Sawal: Rorbot Trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawal: Rorbot Trading

    Traders trading karte hue different style use karte hain kuch traders co scalping karna pasand hai scripting trading keva strategy Hai Jisme traders small profit Bana kar apni tradeco cut kar dete hain aur bahut set Railways long term trading karte hain Iske Alawa kuch traders short term trading day karte hain hard riddle Apne experience ke hisab se trading karta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawal: Rorbot Trading

      Forex trading business mein hum ko khud hi trading karni cahaiye hum ko robot trading nhi karni cahaiye kiok ho sakta hy k AP robot trading karain aur is se profit bhi ho sakta hy lakin is se ap ko trading ka faida kuch nhi ho ga kiok agr ap forex trading business mein robot se trading kartay han tu ap forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil nhi kar saktay kiok robot khud hi Sab kaam karta hy robot hi trade ko open karta hy aur robot apne hisaab se hi trade ko close karta hy is se hum ko koi faida nhi ho ga hum ko na tu trading ka experience hasil ho ga aur na hi learning knewledge hasil kar saktay han aur agr hum khud trading karain tu hum forex trading business ki market ko samjh saktay han aur khud analysis karain gay is traha hum ko trading ka knewledge aur experience hasil ho ga js se hum long time k liye trading kar saktay han is liye behtaar ye hi hy k hum khud hi trading karne ki koshish karain aur experience aur knewledge hasil karain aur robot trading Na karain is traha hi faida hota hy
      • #18 Collapse

        Re: Sawal: Rorbot Trading

        Ji bhai jan ap nay bohat hi acha sawal kia hay robot aik computerised machine hay jisay mukhtalif kam kay liay use kia jata hay is main computer kay zariay programs install kiay jatay han jo isay chalatay han jin ki waja say insan in say kam lata hay aor kai kamon main yeh insan ki bohat ziada help karta hay aksar bari bari factory main robot say bohat ziada kam lia jata hay aisay aisay kam liay jatay han jin ko sar anjam dainay kay liay kai logon ki zarorat hoti hay aor bohat ziada time lag jata hay in kamon ko robot bohat jald aor asani say kai logon kay kam kay barabar akela kar lata hay dosaray kam kay liay robot ka use jis taran hota hay issi taran Forex trading kay liay bhi bohat saray traders robot ki madad say trading kartay han is trading ko robot trading kehtay han bohat say traders say suna hay k robot trading say manual trading ziada behtar hay qun k yeh manual trading say ziada profitable nahen hoti ziada profit manual trading say hi hasil hota hay
        • #19 Collapse

          Re: Sawal: Rorbot Trading

          Asalam o alikum friends ap ny both acha question kea ha forex trading main ap rebot trading bi Kar sakty han or normal trading bi kar sakty han rebot trading main ap ny software main feeding kar laty han phr rebot us k mutabiq trading karta ha chae us main loss ho ya phr profit wo apni feeding k mutabiq he trading karny ga
          Jab normal trading main khud analysis karty han apni marzi sy trade open karty han or apni marzi sy close karty han normal trading main simple stop loss or take profit use karty Han jis main ap ka account safe rehta ha
          Is ly Mary khayal main ap ko normal trading best ha
          • #20 Collapse

            Re: Sawal: Rorbot Trading

            اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
            Asslam o alekum to all members mera aap logo se ye sawal hai ke kia ek trader ko robot trading karni chaye ya nahi aur kia robot trading normal trading se behtar hai in case gaining more profit from trades ek trader ko robot trading follow krni chaaye ya nahi and kia robot trading ki waja se trading account block ho jata hai robot trading safe hai ya un safe aap apni raaye kindly share kren shukriya.
            Dear friend forex trading main hum log rebot trading or normal trading kar sakty han instaforex trading main confirm ni ha k rebot trading kar sakty han k ni
            rebot trading
            Rebot trading main dear ap k pass knowledge or experience na ho to ap rebot trading kar sakty han par rebot trading main instruction ap ny khud dani hoti han is sy loss ya profit ye rebot he karta ha kabi loss main close kar data ha kabi profit main is ley dakh lan rebot trading kasi ha main khud aj tak rebot trading ni ki ha balky normal trading ki ha
            Normal trading
            Normal trading main ap ki apni marzi ha jab trade open karny ya phr trade close karny normal trading main ap ny khud analysis karny han or ache tahra learning or practice k bad trading karni ha tab he ap ziada ache trading kar k kamyab ho sakty han
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Sawal: Rorbot Trading

              Nero trading ko like nahin karta Kyunki Jab Ham trading karte hue reports Koi use karte hain To Ham Kuchh nahin kar sakte Iske alava Dar boards ke and dish ventox Hai Jaisa ke kam trade karte hain Jor board ko use karte hain To Hamen unke liye paise dene dene padte Hain aur Iske alava Hamen reports raiding Karke bhi loss ho sakta hai isliye Boss ka use karna Mere Khyal Mein theek Nahin Hai Baki Aage aapki apni mein
               

              اب آن لائن

              Working...
              X