Leverage ka theek use kiya jaye tu hum capital secure rahk skaty hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Bilkul yeh bat kafi had tak sahi he aur agar hum forex main leverage ko sahi trha se use kartey hain to phir hum is main kabhi bhi loss nahin kartey hain aur is sey achi trha se successful ho saktey hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Its true k zyada leverage rakhnay se ager profit zyada hota hai tou loss b zyada honay ka chance hota hai iss leye leverage ko bohat soch samjh ker he select kerna chaheye khas ker aik newbie ko tou issay humesha low he rakhna chaheye ta k oss risk kam se kam ho aur wo long run market mein survive ker sakkay.
      • #168 Collapse

        han g sir ager hum leverage ko ziayada use karty hen to woh bhi trading mein koi achi bat nahi samji jati hy us mein ap ko ziayada amount chahye hoti hy to ap leverage ka use kam hi karo toa p ka capital bhi save rahy ga aur account bhi increase ho ga.
        • #169 Collapse

          mein app ki baat sa bilkul mutafiq hn magar aik baat kah leverage ha kiya pehle app is ko define krte phir app age baat krte basically leverage ka zarye sa app 1$ invest krte ho and company 99$ invest krte ha jis sa app kam investment hona ka bawajood bare lot size buy kr skte ho.
          • #170 Collapse

            Ap nay thk kaha kay agar ap ko trade karni a jay to phr to hum buhat achi tarah trade kar kay iss say faida lay sakty hain iss liye zarori ha kay iss main hum jo bhi kaam karain bilkul achi tarah trade kar sakain gay to phr hi iss say kuch faida hasil kar sakain gay
            • #171 Collapse

              leverage jitne kma hon toh utne margin for orders hmaary pas ziada bachti hy. so leverage and lot size ka sahi use krna beshak apky account handling me asani provide krti hy..
               
              • #172 Collapse

                yes mere piyare dost ap sahi keh rahy ho ma ap ki baato se agree ho forex trading ma agr leverage ka sahi use kiya jae tu ham apni money ko secure rakh sakty ha aur agr ham ko leverage ka sahi experience nahi ha tu hamary liye kam leverage he best ha new trader ko chahye k wo kam leverage use kare us k liye best ha
                • #173 Collapse

                  g dear aap bilkul theak keh rahy ho agr hum apni trading main leaverge ko buhat ahtiyat or carefully se use krty ho tu aap sure k aap ka risk factor bhi kam ho jaye ga or aap ka capital amount bhi secure rahy ga or phir aap life time forex main inter raho gy or life time inter se muraad k aap life time profit hasil krty raho gy
                   
                  :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                  • #174 Collapse

                    ji han bilkul janab aap ne durust farmaya leverage ka theek use karna he hamare capital ko secure kar sakta hai and hum agar is business ko janty nahi hon to hamen leverage bhi ziada use nahi karni chahiye .
                     
                    • #175 Collapse

                      jee han main ap se mutfiq hon ke leverage hi asal main main waje hain ke hum bare loss ker lete hain agar hum low leverage ko use kerte hain too hum asni se kama bi sakte hain orr humara account bi safe hi rehe ga
                      • #176 Collapse

                        Leverage agar app zyada lein gee too phir app koo zyada loss bhi hoo sakta hai ess liyee initially app koo chaiyee kee app leverage kaam rakehin aur jaab app mein trading maturity ati jayee apna leverage increase kr sate hain
                        • #177 Collapse

                          yes brother ager hum leverage ko theek traky sy use keray gay to hum easy li trading kar sakty han leaver ager choty account k liyea jitna kam ho ga utna he acha ha lakin ager account bera ha to hum lever age ko zayeda b kar sakty han
                          • #178 Collapse

                            yes ager hum apni laverage ko theek sy use kerte hain to hame forex me loss k chance b kaam hote hain ager hum apni laverage ko high use kerte hain to hame is me loss b high hota hai normal laverage best hai
                            • #179 Collapse

                              yes main sir ki bat se agree karti hun ke hamen leverage hamesha apni investment ko dekhte hwoe set krna chaye kiun ke jitna kam levarege hoga utna loss ke chances kam hunge aur specially new members ko is main bohat carefully ke sath chalna chaye kiun ek ap kam leverage ke sath bhi aik acha profit gain karsakte hain aur istarah apka account bhi wash hone se bach jata hai isliye hamen slow investment kar ek tarding karni chaye take hum aik month ke andar achi trading karsaken.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Jee zaroor Leverage ap option deta hai k ap apne capital ki kitna hissa istimal krna chahate hain or jab apka loss hota hai or apka negative balance apk leverage ko touch krta hai to apk loss orders close hojate hain jisse apka capital dosri bar k liyeh baki rehta hai magar loss to hota hi hai thora hi sahi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X