Is online help and tutorials enough to learn forex?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    bhai jaan ham jo ye posting krty hain hamy is k baary mai perty hain posting logo ki parny se bhi hamy kaafi had tak knowladge milta hai or ham logo ko posting mai jawabat bhi dety hain is se hamara oor uska dono ka faida hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      online help or tutorials hamary rehnamaee to kartain hain forex ko samanjne main, leken is k sath sath app ko kise ase experienced person k b zarorat hoti hai jo app ko us business ke bare main apna practical experience bataie.or app ko aik guide line provide karae ta ke app successful trader ban sakeen.
      • #198 Collapse

        yes online help and tutorials but not enough one should take consent from you senior who are working with this business. both online help and senior consent will perfect you. and you can earn much money.
        • #199 Collapse

          han yr online sa humein kafi help milti ha aur information thnx for the stuff keep us updated and kep posting on the forex keep earning
          • #200 Collapse

            forex market buhat hi risky market hai or is men hamain lsos kisi bhi time ho sekta hai is ley hamain is ki zyada learning or expericne gain kerna hota hai jis se hamain market men stand milta hai or ham kamyab hoty hain or ye knowledge gain kerty hi rehna hota hai.
               
            • #201 Collapse

              blkul online site tutorial se ap bilkul forex ke bare me learning hasil kar sakte isme ke koi shaq ke baat nahy he aur also news dekh kar be apko knwoldege melghy
              • #202 Collapse

                u can learn through online videos like u tube and many more and then u practice through demo account it is good for u,but I u have any expert or any teacher u would have better learning forex and if u have better understanding u can earn many times of ur investment
                • #203 Collapse

                  onlin tutorials and guides are good for your knowledge to some extent, these guides along with videos can also be found on the insta Forex Site under the beginners guide where you can proper information but discussion and mentor would do better too and a bit of practice will be more appreciated.
                  • #204 Collapse

                    brother humen video tutorial ki koi zarorat ni par sakti agar hum demo par daily practice karen ge to humay kisi video training ki need ni ho ge keun bro is kam ka tareqa or experiansse practice karnay sa aata hai aap jitni practice karen ge utna acha hai aap k liay
                    • #205 Collapse

                      bhai js qadar yeh business wasse ha bilkul usi tarah is ki learning b wasse hai to is k liye aap ko jahan se b aur jitni brahnumai mille kam ho gi lihazza aap jis qadar ho sakey aur jahaan se b ban paaye is ko seekhney ki koshish kartey rahen
                      • #206 Collapse

                        online helps and tatorial se to hamain market ka sara basic pata chalta hai or is se hamain trading kerna easy hota hai but ham jitni zyada opractice kerty hain hamain utna hi zyada knowledge ho jata hai or hamain is men trading kerny ka acha tajurba bhi ho jata hai.
                           
                        • #207 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir786 پيغام ديکھيے
                          bhai online help or demos se aap forex ki study karte hain per uske baad bhi aap ka experience nil hota hai or use gain karne ke liye aap ko demo account pe practice karni hogi jis me aap khud bhi kar sakte hain or kisi ki help lenge to or behtar hojaega...
                          Forex learning kay liye boohat sari websites hain or youtube pay tutorials bhi hain.iss tarah hum free main seekh sakty hain.agar kisi expert ki help mil jaey to seekhna easy ho jata hai.waisy main nay internet ki help say he seekha hai.
                             
                          • #208 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: danish765 پيغام ديکھيے
                            dear mere kahyal me ap ko online tutors aur ki help lene ki zrorat km hi pesh ati ho gi khu kay agar ap demo account me apni talent kay bal bote par bohat kuch kama lete hain to real account me bhi ap kama sakte hain.
                            Forex kaafi complicated hai.iss leiy issy seekhny main kaafi time lag jaata hai.agar hum daily learn karty hain or practice karty hain to iss tarah he hum seekh sakty hain.tutorials helpful hoty hain or main nay tutorials ki help say kaafi seekha hai.
                               
                            • #209 Collapse

                              Yes agar hum forex ke barey achi trha se online tutorial ko watch kartey haina ur is main online learning ko series samjh kar katey hain to hir yeh hamarey liye bohot hi kafi hota hey aur is sey hum bohot kuch learn kar saktey hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                ager ap new hain forex ki market me tow sub se pehlay ap ko apnay bot he qareebi koi known person dekhna ho ga jis k sath ap mil ker information share kerain aur brokers ki help k sath sath information aur ap ko demo practice se he mil skti hay jo k zahri c bat hay online he hogi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X