Why People Lose Money in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    hahaha
    aap ny bilkul thek analyst kia most of peoples ye sari mistakes karty hain. or ham Pakistanis sy waqai sabr nhe huta. hr kam ko easily lety hain or ye sochty hian k ye kam un k liy he bana hy. or bna ksi experience, practice, knowledge & strong strategy plan k wo trading start krlety hain or jb tk unhen forex trading ki information hasil huti hy us waqt tk wo kafi loss utha chuky huty hain. or ye he time huta hy jb wo apny capital ka big loss kr chuky huty hain. or market sy out huny k qarib huty hain. es waqt wo himat har jaty hain or ye kehty huy bahr ajaty hain k forex fake hy. jb k aysa nhe hy. unhen chahy k forex pr achi tarha sy command hasil karen phr he real trading sy apni trade start karty huy profit gain karen. or es k liy mari nazr ma sb sy best hy demo account js pr aap apni sari strategies, knowledge try kr sakty hain. or apni 99% tk ki mistakes ko control kr sakty han. agr
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Wasa tu Forex mein loss ki bhut sari reason hain. jis mein agar aik trader learning nahi karta hai tu us koi bhi loss ho jata hai agar wo forex mein greedy ho jata hai tu us ko loss ho jata hai agar wo blind trading karta hai tu us ko loss ho jata hai.
       
      • #78 Collapse

        jb lalch ata hai to loss to hoga hi na jb market ko si sai ni watch krengia bs aise hi trading krengai na koi profit hoga is sai balke accont bi banned hosakta hai jb ap si tradin na krain to.
        • #79 Collapse

          logo ko nuksaan tab hota hy jab unko tajurba na ho , or logo ko nuksaan tab bi hota hy jab wo isko kaam ko samj k na kar rahy hon , balky sir ko uper se hi guzarty rehty hen or samjty hen k hm acha profit kama ly gy lakin aisa hota nahi hy
          • #80 Collapse

            Yes i agree with all of you members .forex main kamyabi kay liey zarori hai kay us kay rules ko follow kartay hoey u spay kam kia jaey .forex main loss ka hona un soorton main hota jab trader kay pas is ka knowledge ni hota ya wo is kay rules ko follow ni karta ya wo aik hard worker ni hai .kion kay kamyabi kay liey yeh teen chezain zarori hain .
            • #81 Collapse

              yes dear mene bi note kia hai k bohat se log har waqt loss me hote hain or loss hi deakhte hian rehte hain so me ye batana chahata hu k hume achi trading karni chaiye or loss ko bhool kar ache paise kamane ki koshish karni chaiye ta ke ache paise kama sake,
               
              • #82 Collapse

                saal acha hy aur jaab b apne khud dya hy lace of confident pheli to bt ye jahan apko profit hota hy wahan apko lose b hota hy ye alag bt hy k forex my sirf demagh ka sai istemal apki taqdeer badalta hy...
                • #83 Collapse

                  People are losing a lot in the forex market and therefore they are not trained and do not learn to take their time and not enough in training on demo account so they should if they want to succeed, to be trained and learn a lot
                  • #84 Collapse

                    dear friend ap nay acha sawal keya hay kay lg forex trading may q loss kertay hain to wo is leyi kay wo greed kertay hain jab trade profit may hota hay to sochtay hain kay tora aur earn karain isi say wo sab loss ker laitay hain
                    • #85 Collapse

                      There have some reason to lose money in forex market, but we should careful for this matter. Some people have no basic knowledge and they think it is so easy, and that's the main reason for loser in forex, and some people have over confidence and that's the main reason for loser of the person!!
                      • #86 Collapse

                        main to ya kahunga forex business main loss honi ki main karan yea hai app ko forex ki baroma dar or lalaz lakin app ko agar forex ki baroma knowledge kam hai to fir bhi app ko loss ho sakta hai so app apki knowledge ko barana hai.
                        • #87 Collapse

                          forex mein ziyada tar hum money loss is wajah se hotah ai kiu kay hum kum waqt mein ziyada earning karna chahtay hain ek he raat mein ameer bannay ki koshish kartay hain jis ki wajah se hum ko forex mein loss hota hai .
                          • #88 Collapse

                            forex trading men logo ko loss is lieay hota k un k pas forex k mukamal knowledge nai hota aur woh just is
                            k basic knowledge pey trade karty hen jis ki waja sey un ko los hota hy
                             
                            • #89 Collapse

                              aik aur is ki waja yeh bhi hoti hy k log greed karty hen aur trade barde lagaty hen jis ki wja sey un ko los
                              hota hy agr trade apny account ke munasbit lgain to loss hony ka threat kam ho jata hy
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                dear brother forex ma app ko loss tab ho ga jub ap k account chota ho ga ya app without knowledge k forex trading kerin gay ya to app ko jub zayeda profit ho jehy to app lalach ma a jaht han tab b app ko loss ho sakta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X