Apni planning khud karain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Apni planning khud hi karni chahye, agar koi or ap ki planning karta he to ap kesay os planning ko samag payein or ap ki understanding hi paida nai hogi, ap khud karinp planning or ye planning boht hi zror hoti he specially forex trading mein.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      apni plaanning khod karen lekin zarori hai ke kisi advisor ki mada li jaee kion ke har kam karne se pehle is ko seekhna parta hai aur seekhne ke liye aik guaider ki zaroorat hoti hai wo hamain wo sab technics btata hai jo hmare liye profitable hoti hain
       
      • #153 Collapse

        jee my dear me ap sa agree karta ho ky ap ko apny planning ko khud develop karna chay bajhy ka kishy par ap depend karhy me na starting me kishy trader ko follow kya tha our ous ko bh loss hova ouir mujy bh is lay me khud planning karta ho
        • #154 Collapse

          ji haaan ap apni planing khud karasakte hain ap soch rahen hoge kese wo aese ke news dekh market ke up down k hallaat dekh kar apni planig kar k trading kar sakte hain
          • #155 Collapse

            You already know your current knowledge, expertise, faults over any individual consequently their preferable o create your tactic along with p4epare as outlined by your curr3nt mother nature in lieu of to visit anoher indicidual tactic along wifh prepare. you'll be able to get rules via people along with off their tactic necertheless ten dnot to backup substance these people.
            • #156 Collapse

              je agar ap forex ka knowledge rakhtay hain tu better hai ap kud he es par aik planning banay k kis taraha work karna hai es stage par then ur right forex stage and successful many time
                 
              • #157 Collapse

                Yes right we should make our planning with our own mind because due to best planning we can get the success in the forex trading business and also due to great planning, we can more perfect and also we get the great knowledge and experience.
                 
                • #158 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: wajidali پيغام ديکھيے
                  me nay jb say forex join ki hai aj tak kisi expert adviser ki madad nahi le hai aur mjhay is ki zrorat b mehsos nahi hoti hai.agar aap khud apni strategy achi tarha bnatay hain to aap bhot achay trader ban saktay hain.
                  Agar aap learn karo gay or manually kaam karo gy to aap bhi achy trader bann sako gay.main nay iss business main kaafi time spend kia hai or ab to main robots bhi use kar leeta hun.robots say bhi earning ho jaati hai.
                   
                  • #159 Collapse

                    apni planing me ek baat hamesha yad rakhna k planing mazboot aur apply honay wali ho yani itni mushkil he na ho k tm khud he us pay amal na kar pao.agar kisi senior ki help chahye ho to us say lo.
                    • #160 Collapse

                      g han bilkul hamen pakistan forex forum men join hony k bad apne planning khud ko krne cahie,k hamen dilay kitna kam karna ha,or jo ham jitna target rakhty hn un ko pora karna boht zarori ha,agr ham apny traget ko dialy pora krengy to ham pakistan forex forum men zaror successful hojaingy.
                      • #161 Collapse

                        is mai apko apni planning khod karni chahie ke kis tarha app ne forex market mai trading karni hai ager app ke pass kafi knowledge hai forex se related to apke liye bohat ziada profitable bussiness hai
                        • #162 Collapse

                          g han forex main kamyabi ke ye bhi bhuat zarori hay ke aik pklaing ke sath kamm kiaya jai aur aik money managment ke rule ke mutabik trading ki jai baghair plaing ke kaam karne main buhat zaida risk hota hay
                          • #163 Collapse

                            Bilkul aap ny theek kaha hay apni planning khud krni chahiye k forex marketplace mein further kya krna hay aur targets b khud he set krnay chahiye, laikn agr aap kisi senior aur experienced trader sy consult krtay hain to ye b koi buri baat nahi hay.
                            • #164 Collapse

                              Je haan trading ek aisa business hai jiss main apny apni planning khud krna hoti hai, kyonk iss tarha ap ko pata chalayga k ap kasay trade kr rhay ho aur kis tarha profit earn krna hai aur loss sy bachna hai, lehaza ap ko chahye k achi planning aur strategy k sth trading main hissa layn aur apni trading kr k profit earn krty rhayn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Forex k business mein planing bhut ziada matter karti hai kyun k agar hum trading se pehla achy planing karta hain tu hum full confidence se trading karta hain k hum ko profit he ho gy aur planing mara khal mein kud se karni chaya agar aik ya do dafa planing failed bhi ho jaha tu kuch nahi hota hai wo aap k experience increase ho jata hai planing kud se he karna better hai. jis se experience aur confidence increase hota hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X