our experience ka bad hi hum forex sa earning kar ka profit earn karte hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X